Puri Ki Recipe | halwai jaisi soft or Phooli Phooli Puri banane ka tarika | soft or puffy puri

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 жов 2024
  • Phooli Phooli Puri Ki Recipe.
    #SoftPuri #puffypuri #Rehana'skitchenjaipur #tasty #delicious #soft #puffy #viral #food #recipe #tranding #cooking #puri
    ingredients
    1.Gehun ka Aata - half kg
    2.oil - fry karne ke liye
    3.ajwain - half tbsp
    4.namak - half tbsp
    making
    ek parat me aate ko Dalkar isme namak or ajwain ko crush karke dalenge ab isme thoda thoda pani Dalkar iska tight dough banakar tayyar kar lenge or ise 30 min rest par rakh denge 30 min baad dough me half tbsp oil ko Dalkar dough ko fir se gooth lena hai taki dough smooth ho jaye ab dough se chhote chhote loi ko todkar iske gol gol pede bana kar tayyar kar lenge ab kitchen counter par thoda sa oil rubb karenge fir ispar ek loi ko rakha kar iski puri bana kar tayyar kar lena hai ab or ise garam tel me golden colour aane tak fry kar lena hai Phooli Phooli Puri bankar tayyar hai aap ise garma garam sabji, chhole ki sabji ke sath sarv kar sakte hai.
    • Chhole Aaloo paneer ki...

КОМЕНТАРІ • 15