BeshaQ haq Baat hai kuchh log shaba ko nahi mante maula Hussain ko nahi mante yani Huzoor sallallahu alaihi wasallam ki Aal ko nahi mante bo kisi ko nahi mante khuda ke alawa ye bewakoof ye nahi jante ki bina basile ke khuda nahi milta hai
एक बात समझलो, जिसके दिल मे हुसैन की मोहब्बत नहीं उसकी नमाज़े,हज,ज़कात किसी काम का नहीं। रही बात तजियेदारी को वो बिल्कुल जायज़ है। बस तरीके अच्छे होने चाहिए। हुसैन की याद में होना चाहिए सभी को। ये मेले, नाचना गाना, गलत तरीके से ढोल बजाना ये सब गलत है। औरते घर पे रहें, मर्द ताजियों को नाते पढ़ते हुए, हुसैन की याद में खोए हुए अगर निकले तो अल्लाह की कसम ये शिर्क बिददत बताने वालों के भी आंख में आंसू आ जाये। गुनहगार तो हम सभी हैं, अगर हुसैन की याद में आंख में आंसू आ रहे हैं ताजिया देखके कर्बला की यादें ताजा हो रही है तो क्या गलत है।लोग अखड़ा खेलने को भी बोलते हैं कि अरे ये शिर्क है, बंदरो की तरह उछल रहे हैं। और अगर हुसैन की मोहब्बत दिल मे रख के देखेंगे तो उसी अखाड़े खेलने को ऐसे देखेंगे कि यज़ीद की फौज चारो तरफ है और तलवार लिए बीच मे शख्स कर्बला में है और यजीद की फौज को मार रहा है। यही निस्बत से अखाड़ा की शुरुआत हुई थी। लेकिन कोई बात समझेंगे नही बस बकना शुरू कर देंगे कि ये हराम है वो हराम है। अरे वही जो तुम्हारी नज़र में गवार हैं वो मोहर्रम में हुसैन की याद में तो रहते हैं कम से कम। जो तजियेदारी को हराम बोलते हैं उनका बस चले तो कोई हुसैन को याद ही न करे
😂😂 ja dekh tajiya ki shuruaat kab huyi anpadh Jab Quran ne murti aur auliya ki photos se mana karta hai to fir ye tajiya kaise sahi sabit ho gya mai nhi janta tum 12 number ho ja 24 number lekin ak ilm vala muslim tajiya ke khilaf rahega are Husain ki yaad karna hai to namaz kayam karo na unhone namaz ke liye shahid ho gye aur aaj log tajiya banane ke chakkar me namaz chhod de rahe hai
@@AzadAnsari-qq8yq bilkul sahi tajiya aur akhada karna haram hai aur bidaah hai agar sach mein Hussain ki shahadat ka gham manana hai to roza rakho aur Allah ki ibadat karo aur kuch nahin
Katil Kabhi Maqtool Ka Matam Nahi Karte kehtey hain barey fakhr se hum ghum nahin kartey…. matam ki sada suntey hi matam nahin kartey… kyun jalta hai dil aapka kyun jalta hai seena??… hum aap ke seenay pe to matam nahin kartey….. woh log bhala samjhein gay kia raaz-e-shadat??…. . . . jo eid to kartey hain muharram nahin kartey… mohsin yeh hi maqbool riwayat hai jahan mein….. QATIL kabhi MAQTOOL ka matam nahin kartey..!!
कुछ वो हे जो ताज़िया बनाने को इबादत आका हुसैन की।मोहब्बत ज़ाहिर करते हे ओर कुछ वो हे जो इबादत करते हे रोज़ा रखते हे अब दोनो तरह की इबादत मेसे कोनसी इबादत सही होना चाहिये 😊
*उस आलिम की तकरीर सुनें जो यज़ीद को काफ़िर बोलता हो ताकि अकीदा बच जाए* 👌 . *اہم و خاص پیغام* *اُس عالم کی تقریر سنیں جو یزید کو کافر بولتا ہو تاکہ عقیدہ بچ جائے* ۔
@@malekruksaryt5252 tum yazidi nasl ho tumhe taziyadari se ahetraj hai yazid kal bhi pareshan tha vajud r husain se yazid ab bhi pareshan hai zikre husain se
@@karara-jawab Roza Mola Abbas | Abbas Abbas Noha | Nohakhwani Jogipura | Noha Jogipura | Dargah Jogipura |Jogipura / Shajar Haider ua-cam.com/video/CWhaiGVU8eU/v-deo.html
@@lalabadmasहाय अफ़सोस तुम्हारी समझ पर जोर जहन्नुम के ढेर पर खड़े हो, उसका क्या, ईमान के सौदागर😅😂 तुम तुम्हारा करो समझे, तुम्हारा ईमान अकीदा अलग है, और हमारा ईमान अकीदा अलग हैं, समझे अपने काम से काम रखो
Achha to Mufti Salman azhari sahab ek sawal h mera mai sunni hu rakhna sahi h to aap har madarse mai rakhyi har masjid mi rakhyi aala hazrat mai bhi tazia ko bnakar rakhyi kyu nhi rakhte aap is bath ka jawab do
