a legendary poet, not anymore among us, my thee most favorite poet. May Almighty Allah rest Ahmad Faraz soul in Jannat. (Aameen) "Uss shakhs se faqat itna sa taaluq ha faraz wo pare'shaan ho to humay neend nahin aati"
This ghazal clearly is a landmark in his literary journey. In this video his facial expressions were as entertaining as the ghazal itself. I have never seen Faraz enjoying as much before. Look at his eyes and the subtle smile. He is having fun just as much as we are.
suna hai uss k badan ki tarash aisi hai k phool apni qabahein qatar k dekhte hein ,, wah , suna hai aaiyena tamsal hai jabeen uss ki jo sada dil hai usse ban sanwar k dekhte hein ,, wah ghazal k aik aik word pe fullstop hogya .. yani koi tareef k liye lafaz hi nehi hein ..
God gifted poet. URDU itself poetry,its world most sweet and expressive langauge. Urdu is naother name of Tajmahal. Urdu is also name of civilization,culture,history. Urdu got a superiority over other langauges like Rose over other flowers. In the desert of langauges URDU is like Oasis. Urdu is name of magic,can produce joy and sorrow.
Wah..Subhan Allah. It is a wonder of the world to see Ahmad Faraz at his most eloquent mode. What phenomenal brilliance! What a spontaneous rendering. Truly, a joy forever!
What makes me soo sad is, that unlike previous times, when some great shair left, there were others to fill in the gap. But nowadays when such a great poet leaves us, there unfortunately is no such 'hoaslaa' (consolation) left behind for the admirers of the souls (poets) of the 'Queen of languages' Urdu. Faraz Sahib, I can just thank you for the beautyful world of words, which you arranged in your unique style taking us into a world of pure bliss. May Allah give you a place in jannat, ameen
suna hai us k labon se gulab jaltey hain So hum b bahaar Pr ilzam dhar KO dekhtey hain Bas ik nigah se lutt'ta hai Qafila dil ka So Rah rawan e tamanna b dar k dekhte han
سنا ہے لوگ اُسے آنكھ بھر كے دیكھتے ہیں سو اس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں سنا ہے ربط ہے اس کو خراب حالوں سے سو اپنے آپ کو برباد کر کے دیکھتے ہیں سنا ہے درد کی گاہک ہے چشم ناز اس کی سو ہم بھی اس کی گلی سے گزر کے دیکھتے ہیں سنا ہے اس کو بھی ہے شعر و شاعری سے شغف سو ہم بھی معجزے اپنے ہنر کے دیکھتے ہیں سنا ہے بولے تو باتوں سے پھول جھڑتے ہیں یہ بات ہے تو چلو بات کر کے دیکھتے ہیں سنا ہے رات اسے چاند تکتا رہتا ہے ستارے بام فلک سے اتر کے دیکھتے ہیں سنا ہے دن کو اسے تتلیاں ستاتی ہیں سنا ہے رات کو جگنو ٹھہر کے دیکھتے ہیں سنا ہے حشر ہیں اس کی غزال سی آنکھیں سنا ہے اس کو ہرن دشت بھر کے دیکھتے ہیں سنا ہے رات سے بڑھ کر ہیں کاکلیں اس کی سنا ہے شام کو سائے گزر کے دیکھتے ہیں سنا ہے اس کی سیہ چشمگی قیامت ہے سو اس کو سرمہ فروش آہ بھر کے دیکھتے ہیں سنا ہے اس کے لبوں سے گلاب جلتے ہیں سو ہم بہار پہ الزام دھر کے دیکھتے ہیں سنا ہے آئنہ تمثال ہے جبیں اس کی جو سادہ دل ہیں اسے بن سنور کے دیکھتے ہیں سنا ہے جب سے حمائل ہیں اس کی گردن میں مزاج اور ہی لعل و گہر کے دیکھتے ہیں سنا ہے چشم تصور سے دشت امکاں میں پلنگ زاویے اس کی کمر کے دیکھتے ہیں سنا ہے اس کے بدن کی تراش ایسی ہے کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں وہ سرو قد ہے مگر بے گل مراد نہیں کہ اس شجر پہ شگوفے ثمر کے دیکھتے ہیں بس اک نگاہ سے لٹتا ہے قافلہ دل کا سو رہروان تمنا بھی ڈر کے دیکھتے ہیں سنا ہے اس کے شبستاں سے متصل ہے بہشت مکیں ادھر کے بھی جلوے ادھر کے دیکھتے ہیں رکے تو گردشیں اس کا طواف کرتی ہیں چلے تو اس کو زمانے ٹھہر کے دیکھتے ہیں کسے نصیب کہ بے پیرہن اسے دیکھے کبھی کبھی در و دیوار گھر کے دیکھتے ہیں کہانیاں ہی سہی سب مبالغے ہی سہی اگر وہ خواب ہے تعبیر کر کے دیکھتے ہیں اب اس کے شہر میں ٹھہریں کہ کوچ کر جائیں فرازؔ آؤ ستارے سفر کے دیکھتے ہیں
