Ustad assalam walekum ustad aapka khel kabutaron mein Laga rahe the bahut achcha bahut pyara chal raha tha kuchh log ki najar lag gai ustad sab kabutar chori ho gaye ham Lucknow se Mohammed Miraj
Bhai kl mene aap ka ye bataya hua chiknao lagaya tha aj kabutar dikhna band ho gaya tha kilometre ke hisab se shukriya bhai ye chiknao batane ke liye ❤️
As salam u alaikum Bhai main Pakistan Sy hun AP boht ACHA kaam kr rahy hain hum shokeeno k liye Allah pak apko sehet-o-tandrusti wali lambi Zindagi ata Kary Aameen
Asalam oallaikom Kashif Bhai mn ap ka bhot bara fain hon or apki hr khail ki vedios mn download kr K Rakhi howi hn or mn UN se dekh kr khail K lagata hon thanks Bhai ap bhot acha Kam kar rahe hn mje b dowaon mn yaad rakhyega
Bohot bohot shukriya ustad ji aap bohot achi video me knowlege dete ho Puri details ke sath.🙏. Main aapki sari videos dekhta hoon. Mujhe aapse ek suggestion lena hai mere pass gole kabootar toh nahi hai. Maine nisaware kabootar rakhe hue hain mera koi ustad bhi nahi hai bas aapki videos dekh kar main thoda bohot khel Pani laga deta hoon jaisa ki aap video me batate hain. Kya aap mujhe kuch nisaware kabootaro ke liye kuch bataiye mujhe pata hai ki aap golo ka shouk karte ho magar aap ustaad ho toh plz meri help kariye mere yahan bohot se gole baz hai jab bhi main apne kabootaro ko udata hoon toh woh apni tukadiyan uda dete hain. Mera bohot chota sa shouk hai 50 kabootaro ka plz meri madad karo taki main bhi apne kabootaro uda sakoon or incase agar kabhi ladaiya ho jaye galati se unke sath toh mere kabootar gire nahi unke chat per. Please please please request hai aapse,🙏🙏🙏
Hanji bahi sahib main amit Verma maler Kotla punjab se main apki vedio sari dekta hu apki vedio buht achi hoti hai or app logo ko buht achi jankari dete hai is se logo ko shonk Acha Hota Hai apka bhut bhut sukreya bahi
thank you big brother from my bottom of my heart for considering my request and showing my comment in video. Plz do video on jadhibothi and explaing about there tasri and how jadhibothi will be useful for kabootar.
Assalam walekum Kashif bhai jumma Mubarak aapko aur bahut bahut shukriya aapka Kashif hai vahi abhi main aapka khyal dekh raha tha aapane yah bataya ki yah September se October ke mahine ka hai usse yah hai aasani ho jaati hai ki Ham usi mahine yah khel Laga dete Hain kashibai subah 8:00 mein kabutar Uda raha hun lekin kabutar chaurahe bahut bol rahe hain aur aur bhi nahin Rahe latak Rahe kabutar to uske liye please Koi khel bataiyega bahut bahut shukriya kashibai lakhon se hai to Tum dosti aata farmae aamin sammanit assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh
Bhai aisa khel bataye jis kaboter bina lare Bach k Aage palla kare kushti na pakre or mere kaboter ne 1 pati pakar li wo chorh nhi raha meharbani kar k rehnumai farmye jazzak aalah
assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh. Kashif bhi kabutar ka sena kunda bari chard gya kaisa pata lagaya ap nai kaha tha is topick par video banao gya plzz bana bhiya
Kashif bhai kabooter ke amad bhe nhe hai ur kuch wazan bhe kar gaye hain ur kuch kamzor hain ur sedhay bhe nhe hi rahy mu phar letay haun bs 3 hawa mar kar urtay hain 55 kbtr hain dana bhe thek he kha rhe hain plz bhai sadhe sir tak aa gaye hain sb new kbtr ha pit na jaye sirf lambay bal letay hain
Assalam u alaikum bhai ap ustad ho ap ki video dekh ka hi kabotar larao ga insha allah Par kashif bhai ap na mare liya. Abhi tak chiknao nhai btaiya ka ma kabotar kafi laambi pa bhaje ka larane han or kabotar sidhe karne han