mere mann me ek sawal hai bhai log please mujhe btaiye ke moharram ki shuruat me chowki kyu nikalte hai mujhe ye jannna hai ajmer sharif me bhi hota hai mujhe samaj nahi ara please koi bhai btaiye ye kyu manate hai chowki
Tumlog breliyo kebhi nhi sudhroge Deen tumloge ke baap ka hai Deen Allah ka hai aur Allah ne deen ko mokemmel ker diya hai kyamet ke subh tek koy bhi kemina na alif jor sekta hai na Kem ker sekta hai tum breliyo phle iman sikho iman bhi sikhne ki chij hai teb hi biddet se bech paaoge
Imam husen Ali Ghar waloo ne allah islam ke liye khud ko kurban kardiiye toh Allah ne uonko hayat kardiiya. Aur.. Aaj imam husen Ali ke darpe logo sukun milta hai. Allah ke karam se madad karte hai dargah sareef pe jake deko museebat duor hoty hai Jadu tona totka Bhala musibatein dur hoti hai
An taziya pee liye hain Ghar mein bhait kar namaaz padho unki magfirat key liye dua karo Darood padho Allah key darbar mein Duaa karo key koi aur hamaari qoum par zulm na karo. Hum log ye nahin kar rahe hai issiliye Palestine mein zulm ho raha hai Na hum Salahuddin Ayubbi ki targa lad saktey hain Na hum sahabiyon ki tarha khamosh Duaa jar saktey hain Bus hum road mein nach saktey hain aur apne par zulm karna cheekh marna ye kartey hain Musalman kitney khasarey mein hain yaa Rabb
Humare ghr k samne padoshi ne humare piche me imaam hussain ka imaam bara bana diya bilkul samne janaze me dikkat hui thi mere abbu ki hum hatana chahte h wo likhat me nhi h jagah. Bs kabza kiya hua h jbki unka ghr bht bada h unhone wahan se nikaal kar samne humare ہی bana diya😔
@@junaidalam3921 Bhai kon bola hai taziya bana gunnah hai tum takrir sun ke bhi samjh main nhi aaya aur bat rhi lathi ki to is main gunnha kya hai lathi to khelna kla hai
Rabiul awwal Khushi ka maoka hota hai aur Qur'an ne kaha hai surah yunus me k Rab ki nemat Milne per Khushi ka izhar karo to kya 10 moharram bhi Khushi ka din h?
Ye bhi bata dijiye ki ye taziya agar haram nahi to 3 desho ke alawa aur kisi muslim country me kyu nahi manta jaha Hussain raziallahu anho ki shahadat hui waha kyu nahi manta
क्या नबी सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम से पहले आए थे हजरत इमाम हुसैन जो तुम्हें बताते और कुरान नबी सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम पर उतरा है ना हजरत इमाम हुसैन पर😅😂 अक्ल ठिकाने पर रख कर बात किया करो
Kuch cheeze allah ke Navi ke time pr nahi thi magar ab hai jaise pehle Mike nahi tha us time pr tab azan aise he hoti thi magar aaj azaan Mike se hoti hai ab tm log ye bolna ke Mike allah ke Navi ke time pr nahi they to aaj bhi Mike se azan nahi hona chahiye
Hamare mohram itni jillat se manate hai ke idhar naat baj Rahi hai or piche log nach rahe hei hat utha utha ke ye hai ky hamare mohram ye sab karna chaiye ya nahi mujhe to nahi malum pr do Quran me hai or jo hadees me hai wo hai 9 10 ke roje
Tajiya bannanewale akhada khelne wale sabhi apne ap ko aka Husain ki fouj ka sipahi mante he or isse jyada kuch nhi or dil me tmmanna rakhte he ke yajidiyo ko jahnnam me dalde maslake ala hajrat jindabad 5
अगर जायज होता तो आला हजरत ने क्यो नही उठाया और बनवाया और आला हजरत ने जायज ठहराया तो आला हजरत की भी पकड़ होगी ताजिया बनवाना और उठाना दोनो हराम काम है कुफ्र है इसको सजाए मौत होनी चाहिए ताजिया बनवाना और उठाना बालों पे
