Yes sir charging problems per or video banay... Kabhi - kabhi charging led nahi chalti Or charging bhi nahi hota...? Vusper bhi video🎥 banaya... Please. Thanks sir
Sir mere eb 900 me charging fault aa raha h pcb me chote trance former ko tuch karne per charging hone lagti h tranceformer badal chuka h macnic lekin foult vahi aa raha h
Sir ji ...mera Microtek EB700 inventor hai. ..us me folt a he ki...usaka current ampere high hota hai....battery low hone pe 15 ampere me charge karta h...our 15 minute bagh 23 ampere ho jata....aur battery full honeke ke bad bhi....ampere 23 hi rahta hai,.....mere ek battery bhi kharab ho gai...sir plz mujhe kuch advise do...
Sir eb 1700 model Microtek me 24 volt me charging problem h charging light bhi blink nahi kar rahi h maine bd 139 नया लगा दिया tcln 635 new laga diya lc lm324 nayi laga di par phir bhi na problem solve nahi hue is par video banaye
Shat hai Dirvar transistor ek shayet me 1548B transistor laga hai or ye transistor mila nhi ra to eshki jagha pe konsha laga shakti hai Or दुसरे साईट में 547b laga hai en dono transistor ko hata dene pa get wolteg dono shayt me bara bar aa re hai to aap kio solution bataooo Help me
Hello Sir, I have microtec HB725 inverter. its working propely on backup mode but not charging battery completely on mains mode. battery charging stops withing 1-2 mins on mains. Same battery is getting charged till 100% with another inverter, so battery is good. What should be the problem with inverter?
Paihle aa p chack kro ki switch tubler pe ya high pe ho aagr na ho to use high pe set kr lo aagr fir bhi na kuch ho to kit me lga blue vala priset 14.4 volt pe cut kra loo theek ho jayega
Sir sap ki video super mere paas ek fault hai same model charging k time par dak dak Kar k awas Karthi hai aur Kabhi charging Ind Nahi atha aur fuse BHI ud jatha kya karu
Thank you.. Sir mera Microtek UPS me challu kate hi EK lamba Beep sound ake band hota hai.. aur aggar Main supply diya to tak tak relay switching ki sound ati hai.. kya fault ho shakta hai?
Sir ye Btaiye Microtek EB 625 ka Fan Load Jabtak Chalao tabh Tak Chalta he Ya Fir Automatic Chalta he Kuch Der Ke Liye Or Fir off ho Jata he Or Sir 2ed. Fult ye dene Laga Ki Charging pehle 5-6 ghante Leta tha Or Full hote hi Light full Ki show karta tha But Ab full hone show hone Ke bad bhi Fan Lagatar Chal raha Or 20 minut Fan off ho raha Mene sir Uspe solar pannel lagaya tha Tabh SE Kamiya dikha raha hai Koi Solution Bataiye
Sar mere microtek875 e2 square wave model hai mains ke bad charging indicator lake rahata hai Charging blinking nahin karta naya battery jodne ke bad bhi vaise hi dikhta hai empier Nahi aata please salt out problem
Bhai namasthe mera name Afzal mere pas microtek850eb ka invartar hae uska problam battary charge 14.12 tak hora phirse discharge 12.08tak horahahai Myne miter battary kohl lagake rakha hae please iska prablam bathao bhai
@@Afzalmohd-vb9rh aapke kaih e ka matlab hai cut krne ke baad menas charge hone ke baad battry down hoo jati hai? Inver ko hi charging pe kr ke blue vali priset se 14.4 volt pe cut kraa lo aagr fir bhi battry down ho to battry ki problem hai usko chack kro ya battry bdl ke dekho
Sir mere paas Microtek eb 900 inverter he jo ki bettery charge nahi kar raha he Or ek investor he jiske sare misfits jal gaye he unko repair kese karu wo bataiye
sir eco watt 700va inverter mei jaise hi battery connect karte hain to beep ki sound aane lgti hai aur ups switch bhi proper work kr rha hai,,,,relay bhi switch se on off ho rhi hai, but beep sound continuously aa rhi hai,,, plz help me
Microtak inverter mai ek gate me volt nahi as rahi hai ,sare tringester change kar diye hai.pin 27 ,28 par volt aa rahi hai . chhar trensgester Jo ek sath hai usme ek me volt sahi hai ek me nahi hai tringester change kar diye hai kya karan hai
Mosfets short na ho chack kro ek or trika hai aap 680ohm vali resistance ki ek side baahr nikal lo or fir volt chack kro aagr voltage pure ho jaye to apka MOSFETs unit mr falt hai agr na ho to transistor unit me try now
Plz make vedio on overcharging my microteck inverter continue goes charging even battery voltage become 15.9v.micro controller pin no. 3 Voltage is 3.5v .it is ok but able to stop changing.
