Please check our playlist we have more. ( If u have objection with background music we upload without music also as separate playlist and the ones which are in progress we will upload without music once it is completed)
Hazrat sabse pahle jis kitab ko karne ka irada kia hai wo to Kar lein.. banane ke liye to sab kuch hi banana chahte hai magar waqt aur resources mayasar nahi hai ke ek hi baar me sab ban jaye. Waise hazart allama iqbal ko shayer already upload kia hua hai wo humare playlist me mil jayega .. jazakallah khaira
G boht bouht merbani. Allha ap se razi ho. Mery andar. Koi khali jgha ksi ki. Talash. Ha. Pta nhi kab chan mily. Ksi hasti. Ki zroorat ha. Aghar. Ap. Meri madad kar sakty ha to zroor bty gha
Ek baat mai batana bhool gaya tha .. Hazrat Nizamuddin Auliya ka kaul hai jo shaks is kitab ko padhega aur iska sahi tahkik karega uska agar peer nahi hai to uska peer mila jayega in sha allah.
@@SufiSama peer banao par masbat walo ko dhondnay ka irada kro is zamany ka ghous ,kutab,abdal aur Siddique ko inshaAllah Allah pak Karm kary ga Dunia or Akhirat Ma kamyabi Ata ho gi.
Ji in sha allah , pahle koshish aise ki ja rahi hai .. tasswuf me Jo pahle darje ke kitabein unhe Banaya jaye Jo aam log samjh bhe sake magar ab zamana aise aa gaya hai ke pahle darje ke kitabon ko bhe samjhne me bahut mushkilat hai logon ko isliye level 1 se hi shuru Karna hai feer karte karte age jana hai .
Sorry lekin ap ye lafaz bola Allah tala har khobi ka sza warar hy ye galat hy wo Malik hy os ko sza kesi Yeha ye kehna chahiy Allah tala tmam khobio or tarifo k laik hy
Yeh kaha gaya hai ke agar akhirat mein koi insan kisi doosre insan ko takleef dega to uska hisaab jisko takleef di gayi hai usse hi akhtiyar dia jayega maf karne ka. Agar hum kisi ke kitaab lekar koi galti kar dein to maafi unke haath mein hogi. Phir, Allah to har cheez mein qadir hai, takleef jisne di hai uspar bhi aur jis ko hui hai uspar bhi.
Aslam O Alikum , Thanks for your feedback. Just to let you know this is very much checked before posting online. You may be aware the fact that we are all human and mistakes are bound to happen even in the print books you may see some mistakes .. so we also can make mistakes .. but you can rest be assured that this books is thoroughly checked . There could be very minor mistakes for that we have clearly said that listener should do further investigation by looking at real book. Jazakallah
Masha Allah , Apka jazba sarkar aise hi rakhe aur eman se dil ko roshan kare. Mai to ek gunahgar banda hon mai kia rahnumai karunga apki... haan ek mashwara de sakta hon ke aap jahan bhe rahte hain wahan kisi kamil peer ke talash karein jo sahebe shariyat aur tarikat wala ho .. in sha allah .. gar agar khuda ke talash apko wakai hai apko madad jarur milega.. Yaad rahe begair peer ke kisi manzil ko pa lena ye bahut mushkil hai.
Walekum Aslam .. Hazrat ye kitabon ka mamala aise hi ke kuch kitabein aise hote hai ek dum high prirority hote hai.. jab ye project shuru kia gaya tha to jo sabse pahle kitabein karne hai uske bade buzugon isme wo aulia allah bhe shamil hai jo dono jahan me maqbool hai puch kar list banaya gaya tha.. ab jab tak wo kitabein nahi ho jati next kitab lena abhi mushkil hai... aap dekh hi rahe hai ek kitab banne me kitana waqt lag raha hai .. speed bahut slow hai... dua kare kaam tezi se ho .. take aapki bhe kitab aur bhe bahut se kitab hai un par kuch work karne ka mauka mil sake... Jazakaallah Khaira
Shukriya Hazrat gaur karne ke liye .. Maine jis kitab se ye audio nakal ke hai usme "Minhajul Abdin" hi likha hai aur ek dusre kitab hi jisme sirf "Mihajuddin" hi lihaza aaj ke jamaze me ye publisher ne shayad thora mistakes ke hon. Hume apne taraf se lafz ba lafz waise hi dalne ke koshish ke haise ke is kitab ka haq hai , ho sakta koi bhool hui humse magar usse aap easily identity karke tahkik karke sahi meaning pata kar sakte hai.. is project me kafi time lag gaya aur hum to yahi chahenge kam se ise insan sunkar 90% knowdgle le aur repeat sun kar ke aur kitab palat ke dil ke ander jo bat data sahab ne farmiya hai usse utar le .. Wasslam
Allah tera laakh laakh sukr hai aisa channal mila.
