ISHA Ke Baad 4 Rakat (Nafil) Padhna Laylatul Qadr Me 4 Rakat Padhne Ka Barabar Hai

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 кві 2024
  • Speaker: Shaikh Abu Zaid Zameer - Video Credits: Islamic Lectures.Net
    Isha Namaz ke Baad 4 Rakat (Nafil) Namaz Padhna Shab e Qadr Me 4 Rakat Namaz Padhne Ke Barabar hai (Musannaf Ibne Shaybah : 7273) Sahih By Albany
    🛑 Tareeqa: ye Namaz Isha ki Namaz ki Tarah Nahi Padhna hai balke dusri Rakat Me Tashahud me baithe bina Uth jaana hai Aur Aakhiri Rakat Me Tashahud Me baith kar Salam Pherna hai
    📕 Alhamdulillah Ye Hadees Sahih Hai Jisko Imam Albany Ne Sahih Kaha Hai Aur Kaha Ye Namaz Padhna Sahih Hadees Se Sabit Hai. ✅ (Silsila Dhaeefa : 5060)
    📌 Isha Aur 2 Rakat Sunnat E Muakkdah Ke Baad Ye Nafil Namaz Ko Ada Karen
    ------------------------------
    👨🏻🎓👩🏻🎓Complete Khulasa E Quran Online Course - Register & Access The Course Now : thewayofsalafiyyah.com/2023/0...
    ----------------------------------
    OUR SOCIAL MEDIA LINKS :
    Join Our What's App Channel: whatsapp.com/channel/0029Va9H...
    Like Our Facebook Page: rb.gy/gcaxfz
    Follow Our Telegram Channel : t.me/TheWayofSalafiyyah
    Follow Our Instagram Account : / thewayofsalafiyya
    Follow Our Twitter Account: Wayofsalafiyyah?s=09
    Visit Our Website: thewayofsalafiyyah.com/
    -----------------------------------
    PLEASE NOTE: All content used is copyright to The Way Of Salafiyyah.
    Re Using Videos or commercial display or editing of the content With Out Proper Authorization is not Allowed.

КОМЕНТАРІ • 29

  • @wayofsalafiyyah
    @wayofsalafiyyah  2 місяці тому +6

    Isha Namaz ke Baad 4 Rakat (Nafil) Namaz Padhna Shab e Qadr Me 4 Rakat Namaz Padhne Ke Barabar hai (Musannaf Ibne Shaybah : 7273) Sahih By Albany
    🛑 Tareeqa: ye Namaz Isha ki Namaz ki Tarah Nahi Padhna hai balke dusri Rakat Me Tashahud me baithe bina Uth jaana hai Aur Aakhiri Rakat Me Tashahud Me baith kar Salam Pherna hai
    📕 Alhamdulillah Ye Hadees Sahih Hai Jisko Imam Albany Ne Sahih Kaha Hai Aur Kaha Ye Namaz Padhna Sahih Hadees Se Sabit Hai. ✅ (Silsila Dhaeefa : 5060)
    📌 Isha Aur 2 Rakat Sunnat E Muakkdah Ke Baad Ye Nafil Namaz Ko Ada Karen

    • @MuhammadIrfan-nk2rt
      @MuhammadIrfan-nk2rt Місяць тому +2

      Charo rakat mein kya surah fatiha ke baad koi dusra sura mila na zaroori hai yea nahi yea sirf pehle do rakat mein he jamai surah padna hai....?

    • @dr.shaikkhadeer4382
      @dr.shaikkhadeer4382 Місяць тому

      ​@@MuhammadIrfan-nk2rt : Dusra Surah Bhi Padhlen Koyi Harz nahi.

    • @entertainmentmemes713
      @entertainmentmemes713 Місяць тому

      Agar Ye Hadees Sahi Hai Toh Ye Hadees Silsila Dhaeefa Me Kyun Hai...?