Ustad ji apke kehne par dana napa mene to 12 gram dane par set kar liya he or kabutar ab theek ho gya he 4 din se sada udh rha h abhi maal dalne ki zaroorat bhi nhi kar rha h lekin mene aj badam wala apka chiknao laga diya he ap ye bta den ki pani kab or kya dekh kr lagye
Salam Kashif Bhai I m maqbool from Balochistan Pakistan se Bhai is Tarah ka koi ur bajra batain jis me kaboter gocha Uday Lekin lambi kare bohat us bajre me
Kashif bhai aps sawal h k..jo khail ap btstaty ho maisam ka zaror btaya krain .kon s mousam me khail lgta h .r kabóter kis codition me hona chahiye..plz rpl zaror plz
Assalam u alikum kashi bhai allaha pak aap ko sehat wali lambi umar day ameen kashif bhai app sea meri request hea mere kabootar khnasi or sukhay ki bemari main a kar mar rahay hea please es bemari per 1 video main ilaj bata de main aap k shukar guzar honga aap ka bahi nazim i leve in pakistan
Bhai ji mera naya shonk h,aap bhut ache se sab batate ho, but ek chiz Or puchni h, aap jo b chiknao ya khel batate h vo kab tak lagana hota h , chiknao dene ho to kitne din de, or pani lagana ho to kab tak lagana h, plz jarur btaye
Ustad ji mashallah ❤Aap ke khel ke baat he nirali hai abhi Tak kabootar na he Kider Gira or na he kider rukha hai...❤LOVE YOU USTAD JI❤
Kashibai main aapki sari video dekhta hun aur like karta hun
Ustad assalam walekum ustad aapka khel kabutaron mein Laga rahe the bahut achcha bahut pyara chal raha tha kuchh log ki najar lag gai ustad sab kabutar chori ho gaye ham Lucknow se Mohammed Miraj
Qasam se ustad apke jesa Banda nh dhakha❤ parfect chiknao banaya ha ❤
@@Ustadwale ❤️❤️❤️ Shukriya
Masallah maza aa gaya asa khel nhi dala kabutaro m aj tk
Jazak allah sir w8ting for ghee recipe sardioy ka liya❤4rm Pakistan🇵🇰
Bhai kl mene aap ka ye bataya hua chiknao lagaya tha aj kabutar dikhna band ho gaya tha kilometre ke hisab se shukriya bhai ye chiknao batane ke liye ❤️
Geo khashif bhai .i am from pakistan.allah lambi zindgi kry apki
Kashib bhai tumhare chiknawa se mere dost ke kabootar udna chalu ho gaye h to usne mujhe jo thankyou bola hai me bo thankyou tomhe bolta hu ❤❤❤
Ustad ji assalamualaikum ustad sachi me khatarnak hai chiknawa rizalt sandar hai
@@aslamshah3441 Waleikum Assalam ☺️❤️❤️❤️
Nhi Kashif bhai ap ustad ho koi shak nhi😊❤❤❤
Bhai new banda jb se ap mile ho mera shok mazed bhar gaya hai plz bhai thora tym mere liye nikal lo apke mehrbani hoge ustad g❤
As salam u alaikum Bhai main Pakistan Sy hun AP boht ACHA kaam kr rahy hain hum shokeeno k liye Allah pak apko sehet-o-tandrusti wali lambi Zindagi ata Kary Aameen
@@FarhanFarhan-zb4lb Waleikum Assalam ❤️❤️❤️
Assalam u alykum Ustad
Bht bht shukriya usatd ❤
Talha Karachi Pakistan
Assalamu alikum kashi Bhai ❤❤ Maza aa gaya bhai
Asalam oallaikom Kashif Bhai mn ap ka bhot bara fain hon or apki hr khail ki vedios mn download kr K Rakhi howi hn or mn UN se dekh kr khail K lagata hon thanks Bhai ap bhot acha Kam kar rahe hn mje b dowaon mn yaad rakhyega
Waleikum Assalam Ok brother ❤️ shukriya Apka ❤️
ASA lamo Aly kum ka shif ustad ko
Assalam walekum Kashif ustad mein Pakistan se men apka feen hon austad AP muj ko basa NY ka geem Bata den
Assalam walekum mustak mujhe game de de basawat ka@@pigeonscarefactory5328
Kashif bhi AAP bhi bahut behtreen english padhlete hai
Asif bhai ustad ji app ek video sardi key pani per bhe bana dijiye जोड़ी वाले कबूतरों की लिए
Bohot bohot shukriya ustad ji aap bohot achi video me knowlege dete ho Puri details ke sath.🙏.