Sukar Alhamdulillah muhje ap ka yea channel mil gya late sahi lakin mil gya Maa sha ALLAH bhot khoob bhai.
Mashallah mashallah ❤❤❤
Okay, I only speak English. But only the real Sunnis are reading this book so Salaam to my brothers. May Allah draw you near.
Allahhuma sllay ala Muhammad wa alay Muhammad
❤️
جزاک اللّہ خیرا کثیرا
I was searching since very long for audio of ISLAMIC and DEENI books , now got it
Please check our playlist we have more. ( If u have objection with background music we upload without music also as separate playlist and the ones which are in progress we will upload without music once it is completed)
@@SufiSama yes i did saved most of them
@@SufiSama without music is more recommended
Thanks for the feedback 🙂
mashaallah ... shukriya itni mehnat se itni acchi aur saaf gooi se padhne k liye... Allah aap ko iska ajr de
Apka bhe shukriya isse sunne ke liye ..
Aameen
Ameen
Ye Islam ki Sachi khidmat hai
Apke jaise comment Maine kabhi kisi se nahi suna . Shukr hai Allah pak ka ..
jazakAllah ...aesa laga koi khazana mill giya hae
Mashallah
Masha Allah, Subhan Allah,
Jazak Allah Khair.
Shubhan Allah 😍😍
مشاء الله جزاك الله خير
mashaallah allah bless this group for uploading this most reverend book of ahletarikhat
Shukriya
Subhan Allah bahot khub
Jazaq Allahu Khaira
Jazak Allah Khair
Masha'allah excellent effort - May Allah swt reward you immensely - Ameen
Thanks for liking
THANKS AND SEEN
MashAllah
*ماشاءاللہ*
masha ALLAH .JAZAK ALLAH
Masha Allah subhanallah ❤❤
SubhanAllah MashaAllah
Jazakallahu khair
mashaallah
Subhanallah
Bhai Ala Hazrat Or Allama Ekbal Or Peer Mehar Ali Shah Ka koi kitab upload Karo
Hazrat sabse pahle jis kitab ko karne ka irada kia hai wo to Kar lein.. banane ke liye to sab kuch hi banana chahte hai magar waqt aur resources mayasar nahi hai ke ek hi baar me sab ban jaye. Waise hazart allama iqbal ko shayer already upload kia hua hai wo humare playlist me mil jayega .. jazakallah khaira
Sab e sanabil sarif ki audio book karo plzz baragahe Sarkar Muhammad saw. Ki maqbool ki hui hai
pls share the PDF file link , we will check in sha allah
Masha Allah !!! Lajwaaab
Very good content can you please your series of tazkiratul awlia
It's is continued.. audio recording is already going .. will upload also after prove reading
Maktubat mujaddid alf sani audiobok banao
In Sha Allah bhai
G boht bouht merbani. Allha ap se razi ho. Mery andar. Koi khali jgha ksi ki. Talash. Ha. Pta nhi kab chan mily. Ksi hasti. Ki zroorat ha. Aghar. Ap. Meri madad kar sakty ha to zroor bty gha
ziker e Khafi karo bhai Tamam khali jaga khatm ho jay gi Allah pak or nabi pak S.A.W ka Qurb Naseeb hota ha ..
Ek baat mai batana bhool gaya tha .. Hazrat Nizamuddin Auliya ka kaul hai jo shaks is kitab ko padhega aur iska sahi tahkik karega uska agar peer nahi hai to uska peer mila jayega in sha allah.
@@SufiSama peer banao par masbat walo ko dhondnay ka irada kro is zamany ka ghous ,kutab,abdal aur Siddique ko inshaAllah Allah pak Karm kary ga Dunia or Akhirat Ma kamyabi Ata ho gi.
Miyan mohmad ishak chak baigh u tub py search kro aj k wali Allah he
Assalamualakum subhanallah our ek fususul hikam by shaikh e akbar ibne Arabi please
Ji in sha allah , pahle koshish aise ki ja rahi hai .. tasswuf me Jo pahle darje ke kitabein unhe Banaya jaye Jo aam log samjh bhe sake magar ab zamana aise aa gaya hai ke pahle darje ke kitabon ko bhe samjhne me bahut mushkilat hai logon ko isliye level 1 se hi shuru Karna hai feer karte karte age jana hai .
Page no. Bta dijiye kaha likha hai ki minahajul abideen chura Li gyi thi
Video time?
@@SufiSama ji mazrat Maine cmnt check kr liya hai... Wo mihajul abideen ya minajuddin me confusion tha.. khair bht shukriya
@@SufiSamaKashful Mahzoob main aaj sun rhi hu aapke channel ki frst video hai.. usi me tha mihajul abideen ya minajuddin...
