Sry mene ECV ko kaise check Karen hai usko video me add nehi kiya.. lekin gari mey jo symptoms tha usme compressor hi change karna padega..ECV ka resistance or actuator test dono me sahi tha..
Sir Car Renault Scala Gadi hai .Uska AC Condenser ke andar ka filter dryer chock hai Aur market me Available nahi hai .lekin sir.. Dusra koi bhi Gadi ka filter dryer laga sakte kya..
Apne to compressor change kar diya, ye v to ho sakta hai ki sirf ecv valve kharab tha! Aur wo valve change karne se problem solve ho jata. Q ki ecv ka line to sahi hai, par ecv valve sahi hai ki nehi ye keyse pata chalega?
Sry is part ko mane add nehi kiya ....is ke liye bohot bohot mafi chahta hu.... Lekin gari ka jo symptoms tha usme compressor hi change karna hota ... Agar up ke pass bhi Aisa koi gadi aaye to aap compressor change karna kyunki compresser aur ECV valve mey kuchh hajar rupaye ka difference hai. So for customer benefit aapko compressor hi change karke dena hai. Again sry for my mistake...🙏
apko itna pata nahi kya k valve gas ko lock unlock karta hai. valve pura khul nahi pa raha isliye cooling nahi aa rahi jab res kar rahe ho to compresor pressr badha raha he uski vajay se valva pura khul raha hai. compresor kharab hota to cooling nahi deta. tumhari age nahi pata kitni hai par me 22 se sal yahi kam kar raha hu.
Nice video. Thanks for knowledge sharing.
Good informations
Nice vedio sir ji
Good information
Can line check karne ka process bataiye dada💕
Ok
Nice information sir ❤❤❤
Sir AC ke Full wiring diagram Details se Batya
Good work Bhai
Very useful video 😊
Good 👍
Thanks for the visit
Sir mai yahi kaam sikhana chahata
Aap se kuch information lena hai
Sir
#DTC CIRCUIT HIGHT VOLTAGE, LOW VOLTAGE, PERFORMANCE, INTERMITTENT Ka Matlab Kya Hota He...👍 or Diagnostic Kaise Kare...😊
Thik he Mey ek video bana Dunga
@@tanmoydas5982 Thanks You Sir ❤️
धन्यवाद सर.
Chacha...
Best and Cheap Scanner konsa hai...?
Nice video
Thanks
Thanks you
ecv valve kharab hai ke nahi yah kaise pta kre, app ne to new ac compressor fitt kr diya
Sry mene ECV ko kaise check Karen hai usko video me add nehi kiya.. lekin gari mey jo symptoms tha usme compressor hi change karna padega..ECV ka resistance or actuator test dono me sahi tha..
Sir Car Renault Scala Gadi hai .Uska AC Condenser ke andar ka filter dryer chock hai Aur market me Available nahi hai .lekin sir..
Dusra koi bhi Gadi ka filter dryer laga sakte kya..
Size same hey
@@tanmoydas5982 Ha Sir Size Same Hai.
Ekbar try karke dekh sakte hoy....ache se check karke customer ko delivery dena
Ecv valve only doowon compressor ( i20 elite, verna fluidic, venue )mein he succeess jata hai
HANON compressor (creta, Elantra, santa fe, Tucson, mein successful nahi hota
Apne to compressor change kar diya, ye v to ho sakta hai ki sirf ecv valve kharab tha! Aur wo valve change karne se problem solve ho jata. Q ki ecv ka line to sahi hai, par ecv valve sahi hai ki nehi ye keyse pata chalega?
Sry is part ko mane add nehi kiya ....is ke liye bohot bohot mafi chahta hu....
Lekin gari ka jo symptoms tha usme compressor hi change karna hota ...
Agar up ke pass bhi Aisa koi gadi aaye to aap compressor change karna kyunki compresser aur ECV valve mey kuchh hajar rupaye ka difference hai.
So for customer benefit aapko compressor hi change karke dena hai.
Again sry for my mistake...🙏
@@tanmoydas5982 compreaor ka kya price hai or valve kitne ka ata hai vo bhi bata do
ompresor 25000 ka hota hai or valve 2000 ka hota hai kata se diffeence kum hua bhai
Bro ye i20 nhi hai hati gari hai bro . Esme compressor and valve mai kuch jyada antar nhi kuch thousand ka farak hai@@dharmeshgajjar2254
@@senscar9106 bhai me sub gadi me dal chika valve. i20. kia tucson verna fludic sab k same price hai or valve bhi.
why you not check ECV Valve test????? why you change hole compressor??????????
ecv valve khrab hai bhai uska. na ki compresor
pahele kam karna sikh lo ache se
tum logo ki vajay se cosmer ka be faltu me nuksan hota hai
How do you know that. ECV kharab hai...
Agar up gari ka symptoms sahi se dekte toh pata chalta..
apko itna pata nahi kya k valve gas ko lock unlock karta hai.
valve pura khul nahi pa raha isliye cooling nahi aa rahi
jab res kar rahe ho to compresor pressr badha raha he uski vajay se valva pura khul raha hai.
compresor kharab hota to cooling nahi deta.
tumhari age nahi pata kitni hai par me 22 se sal yahi kam kar raha hu.