ma'am aapki dv ho gyi h to please ek bar phir se pirpatra kese bhare video bna dijiye please ma'am 🙏🙏 or chakelist k bare m bi bta dena please ma'am 🙏🙏
@learnwithsupriya69 thank u so much ma'am for your reply Bas itna aur bta dijiye ki kese self attested krna h I mean name hi likhna h ya date bhi likhna h Ek bar please clear bta dijiye please 🙏
Mam prapatra 1 me mai High school ka bs 9 grade likhi hu percentage likhna bhul gyi koi problem to nhi hoga plz reply mam???? Kya krna pdega ki sahi ho jayega plz reply ...agr dubara gye waha to sahi ho jayega plz reply mam ??
Mam मे बेसिक शिक्षा विभाग में एक अनुदेशक हूं.. यह एक संविदा की जॉब है.. मुझे यह पूछना था कि संविदा की जॉब के लिए भी क्या NOC बनवाना पड़ेगा और अगर बनवाना पड़ेगा तो यह कैसे और कहां से बनेगा....please reply
दीदी mera jati nivash 2024 का digital h but उसमे mohar और signature नही है क्योंकि cafe वाले ने अपनी personal id से बनाया है क्योंकि उस समय public id बंद chal रही थी इसलिए उसमे mohar और signature नही है | क्या इससे कोई प्रॉब्लम हो सकती h 🙏🏽
Mam Maine mukhya sevika ka exam dene k baad marksheet change krvai h usme papa ka naam Galt tha kya affidevit banvana padega......kya jitni galti h utna affidavit banvana padega ya ak me sab mention kr de😢😢😢😢😢😢😢
Aapne apne documents को leke ni btaya sis kya caste and domicile kisi bhi year का le re hn ?? And year gap ho to uske liye affidavit lagega kya plz btaiye sis ?
Di nevas, jate me papa ke naam me kumar hai to affidevit bana liye hi kya affidevit lagane ke baad bhi correction kara kar 15 din me jama karvate hai please bata dijiye
Grand total Bhar sakte hain ya aap last year ka bhi Bhar sakte ho usmein Koi issue nahin hai sirf ek formality hai aapki degree aapke documents Sahi honi chahie Baki Jo Bhi prapatra bhare gaye hain vah Ek formality hai Baki vahan ke members Khuda Ko bataenge tension lene ki jarurat Nahin Hai
ua-cam.com/video/HMEXwSMgSks/v-deo.htmlsi=EduZ33Hq5KbK1quI
चेकलिस्ट कैसे भरे देखिए यह वीडियो 👆👆
Thank you didi aap ne video bnaya
Hm besbri se wait kr rhe the
ma'am aapki dv ho gyi h to please ek bar phir se pirpatra kese bhare video bna dijiye please ma'am 🙏🙏 or chakelist k bare m bi bta dena please ma'am 🙏🙏
Behn paresan n ho jaisa cci vale sir ne btaya h vaise bhar lo koi problem nhi hohi
@swarnimaverma7315 thank you bhan
Hamare pass cheq list hi hai Puri, computer pr hi same format bna kr, same mater type kr diya
Ba me foundation course bhi hota h kya vo bhi bharna h check list me
Kitne set 1 or 2 le ker jana hai please reply
2 set leke jayiyega,
Thank u
DV admit card ke do set le jane hai
Aapki video ka hi Wait tha
Congratulations 🎉❤dear di
Aap bahut hi pyari ho
Me aap pr bahut trust krti hu di
Aavdan patra me intermediate board galat fill ho gya h.. Kya koi problm hogi kya..? Plz reply
Us se koi problem nhi hogi 👍
Meri sadi ho gyi hi mere pass pita paksh ka nivas parmadptra hi per abhi saural paksh ka ni bna hi usse koi dikeet to ni
Pita ka hi lgega, chal jayega koi problem ni hogi 👍
Very Good morning Ma'am ❤
nd Welcome back 😅🙏
Kya degree original hi chahiye, provisional nhi chalegi
Provisional chal jayega, but baad me original jama karna padega
Mam eska admit card bhi nikal raha hai ya Jo document ke sath download Kiya hai vahi le
Jana hai
Main mere nivas ki aagya bani nahin hai lekhpal nahin banaa raha hai to kya mujhe general mein account kiya jaega sasural paksh ka banaa hua hai
Mam documents ki photo copy lgegi
जाति और निवास किस year ka lagaya aapne
Marksheet ki photocopy kitane lg Rahi hai ya nahi le rahen hain
1 set me
Thank you ma'am 😊😊
Congrats ma'am 🎉❤❤❤
Marksheet ki kitni photo copy lg rhi h...mam
Thank you so much di ❣️
Welcome dear 🙏
Sister kya aapne km k liye affidavit banwaya tha ....waha mang rahe h ya nahi
Same problem pls koi jankari ho to bta Dena
Congratulations dear sister for dv 😊🙏
Thank you dear 🥰
Mam document ke ketne set lekar Jana h
1 hi
Vaha submit to ek set hi hoga papers ki?