Main aapki sari videos dekhta hoon.
Mujhe aapse ek suggestion lena hai mere pass gole kabootar toh nahi hai.
Maine nisaware kabootar rakhe hue hain mera koi ustad bhi nahi hai bas aapki videos dekh kar main thoda bohot khel Pani laga deta hoon jaisa ki aap video me batate hain.
Kya aap mujhe kuch nisaware kabootaro ke liye kuch bataiye mujhe pata hai ki aap golo ka shouk karte ho magar aap ustaad ho toh plz meri help kariye mere yahan bohot se gole baz hai jab bhi main apne kabootaro ko udata hoon toh woh apni tukadiyan uda dete hain.
Mera bohot chota sa shouk hai 50 kabootaro ka plz meri madad karo taki main bhi apne kabootaro uda sakoon or incase agar kabhi ladaiya ho jaye galati se unke sath toh mere kabootar gire nahi unke chat per.
Please please please request hai aapse,🙏🙏🙏
Mashaallah so nice Kashif bhai love you ❤❤❤❤❤❤
Bhai man Pakistan sy hon apki vidio bahot achi Hoti Hy mujhy ap ay bat Karni Hy racer k hawalysy
سلام عليكم kashif ustad you're really the best one
@@sahilhassanzada7367 Waleikum Assalam Love u brother ❤️
❤❤ mashallah mashallah kasif Bai Ur great,big love ❤big respect❤
Bhai love from Pakistan ❤❤
Hanji bahi sahib main amit Verma maler Kotla punjab se main apki vedio sari dekta hu apki vedio buht achi hoti hai or app logo ko buht achi jankari dete hai is se logo ko shonk Acha Hota Hai apka bhut bhut sukreya bahi
Bhai ji ko salam maza aa gaya
Zeeshan❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Mere b comints ka and djye ga mn ne pehli baar comments Kya ha lpin mn Apka bhot Purana fain hon
Kashif Bhai Madrasi kabutaro k liye kuch bataye chikanav or udan bhi achhe kare 🙏🏻
Kashif Bhai Apke khel p kabutr acahw urh rha h prh lrne k bd sedhi k pechy pechy nh jarha h
😊
thank you big brother from my bottom of my heart for considering my request and showing my comment in video.
Plz do video on jadhibothi and explaing about there tasri and how jadhibothi will be useful for kabootar.