Sir aap ki video bahut hi achi lagi please is pcb me fuse blown bahut hota hai us per jarur video bnae
Thank you sir bohot pareshan tha m is foult ke lia🙏
Good Sir Dhanyawad Thaara new Samjhan khattar
Sir aap bahut aachhA dikhate hai
Aise baarik fault batane k liye Shukriya.
Ha banaiye sir bahut helpful hai.. Thanku
सर बहुत अच्छे से समझाया है
बहुत अच्छा भाईसाहब धन्यवाद
Thanks sir ji 👍
Luminous inverter eco volt ripering ke video dijiye
Thnq vary much sir
Nice very nice video
Bhaut baria
sir , Microtek EB 1100 के कीट पर एक पूरी फाल्ट की जानकारी दी जाए। धन्यवाद!
Best information guru ji
1namber 1 sir Ji thank you
Thanks
4007 Diod se ampare problem solve
Yes sir charging problems per or video banay... Kabhi - kabhi charging led nahi chalti Or charging bhi nahi hota...?
Vusper bhi video🎥 banaya... Please.
Thanks sir
3 video bni hai sir meri aap video ki description me chack kr ke dekh skte ho
Good video sir ji
Ok sir Thank you
Good job
Bhut badiya
Best Sir g
Very nice
Nice vedio. Mera micro inverter 625va thoda charge karney key baad
Blinking band ho ja ta hey. Kai problem ho sakta hai
Blue vale priset se set kro
Woh to hai,per blue vale preset sai kya adjust karoon aur kya voltage honi chahey.
Nice video bro .. bahut din ke bad video upload (18 sep ---4 ne)
😬
Sir mere eb 900 me charging fault aa raha h pcb me chote trance former ko tuch karne per charging hone lagti h tranceformer badal chuka h macnic lekin foult vahi aa raha h
Thanks alot , more vedio on sukam 650,
ua-cam.com/play/PLABgAS_EAQznAcYwmQ-X-sAj_wjvs1M8D.html
Good tiching 👍👍👍👍👍👍
Good vidio
Sir ji ...mera Microtek EB700 inventor hai. ..us me folt a he ki...usaka current ampere high hota hai....battery low hone pe 15 ampere me charge karta h...our 15 minute bagh 23 ampere ho jata....aur battery full honeke ke bad bhi....ampere 23 hi rahta hai,.....mere ek battery bhi kharab ho gai...sir plz mujhe kuch advise do...
Sir apki series board ki sare connection opar eka video banao please
गुड़ सर
Sir eb 1700 model Microtek me 24 volt me charging problem h charging light bhi blink nahi kar rahi h maine bd 139 नया लगा दिया tcln 635 new laga diya lc lm324 nayi laga di par phir bhi na problem solve nahi hue is par video banaye
2K ka preset Badal De
@@SahidKhan-sm6tf jawab der se mila sir ok thanks
Srji luminous lb inv. Me charging amp nahi aare h or sabhi parts ok h
Good tiching
दोनों साईट के tarnsistar sem laga shakte hai kay p55nf06 ya irfz44n
Microtek invater 860Eb hai jishke दोनों साईट मै अलग अलग tr. Lage hai to kay p55nf06 lagana cahye ya fir irfz44n lagaye
Shat hai Dirvar transistor ek shayet me 1548B transistor laga hai or ye transistor mila nhi ra to eshki jagha pe konsha laga shakti hai
Or दुसरे साईट में 547b laga hai en dono transistor ko hata dene pa get wolteg dono shayt me bara bar aa re hai to aap kio solution bataooo
Help me
Dono me se koi ek lgalo
Dono hta ke 547 new lga do or c18 bhi change kr do
@@technicalupsfaults5074 ok
Gjb bhai
Thanks sir
Inverter ka kam karta hun aur inverter theek ho gaya tha aapka bahut bahut shukriya aapane video Dali Allah aap ko iski jazza de
Please make a video on this kit.
Nice veer g
Nice
Hello Sir, I have microtec HB725 inverter. its working propely on backup mode but not charging battery completely on mains mode. battery charging stops withing 1-2 mins on mains. Same battery is getting charged till 100% with another inverter, so battery is good. What should be the problem with inverter?
Paihle aa p chack kro ki switch tubler pe ya high pe ho aagr na ho to use high pe set kr lo aagr fir bhi na kuch ho to kit me lga blue vala priset 14.4 volt pe cut kra loo theek ho jayega
Sir apki shop kha pe hai
सर एक वीडियो वैसी बनाना की इनवर्टर कैसे काम करता है पूरा इनवर्टर कैसे-कैसे कहां-कहां चलती है सर आपका बहुत धन्यवाद
Charging ke falt kasabhi probalume vidio banai please .