Ji haan ek set hi hoga
Hello ma'am
Please itna bta dijiye
Documents self attested krne h ya kisi aur se karvane h mtlb college ke principal se
Please reply soon 🙏
@@satarangisister2191 आपको खुद करना है
@learnwithsupriya69 thank u so much ma'am for your reply
Bas itna aur bta dijiye ki kese self attested krna h I mean name hi likhna h ya date bhi likhna h
Ek bar please clear bta dijiye please 🙏
प्रपत्र भरना अब अच्छे से बता दीजिये एक विडिओ के माध्यम से उसमे एनरोल नम्बर भरा जायेगा की प्रमाद् पत्र संख्या
Mam please reply mam pet ya mukhya sevika ke registration form bhi lgana hai ya fir sirf Charo prpatr hi lgana hai
@@chhayatiwari9012 only charo prapatr koi registration form nhi koi pet score card nhi
Mam jinka 2 year tak sociology hai unko koi dikkat hai kya
Nhi
Mam adharcard bhi lag rha h??
Dii hme saare document ke kitne set le jane h...koi bhi ye baat nahi bta rha h
1 set lekar jana or 1 extra praptra ka bhi ek extra set leker jana
1 extra blank le jana h ya fill krke
Hmane praman ptra ki jagah ank patra ka no. Dala hai koyi dikkat to nhi?
Di ph walo ka certificate lg rha h plz btaye
Mam mene marks increase krne k liye BA 2nd year me back bhari thi to marksheet kon se lagani hai jo baad me aayi wo. Plzz mam reply
Dhanybad mem
Aap 1 baar saare prapatra fir se bharkar bata dijiye please
Thanku mam ❤ bag lekr ander jane dete h ya nhi
Maam mukhiya seva ka final print out dv me lg rha h ki nhi
Mam prapatra 1 me mai High school ka bs 9 grade likhi hu percentage likhna bhul gyi koi problem to nhi hoga plz reply mam???? Kya krna pdega ki sahi ho jayega plz reply ...agr dubara gye waha to sahi ho jayega plz reply mam ??
Us se koi problem ni hogi 👍
Sister ews k liye niwas (akhya ) me kya likhwala h lekhpal se
आज telegram channel pr mil jayega 👍
Sister bheji nhi
I'm waiting for that
Kis telegram channel par please bata dejeye
Mai bahut pareshan hu
एक चीज अभी तक किसी ने नहीं बताई plz बता दीजिए
जो संशोधन के लिए शपथ पत्र बनवाया है उसे कहां किस क्रम में लगाना है ????
Last me
@Luxmi-Diwakar135 ji sister
B.a ki degree handmade h koi dikkt h kya
Ho skta hai sayd
@@nishthashorts508 meri 1st year ki marksheet h hath se bani huyi aur sab sahi h. Koi dikkat ?
Nhi koe dekkt nhi h
Hand made aap na kud nhi bnayi h university na bna kr de h es leya koe dikkat nahi hai
Mam मे बेसिक शिक्षा विभाग में एक अनुदेशक हूं.. यह एक संविदा की जॉब है.. मुझे यह पूछना था कि संविदा की जॉब के लिए भी क्या NOC बनवाना पड़ेगा और अगर बनवाना पड़ेगा तो यह कैसे और कहां से बनेगा....please reply
Kis time tk free ho jate h second shift me jinka dv h ...mtlb Kitna time lgta h ....plzzz reply
Roll no k according name bulate h 4-5 minutes m document check krke free kr dete h
4 se 4.30 PM tk...👍
Mam plz ccsu university ki ho to uska no kese fill krne h us pr video bna do ek
Sister mere b.a 2nd year ki marksheat m enrollment no.AUR kuchh MARKS hlka hlka errage ho gya h to iske liye kya krna hoga
Koi problem ni hogi 👍
Di high school Inter Ba sabka ak hi photo copy lagega n aur jaati niwas ka photo copy nahi lagega n pls reply di mera dv 2januray ko hai
Sabka photo copy lgega jati, niwas ka bhi...!!