Mere Bhai aap jo bol rahe ho agar aisa karna sahi hota to sabse pahle Hazrat jainul Abdeem R A karte kya unse jada kareeb koi tha kya unse jada koi pyaar karne wala tha bato kya unhone aisa kuch kya hai kya wo Hazart Hussain R A ke naam pe ye sab kye hai kya wo unke naam pe dhol bajai hai kya wo unke naam par akhado aye hai kya wo unke naam par jo aaj tahajiya bana ke public ekhta karke tamase kiye ja rahe matam kiye ja rahe ye sab kya hai mere Bhai unko tarikh ko padho samjho ye sab karna sahi nhi hai sawab ke chakkar mein gunahgar mat bano agar kuch karna hai to namaz padho sabil lagao roje rakh sakte ho to moharram mein roje rakho quran ki jitni ho sake tilawat karo ye hum logo ka kaam hai karbala ke maidan mein Hazrat imam Hussain R A ne dars diya hai mere Bhai in sab cheejo se bacho baki meri baat agar bura lage to maaf kijiyega lekin aap ko jarurat hai tarikh padhne ki
Tahajiya sabse pahle kisne banai hai padho aur q banai ye bhi jano matam kis liye karte hai aur q karte hai ye jab padhoge to pata chalega mere Bhai dhol kaun bajaya tha q bajaya tha ye padho ge to hi janoge Bhai isliye padho samjho aur acche kaam karo
Ek Baat Yeh Waris Pak Jo Tajiya Banakar Ghumate They Apne Kandho Par Fir Rakhte They. Wo Bhi Galat They Kya Jinhone Aisi Mozja Dikhaya Ki Wahan Ke Raja Ne Pura Deva Sharif Unke Naam Kar Diya. Ab Batao Kya Galat Kya Sahi
Bhaiyon jab karbala me moharram ki 10 tarik ko mera badsha hussain alehissalam maidan me aaye to karbala ke tilo par fariste ambiya e kiram nabiye kiram sabhi moula ka ishq ki imteha dekhne aaye the or waha par mere moula ne asman ki taraf dekh kar kaha ki moula mere ishq ka imtehan lena tujhko hai or dena mujhko hai agar mera imtehan dekhna hai tu zamin pe aa tab nore tohed karbal ki zamin par aaya is liye karbala ko karbala e moallah kaha jata hai Ek baat or jab moula ishq ka imtehan de rahe the tab karbala ke tile par saitan bhi mojud tha or jab moula sajda karne ja rahe the to saitan bola e allah jab tu hussain ka sajda dikhana chahata hai to fir puri tarha dikha allah ne farmaya ab kya dekhna chahata hai tab saitan bola ki tu hai khalik or suraj hai teri makhluk hukam de khalid behsiyat suraj ko ki puri duniya se apni tamajat ko lapete or akele hussain ke jism par dale fir me dekhta hu ki hussain sajda kese karta hai yaha suraj allah ke hukm se hussain ke jism ke upar sawa neje par aa gaya or 9lakh tir kamano par aagaye yaha saitan ne tiro ko ishara kiya or is taraf mere moula ne nade ali padke sar ko sajde me rakha jese he mere moula ne sajda kiya wese he saitan karbala se bhak gaya tab nore tohed se aawaj aai ki ab kaha ja raha hai tab sautan bola ki agar tune ye kirdar dikhaya hota to me kabhi sajde se inkar nahi karta
हज़रत हिन्दुओं के कितने देवता वो..?? जो इन्हो ने खुद बनाए हे. 32 करोड़, कोई कहता हे 213 करोड़, इन्हे तो इनके नाम नही मालूम होगे.!! ईन्के पंडितो से इनके के सिर्फ 1लाख के नाम पूछ लो.!! के इनके किस पुस्तक मे, या किस श्लोक लिखे हे.!! अब बताए जिनके नाम तक नही जानते ओर जिन्को ये खुद बनाते हे.! ओर (पथ्थर की सूरत मे)।ओर उन की पूजा भी करते हे.!!
Beshak hak baat hai Subhan Allah Masha Allah Allahu Akbar sallallahu alaihi wasallam aameen summa aameen
Allah tumhe ese hi sach kehne ki taqat de our kom ko gumrah hone se bachane taqt de❤❤❤❤❤❤❤
Ab yeh baat confirm hogai ki tajiya banana haram nahi hai tajiya ke sath Jo tarika ho raha hai woh haram hai . Huq hussain Moula hussain ❤❤❤❤❤
Ek aur baat banana farz bhi nahi hai
Paiso ki barbaadi hai
Khurafat hai
Namaz padh chutiye
मैं इस्लाम धर्म को कबूल करता हूं कि
@@KamlaKanwar-n6w sach Mai?