Kashif bhai. Apne bhai pr bhe nazar dal lo bhai plz
Ustad ji kabutar to bahut badhiya ud Raha aapke usse
Per char panch ke panch kabutaron ne apna badan chhod diya hai ustad ji kya dhun hai
Mashallah ustaad g maza AA gaya or dood me bana Howa bajra dor ka lambi ka kab batay gey ❤🎉 teezi me jazakallah
Assalam walekum Kashif bhai jumma Mubarak aapko aur bahut bahut shukriya aapka Kashif hai vahi abhi main aapka khyal dekh raha tha aapane yah bataya ki yah September se October ke mahine ka hai usse yah hai aasani ho jaati hai ki Ham usi mahine yah khel Laga dete Hain kashibai subah 8:00 mein kabutar Uda raha hun lekin kabutar chaurahe bahut bol rahe hain aur aur bhi nahin Rahe latak Rahe kabutar to uske liye please Koi khel bataiyega bahut bahut shukriya kashibai lakhon se hai to Tum dosti aata farmae aamin sammanit assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh
Lajawab ji kashif bhai❤
Bhai me kabootar subha Kholta hun ye chiknaao hum raatko Bana Kar rakh sakte hai ya nahi
mashallah piare Bhai ap barend ho
Assalam walekum Kashif bhai
Kasif Bhai mene apne kabutar betha diye hai mera ghar ban raha hai 1 mahina lage ga ab onhe kya khilae
Thank you kasif bhai
Waiting from long time.
Bhai aisa khel bataye jis kaboter bina lare Bach k Aage palla kare kushti na pakre or mere kaboter ne 1 pati pakar li wo chorh nhi raha meharbani kar k rehnumai farmye jazzak aalah
Kashif bhi kabutar ka sena kunda bari chard gya kaisa pata lagaya ap nai kaha tha is topick par video banao gya plzz bana bhiya
Absolutely right 💯 truth Kashif Bhai aap karke dikhate hai 👍
Bohot badhiya ❤
of karaçhi
Ustad ji 🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏
kashif Bhai wo ambha haldi ki video main ruslt dikhao kesi ho gai ab tak
Bhai nice video 👍👍💯❤❤❤
💖Walaikum💖Assalam💖Mere💖Bhai🤝
assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh.
Kashif bhi kabutar ka sena kunda bari chard gya kaisa pata lagaya ap nai kaha tha is topick par video banao gya plzz bana bhiya
Asalam Alaikum bhai Jaan ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@@DeepakSinghNegi1055 Waleikum Assalam ❤️
aap ne jo tarika bataya hai aus se kabotar bhot acha urh rahe hain koi dorhane ka tarika btao?
Asslam alaikum kasif bhai ji koi asa nuskha share kra kabuter aamad kara aasman se kuud jay
Masha Allah Nice Video ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
kese ho aap ustad g.
Love u Sir please Mera Bhi video Lelena apni.😢
I enjoyed watching your video.
@@azharsajjadazharsajjad5866 ❤️❤️
Bhai apne makhan nh bataya kitna Lena ha 😢❤
Bhai Sardi me bhi ye khel laga sakte hai kya
Ustad ji kabutar ke jue kaise khatm karen main Pakistan se hun😢
Kia bat hai ustad g.❤❤❤❤❤❤
Bhai thora time ziyda lgao 1ghanta pura kro
Bhai mein Maharashtra se baat kar raha hun mere pass resar kabootar hai aapane 2:30 bataya vaLa Khel mein per Khel sakta hun kya
Zuber bhai kya mai es chiknao ko desi kabootar me laga sakat hu
ap ka bareilly ka tamprechar 31 hai multan ka 40 hai chihnao kam kre ga ustad jee
Kashif bhai kabooter ke amad bhe nhe hai ur kuch wazan bhe kar gaye hain ur kuch kamzor hain ur sedhay bhe nhe hi rahy mu phar letay haun bs 3 hawa mar kar urtay hain 55 kbtr hain dana bhe thek he kha rhe hain plz bhai sadhe sir tak aa gaye hain sb new kbtr ha pit na jaye sirf lambay bal letay hain
Assalam u alakum ustad ge date or month bhi likh kar share kar diya karay malum ho jai k kon say month ka khail ke video hai may Pakistan say hon.
Kya hall meri Jaan Kashif Bhai.
