Bhaiya apse nivedan hai ki sabhi visyo per video dale.abhi jo spare parts a rahe hai wo old machine me nahi lag rahe hai Jese machine model Hung taun HT01 me bowl na lagne ka problem face kar rahe hai
जी हेलो सर जोसन सर के नीचे पट्टी है उसको दबाते हैं तो संसार की लाइट तो प्रेशर वाला जो मोटर है सेंसर वाली पट्टी दबाता हूं तो कभी घूमती हैं कभी बंद हो जाती
Burning problem aane ka kai karan holta hai. 1) Low premix quality 2) mess size of powder ( charcoal and saw dust) less than 40 or more than 80. 3) Excessive or less quantity absorption of perfume mix ( for black stick 240 gm to 280 gm per kg will be good enough ) 4) Excessive use of binding powder ( jiggat or josh or guwar gum powder ) 5) Less or no use of burning powder in premix. ( 10 to 15 gm per kg can be use diluted in water ) 6) Raw stick gila hona. 7) DEP oil ya white oil ki quality kharab hona. Aap in sabhi ko check kare. Ho sakata hai Kuchh help mile.
Dc motor ko kitne tak bda sakte hai ???? Or machine maximum kitne speed tk chl skti h non stop in some time? Jisase ki Production ko or bdaya ja sake speed k through
Mere machine mein dono roller pehle se touch nehi hai, aap k machine mein mene dekha ki dono roller touch hai pehle se..kya dono roller pehle se touch hona chahiye?
Dono roller ke bich me gap hota hai. Bamboo stick lagbhag 1.3 mm dia ka hota hai. Isako pressure ke saath hold karke hub jet ke through pass karana hota hai. Isake liye roller ke gap ke bich karib karib 1 mm ka gap rakhate hai. Gap nahi hone par bamboo stick crush ho sakata hai our roller me hi rah jaye ga. Roller ke distance ko set karane ke liye upar wale roller ke saath ek tirchha wal patala bolt laga hai. Usako kasane ya kholane se gap badega ya ghatega.
धन्यवाद श्री राम ❤
Bhaiya apse nivedan hai ki sabhi visyo per video dale.abhi jo spare parts a rahe hai wo old machine me nahi lag rahe hai
Jese machine model Hung taun HT01 me bowl na lagne ka problem face kar rahe hai
Bahot bdiya
Full kadi ka solution batav
Vfd (drive) se सम्बन्धित वीडियो बनावो bhiya
Ok
Good morning
Thank you
Sancer mai light nahi aa rahi kya Karan h
Dc moter nahi chal raha hai to kya kare kripya bataye
Nice 👌
Excellent. ...
Plees kannada langveg batavo
जी हेलो सर जोसन सर के नीचे पट्टी है उसको दबाते हैं तो संसार की लाइट तो प्रेशर वाला जो मोटर है सेंसर वाली पट्टी दबाता हूं तो कभी घूमती हैं कभी बंद हो जाती
ya to aapka primix sukha hoga
ye fir volteg problem ho sakta hai
Diev seting karka bataya jara pelis
nice videos setji.
Thanks
Well-done
Setji Auto fider ka speed kaise Badhai
Thanks
Sir mere agarbatti jal nahi rahi hai maine 1,2din sukiye b lekhen fir bii nahi jal rahi hai
Sir please mujhe btaoo aisa ku ho raha hai??
Charcoal quality k karan barning problem jayda aati hai / agar Primix quality àacha ho to gali agarbatti bhi jalta hai
Burning problem aane ka kai karan holta hai.
1) Low premix quality
2) mess size of powder ( charcoal and saw dust) less than 40 or more than 80.
3) Excessive or less quantity absorption of perfume mix ( for black stick 240 gm to 280 gm per kg will be good enough )
4) Excessive use of binding powder ( jiggat or josh or guwar gum powder )
5) Less or no use of burning powder in premix. ( 10 to 15 gm per kg can be use diluted in water )
6) Raw stick gila hona.
7) DEP oil ya white oil ki quality kharab hona.
Aap in sabhi ko check kare. Ho sakata hai Kuchh help mile.
🙏sir, mai Karnataka ka hoon. Mere machine mai sticks bhahut crush hote hain. Plz solutions batayiye 🙏🌹
@@veeranagoudapatil7181 sensor, rocket die, Fidder settings check and bamboo sticks quality bhi depend karta hai
जाहा से स्टिक निकलती है उसके निचे sprig रहीती है कितनी spring रहीती है , मेरी एक spring तुट गई है उसे कैसे लगाये सरजी
New spring dalna easy hai
Dc motor ko kitne tak bda sakte hai ????
Or machine maximum kitne speed tk chl skti h non stop in some time?
Jisase ki Production ko or bdaya ja sake speed k through
Speed slow ho to badha sakte ho
Hung Tuan 70-80
Mere machine mein dono roller pehle se touch nehi hai, aap k machine mein mene dekha ki dono roller touch hai pehle se..kya dono roller pehle se touch hona chahiye?
Waisa kuch nhi hai sir
Dono roller ke bich me gap hota hai. Bamboo stick lagbhag 1.3 mm dia ka hota hai. Isako pressure ke saath hold karke hub jet ke through pass karana hota hai. Isake liye roller ke gap ke bich karib karib 1 mm ka gap rakhate hai. Gap nahi hone par bamboo stick crush ho sakata hai our roller me hi rah jaye ga. Roller ke distance ko set karane ke liye upar wale roller ke saath ek tirchha wal patala bolt laga hai. Usako kasane ya kholane se gap badega ya ghatega.
Hello meri machine ka same problem hai pr machine mai current marata hai aisa kyu
Earth problem ho sakta hai agar halka current aata hai to
👍👍👍👍
sensor lite band nahi ho raha
Sansad ke upar do छोटे-छोटे screw Lage hote Hain vahan se thoda setting kar lo argest ho jaega
Kuchh Sahi tab dikkat kyon hota hai bataiye
APKA NUMBER MIL SAKTA HE KYA