Bablu bhaji ye mahindra 585 hai, 1st high main mahindra ki chaal sabse kum hoti hai par 4th low main sabse jayda. Ap bhi jante hi honge ap bhi jaat jimidar hain main bhi jatt jimidar hu. Hamare pas 1989 model mahindra B 275 hai jisko hum ne 2002 main DI karwa diya tha bore khulwa kar 585 wale piston dalwa siye. Rang vahi purana hai tractor ka bus ab usme pichle tyres tab se hi 14 k hain or agar maximum power leni ho us se to abhi bhi 2300 rpm pe 215 nm torque k sath 52 hp nikalta hai. Lekin bahut kum hi aisa hota hai varna iski tareh 1500 ya jayda se jayda 1900 rpm tak hi tractor se kam lete hain or iski tareh chalta hai, rpm bhi nai drop karta bus uska front axle bilkul seedha hai. Baki basic engine to same hai, load wale kam pe ghante ka 3 se 4 ltr peeta hai ya jab cultivator dabaa kar lga ho ya 18 ki harrow puri khol k, par jo baat kehne wali hai vo ye hai ki mere se 2 din chota hai, matlab mere janam k 2 din badh 1989 main 1 lack 25 hazaar ka liya thaa. Pichle 30 saal se chal raha hai. Bus engine hua ek baar vo bhi jab DI karwana tha. Ab bhi engine bilkul sahi hai. Tab se hi mahindra ki technology bahut badhiya hai aur aj isi technology ki vajah se mahindra company na sirf india balki puri duniya main 2010 se ab tak sab se jayda tractor bechne wali company ban chuki hai jis k badh dusre number pe hai johndeere or tisre number pe hai messy fergusan. Par ye ek sammaan wali baat hai ki 1945 me bani ek indian company ne johndeere jaisi 200 saal purani company ko piche chorh kar khud no 1 ka khitaab apne naam kia.
, bhai Hamare Maharashtra Mein To is model ko vah bhejte hi Nahin Hai hamare pass mein 585 lena hai to Sarpanch model Mein Milta Hai Uska HP bhi itna hi rahata hai lekin model alag Hota Hai
Mahindra best
SUPER
No 1 yaar

855 best. tractor
, bhai Hamare Maharashtra Mein To is model ko vah bhejte hi Nahin Hai hamare pass mein 585 lena hai to Sarpanch model Mein Milta Hai Uska HP bhi itna hi rahata hai lekin model alag Hota Hai
Mahindra No 1
Tractor ka price kya hai Sir.
265 le lo yar is prakar chalane ke liye
How much cost
How much HP?
Rs 6.5 hp52 say 55 pto hp 45hp
tiller to laga hi nhi rakha....
सबसे अच्छा महिन्द्रा टैकटर है
585 best tractor
Sarvoch technology Mahindra tractor
Sonalika lelo chote wala
Tiller 11 ka lagana tha
Hamlog to 55hp ka gari 1katha me chala dete hai ye to bara khet hai
Top k Low m chlra
4 ke low me nhi 3 ke low me chalo
15 kaltivater pao
1 gante ka kitna dijal leta he
Sab se achha to 475 chaltA h bhai
Pawar staring ak haat se chaĺta hai
Koshalsharma
Koslsharma
Sade ala 275 11 hal khichda ahde magr tn 13 palo hadd a yr
Sahi a g 11 hal 18 harrow
Driver not good clutch riding
Tillar no kaltevatar by
58 hp ha
isse achha to 735 chalega bhai
744 bariya he...low me chala ra he 50hp ka khak trektar he....fuddu he
Rathor ji 744 11ka tiller 1ke high main bhi chala rakha hai mahindra fuddu trecter hai
Top low me q chala rha hai pagal 1st ya 2 chala naa
Tomara bath rong ha
By tiller fudu h
55hp
50HP
65😂😂
Mahindra Best