Main bhi aapke staff se hun mechanic hun fir bhi main aapki sari video dekhne ki koshish karta hun time to nahin hai mere pass fir bhi dekhta hun time nikal kar
Hi sir hero hf delux bike full res khich ke bike achhi chalti hai pr sholw me zatke leti hai kya problem hoskata hai sir mai ne palg or injeter kilin kardiya tha pr bhi
I have honda activa bs6 auto start shop system not working what is the solution i have driven more than 50 kms but when i stop at signal. auto start/stop system is not working what is the solution please reply
Hello bhaiya Mera Bhai ka problem hai na glamour bs6 bike ka hai na 40to 60 speed jutka jutka jumping problem plzz tell me 1 sale Ek Sal mein problem hota hai na bhaiya tell me the problemI am waiting for the your reply message
Bhai mere pass Aprilia sxr 125 hai jo baar baar battery problem de raha hai maine charger or mangnate bhi or battery bhi change Kiya hai phir bhi yahi problem de raha hai 4 ya 5 di chalta ha phir wahi problem ho jata hai
Bhaijaan , meri. Honda x blade BS6 ko jitni bar bhi cold start krta hu to rpm ek dum badh jata he jo 1 minute tak badha hua rehta hai fir automatic normal ho jata he. Iska solution bataye...?. THANK YOU
bhai mere paas unicorn bs6 bike hai aur rpm fluctuate hota hain maine throttle body aur fuel pump fuel injector clean karaya hain phir bhi bike bar bar band hoti hain rpm maintain nahi rahta
Main bhi aapke staff se hun mechanic hun fir bhi main aapki sari video dekhne ki koshish karta hun time to nahin hai mere pass fir bhi dekhta hun time nikal kar
Aap ki video se bahut kuch seekhne ko milta hai bhai
Bhai yase hi video banate rahe ham logo ke liye 👍
बहुत अच्छा बताया आपने धन्यवाद
Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Bahut acche jankare de guru ji
Kon sa spray use kiya h apne sir ji
Nice video. notification aya he Thanks sir
Hi sir hero hf delux bike full res khich ke bike achhi chalti hai pr sholw me zatke leti hai kya problem hoskata hai sir mai ne palg or injeter kilin kardiya tha pr bhi
Oxygen sensor change kara do
avi 2 saal tak india made vechile maat kharidee.testing problems bahat he.go for Yamaha honda suzuki
sir apka jawab nehi sir apko bohot bohot danyabad 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️
Bhut Acha shmjhate he ulft bhai
Excellent work 👌👍
Thanks
Bahut lambi video banate Ho Tum
Ye kon sa spray use kea bhai
Bahut badhiya bhai ji kya hal hai
Great knowledge bhai
शुक्रिया भाई
आपने बहुत अछेसे समझाया.......
💐💐💐💐
Thankyou sir ji
Mai ek Chhota mechanic hu aur mere gaw k bhut logo ke bike me yahi problem hai Lekin vo bs6 nhi hai
Petrol de saaf kar sakti hai usko
Ees jankari ke liye shukuriya bhai
में आपका बहुत बड़ा फैन हूं
Bhiya Khali gari may jada race Dene se valve keu bend hoga ?
Engine ko hawa nahi lagti isliye ,
Petrol se clin kar sakte hai?
कारबूरेटर सिस्टम हो सकता है bs6 मे उसके लिए क्या क्या चेंज करना पड़ेगा
Kya ham WD 40 use kar sakte hain throtal body clinig k liye sahi rahega
Bhai hornet 2.0 ka soddo meter display nahi aara aur horn work nahi kara self start ho raha hai please batana kaise aur kiya check kare
Achcha video achcha video
Sir ye problem mere bike main bhi same hai par vo bs4 pulsar ns160 hai, solution btaiye please 🙏
Bhai unicorn bike right side me hendel gumate hi gadi bandha ho jati hai to kya problem ho sakti
Super video bhai
Bahot hi khoob
Very good information guru g
Bhai ji aap video bahut Achcha banae Ho aapke liye ek like aur subscribe Jarur Ham dabaenge aur Karenge bhi
Kya throttle body WD40 se clean kar sakte hai ? Reply please.