@@afbsjhdhsj9606tujhe apni photo bhi khich bana haram hai
❤بیشک ماشاءاللہ سبحان اللہ الحمداللہ❤
ماشاء االلہ
Ya Allah ya Muhammad Ya Ali Ya Fatima Ya Hasan Ya Hussain Ya Waris
Ya Abu Bakr Ya Umar Ya Usman Ya mola Ali
Haq maula panjtan Pak Waris
Allah aapko hidayat de mere bhai
@@Zenx1704
Dargah Mola Ali(a.s) | Jogipura / Shajar Haider
ua-cam.com/video/IZ_goQnK7rM/v-deo.html
@@rabbanifarooqui1718Ya Muhammed Ya Ali Ya Fatema Ya Hasan Ya Hussain Alayhimas Salam ✨❤️
Ya Ali ya Hussain ❤️ ya Abbas
ALLAH HU AKBAR ❤️ hazrat sallahualhi waslam ❤️
Mufti shahab sahi kaha apne masha allah
Ya hussain labbaik ya hussain labbaik ya rasool allah
Ya ALLAH madad huzur pak sallahualhi waslam ❤️❤️ALLAH HU AKBAR ❤❤❤
Tumne Shirk kiya aur shirk karne wala kafir hai aur kafiro ka thikaana jahannum hai, tauba karo bhai...
Ya Ali ya Husain ❤❤❤❤❤❤...
Subhanallah mashallah ameen ❤❤❤❤❤Muhammad s.a.w ❤❤❤❤❤ameen
Everyone is busy tajiya and dhol tasha
But
Masjid Empty : (
😢😢
Sach baat h
Ya Ali ya hasan ya Hussain ❤️
Bahut khoob
BeshaQ haq Baat hai kuchh log shaba ko nahi mante maula Hussain ko nahi mante yani Huzoor sallallahu alaihi wasallam ki Aal ko nahi mante bo kisi ko nahi mante khuda ke alawa ye bewakoof ye nahi jante ki bina basile ke khuda nahi milta hai
Ya allah hame gunaho se bacha agar musalman aaj ek hota to soch sabki ek hoti musalmano ko ek karne ki dua karo allah se mere dosto
एक बात समझलो, जिसके दिल मे हुसैन की मोहब्बत नहीं उसकी नमाज़े,हज,ज़कात किसी काम का नहीं। रही बात तजियेदारी को वो बिल्कुल जायज़ है। बस तरीके अच्छे होने चाहिए। हुसैन की याद में होना चाहिए सभी को। ये मेले, नाचना गाना, गलत तरीके से ढोल बजाना ये सब गलत है। औरते घर पे रहें, मर्द ताजियों को नाते पढ़ते हुए, हुसैन की याद में खोए हुए अगर निकले तो अल्लाह की कसम ये शिर्क बिददत बताने वालों के भी आंख में आंसू आ जाये। गुनहगार तो हम सभी हैं, अगर हुसैन की याद में आंख में आंसू आ रहे हैं ताजिया देखके कर्बला की यादें ताजा हो रही है तो क्या गलत है।लोग अखड़ा खेलने को भी बोलते हैं कि अरे ये शिर्क है, बंदरो की तरह उछल रहे हैं। और अगर हुसैन की मोहब्बत दिल मे रख के देखेंगे तो उसी अखाड़े खेलने को ऐसे देखेंगे कि यज़ीद की फौज चारो तरफ है और तलवार लिए बीच मे शख्स कर्बला में है और यजीद की फौज को मार रहा है। यही निस्बत से अखाड़ा की शुरुआत हुई थी। लेकिन कोई बात समझेंगे नही बस बकना शुरू कर देंगे कि ये हराम है वो हराम है। अरे वही जो तुम्हारी नज़र में गवार हैं वो मोहर्रम में हुसैन की याद में तो रहते हैं कम से कम। जो तजियेदारी को हराम बोलते हैं उनका बस चले तो कोई हुसैन को याद ही न करे
Right 👍 bro
But aap ne jo baat bole hai kahi ayesa hota hai har jagh aurat jati hai har jagh daru piya jata hai aur kiya he bole bhai astagfirullah
😂😂 ja dekh tajiya ki shuruaat kab huyi anpadh
Jab Quran ne murti aur auliya ki photos se mana karta hai to fir ye tajiya kaise sahi sabit ho gya mai nhi janta tum 12 number ho ja 24 number lekin ak ilm vala muslim tajiya ke khilaf rahega are Husain ki yaad karna hai to namaz kayam karo na unhone namaz ke liye shahid ho gye aur aaj log tajiya banane ke chakkar me namaz chhod de rahe hai
@@AzadAnsari-qq8yq bilkul sahi tajiya aur akhada karna haram hai aur bidaah hai agar sach mein Hussain ki shahadat ka gham manana hai to roza rakho aur Allah ki ibadat karo aur kuch nahin
Tum kya Mufti sahab se jyada jaante ho??
सुबहान अल्लाह
Besak sahi kaha aap ne
Janab kaha se sahi hi jara batna
@@guddualigudduali1083
Kaha se galat he aap jara batana
Mashaallah
Afsoa h logo par ki shahadat ko in logo ne tamasha bana diya...... 😣
Katil Kabhi Maqtool Ka Matam Nahi Karte
kehtey hain barey fakhr se hum ghum nahin kartey….
matam ki sada suntey hi matam nahin kartey…
kyun jalta hai dil aapka kyun jalta hai seena??…
hum aap ke seenay pe to matam nahin kartey…..
woh log bhala samjhein gay kia raaz-e-shadat??….
