Bhai gzb hai honda waalo ne public ko lootne ka dhanda khol diya hai btao jo cheez maximum 200-300 rupya ka hona chahiye wo 1130 rupya mein de rhe hain. Main bhi aaj showroom gya pta lgane disc pad ka rate toh wo humko 1120 rupya bta rhe the aur gaari bhi matra 3000 km chlaya hai maine .😊
Mere pass Honda SP 125 Hai new uska disc pad disc rotar se touch hokar chal raha hai thoda thoda Brother aap bhi tyre ko hath se ghuma kar check karo kya disc pad disc rotar se touch Ho kar chal raha hai kya Main confuse Hun ki meri bike abhi 3000 Chali Hai yah is vajah se kar raha hai ya FIR disk break mein hi koi problem a gai
aab new sp mai brake caliper alag hai 500 mai disk pad aa jeyega
Hello sir Mera Bike ka 5000km vi nahi hua Service Centre se bol raha h ki front wheel disc pad kharab ho chuka hain to change karna padega.
Aap ne khud se check kiya hai disc pad ko kis condition me hai,,,ek baar aap check karo agar disc pad ka condition thik hai to change mat karao,,,
Mera bike ka 5000 km run huya ha.
Service center wala ne bol raha ha Disc pad kharap huya ha.
Kitna ka price aya ga ?
Bhai gzb hai honda waalo ne public ko lootne ka dhanda khol diya hai btao jo cheez maximum 200-300 rupya ka hona chahiye wo 1130 rupya mein de rhe hain.
Main bhi aaj showroom gya pta lgane disc pad ka rate toh wo humko 1120 rupya bta rhe the aur gaari bhi matra 3000 km chlaya hai maine .😊
Mere pass Honda SP 125 Hai new uska disc pad disc rotar se touch hokar chal raha hai thoda thoda
Brother aap bhi tyre ko hath se ghuma kar check karo kya disc pad disc rotar se touch Ho kar chal raha hai kya
Main confuse Hun ki meri bike abhi 3000 Chali Hai yah is vajah se kar raha hai ya FIR disk break mein hi koi problem a gai
Konsi company ka brake pad?
Nissin company ka hai stock jo aata hai bike ke saath...
Pad ka kitna paisa bhai
Three piston ka brake pad ek type hai yeah two type hai . Three piston ka hai
bhai full traffic condition me kitna chal sakta hai ? 10,000 ?
Nahi bhai 10000 nahi 20 se 23 hazar kilometre chalega....
Mera to 10000 me Gish gye
@@mandeepjangir6112Aap Jor se dabate ho kya?🌚💀
Plz bro ek bar check karke batao ki yah kya problem hai kya sabhi ki bike ka disc pad disc se touch Ho kar chalta hai
Bhai itina paisha kharcha Kiya likin caliper frame ku pehle Cline kar lete kitna gandha hua thaa isliye Jada mehnat karna pade saamp hota to achcha hota aur itna jyada press karna nahin padta
Bhai meri toh 10000 hi chali hai or discpad change Krna pad gaya
Bhai mera 6k mein hi ho gya 🥲
Bhai ji apka calliper nut khul kr gir gya hoga apne ap jroor btana 😂
Bahar se,, khudse kar lene se koi dikkat nehi hai na
Agar aapka bike warranty me hai to phir khud se ya bahar service mat karwana warranty khatam ho jayega
Mujhe 800₹ mein padha break pad sp125 ka break pad humay 5000kms k baad change karna hay
Aapne after market pad lagaya hai kya?? Kyunki company wala to 20000 kilometre se bhi zyada chal jata hai
@@ICareMyRideMdIshteyaqueMallickMera company wala to 5000 pr hi khtm hojata hai
Bhai company chutya bana raha hai local main same company same quality 150 main kharida main
@@pradipmandal4771 whole saler k paas jaake kharidlo
@@pradipmandal4771copy h wo
Local 100 rupees ke aate h
Itni cost toh R15 ya Duke k bhi ni hai Costly
Combo breaking isiliye mere bhi change kiya sp125 hai mera bhi 1200 liya tha change mai
इतना लम्बा वीडियो मत बनाया कर भाई
मेरी sp 125 to 2 साल में सिर्फ 2400 km चली है 😂😂😂
जब पेट्रोल डलवाने की औकात नही तो गाड़ी ही क्यों लिया बे गांडु
Mera 3000🤧🤣