Voltas sabse bekar company hai. Voltas ke Service Center Wale thik tarah se wirring hi nahi karte jiske karan E6 ka error aata hai. Jisme pura PCB change karne ki baat karenge jisme kam se kam 15000 ka kharch hota hai. Kharch mat Karie isase achha dusri company ke AC purchase kar dijiye. Repair karaenge to thode dino me wapas kharch ayega.
Pcb voltage ki wajah se v khrab jo skta h kya , mera volatge 250 tk ja rha h or e6 error aa rha , company k mechanic warrenty k under hone k baad v pcb ka charge maang rhe h kya kru
हमारी ऐसी को रिमोट से ऑफ करने के बाद इंडिकेटर लाइट कोई नहीं जलता है जबकि पहले ऐसा नहीं होता था जब AC को रिमोट से बंद कर देते थे तो उसमें एक इंडिकेटर लाइट जलती रहती थी जो की सफेद कलर में जलती थी
Sir mera ac bhi voltas h par uske display par e6 aa raha hai tu mujhe kya karna chahiye please reply me sir mujhe ac ko on rakhna chahiye ya ni kyuki mere room me bahut garmi hai please reply me
Bahi Voltas Non Inverter AC ke PCB ki keemat kya hogi. Maine March 2022 me AC ka kaam karaya tha, Technician ne PCB ka kaam kiya tha. Abhi mere AC me E6 error dikha raha hai. Mai to non technical admi hu kya karu? Mera pichla technician Beimaan tha. Usne paise bhi jyada le liye aur kaam theek se nahi kiya. Mai kisi aur technician ko bulao ki purane Wale ko
Ac vale mostly beimaan hi hote hey..khas tor pe Voltas vale to bat hi jaane do....pcb aayega 12000 ka...aur tumhe bolenge me tumhe 8000 me kuch jugad kar dunga..fir 2 mahine aap wait Karo summer Nikal jayega aur gas bhi refule karvana padega...fir bhi 7 8 mahine ke baad yahi hoga.. Duniya cheater logo se bhayankar bhari padi hey....jitna mahenga chij loge utna lut te chale jaaoge..20 hakar ka ac lo kharab ho jaye to kude me fenk ke naya le lo..par yeh saale badi compney ki premium chije to bilkul mat lo
Yeh saale target banate hey...maal jitna ghatiya ho use bech ne ke liye jyada salesmen laga denge...koi Matlab nai apke kitne mahenat ke paise ho....chije bhi esi use karenge ki ap uske maintenance me jyada paise daalo... Luxury lifestyle is curse
Ye pcb ka problem nahi hai. Wire ka connection galat hai company se. I have also faced same problem with my brand new AC local technician ne thik kar diya wire ka connection thik karke.
Bhai kon sa pcb repair wale inverter ac ki pcb repair ka 200 ya 400 leta h.uska no. Shere karoge aap.hamare yaha to pcb repair wale hi 3000 rupees let h. Galat bol kar aap jaise log ac repair karne walon ka Kam Kharab karte ho.
Worst company ever. E6 error aa gaya tha. Company ke aadmi ne pcb kharab bata di. Pcb order kiye huye 20 din ho gye hai. Abhi tak company ne nahi deliver kiya. Warranty mai hone ke bad bhi. Bhai bohot hi third class ac hai. Galti se bhi na le.
Aapka 1 no point se hi maine Mera AC thik kar dia. 3 technician se baat kiya tha.15000 se 18000 rupees manga tha. Thanks a lot.
Video starts from 2:00 minutes
Voltas sabse bekar company hai. Voltas ke Service Center Wale thik tarah se wirring hi nahi karte jiske karan E6 ka error aata hai. Jisme pura PCB change karne ki baat karenge jisme kam se kam 15000 ka kharch hota hai. Kharch mat Karie isase achha dusri company ke AC purchase kar dijiye. Repair karaenge to thode dino me wapas kharch ayega.
Nice information bro, 👍 lekin starting ke 2 minute 7 second aapne bahut dimag ka dahi kia😄 , lekin koi na information gazab ki di hai
Thanks . Mene utna aage kar diya aapke comment ko padh ke
Bhai 15 din se paresan tha aap ki video dek kar kam ban gaya
Thank you so much Bhai ❤E6 ka code theek ho gya aapki help se❤
Voltas customer services are worst than all the brand, don't buy voltas anything, I'm regretting
Ya you are totally right I am facing problem from voltas 😂
Where r u from mam
Thank you Bhai problem sol ho gaya ty bhai love you bhai ❤️🤝🤟🤟
Nice Comment 👍
Mera AC Voltas 5 star ka hai mere AC chalte chalte c9 a Gaya vah band Ho Gaya thandak Deni kam kar di iska matlab kya hai please mujhe bataen
Very nice
Pcb voltage ki wajah se v khrab jo skta h kya , mera volatge 250 tk ja rha h or e6 error aa rha , company k mechanic warrenty k under hone k baad v pcb ka charge maang rhe h kya kru
Same happens
6:48
हमारी ऐसी को रिमोट से ऑफ करने के बाद इंडिकेटर लाइट कोई नहीं जलता है
जबकि पहले ऐसा नहीं होता था जब AC को रिमोट से बंद कर देते थे तो उसमें एक इंडिकेटर लाइट जलती रहती थी जो की सफेद कलर में जलती थी
Thnku boss
Thanks 👍
Thanks bro u r right
E6 code a raha hai compresser chalu Nahin Hota kya
Hair dryer say air mari tik ho gya
Pure 3minute apne pura khoon piya tab jakar batya😂
Hm editor h aapko editing karwana h video😊
Sir mera voltas inverter AC ka PCB karab ho chuka hai lekin mechanic ke dwara change karne ka 8000 rupees managa ja Raha hai.,. is it true or false
Get it done bye the company for good price
Sir mera ac bhi voltas h par uske display par e6 aa raha hai tu mujhe kya karna chahiye please reply me sir mujhe ac ko on rakhna chahiye ya ni kyuki mere room me bahut garmi hai please reply me
Thanks bro
Thanks
Great brother. It worked ❤
Meri blue star ki ac h usman EH 06 error aarahai to iska kya matlab hua
Very good sir👍
Thank You
Bahi Voltas Non Inverter AC ke PCB ki keemat kya hogi. Maine March 2022 me AC ka kaam karaya tha, Technician ne PCB ka kaam kiya tha. Abhi mere AC me E6 error dikha raha hai. Mai to non technical admi hu kya karu? Mera pichla technician Beimaan tha. Usne paise bhi jyada le liye aur kaam theek se nahi kiya. Mai kisi aur technician ko bulao ki purane Wale ko
Ac vale mostly beimaan hi hote hey..khas tor pe Voltas vale to bat hi jaane do....pcb aayega 12000 ka...aur tumhe bolenge me tumhe 8000 me kuch jugad kar dunga..fir 2 mahine aap wait Karo summer Nikal jayega aur gas bhi refule karvana padega...fir bhi 7 8 mahine ke baad yahi hoga..