.
.
.
jo eid to kartey hain muharram nahin kartey…
mohsin yeh hi maqbool riwayat hai jahan mein…..
QATIL kabhi MAQTOOL ka matam nahin kartey..!!
ZikrE mauka kabhi band nahi hoga inshaallah
Right 👍👍👍👍
Q TERE GHAR PE TO FIR TAJIA BANA HUA HOGA.
Taziya imam Hussain AS ky rouzy ke sabhe hai
Taziya ghomana zayaz nahi too
12 rabi awwal ko kaba gumbade khezra aur masjid aksa ko ghumana kaisa hai,,
कुछ वो हे जो ताज़िया बनाने को इबादत आका हुसैन की।मोहब्बत ज़ाहिर करते हे
ओर कुछ वो हे जो इबादत करते हे रोज़ा रखते हे
अब दोनो तरह की इबादत मेसे कोनसी इबादत सही होना चाहिये 😊
👌🥁🥁🥁🪘🪘🪘
. *अहम वो ख़ास पैग़ाम*।
*उस आलिम की तकरीर सुनें जो यज़ीद को काफ़िर बोलता हो ताकि अकीदा बच जाए*
👌
. *اہم و خاص پیغام*
*اُس عالم کی تقریر سنیں جو یزید کو کافر بولتا ہو تاکہ عقیدہ بچ جائے* ۔
Labbaik ya husain
Subhan Allah ❤❤❤❤
Jab tk gairate sunni zinda hai tb tk tajiyadaari hota rhega☝️☝️
Kya imam Zainul Abdeen ko gairat Sunni nahi thi?
Beshak
ek baat sahi hai ki bhale he tum taziyadari band karva do lekin hamare dilo me mola husain ki muhbbat marte dam tak rahegi😊
Janvar ke dilo me bhi mohabbat he lekin vo janvar he rahenge tum jese jahil bangaz zainul abedin 😢in ka wakiya sun lo bhul jaomge sab 😢
@@malekruksaryt5252 tum yazidi nasl ho tumhe taziyadari se ahetraj hai yazid kal bhi pareshan tha vajud r husain se yazid ab bhi pareshan hai zikre husain se
Beshak💚💚💚
🎉❤he is right linning 100% real
Ya hussain
Bilkul sahi kaha aapne hazrat
Kabhi nahi
❤❤❤
@@tasauwaransari3872😅😅😂😂
@@Memon.2048
Roza Dada Raju | Jogipura / Shajar Haider
ua-cam.com/video/lKqmwqHn7Bk/v-deo.html
Ya Husain hame apne pnah me rakhiye 🤲🤲Haq Husain maola husain
Allah ki panah mango sirf
@@karara-jawab
Roza Mola Abbas | Abbas Abbas Noha | Nohakhwani Jogipura | Noha Jogipura | Dargah Jogipura |Jogipura / Shajar Haider
ua-cam.com/video/CWhaiGVU8eU/v-deo.html
Taziya banana koi gunah nhi he isse imaan husen ki yaad taza hoti he
Hay afsos tumhari samjh pr biddat ke dher me dube huwe ho
Bhai jisdin tum taziya se dur hoye us din mola hussain se dur ho jao ge jo unse dur huya o to na yaha ka raha na waha
@@lalabadmas bhai biddat kya hai sahi se pta nahi hai
Bhagwan shiv ki murti banana Hindu ke liye koi gunah nahi hai kyu ki us se bhagwan shiv ki yaad taza hoti hai 😂😂😂
@@lalabadmasहाय अफ़सोस तुम्हारी समझ पर जोर जहन्नुम के ढेर पर खड़े हो, उसका क्या, ईमान के सौदागर😅😂 तुम तुम्हारा करो समझे, तुम्हारा ईमान अकीदा अलग है, और हमारा ईमान अकीदा अलग हैं, समझे अपने काम से काम रखो
Assalam walekum Muharram mein swayam manana kaisa hai bataen please Maulana
Taziya dari zindadad ya hussain ❤❤❤
Glt h
Taziyadari. Haram nahi hai
Jo haram kahte hain o zarur harami ki aulado me se hai
Glt h ye
❤❤❤
Meelad Un Nabi sallallahu alaihi wasallam ke mauqe par gumbad e khazra ka naqsh banakar julos me lejaya jata hai kya wo jaiz hai ??
Haram hai milad manana
Ya Ali Ya Moula Hussain
Moharram me Hazrat imam husain ke rauje ki tasveer ghumana sahi nhi to 12 rawiul awwal me kaba ki aur masjid nabvi ki tasveer ghumana kaisa h.?
Aur baad mai uska kya karte hai log? Uska kya hota hai?