    • @wayofsalafiyyah
      @wayofsalafiyyah  Місяць тому

      ​@@entertainmentmemes713: Woh Sheikh Albany Ki Kitab Ka naam Hai. usme Unhone Kaha Ye Namaz Padhna Sabit Hai.

    • @ayazkhan-hq5ci
      @ayazkhan-hq5ci Місяць тому

      Sheik Abu zaid zameer ne toh bas 4 rakat padhne ka bola hai uska tareeqa ya Isha ki 2 sunnat padhe aisa kuch nahi kaha aur Allah ke rasool ko hadees bhi bas itna keh Rahi hai ke nabi ne Isha padrai aur Ghar aaye 4 rakat aada ki aur sogaye ????

  • @mdkhalidhasan1267
    @mdkhalidhasan1267 Місяць тому +3

    MashaAllah ONE OF THE BEST JANKARI IN THE WORLD
    JAZAKALLAHU KHAIRAN WA AHSANUL JAZA

  • @AWAISSHAIKH-cs4jp
    @AWAISSHAIKH-cs4jp Місяць тому

    Jazak Allah Khair Shaikh

  • @Shaikshakira-tj5mr
    @Shaikshakira-tj5mr Місяць тому

    Assalamualaikum wa rahmatullahi wabarkaa tuhu 🤲🤲🤲

  • @mdkhalidhasan1267
    @mdkhalidhasan1267 Місяць тому +2

    SubhanAllah

  • @mdarifakhter6865
    @mdarifakhter6865 Місяць тому +1

    Masallah, yeah hadees hume pahli baar maloom hui.
    Hum sabko kosis karni chiye ispe amal kerne ke liye

  • @shams_salafi
    @shams_salafi Місяць тому +3

    Jaise witr ki namaz padhte hn bina tasahuud me baithe lagatar 3 rekat waise hi ye 4 rekate padhni hai lagatar aur aakhir me baithna hai ?

  • @mohdyaqoob3460
    @mohdyaqoob3460 2 місяці тому +1

    Mashallah jazakallah

  • @fehmidask7090
    @fehmidask7090 Місяць тому

    *جَزَا ک اللّٰهُ خَیْرًا*

  • @mosarratbano8530
    @mosarratbano8530 Місяць тому

    Allhuakbar

  • @ghazalaahad3610
    @ghazalaahad3610 2 місяці тому +2

    ❤❤❤

  • @NavazPasha-mw3pb
    @NavazPasha-mw3pb 2 місяці тому +1

  • @reshmajaveed1144
    @reshmajaveed1144 Місяць тому

    Jazakallah khair

  • @alaminislam2216
    @alaminislam2216 Місяць тому

    Aye 4rakah akshath ya 2 +2 karke pare

  • @ilyasmohi3011
    @ilyasmohi3011 Місяць тому

    Why Rasool SAS did not mention this to Aeraby the Beduin, when he asked about the rakat e salah, why are you telling something that is not correct and make Islam difficult where as our religion is simple.

  • @VeiledGirls
    @VeiledGirls Місяць тому +1

    Ye 4 rikat, Isha k bad jo 2 rikat sunnat e muakkada hai uske bad padhna hai ya usse phle ❓

    • @wayofsalafiyyah
      @wayofsalafiyyah  Місяць тому +2

      Ji. Isha Aur 2 Rakat Sunnat E Muakkdah Ke Baad Ye Nafil Namaz Ko Ada Karen

    • @VeiledGirls
      @VeiledGirls Місяць тому

      @@wayofsalafiyyah
      Ohk.. Jazakallah khair

  • @mohammadkhalid1570
    @mohammadkhalid1570 Місяць тому

    Akhiri do rakat me surah fatiha ke bad jama surah milana hai ya nahi

  • @ma-nh9zg
    @ma-nh9zg Місяць тому

    sunnat e mokada ke alawa?

  • @Shaikshakira-tj5mr
    @Shaikshakira-tj5mr Місяць тому

    Assalamualaikum wa rahmatullahi wabarkaa tuhu 🤲🤲🤲