Duniya cheater logo se bhayankar bhari padi hey....jitna mahenga chij loge utna lut te chale jaaoge..20 hakar ka ac lo kharab ho jaye to kude me fenk ke naya le lo..par yeh saale badi compney ki premium chije to bilkul mat lo
Yeh saale target banate hey...maal jitna ghatiya ho use bech ne ke liye jyada salesmen laga denge...koi Matlab nai apke kitne mahenat ke paise ho....chije bhi esi use karenge ki ap uske maintenance me jyada paise daalo...
Luxury lifestyle is curse
Voltas kabhi mt lena…ek dam bekar h aur service bhi ….…😢😒
Muje 200/500 kya 5000 hoga tobhi chalega par ac riper valo ko bhejo...
Or 200 aap ko jyada lagte he ?
chutiye complain dal na yahan repair vale baithe ha
Mera bhi naam.. Manvendra Singh hai
😊😊😊 Bhai-Bhai
Baii kujj v ni a reha only one dots aw raha haii ac on haii lekin show ni ho reha
Barish k Mausam me aksar E6 ka error aata hai
Thnx bro keep the food work 👍
Galat video na bana bhai khud jakr kardo ap sabki complement solve
Mene aaj hi new AC install karwaya usme e6 ka error araha hai, ek bar bhi nahi chala, installation wala bol raha ki pcb ki problem hai.
Ye pcb ka problem nahi hai. Wire ka connection galat hai company se. I have also faced same problem with my brand new AC local technician ne thik kar diya wire ka connection thik karke.
@@Randomtech1 internal connection galat honge to kh nahi skta, aaj shyad brand se technician visit kare.
Mera voltas ka split ac hai jaise hi power 255 show hota hai stablizer mai to ac mai 6 error Ata hai aesa kyu hota hai
High voltage nahi lega
I have 1.5ton non inverter ac make Electrolux , after run 20/30 mnts show e6 error and compressor and fan motor stop.pls solwe my problem
Same problem, what's the solution
Bhai kon sa pcb repair wale inverter ac ki pcb repair ka 200 ya 400 leta h.uska no. Shere karoge aap.hamare yaha to pcb repair wale hi 3000 rupees let h. Galat bol kar aap jaise log ac repair karne walon ka Kam Kharab karte ho.
Bhai rat cut main warranty rahta hai ya nai
Nahi bhai.....
SL kis ka earar hota h voltas 1.5tan
E 3 me batayen
Abey jaldi bol Maine panvel niklna hai😂
Whirlpool AC power on karnasa 88 number koi arahahai
Only 6 no. Blink kar rahe hai voltas ac me
Pcb kharab hoga to kya kre
Eb error code ka kya matlab hai?
Ya jankari ac ka kaam karna valu kaleya nuksan ha
Oye bhai ese to sab kaam khud hi karne lgenge karne walo ka kya hoga 🤬🤬🤬
Voltas ka ac sabse bhangaar ac...
Inverters AC kabhi naa le
Price nahi bolna chaheha, 200 rupya ma nahi hoga , customer ko harassment bona rahe ho
Worst company ever. E6 error aa gaya tha. Company ke aadmi ne pcb kharab bata di. Pcb order kiye huye 20 din ho gye hai. Abhi tak company ne nahi deliver kiya. Warranty mai hone ke bad bhi. Bhai bohot hi third class ac hai. Galti se bhi na le.
Kya dimag kharab krta h bhai pehle hi bata diya kr 10 min kharab krdiye starting se
Galat bol rahe ho 200.400 me konsi inverter pcb repair hoti hai. Jhooth bol rahe ho
Voltas ac me 39 ultra kyo
Worst service
Tupka nahi bhai
E 8 error code
Bakwaas aur boring info...
Mc
😡😡😡🤬🤬🤬🤬😡😡🤬🤬🤬
Oye bhai ese to sab kaam khud hi karne lgenge karne walo ka kya hoga 🤬🤬🤬
To tuje kya sab Apne nasib Ka khate hai
Tu ac wala lagta hai
Tum chahte ho ki tum log ant shant paise thag lo bechare customer se kisi ka bhala ho jaye to kya harj h
Worst service