Rupal , mera sur bhi nadaarad hai ?...aap ka kahnaa thik ho saktaa hai....kintu hamen yah sab kucch ek saadhaaran stage-show ke pripeksh mein dekhanaa chahiye... though she needs learn so much with the people around her, but overall she has won the field lonely with her simlicity , lndianity and talent...and on this point you would agree with me....
Umesh Goswami mera irada unko disappoint karne ka katai nahi par jo sangeet ki sadhna karte hai wo besur hona pasand nahi karte. Latikaji has good voice quality but she needs much practice., aur mai khali hawaa me baate nahi kar rahi hoon. Mai khud M. MUS hoon means MASTER OF MUSIC. And i have a degree of it, I did 8 years course of indian classical vocal...... and i m also a singer. That's why ham besur bardast nahi kar sakte...... and no doubt that she has very good and sweet voice but at the same way she needs much practice......... Aur baat chahe saadharan stage show ki ho ya ghar me yun hi gungunaane ki, magar sangeet ki puja karne waala besur pasand nahi karta, sangeet ek saadhna hai. Thik hai most of people sur ko samajte hi nahi is liye chalta hai magar sur samajne waala insan inke gaane ki ek line sunkar ye video band kar dega.. ho sakta hai mai clear bolti hoon to meri baate thodi kadvi lage magar ye sachchi baat hai.........
Rupal ji, ye jana ki aap ek mahila hain...khushi hui...mujhe lagtaa hai ki aap atyadhik samvedansheel hain..kisi bhi baat ko shayad aap atiyant gambhirtaa se leti hain....sangeet ka mein seddhaantik jaankaar to nahin hoon kintu itnaa jaantaa hoon Latika ke pradarshan tathaa unke saamaanya gesture ka bhi sadhaaran shrotaaon par hridya-sparshi prabhav parhaa hai....yahi geet, sangeet aur naatak ka bhi uddyeshya hota hai...classical music ka aaanand classical shrota hi le sakte hain.....sadhaaran shrota nahin....Bhimsen joshi aur pt. Jasraj ko kitne log jaante hai aur unke sangeet ko kitne log samjhate hain ? sadhaaran lok-sangeet ka aanand saadhaaran log lete hain...film sangeet ka aanand aise log bhi lete hain jinhen sangeet ki bilkul bhi samajh nahin hoti hai...filmi geeton ko stage mein aise log bhi gaate hain jinke pass sur aur sangeet ki jaankaari nahin hoti...yahaan ham Latika ke sangeet samajh ki prashanshaa nahin kar rahe hain..ham is baat ki prashansha kar rahen hai ki pramparaa se hatkar ek Bhartiya mahila ke paaramparik roop mein wah shrotaon ko apne filmi geeton ke gaayan se bhi stage par aakrisht karti hai , mantra-mugdh karti hai......
Fantabulous voice & rythm . She should be second to none in today's play back singers. On top the simplicity is adorable. 🙏🙏🙏🙏🙏
शानदार, बहुत खूब, लतिका जी की आवाज बहुत अच्छी है, ईश्वर ने उन्हें बहुत अच्छी रेंज दी है,,,
SINGING OR SADGI WONDERFUL COMBINATION BAS AAP ISSI TRAH PERFORM KARTI RAHE GOD BLESS
Nice voice God bless you yours voice like latadidi voice
Wow beautifully sung , excellent
Excellent voice quality and I liked her proper bhartiya naari simple style also. Keep it up.
Vah ji very nice college k dino ki yaad kra di meri ek friend neena ye gana aksar gaati thi
She is my music teacher in school.
Beautiful voice, Yes this is India love my India
great....greatt...and...greattt
I salute u, Latikaji !
Mam sang so nicely that I am amazed by her music sense. I wish her all the best.
मुझे ये गाना बहुत पसंद है
बहुत बहुत शुक्रिया लतिका जी
Nice voice quality with good control and command.
Musicians are great. My salute to all of them.
Beautiful song beautiful voice 💝💝💝
Why you have not got Chan's as play back Singer voice is very sweet
Kitni saadgi inn logo me jaise ki singer ,mussician aur stage jise dekhkar lagta hai ki zara bhi abhimnaa nahin hai.
Excellent voice, superb,
Ma'am I m saim Ali khan
I think you are second Lata of our country
Bahut hi sundar lajawab
Allah ki di hui nemat ata kari hy is lady ko👌
Excellent singer and musician, Great Artist 👍
Super voice n main thing bhartiyata aapke har ek style me jalkati hr very good all the best your future
Very nice voice God bless Latika ji
Excellent voice.
such a sweet voice u have
Latika ji you sing very well and has a God gifted voice but please add smile in your performance otherwise you look nervous.
Excellent performance with simple style.
Behatarin awaj shandar sangeet bemishal program
Nicely sung.
wow what a voice.......sweeet and excellent
Excellent voice 👍👍
Latikaji maatr aapka prashansak hona hi mere liye samman ki baat hai. Aapkay charanon ka vandan karnay ki aseemit ichchha hai.
