Bhai bau ji bahut sahi chalaa rahe hain kyu ki swaraj ki khasiyat hai jaiske ek ki ye mahindra k ilava baki jitne bhi tractor hain, ye apna torque jayda rpm pe maximum nikalta hai jaise holland apna pura torque 1200 pe nikalta hai kyu ki stroke 127mm ka hai, massey ferguson bhi 1300 se 1400 pe nikalta hai kyu ki stroke 127mm ka hai, johndeere nikalta hai 1500 pe stroke 110mm ka hai magar uska engine cc kum ho jata hai 50 hp ya us se upar jo ki ek hi engine ata hai sab main 2900cc ka, sonalika ka hai 1500 rpm pe kyu ki stroke 120mm ka hai aur ye model atta thaa 100x108mm k bore stroke main jo 1600 rpm pe ye wala 735 FE apna pura torque 162 nm nikalta hai lekin yaha hp ye 37 nikalta hai puri 39 hp ye 2000 rpm pe nikalta hai magar vaha torque gir jata hai jo 140 nm k kareeb reh jata hai. Mahindra yuvo aur pehle walon main stroke hai 102mm ka jo ki 1700rpm k upar 2000 tak apna pura turque nikalta hai aur us se upar agar mahindra 2500 pe hoga to torque aur jayda nikalega kyu ki stroke chota hai jab ki xp plus main stroke 110mm ka hai magar engine cc jayda hai jaise 475,575 xp plus main 2979cc aur 585 main 3054cc ka hai is liye engine torque bahut jabardast nikalta hai jaise 585xp plus 1700 se 2000 rpm tak 198nm ka torque aur puri 52hp 2100 pe nikalta hai. Lekin yaha is video main tau ji 1600 pe chala rahe thee to ye isi liye rpm drop nahi karta kyu ki swaraj k engine ka maximum torque rated rpm hai 1600 aur maximum hp rated rpm hai 2000. Beshak yaha pe tractor 37hp tak hi nikalta hai magar rpm drop na hone dena ye kaam hi torque ka hota hai jo ki ye model 1600 pe adiktam torque nikata jiski vajeh se tractor jabardast performance dikha raha hai.

यू तो चीज ही अलग h
Bahut badhiya Lagi mere pass format 60 hai kya Sath Thali ka khinch payega
Bahut badhiya hai bro
bahut jaan hai bhi rammu main i love swaraj
चाचा जी को राम राम और रामू हाथी को बेस्ट ऑफ लक
भाई पिछले टायरों की हवा कम करो
और ट्रैक्टर को 13-14 सौ rpm पर चलाओ
Bahut khoob ❤
Super bhai
Thnkyu
Bahut badhiya
Nikil bhai bahut dino bad video aai h kya problem chal rhi h
Prize batana tota hal ki 7 tine vale
30 hp me kon sa tractor achcha hai pls,,,🙏 batay
massy 1030
Chesel plough ki prize kya hai bhai
Bhai ji mujhe eak bat batao, farmtrac 35 all rounder Best hai ya swaraj 735 fe best hai kisan ke liye, jarur reply kijiyega mere Bhai
Swaraj badiya h bhai
@@officialmandeepjaat6953 bhai kuch kisan btate hai ki swaraj ka diseal khrch jyada hai or farmtrac ka kam hai
@@subhashchandgurjar209 koi kuchh bole swaraj 735 xt me dam h
@@wildflower2119 aapke pas hai Kya XT bhai
Farmtrace45 lo
गुरु जी एक बार टायर में पानी भरकर जरूर चलाना
ભાઈ ટેકંટર નાનુ પડેછે
50 એચપીનુ જોવે સુપર
Moj kerdi
Uncle ji ko Ram Ram 🙏
Ram ram ji
बढ़िया खिचाई कर रहा है स्वराज ट्रक्टर
nyc निखिल भाई
Bhut Acha
Kitne ka liya h bhai price kya h
Good
Bhai aapka trektar besna he kya
Bhai esko kali miti me chlao ye hilega bi nhi bhai ek bar jarur vedio bnana
Bhaiya tractor ke tyre me pani hai kya
Nikhi bahi hamari video to bejho chandsara sonalika tractor
Bhai sahab kitne ka hai
Iska koi jawab nhi
तोता हल कितने का लिया था भाई साहब
Gujjar ❤️
नमस्कार जी 🙏🙏
Bhut badiya chal rha he chota he
Bhaiyaji kya prise hai tota hal ki
Bhaissaab is hl ki price kitni he
✨Good performance he Bhai Rammu Haathi ka 💪💪💪
Kon se gear me chalaya hi rpm kitne hi
2nd low
Price bata dega to dukandaar ka ghata chaala jaayega isliye itane log price puch rahe hai nahi bata raha
5 tien ka shi rahga
Kya bataya ankal ji ne
Bhai ji ram ram
Bhai ji mere mahindra 585 DI plus 2020 model ko swaraj 744 ya 855 se change karva do
Sawraj hai yo
Hamare 735 ka lift cluch daba hota hai to nahi uthata
Bhai silencer ki viedo bnaiye please
मैंने वीडियो डाली ह
@@EDUCATEDFARMER Dusri bna do kaise dala hai
Price kya h bhai totta hall ka
Shi h
735 fe matlab F , Full E energy
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aage weight mahi he
Bhai hamari mitti mein nahin chal sakta
Uncle jo ko ram ram🙏🙏
Farmtrac ke aage bachcha hai
😊👌
Hehehe
दो बोरी मिट्टी बमफर पर भर के रख लो
🚩❤️
Tumhare tractor ka lift Cluch dabane ke bad bi uthata hai kya
Khet pochriya he
Papa bhi tota jese hai
Escort 34 0 bhari hi
Tere papa to retire ho chuke h
Super bahi ji