Jab pata hai esi cheezo se shirk hota hai to ye sab karna hi kyu hai?
Hayeee Noman bhai😍😍😍
Taziyadari zindabaad❤
Haraam hai
Paison ki barbaadi
Panjatan se mohabbat ka suboot hai raziya
Achha to Mufti Salman azhari sahab ek sawal h mera mai sunni hu rakhna sahi h to aap har madarse mai rakhyi har masjid mi rakhyi aala hazrat mai bhi tazia ko bnakar rakhyi kyu nhi rakhte aap is bath ka jawab do
Besak masa allah
mere mann me ek sawal hai bhai log please mujhe btaiye ke moharram ki shuruat me chowki kyu nikalte hai mujhe ye jannna hai ajmer sharif me bhi hota hai mujhe samaj nahi ara please koi bhai btaiye ye kyu manate hai chowki
Hubahu Naqsha E Imam E Aali Maqam Bana Kar Rakhna Uski Ziyarat Karna Sab Bais E Sawab O Barkat Hai
Ba Hawala Kutube Aala Hazrat Fatawa Razviya Shareef
hubahu to tum vhi nhi ho apne Walid ke
Kon kon ye bayan sun ke apni jindgi badal na chahta hai ?
❤❤❤❤❤m
❤❤❤❤❤❤❤❤
Tajiya Banana Jayaj hai Tajyadaari Zindabad Ya Hussain 🙌
Beshaq
Maulvi apni khud Ki nahin batate bade bade Nazar ne lete karne ke
Bhai Tera baap jab marJai yah Tera Bhai kabhi accident mein mar jaaye tu bhi to tajiya banana aur Dhol bajana .. hak Husain
Ghor murkh ho tum
@@chishtiofficial.009 hume bhi pta he kya shi kya galat
Kiya me is video ko apne channel par dal sakta hu कापीराइट to nhi ayega
Tumlog breliyo kebhi nhi sudhroge Deen tumloge ke baap ka hai Deen Allah ka hai aur Allah ne deen ko mokemmel ker diya hai kyamet ke subh tek koy bhi kemina na alif jor sekta hai na Kem ker sekta hai tum breliyo phle iman sikho iman bhi sikhne ki chij hai teb hi biddet se bech paaoge
Imam husen Ali Ghar waloo ne allah islam ke liye khud ko kurban kardiiye toh Allah ne uonko hayat kardiiya. Aur.. Aaj imam husen Ali ke darpe logo sukun milta hai. Allah ke karam se madad karte hai dargah sareef pe jake deko museebat duor hoty hai Jadu tona totka Bhala musibatein dur hoti hai
Muharram me dol bajana chahiye ya nahi
Bajao jamke
@@AbdulGani-ls8nu jahil
ya ali maula ✊🙌✊
Be shak aap ne sahi kaha he
Bahut der kardi rah e rast par aate aate halki aawaj men
Yr tum kbi baap dada ki qbr jaya kro .bs ek fek a jta ho
Nav durga karna kaisa hai
An taziya pee liye hain
Ghar mein bhait kar namaaz padho unki magfirat key liye dua karo
Darood padho
Allah key darbar mein Duaa karo key koi aur hamaari qoum par zulm na karo.
Hum log ye nahin kar rahe hai issiliye Palestine mein zulm ho raha hai
Na hum Salahuddin Ayubbi ki targa lad saktey hain
Na hum sahabiyon ki tarha khamosh Duaa jar saktey hain
Bus hum road mein nach saktey hain aur apne par zulm karna cheekh marna ye kartey hain
Musalman kitney khasarey mein hain yaa Rabb
Razvi ik to taziya imame husein k roze jesa bnaye
Haq
Mashallah
Masah allah
Allah tu me hidayat de
Kis hadees men hai Maulana hadees number batain ki taziya banana jaize hai
Aap kabhi tajiya banaye hain ya aap ke ghar me tajiya bana hua hai kya aap tajiya ko dekhne jate hai
❤❤❤
Humare ghr k samne padoshi ne humare piche me imaam hussain ka imaam bara bana diya bilkul samne janaze me dikkat hui thi mere abbu ki hum hatana chahte h wo likhat me nhi h jagah. Bs kabza kiya hua h jbki unka ghr bht bada h unhone wahan se nikaal kar samne humare ہی bana diya😔
Shia khatmal?