Sar fan related koi problem ho to uski video a2z
Battery cut off ....
Or continue charging par vidio bnaiye
Bhaiya pls ek charjing k hi badhiya video banaye a to z bhaiya ga pls
3 video bni hai sir charging ke upr mere channel me ja ke aap dekh skte ho
Thank you❤❤❤❤🙏🙏🙏🙏
Nice video
Sir sap ki video super mere paas ek fault hai same model charging k time par dak dak Kar k awas Karthi hai aur Kabhi charging Ind Nahi atha aur fuse BHI ud jatha kya karu
Tcnl 100 or BT139 NEW LGADO
Hello sir ji mere pas microtek eb 700 inverter hai jis me charging eld still hone par bhi fan continue run kar hai ye Kiya fault hai sir please reply
Fan vala transistor short na ho khi
Hi sir ishi kit pe videos banaya jaye
Kafi video bni hai channel me jaa ke chack kr skte ho aap
Sir ji 🙏
EB700 wali kitte me Charging par 2 scr lage he chek kar liye sahi par mains on karte hi Charging direct aa rahi he ,
So pls help me sir...
Tcnl100 change kro
Sir microtek 600 eb ki nagtiv and positive, battery par lgne wali wire main back ac current aata hai. Jab main on ho, iss par video bnaye plz.
Testpin se chack kroge to show hoga vaise aana to mushkil hai
good
Hlo sir charging light blinking pin no3 1.6 volt but charging nhi ho Rahi IC moc3021 ok pls help
Thank you.. Sir mera Microtek UPS me challu kate hi EK lamba Beep sound ake band hota hai.. aur aggar Main supply diya to tak tak relay switching ki sound ati hai.. kya fault ho shakta hai?
4n35 lge hai to unko change kr do or dono priset bhi ya meri vidro bni hai vo dekh lo
@@technicalupsfaults5074 OK sir. check karta hu
Luminous eco watt 900va charging 40amp karrahahi kam kayse Karin sir bataye please sir
Charhing Jamper ko low pe kr ke dekho nhi to mosfets chack kro short na ho khi
Sir eco watt inverter per video banaiye
Sir amron inverter shine wave me mains nahi aa rahi hai kya kare
Sir ye Btaiye Microtek EB 625 ka Fan Load Jabtak Chalao tabh Tak Chalta he Ya Fir Automatic Chalta he Kuch Der Ke Liye Or Fir off ho Jata he Or Sir 2ed. Fult ye dene Laga Ki Charging pehle 5-6 ghante Leta tha Or Full hote hi Light full Ki show karta tha But Ab full hone show hone Ke bad bhi Fan Lagatar Chal raha Or 20 minut Fan off ho raha Mene sir Uspe solar pannel lagaya tha Tabh SE Kamiya dikha raha hai Koi Solution Bataiye
Microtek jm 1250 me charging problem h aur led glow nahi ho raha h please iska ek video banaye
Already bni huyi hai video mere channel me ja ke dekh lo
sir diod sahi to change krne ky jarurat h?
Description me dusri video ka link hai vo dekho
Betty charg kese hota he traic or scr se kese kam karata he cupalr bhi hoti he
Luminous ka me inverter me microtek ka kit usi number ka laga sakate hai
Kit aap lgaa skte ho koi problem nhi
@@technicalupsfaults5074 thanks sir
Sir luminous sakti charge 1100 12volt ka kit mil sakta hai
Lockdown ke baad mil jayegi
Sir aap kaha se hai
3710 ke jagah dusra konsa lagega
Sir mere pass microtek eb 1000 h jisme 2mint charging lene pe battery full indicate kr deta please reply sir...
Thanks kit ho gae ok
Sir🙏🙏 charging ke Gulabi wale chhote transformer par koi,AC, volt nahi aa raha hai,, upaye bataye,,
Thanks
Microteck 600eb low battery pr banay plz🙏🏻q
ये फाल्ट मुझे मिल चुका है मै बना लिया था
Ye hi mera inveter hai mains dete hi 60 ampir par charge karta hai mene acr bhi change kar liya AAP batawo kya karu sir
Sar ek 900 eb me men LED dikha raha or charging nahi kar raha he is par ek video banaye
Already 3 bhi hai brother channel me ja ke chack kr le
Good morning sir.microtek 1400 va display showing charging indicator but not amp.plz make video for me.
Isi video me niche link doye huye hai 2 video ke aap dono dekh lo chack krne ka treeka same hai 1400va vale ka bhi
Sar mere microtek875 e2 square wave model hai mains ke bad charging indicator lake rahata hai
Charging blinking nahin karta naya battery jodne ke bad bhi vaise hi dikhta hai empier Nahi aata please salt out problem
Microteck eb model 860 scr Short hojara one hour k baad charging mode pe
BT139 lgao or tcnl100 bhi chanhe kro
Bhai namasthe mera name Afzal mere pas microtek850eb ka invartar hae uska problam battary charge 14.12 tak hora phirse discharge 12.08tak horahahai Myne miter battary kohl lagake rakha hae please iska prablam bathao bhai
Main aapki baat smja nhi ?