Aisa to nahi hai ki aadhar ka sanshodhan karwakar pati ke pate ka detail bharwana padega
Didi pramaanpatr or ankpatra dura dura hota hai PLEASE batayiye mere paas result hi hai please batayiye maim ek reply to jaroor kijiye please di
B A ki marksheet teeno ek hi me है final wali me plz bta dena koi problem to nhi hogi
जो चेकलिस्ट भरवा रहे थे तो क्या पेंसिल से पहले भरेंगे की डायरेक्ट पेन से भरेंगे मान लीजिए गलत हो गया तो
Pen se galt hone pr aap ct krke shi krdo koi dikkat nhi h wha ke sr/mam ache h
Check list me sirf gender name Ur roll number he bhrna hota hi baki kaam sir ka hota hi
Mam kya birth certificate bhi lg rha he plz reply
Nhi
@@neetuvarun2965 apke pass h kya
Ha ji video dekh liye hm v supriya ji
Itna achhe se detail me sb kuchh Btane ke liye dhanyawaad
Mam mai apna photo dena bhool gyi unhone Manga bhi nhi to kya kare please suggest Mam
Koshish kijiye ki waha jakar jma kra dijiye
Mam ji aap online aa kar sbhi se baat kijiye ga or sbhi apna apna question puch legi
Mam please bta dijiye digree kaise kyuki University vale bol rhe h ki 3 month baad milegi
Address sasural ka rhega ya mayka ka
क्या जो संविदा पर जॉब करते हैं उन्हें भी NOC बनानी पड़ेगी
Hello Supriya ji
Kya har ak photo copy ko self attested krna hoga ???
Han Sabhi photocopy ko jo hai aapko self attested karna hoga iske sath mein Apne do photo per Apna Naam aur roll number likh lijiyega
Foto pr kuchnnhi likhna h
Sister do marksheet me gap hai to Affidavit lagana hai
ni
दीदी mera jati nivash 2024 का digital h but उसमे mohar और signature नही है क्योंकि cafe वाले ने अपनी personal id से बनाया है क्योंकि उस समय public id बंद chal रही थी इसलिए उसमे mohar और signature नही है | क्या इससे कोई प्रॉब्लम हो सकती h 🙏🏽
General ka Jati Praman patr bhi chahiye kya?
Meri jaldi ki shadi huyi hai aadhar wagaira pita paksh ka hai,to address kaha ka raheha,pita ka ya pati ka ,,,plz koi reply kare 🥺🥺🙋🙋🙏
Aadar nhi lgega 👍
Mam outsourcing service wale kis tarah feel Karen kya unka bhi NOC lagega
@@pushpanjalisri9762 noc lgana h jiski job ho phle
mam provisional certificate dene ke 15 din ke andar original degree ayog mang rha h kuch log bta rhe please reply
Degree to dena hi padega 👍
Niwas husbnd ki taraf ka lg zayega mam
@@neetudevi3401 maine mayke ka lgaya h ho ske to mayke ka hi lgaye niwas patr
Mayke ka lgega
Mam Maine mukhya sevika ka exam dene k baad marksheet change krvai h usme papa ka naam Galt tha kya affidevit banvana padega......kya jitni galti h utna affidavit banvana padega ya ak me sab mention kr de😢😢😢😢😢😢😢
@@AbhishekJaiswal-9919 meri marksheet m b name m problem thi maine thik kra li uske bad koi affidavit nhi liya unhone
Skill player me sports certificate kis year tak ka manya h
Mam Aapke shift me DV Skip hua hai 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Thank You mam
Aapne apne documents को leke ni btaya sis kya caste and domicile kisi bhi year का le re hn ??
And year gap ho to uske liye affidavit lagega kya plz btaiye sis ?
@@tuktuk343 year gap m koi problem ni h or domicile old b le rhe h or caste nya le rhe h
@timepass8406 thnKs
Original documents k sath kitni photocopy set le jaye?