@@Human_boy_91 shia nhi h won sunni h
@@noorfatima3846
Galat hai taziya bana na
You should stay away from these things
Are just things are khurafats
Kuch hasil nahi hota hai
Zabardasti nikaal fenk do
You should not scare
@@noorfatima3846
Fenk do utha ke
Ya phir forcefully hata do
Mashallah ❤️
Astagfirullah 😢 aise gunnaho se ya Allah hame maaf farmaye
Yazidi hai tu kutte
Beta kon si gunha
@@MdAfzal-s2c tazia , lathi khelna aur khurafat kaam jo iss din krte hai
@@MdAfzal-s2c iss din hame roza rakhna chahiye aur iss mahine Mai hame Allah se apne magfirat ki dua krni chahiye
@@junaidalam3921 Bhai kon bola hai taziya bana gunnah hai tum takrir sun ke bhi samjh main nhi aaya aur bat rhi lathi ki to is main gunnha kya hai lathi to khelna kla hai
Tajiyadari zindabad ❤
As chouk ka taskra krna kaisa h paik bola jata h
کعبہ کی اور گنبد کی نقل بنانا کیسے حرام نہیں ہے ؟
❤Hudain zinda baad❤
Syed Gulzar e Millat Ismaili
Beshaq SAHi kaha❤❤
बेशक 👍 नारे तकबीर अल्लाह हू अकबर
Subhanallah
Allah ki pakad k liye tyyar rhiye sahab
Rabiulawal mein jo Gaus A Azam Se Lekar Makka Madina aur Bareilly ki homemade Banakar ke road per ghumte Ho Uska Kya
Tere ko samajh nahi aayga duniya me kyun aaya ye bhi huzur ke mili hai sadqa hai andho
Rabiul awwal Khushi ka maoka hota hai aur Qur'an ne kaha hai surah yunus me k Rab ki nemat Milne per Khushi ka izhar karo to kya 10 moharram bhi Khushi ka din h?
Ye bhi bata dijiye ki ye taziya agar haram nahi to 3 desho ke alawa aur kisi muslim country me kyu nahi manta jaha Hussain raziallahu anho ki shahadat hui waha kyu nahi manta
Kaha hatane ko to khte h hume gunah milega😔 jbki unki zamin nhi h likhat me.
Sahi cheez btao ummat ko taziyadari zaroor krna chahiye lekin jb taziya apne kandhe pr uthao to Imam Hussain a.s. Ko yaad kro aur unki qurbaani ko yaad kr ke girya kro Yeh taziya daari hai
Bohot achhi baat h thik esi hi rabi UL awwal ka jhande aur gumbde khizra ki shabee ko nikalna bhi haram hai aur haramkari h
He hi main kahta hu
Are beta shayad aap jante nahi ho wo khushi ka din hai aur yeh gami ka din hai
@@faizanrazaofficial6943wah kitni achhi baat kahi hai. Khushi aur gam se haram halL hoga
@@faizanrazaofficial6943Quran me shaitan ka name hai na phir kyo ehram kerte ho chumte ho jubki shaitan Allah ka dushman hai
@@indianeducate3146ye molvi darbari hai jawab nahi de payenge direct bol ker thek gaye ab indirect bol rahe hai
मुफ्ती साहब हमें यह बताओ कि हमारे नबी ने साबित किया है ताजिया बनाना या हमारे कुरान में लिखा है इस बात की है कोई दलील आपके पास
क्या नबी सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम से पहले आए थे हजरत इमाम हुसैन जो तुम्हें बताते और कुरान नबी सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम पर उतरा है ना हजरत इमाम हुसैन पर😅😂 अक्ल ठिकाने पर रख कर बात किया करो
UA-cam chalana quran se sabit hota h kya
@@Memon.2048hmm bhai wahi to akal rkh kr to sawal Kiya Karo in logo ko samjhaya kaise jaye
Kuch cheeze allah ke Navi ke time pr nahi thi magar ab hai jaise pehle Mike nahi tha us time pr tab azan aise he hoti thi magar aaj azaan Mike se hoti hai ab tm log ye bolna ke Mike allah ke Navi ke time pr nahi they to aaj bhi Mike se azan nahi hona chahiye
Tere bare me quran hadis me hai jo tu aaay hai dunya me jahil
Hamare mohram itni jillat se manate hai ke idhar naat baj Rahi hai or piche log nach rahe hei hat utha utha ke ye hai ky hamare mohram ye sab karna chaiye ya nahi mujhe to nahi malum pr do Quran me hai or jo hadees me hai wo hai 9 10 ke roje
Sidhi si baat hai log tajiya ke behurmati krte hai to fir aisi chij ko kyu badhawa de
Hajri logo ke under aati he vaha par uske bare me boliye fr vo hajri logo ke ang me aati he
Tajiya bannanewale akhada khelne wale sabhi apne ap ko aka Husain ki fouj ka sipahi mante he or isse jyada kuch nhi or dil me tmmanna rakhte he ke yajidiyo ko jahnnam me dalde maslake ala hajrat jindabad 5