@@technicalupsfaults5074 bhai microtek850eb ka invartar hae uska problam battary charge 14.12 tak hora phirse discharge horahahai 12.08 tak invartar charge indicetar cat horahahai battary discharge horahahai please jaldise iska prablam bathao bhai
@@Afzalmohd-vb9rh aapke kaih e ka matlab hai cut krne ke baad menas charge hone ke baad battry down hoo jati hai?
Inver ko hi charging pe kr ke blue vali priset se 14.4 volt pe cut kraa lo aagr fir bhi battry down ho to battry ki problem hai usko chack kro ya battry bdl ke dekho
@@technicalupsfaults5074 thank you bhai apka shukriya
Pals k bare main batadiji ya
Sir agar bijli mara h to charging nahi de raha h maicrotek invetar ka to kya falut hota h
Charging pe 3 video bni hai dekh lo meri
Sir mere paas Microtek eb 900 inverter he jo ki bettery charge nahi kar raha he
Or ek investor he jiske sare misfits jal gaye he unko repair kese karu wo bataiye
ua-cam.com/play/PLABgAS_EAQznzPXFp8oqB8kOTaZdRW8o4.html
Isme apko.videos mil jayegi dekh lena
@@technicalupsfaults5074 thanks sir
Sir Ji inviter on hai saflai vi hai magr Ac lion dene ke bad men's hai magar charjig nahi output nahi hai sar
Paohle main supply ka fault solve kro tramsformer or 23 no. Pe lga transistor chack kro or relay bhi
Nyc
Video Mai sb point par Sanket se touch Karke bataye .plz
Details me dusri video bni hai vo dekh lo description me
Ye kit me scr hote he uski jada jankari de kese AC volteg ko control karta hai aur charging karta hai
Basic nhi bta skta sir ji iske liye google pe serch kre
Sir ek microtek charging foult h jo muje mil ni rha h help me
Es model me 1250 k kit me charging jhatka mar rha h up dwn up dwn... What is problem
Tcnl100 change kro or wire vali thimble new lgaoo
Es model me 1100 va me mains on pe charging full aa rha h... Charging Ied lagatar glow ho rhi h... Or charging amp v nhi h
Microtek. 600 EB Over Charging
Agr amp normal hai to blue vale priset se set kr lo
Mospet ek Kam Karne per chalega
Chall.jayega
Enveter on karte hi LED blinking karti hai or mains par bhi
sir eco watt 700va inverter mei jaise hi battery connect karte hain to beep ki sound aane lgti hai aur ups switch bhi proper work kr rha hai,,,,relay bhi switch se on off ho rhi hai, but beep sound continuously aa rhi hai,,, plz help me
Uln2003 ic chack kro or r60,r12 bhi chack kro
R60, r13 chack kro or 2003 ic change kr ke dekho
@@technicalupsfaults5074 2003ic change kr diya hai फिर भी सेम प्रॉब्लम है
Test point voltage ke sath bataya jay
Sir microtek me charging relay on nahi ho raha hai led blink karta hai
Microtak inverter mai ek gate me volt nahi as rahi hai ,sare tringester change kar diye hai.pin 27 ,28 par volt aa rahi hai . chhar trensgester Jo ek sath hai usme ek me volt sahi hai ek me nahi hai tringester change kar diye hai kya karan hai
Jis side kmm hai us side ka driver transistor jo ek lgaa hoga or c15 chanhe kr do
@@technicalupsfaults5074 transistor change kar diye c 15 bhi change kar diye drive nahi aa rahi hai please soluation
Send mobile no.
Mosfets short na ho chack kro ek or trika hai aap 680ohm vali resistance ki ek side baahr nikal lo or fir volt chack kro aagr voltage pure ho jaye to apka MOSFETs unit mr falt hai agr na ho to transistor unit me try now
Cn100 substitute batao pls
2n2222a ulta kr ke lga do
amp 10/15 kese kare plz sar bataiye
Plz make vedio on overcharging my microteck inverter continue goes charging even battery voltage become 15.9v.micro controller pin no. 3 Voltage is 3.5v .it is ok but able to stop changing.
Set and rotate preset clockwise and then cut is 14.4v try now
Sir mera inverter main lagate hi 40 amp fuse short kr raha h
Sir eb 1100 ka ups on ho raha hai lekin men light indiketar nahi aa raha hai
Kit konsi hai 4n35 vali ya dusri