Hmm furkan
Khairyat hai
BHAI APNA NUMBER DE DO NEW SUBSCRIBER HUN LOVE YOU ❤❤
mashallah bhai kashif
apke khel se mera kabutr acha urh rha ha beth nh rha lekin hawa nh kat rha
Assalam u alaikum bhai ap ustad ho ap ki video dekh ka hi kabotar larao ga insha allah
Par kashif bhai ap na mare liya. Abhi tak chiknao nhai btaiya ka ma kabotar kafi laambi pa bhaje ka larane han or kabotar sidhe karne han
Dil se salut ❤apko
Salam walekum mustak ji naye kabutar kholna hai kaise kholkar ladai ek video use per bhi banai hai
Waleikum Assalam Meri Jaan salman khalifa kya haal hai mere bhai ❤️❤️❤️
Ustad ji I 🎉 Kashif bhai aslam walekum bhai
Waleikum Assalam
Assalam walekum ustad ji
Kashif bhai kbtr sedha nhe ho rha bhai
Nice ❤❤
Khushbo basany ka khail bhii shair kar dain bhai
Ustad ji apke kehne par dana napa mene to 12 gram dane par set kar liya he or kabutar ab theek ho gya he 4 din se sada udh rha h abhi maal dalne ki zaroorat bhi nhi kar rha h lekin mene aj badam wala apka chiknao laga diya he ap ye bta den ki pani kab or kya dekh kr lagye
Kashif bhai yah Khel ab Laga sakte hain
Ustad ji
Aslj ghee kb share karain gy
assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh .. kashif bhi
Khairayth
Are Kashif bhai yah kharal kahan per milega
Salam Kashif Bhai I m maqbool from Balochistan Pakistan se Bhai is Tarah ka koi ur bajra batain jis me kaboter gocha Uday Lekin lambi kare bohat us bajre me
Waleikum Assalam Ji inshaAllah
Bhai bhot acche 🎉
Aslam o alikum kashif bhai zabardast information, bhai kabotar bohat khrab ho gaya he
Ustad Ji ne kabutar ki kushti kaise karvaye aur de
Kasib bhai asslamalekum.
Kiya ye chiknow mornig me de sakte h
Usted ji maderas pigeon a khal Pani chala ga?
Assalam walekum kaise Bhai kya hal hai Kare to theek ho
Kashif bhai aps sawal h k..jo khail ap btstaty ho maisam ka zaror btaya krain .kon s mousam me khail lgta h .r kabóter kis codition me hona chahiye..plz rpl zaror plz
Bhai aj 1, October hai kl 2 he
Asslamualekum bhai aapse hamare kurbat nahi magar dil se mohabbat hai bhai aapse
Waleikum Assalam Danish bhai...❤️ Or Aap kaha se hain?
@@pigeonscarefactory5328 agra se hu qibla sirf aapko dekhkar hil khush ho jata hai
As Salam Walekum Bhai meri kabotaro kae sena kundha Saif hogaya ha ab mojha Kabootar ladanaha me kia duo ❤❤
Waleikum Assalam Mai kal video upload karunga Aap wo Aap lagana ok
Bhai madrasi kabutar do dhai ghanta ud raha hai sham Tak kaise Udaya jaaye Khel pari batao kuchh madrasi kabutaron ka😮😅😢🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Assalam u alikum kashi bhai allaha pak aap ko sehat wali lambi umar day ameen kashif bhai app sea meri request hea mere kabootar khnasi or sukhay ki bemari main a kar mar rahay hea please es bemari per 1 video main ilaj bata de main aap k shukar guzar honga aap ka bahi nazim i leve in pakistan
Bhai ji mera naya shonk h,aap bhut ache se sab batate ho, but ek chiz Or puchni h, aap jo b chiknao ya khel batate h vo kab tak lagana hota h , chiknao dene ho to kitne din de, or pani lagana ho to kab tak lagana h, plz jarur btaye
Only 2 din chiknao
Ye chiknoav sardi me use kare kya
Ustad ji assalamualaikum ustad ji o mitha Daana batao na mera saidi full Dane pe kabutar chala rha hai