@@nidhigupta1978 sirf ek set
1 set jma hoga
दी फोटो बही हो या नये ले जाये
Or original ki file alg rhegi
Last year marksheet hai b.a ki 1st 2nd nahi hai to kya sis dikkt to nahi honi chahiye degree bhi hai last year se kam ho jayega kya
Teeno marksheet ki photocopy le re h aur original dekh re h... graduation ki
Final cut off kitna jayega mam please btayiye dar lag rha hai
Dobara list aayagi kya
Maam joo passport size photo h purani wali usi se kam chal jayega yaa neww photo lee
Chal jayega 👍
Agar job 2023 me lgi ho tb NOC le jana h ?
Nhi
Shweta pramanit karna Satta pramanit likhkar sign kar dena
Jaati nivas 2023 ka chal jayega ky
Ji
Thank you di@@learnwithsupriya69
Agr kisi ka intermediate lr graduation me ek year ka gap hai to kya affidavit bnvana padega
Nhi
Aap sab vedio MT bnayakro elligibilties issues pr clear nhi bolte h keya ki jo clear h Phir bhi khate sab ka hoga
B.A 2nd year ka original marksheet clz walo ne nhi diya h sis only 1st& 3rd h mere pass koi problem nahi hogi n
To le kr kya jaogi, wha to original hi dekhe jate hai, case kr do collge wale pr hi ya fir university se nikalwa lo application de kr
Mere sare documents m km lg a h but form bharte time nhi lg paya tha kya kru praptra bharte time me km lgau ya nhi please reply
EWS kb k lg rha h kuch pta aapko
Kabhi ka v ❤
1 April 2022 se 24 August 2022 ke beech ka lg rha
Marksheet orijanal ya photo copy
Original documents dekhe ge aor wo apko vapas kar dege aor original documents ki photo copy jama kar lege okk
Meri bahan ka bhi tha same time
Marriage ke baad EWS father ka le rahe hai ki nhi
Ni
Dii marksheet me name me galti thi jisme maine correction karwaya tha. Ab usme marksheet ki issue date change ho gyi. Affedavit banawana padega kya?
@@AnkurThakur-hu4xv nhi koi affidavit nhi lga
@timepass8406 aapki dv ho gyi kya ji
Issue date kya dali thi aapne. B. A final ki marksheet me jo pahli issue date thi ya jo change hui
@@AnkurThakur-hu4xv ha g
@@AnkurThakur-hu4xv degree ki date dalwai h unhone
Ma'am Domicile certificate kaha wala chahiye
Aadhar pe pita paksh ka detail hai jabki shadi form filling ke bad 2023 me hue
मायके का
Attandance kitani thi aapki shift mein
Km vala affidavit banega didi ?????
Banva Le To Jyada behtar hai
@@nishthashorts508 2024 ka niwas jati lga sakte hai sis isse koi problem to nhi hogi n
@@nishthashorts508 praptra me steplar lga h koi dikkat
KM K LIYE koi affidavit nhi lgega , wo uske liye kuch nhi kahenge .
@@DiyaRai-x6h Koi dikkat nhi h lekin krm se lga hona chahiye sb
Sister mera EWS valid nahi h to kya document k saath EWS lagau ya nahi....detail EWS ki fill kri ya general ki
Same problem
General ki
Bhen ek baar fir se pura prosess bta dijiye please kaise bhra jayega 4
Are chil maro wha ke mamber ache h wo khud batayenge sb kuch
Ma ki marksheet lgegi ki nhi
Thanq bahn
Thanks mam
Di nevas, jate me papa ke naam me kumar hai to affidevit bana liye hi kya affidevit lagane ke baad bhi correction kara kar 15 din me jama karvate hai please bata dijiye
Kuch log kaha hai affidavit lagane ke baad bhi provizenal bharate hai kya aisa kuch h
Nahin Aisa Kuchh Nahin Hai
@@ROLIMAURYA-n3c nhi
Affidavit se kam ho jayega
Koi problm to nhi hogi
Dv ke bd kuchh Mila kya kisiko,?? Koi slip wgrh. Hmko to kch nhi mila😢
Kuch nhi milta kisi ko pareshan n hoyiye iske liye
Praptra bharna bta dijiye
Grand total Bhar sakte hain ya aap last year ka bhi Bhar sakte ho usmein Koi issue nahin hai sirf ek formality hai aapki degree aapke documents Sahi honi chahie Baki Jo Bhi prapatra bhare gaye hain vah Ek formality hai Baki vahan ke members Khuda Ko bataenge tension lene ki jarurat Nahin Hai