I have honda activa bs6 auto start shop system not working what is the solution i have driven more than 50 kms but when i stop at signal. auto start/stop system is not working what is the solution please reply
Mast video hai bhai
Accelerator wala wire ismein Sahi tha ya nahin
Hello bhaiya Mera Bhai ka problem hai na glamour bs6 bike ka hai na 40to 60 speed jutka jutka jumping problem plzz tell me 1 sale Ek Sal mein problem hota hai na bhaiya tell me the problemI am waiting for the your reply message
Bhai sab gadi me kitna oltej aata hai kayse chek kre sab malum hai kayse
Bhai meri passion xtac 2022 ka rpm high rehta he use kese sahi kare
Yehi problem meri hero xtreme 160r bs 4 me hai... Company me dikhaya to wo bole naya dalo
Bajaj platina old model current nae aa raha kick marr ke vo video banaye sir please
Useful veido sir tq
Nice informative video 👍👍
Bhai meri bike FZ s fi v2 h uska air filter pipe ko block krne ke baad chalu ho jata h aur hath htane k baad bnd ho jata h iska kya solution hai
Thanks sar ji.......
Informative video bro 👍
Tq brother
Veri nice information
Bhai mere pass Aprilia sxr 125 hai jo baar baar battery problem de raha hai maine charger or mangnate bhi or battery bhi change Kiya hai phir bhi yahi problem de raha hai 4 ya 5 di chalta ha phir wahi problem ho jata hai
All that idea from where you get bro
Main bhi company train mechanic hun aao kabhi district Saharanpur
Nice video . thanks big b
Bhai ap kahan se hain??
Honda CB shine ka clutch dabane se engine fast kyon ho jata hai
Gadhe jaise bat mat karo sabhi chalti hui bike ke clutch dabane se fast ho jata hai
Mileage sque ko ak round khol de
Inled tappit dhila karo bhai
GTT technology. Bina accleration ke bhi gadi age badhegi
Clutch plate or cable dekho
👏👏 good work 👍
Gajab jaankari
Engine flush ki opar video bonaiye guru ji
TVS sport 1999 km chalia hai prantu uski RPM jyada hai ki kre
Company ka pdf kaha se milega ??
Bhai aap jise saaf kar rahe the uska naam bataiye
Nice video sir
Thank you
Bhaijaan , meri. Honda x blade BS6 ko jitni bar bhi cold start krta hu to rpm ek dum badh jata he jo 1 minute tak badha hua rehta hai fir automatic normal ho jata he. Iska solution bataye...?. THANK YOU
Wo injan cold hote hi auto choke lag jata hai injan thanda hoga to ye hota hai
ধন্যবাদ ভাই জান 🇧🇩
Bhai aapka garaj kahapar he
Malti mitar ko kaise chlay konde denaar ko kitne oham lgana bataiy
Supar bhai
Thank you for sir please find attached
U wel come
Same porab lum bajaj rs200 ka kaisa sul kare wo 4 wire ka hay
Thanks dhanyvad
Super sir 👍👍👍👍🥰🥰🥰💯💯🙏🙏
Bhai pulsar rs200 me bike chalaate wakt 3000 rpm pe chalaa jata hai , even clutch is pressed 😭😭
Good job
Apaka garage kaha par hai
आपका वार्क सॉप कहा है भईया
Mera bs 6 glamour me bhi yahi hua hai
Mere NXG SPLENDOUR bike me bi Rpm Achanak badh jata hai
Bhai iska kittna cost aye ga iska
Nice 💐💐
Thanks🙏
Ki pairing ke bare batao bhai ji
Hero bikes ki oll PDF kaise milega linc chahiye
Sensor company pdf link share karo bayya,
Xcd mileage 15 plus 20 de raha hai iska kya Karen
Mera bs6 glamar mein bhi hai problem hai bhaiya mere ko pata hona video bana ke dikhao
Scooty ke saat yesa hua toh kya kare?
Mast bhai
Happy new year 2023 all maichanik friends
Thank you so much sir
Daigram kaha se milta h
Super Bro
Very good noledge
Sir bs6 glamour xtec headlight wearing system explend please sir quickly batayiye
Very nice 👌👌👌
Bhai ecm udane ka reason kya hai
Hero ke gadi men cruise control b derha hai aj kal m 😂😂
thank you boss 🥰
bhai mere paas unicorn bs6 bike hai aur rpm fluctuate hota hain maine throttle body aur fuel pump fuel injector clean karaya hain phir bhi bike bar bar band hoti hain rpm maintain nahi rahta
Manul set rpm
Very nice
Thank you