सादगी के साथ आवाज का जादू बेमिसाल है.
sunder Radha tum ne Maya ke pyar ko pher se zinda ker dia shukria
She has got very good Voice and fantastic singing....
Entire group is with beautiful presentation. Specially singing.
THANKS A LOT ANANJI.
perfect singing aur sadgi bemisal
Wow awesome lovely song b full god bless you
Bhut hi sunder aavag hy sadi ke sth surili aavaj
Golden voice.
Exillent voice 👍
सादगी और संगीत का बेमिसाल संगम
लतिका जी आप की sadgi ऑर आवाज दोनो ही सुंदर है
saxophone artist greatttttt
Very good.
nice voice. beautifully sung.
sushanta das .....
..
Excellent voice latikaji.
Perfect performance selyut Indian culture
Best musicians and song
Very very nice aawaj hai madam.... Aap ka shubh naam? Beautiful voice
SMT. LATIKA SINHA. THANKS FOR YOUR COMPLIMENT.
Damdar voice sweet song
Wah,mam
Beautiful voice
Veri veri best
Bilkool perfact gaana aur music
Waaasoooommmyaar😘👌
Didi salutes.
Latikaji you are great
jaare ud jaa re such hi viraan jindgi ka ahessas hota hain bus sunne wale me dam chahiye OK ab likh nahi sakte aur soch bhi nahi sakte
itni saadgi ho tab baat banti hain congrachuletion OK
Excellent voice
Verynice
Good morning frnd goodness thank you so much
Best gayika
Awesome
sur &sadgi ka sangam he aapme surili aavaz ko salam name pata nahi he
Miss NEHA KAKARGI PLEASE LEARN DRESS SENSE.
Very good
Rupal , mera sur bhi nadaarad hai ?...aap ka kahnaa thik ho saktaa hai....kintu hamen yah sab kucch ek saadhaaran stage-show ke pripeksh mein dekhanaa chahiye... though she needs learn so much with the people around her, but overall she has won the field lonely with her simlicity , lndianity and talent...and on this point you would agree with me....
Umesh Goswami mera irada unko disappoint karne ka katai nahi par jo sangeet ki sadhna karte hai wo besur hona pasand nahi karte. Latikaji has good voice quality but she needs much practice., aur mai khali hawaa me baate nahi kar rahi hoon. Mai khud M. MUS hoon means MASTER OF MUSIC. And i have a degree of it, I did 8 years course of indian classical vocal...... and i m also a singer. That's why ham besur bardast nahi kar sakte...... and no doubt that she has very good and sweet voice but at the same way she needs much practice.........
Aur baat chahe saadharan stage show ki ho ya ghar me yun hi gungunaane ki, magar sangeet ki puja karne waala besur pasand nahi karta, sangeet ek saadhna hai. Thik hai most of people sur ko samajte hi nahi is liye chalta hai magar sur samajne waala insan inke gaane ki ek line sunkar ye video band kar dega.. ho sakta hai mai clear bolti hoon to meri baate thodi kadvi lage magar ye sachchi baat hai.........
Sandar
I,lice.all,song.and.voice.very.very.
very .nice
👌
Naya gana kab lode kar rhi ha
आप लतिका जी बहुत अच्छी सिंगर हैं
Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaw
लता दीदी का मुकाबला कोही नही कर
सकता, खुद्द गायिका भी नही बोल सकती कि वह लता दीदी से अच्छा गाती है।
Rupal ji, ye jana ki aap ek mahila hain...khushi hui...mujhe lagtaa hai ki aap atyadhik samvedansheel hain..kisi bhi baat ko shayad aap atiyant gambhirtaa se leti hain....sangeet ka mein seddhaantik jaankaar to nahin hoon kintu itnaa jaantaa hoon Latika ke pradarshan tathaa unke saamaanya gesture ka bhi sadhaaran shrotaaon par hridya-sparshi prabhav parhaa hai....yahi geet, sangeet aur naatak ka bhi uddyeshya hota hai...classical music ka aaanand classical shrota hi le sakte hain.....sadhaaran shrota nahin....Bhimsen joshi aur pt. Jasraj ko kitne log jaante hai aur unke sangeet ko kitne log samjhate hain ? sadhaaran lok-sangeet ka aanand saadhaaran log lete hain...film sangeet ka aanand aise log bhi lete hain jinhen sangeet ki bilkul bhi samajh nahin hoti hai...filmi geeton ko stage mein aise log bhi gaate hain jinke pass sur aur sangeet ki jaankaari nahin hoti...yahaan ham Latika ke sangeet samajh ki prashanshaa nahin kar rahe hain..ham is baat ki prashansha kar rahen hai ki pramparaa se hatkar ek Bhartiya mahila ke paaramparik roop mein wah shrotaon ko apne filmi geeton ke gaayan se bhi stage par aakrisht karti hai , mantra-mugdh karti hai......
Find better Music group.
Sur kahaa hai..?
Shuruaat se hi sur nadaarad hai..
Disappointing.......needs much practice......
Echo and poor orchestration ....... !
Umesh Goswami aur singer ka sur bhi nadaarad hai
Besura gaa rahi hai pehle word se hi....
Very nice
Excellent voice
Very nice