Bhai ye Ahle Sunnat Wal jamat ke hi moulana hai kattar Sunni
अगर जायज होता तो आला हजरत ने क्यो नही उठाया और बनवाया
और आला हजरत ने जायज ठहराया
तो आला हजरत की भी पकड़ होगी
ताजिया बनवाना और उठाना
दोनो हराम काम है
कुफ्र है
इसको सजाए मौत होनी चाहिए
ताजिया बनवाना और उठाना बालों पे
Mere Bhai aap jo bol rahe ho agar aisa karna sahi hota to sabse pahle Hazrat jainul Abdeem R A karte kya unse jada kareeb koi tha kya unse jada koi pyaar karne wala tha bato kya unhone aisa kuch kya hai kya wo Hazart Hussain R A ke naam pe ye sab kye hai kya wo unke naam pe dhol bajai hai kya wo unke naam par akhado aye hai kya wo unke naam par jo aaj tahajiya bana ke public ekhta karke tamase kiye ja rahe matam kiye ja rahe ye sab kya hai mere Bhai unko tarikh ko padho samjho ye sab karna sahi nhi hai sawab ke chakkar mein gunahgar mat bano agar kuch karna hai to namaz padho sabil lagao roje rakh sakte ho to moharram mein roje rakho quran ki jitni ho sake tilawat karo ye hum logo ka kaam hai karbala ke maidan mein Hazrat imam Hussain R A ne dars diya hai mere Bhai in sab cheejo se bacho baki meri baat agar bura lage to maaf kijiyega lekin aap ko jarurat hai tarikh padhne ki
Tahajiya sabse pahle kisne banai hai padho aur q banai ye bhi jano matam kis liye karte hai aur q karte hai ye jab padhoge to pata chalega mere Bhai dhol kaun bajaya tha q bajaya tha ye padho ge to hi janoge Bhai isliye padho samjho aur acche kaam karo
@@aayatsiddiqui7598pagla gye ho ❤
Jiske liye imam Hussain ne sar ktya wo toh yaad nahi
Ek Baat Yeh Waris Pak Jo Tajiya Banakar Ghumate They Apne Kandho Par Fir Rakhte They. Wo Bhi Galat They Kya Jinhone Aisi Mozja Dikhaya Ki Wahan Ke Raja Ne Pura Deva Sharif Unke Naam Kar Diya.
Ab Batao Kya Galat Kya Sahi
Karif mulla yajidi ❤❤❤❤.
Is hi kahte hain fayde me qaida bigadna
Bhaiyon jab karbala me moharram ki 10 tarik ko mera badsha hussain alehissalam maidan me aaye to karbala ke tilo par fariste ambiya e kiram nabiye kiram sabhi moula ka ishq ki imteha dekhne aaye the or waha par mere moula ne asman ki taraf dekh kar kaha ki moula mere ishq ka imtehan lena tujhko hai or dena mujhko hai agar mera imtehan dekhna hai tu zamin pe aa tab nore tohed karbal ki zamin par aaya is liye karbala ko karbala e moallah kaha jata hai
Ek baat or jab moula ishq ka imtehan de rahe the tab karbala ke tile par saitan bhi mojud tha or jab moula sajda karne ja rahe the to saitan bola e allah jab tu hussain ka sajda dikhana chahata hai to fir puri tarha dikha allah ne farmaya ab kya dekhna chahata hai tab saitan bola ki tu hai khalik or suraj hai teri makhluk hukam de khalid behsiyat suraj ko ki puri duniya se apni tamajat ko lapete or akele hussain ke jism par dale fir me dekhta hu ki hussain sajda kese karta hai yaha suraj allah ke hukm se hussain ke jism ke upar sawa neje par aa gaya or 9lakh tir kamano par aagaye yaha saitan ne tiro ko ishara kiya or is taraf mere moula ne nade ali padke sar ko sajde me rakha jese he mere moula ne sajda kiya wese he saitan karbala se bhak gaya tab nore tohed se aawaj aai ki ab kaha ja raha hai tab sautan bola ki agar tune ye kirdar dikhaya hota to me kabhi sajde se inkar nahi karta
Taziya dari zindabad Faizan abu talib a.s zindabad
Shia hai?
Taziya haram hai
Shia ban ka phir kar yeh chutiyapa
हज़रत हिन्दुओं के कितने देवता वो..?? जो इन्हो ने खुद बनाए हे. 32 करोड़, कोई कहता हे 213 करोड़, इन्हे तो इनके नाम नही मालूम होगे.!! ईन्के पंडितो से इनके के सिर्फ 1लाख के नाम पूछ लो.!! के इनके किस पुस्तक मे, या किस श्लोक लिखे हे.!! अब बताए जिनके नाम तक नही जानते ओर जिन्को ये खुद बनाते हे.! ओर (पथ्थर की सूरत मे)।ओर उन की पूजा भी करते हे.!!
Mufti sahb tajiya kud khurafat hai
Are bhai pheli baat toye ke Nabi Karim ke vakt karbala vaba nhi hui
Kon se sahaba ne rauza bna ke ghar me rkha ?
Fir hum kew kisi ka rauza bna k rkhe