Agar c1703 pe nahi aaye supply to hamko ic ki side aage badhna h is capacitor se pehle ek coil hai uspe check kro or agar vha pe bhi ni aaye to IC KO UTHA diagram me dekh ke IC KE NICHE vale pad pad continuity check kro . Alag like ok hai to ic ka issue hoga
@@TechShivaUdr sach me yaar pura video nahi dekha batane ke liye thanks Waise hum bhi toda bahut bana lete hai mobile Ab to video bhi dalne laga hu channel pe😊
@@Vishalmobiletechnician boht badhiya Bhai lage rho . . . . .... Kam to boht jyda aaya hai magar video banaane ke liye time ni milta hai . . Is liye kabhi kabhi post kr pata hu
@@TechShivaUdr abhi recently meri screen kabhi kabhi black out ho rhi thi, to shopkeeper ne bola light ic hi change hoga ab keh reh rha change nhi ho payegi kyunki vo direct cpu se connect hai ? Please tell me kya vo sahi hai ab Mera phone kabhi sahi nhi hoga kya ? Usne condition or kharab kardi kabhi kabhi bilkul band kardi ,keh rha hai esa hota hai, please help
Iske liye dusra screen uppar se laga ke check karna padega agar dusra screen bhi same dikkat karta h to phone me ic ki side problem ho skti hai or agar Naya vala display sahi chalta h to puara display Jo laga hua h usme dikkat ho skti h
@@BeenaSharma-nx2hr hanji bilkul mobile ka display nahi aana ya blenk display hona . . Cpu se MATLAB rakhta hai kyoki sari grafix ki line cpu se aa ti hagar iska solution hai iska CPU REBALL karvao ap ho jayega kisi acche technician ko batao aasan hai 👍
Thank you so much ❤
Jumper hai 😊
Agar c1703 pe nahi aaye supply to hamko ic ki side aage badhna h is capacitor se pehle ek coil hai uspe check kro or agar vha pe bhi ni aaye to IC KO UTHA diagram me dekh ke IC KE NICHE vale pad pad continuity check kro . Alag like ok hai to ic ka issue hoga
Apnar dokan ta kothay dada
Hii❤❤❤❤
itna mota jumper koun karta hai bhai😊
Bhai ap video complete nahi dekhi sirf jumper dekh liya ap last me comple suno mene reason bataya hai ki kyu mota vala jumper lagaya hai . . 😊
@@TechShivaUdr sach me yaar pura video nahi dekha batane ke liye thanks
Waise hum bhi toda bahut bana lete hai mobile
Ab to video bhi dalne laga hu channel pe😊
@@Vishalmobiletechnician boht badhiya Bhai lage rho . . . . .... Kam to boht jyda aaya hai magar video banaane ke liye time ni milta hai . . Is liye kabhi kabhi post kr pata hu
1ek haath se vdo karke 1ek haath mein kaam karna,1like to bantahey
Kya isme light ic change ho sakti hai ?
Hanji agar kharrab h to change bhi karni pad skti h
@@TechShivaUdr abhi recently meri screen kabhi kabhi black out ho rhi thi, to shopkeeper ne bola light ic hi change hoga ab keh reh rha change nhi ho payegi kyunki vo direct cpu se connect hai ? Please tell me kya vo sahi hai ab Mera phone kabhi sahi nhi hoga kya ? Usne condition or kharab kardi kabhi kabhi bilkul band kardi ,keh rha hai esa hota hai, please help
Iske liye dusra screen uppar se laga ke check karna padega agar dusra screen bhi same dikkat karta h to phone me ic ki side problem ho skti hai or agar Naya vala display sahi chalta h to puara display Jo laga hua h usme dikkat ho skti h
@@TechShivaUdr screen nhi chla , ab vo keh rha ki ic bhi change nhi hoga kyunki vo cpu se connect hai, is bat ka koi logic hai ? Ye puchna chahta hu ?
@@BeenaSharma-nx2hr hanji bilkul mobile ka display nahi aana ya blenk display hona . . Cpu se MATLAB rakhta hai kyoki sari grafix ki line cpu se aa ti hagar iska solution hai iska CPU REBALL karvao ap ho jayega kisi acche technician ko batao aasan hai 👍
Hloo apne 1703 pr supply nhi a rhi to ky karna h
Moto g54 5g graphics light