@@As-sunnah2526 ji .. yahi wajah ab ab ke page ko bhe screen par dalte hai take sidha clear kiya ja sakte doubt
Sorry lekin ap ye lafaz bola Allah tala har khobi ka sza warar hy ye galat hy wo Malik hy os ko sza kesi
Yeha ye kehna chahiy Allah tala tmam khobio or tarifo k laik hy
Yeh kaha gaya hai ke agar akhirat mein koi insan kisi doosre insan ko takleef dega to uska hisaab jisko takleef di gayi hai usse hi akhtiyar dia jayega maf karne ka. Agar hum kisi ke kitaab lekar koi galti kar dein to maafi unke haath mein hogi. Phir, Allah to har cheez mein qadir hai, takleef jisne di hai uspar bhi aur jis ko hui hai uspar bhi.
Noorul huda book bhe sunao
Pls send the pdf book link or email us the pdf file at sufisama99@gmail.com
ریکارڈنگ اردو زبان کے ماہر سے چیک ہونی چاہیٸے
Aslam O Alikum , Thanks for your feedback. Just to let you know this is very much checked before posting online. You may be aware the fact that we are all human and mistakes are bound to happen even in the print books you may see some mistakes .. so we also can make mistakes .. but you can rest be assured that this books is thoroughly checked . There could be very minor mistakes for that we have clearly said that listener should do further investigation by looking at real book. Jazakallah
If you listen the whole book you will notice there are many words we edited to get it corrected.. i hope u understand this
Please upload more books
Inshallah Brother , pray for us that we make more ..
Futuh Al ghaib is in progress , u can see now I'm our channel
@@SufiSama shams ul arifeen bi upload krain
Ye book kha se mily ghi
App Net par search kare "Kashful Mahjub" apko bahut se pdf version mil jayega .. aur hard copy chahiye ho to shop se ya amazon se order karna hoga
Subhanallha. Mujy buzargh. Hastion. Se mulaqat ka. Bouht. Shoq ha. Ye. Kis. Tra. Mumkan ho. Sakta ha. Pleas. Meri. Rahnumi. Kry
Masha Allah , Apka jazba sarkar aise hi rakhe aur eman se dil ko roshan kare. Mai to ek gunahgar banda hon mai kia rahnumai karunga apki... haan ek mashwara de sakta hon ke aap jahan bhe rahte hain wahan kisi kamil peer ke talash karein jo sahebe shariyat aur tarikat wala ho .. in sha allah .. gar agar khuda ke talash apko wakai hai apko madad jarur milega.. Yaad rahe begair peer ke kisi manzil ko pa lena ye bahut mushkil hai.
ASSALAM WALAIKUM MUJHE ADAM(A.S) KE NAAM KI TAFSIL JANI H ADAM (A.S) Q RAKHA GAYA
Walekum Aslam .. Hazrat ye kitabon ka mamala aise hi ke kuch kitabein aise hote hai ek dum high prirority hote hai.. jab ye project shuru kia gaya tha to jo sabse pahle kitabein karne hai uske bade buzugon isme wo aulia allah bhe shamil hai jo dono jahan me maqbool hai puch kar list banaya gaya tha.. ab jab tak wo kitabein nahi ho jati next kitab lena abhi mushkil hai... aap dekh hi rahe hai ek kitab banne me kitana waqt lag raha hai .. speed bahut slow hai... dua kare kaam tezi se ho .. take aapki bhe kitab aur bhe bahut se kitab hai un par kuch work karne ka mauka mil sake... Jazakaallah Khaira
Bhai minhajul aabedeen to imam gazali ki hai aapko padhne me galati hui hai wo kitan minhajuddin hai
Shukriya Hazrat gaur karne ke liye .. Maine jis kitab se ye audio nakal ke hai usme "Minhajul Abdin" hi likha hai aur ek dusre kitab hi jisme sirf "Mihajuddin" hi lihaza aaj ke jamaze me ye publisher ne shayad thora mistakes ke hon. Hume apne taraf se lafz ba lafz waise hi dalne ke koshish ke haise ke is kitab ka haq hai , ho sakta koi bhool hui humse magar usse aap easily identity karke tahkik karke sahi meaning pata kar sakte hai.. is project me kafi time lag gaya aur hum to yahi chahenge kam se ise insan sunkar 90% knowdgle le aur repeat sun kar ke aur kitab palat ke dil ke ander jo bat data sahab ne farmiya hai usse utar le .. Wasslam
Bhai ibne arabi ki kitab ka bhi audio banaye
Shukriya mere bhai ... aap us kitab ka naam bhej dein ..dua kare ke kamyabi hasil ho
لفظ نوِشتہ ہے نہ کہ نوَشتہ
I replied your msg on the other comment you shared
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
DUROOD PAK POORA LIKHO
Darud Sharif Kahan adha likha hua hai ?
@@SufiSama roman English me starting me
Music haram h.. Durood ke sath to bilkul bhi ni honi chahiye music samjho
Sir , nasheed hai ye
@@SufiSama Nasheed me vocals or traditional one sided drum hota.. not music instruments.. if you want i can give some of reference from quran n hadees
Mashallah