@mahakavi Thanks dear mahakavi, you up loaded a novel ghazal , in the voice of the poet, and it is NOW a history after the death of Ahmad Fraz. Khalid Asghar. (25th march 2010)
Suna hai log usay aankh bhar ke dekhte hain' So us ke shahar main kuchh din thehr ke dekhte hain Suna hai rabt hai us ko kharab halon se So apne aap ko barbad kar ke dekhte hain Suna hai dard ki gahak hain chashm-e nazuk us ki So ham bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain Suna hai us ko bhi hai sher-o shayari se shagaf So ham bhi mojazay apnay hunar ke dekhte hain Suna hai bole to baton se phool jharrtay hain Ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain Suna hai raat use chand takta rehta hai Sitaray baam-e falak se utar kar dekhtay hain Suna hai hashr hain us ki ghazaal si aankhain Suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain Suna hai din ko usay titliyan satati hain Suna hai raat ko jugno thahar ke dekhte hain Suna hai rat se barh kar hain kakulan us ki Suna hai sham ko saye guzar ke dekhte hain Suna hai us ki siyah chashmagi qiyamat hai So us ko surma farosh aankh bhar ke dekhte hain Suna hai us ke labon se gulab jalate hain So ham bahar par ilzaam dhar ke dekhte hain Suna hai aaina tamasal hai jabin us ka Jo sada dill hain ban sanvar ke dekhte hain Suna hai jab se hamail hain us ki gardan main Mizaj aur hi lal-o gauhar ke dekhte hain Suna hai chashm-e tasavur se dasht-e imkan main Palang zawaiya us ki kamar ke dekhte hain Suna hai us ke badan ke tarash aisay hain Ke phuul apani qabayain qatar ke dekhte hain Woh sarvqad hai magar begul-e muraad nahin Ke us shajar pe shagufay samar ke dekhte hain Bas ek nigah se lutata hai qafila dil ka So rahravaan-e tamannaa bhi dar ke dekhte hain Suna hai us ke shabistan se mutasil hai behisht Makin udhar ke bhi jalway idhar ke dekhte hain Rukay tu gardishain us ka tawaf karti hain Chalay to us ko zamanay theher ke dekhte hain Kisay naseeb ke be parahan usay dekhay >Kabhi kabhi dar-o divaar ghar ke dekhte hain Kahaniyan hi sahi sab mubalaghay hi sahi Agar woh khawb hai tabeer kar ke dekhte hain Ab us ke sheher main thehrain ke kooch kar jayan "Faraz " aao sitaray safar ke dekhte hain
i like all of his poetry but these days our ppl should be giving him respect but with all thise stupid sms including his and his poetry is very rude to someone who is that greart we should be paying him respect he is one of the best in pakistan GOD BLESS YOU AHMAD FARAZ JI
I think its mean that.... First line: Poet has hared that her house is adjacent to the Paradise Second line: So the resident of the other side of paradise (hell), try to sneak into paradise for her charismatic appearance. Overall I think poet is trying to say that person is such magical and non resistance personality that people like to see one gimps, no matter where they are and what is the effort they have to do.
Ppl plz aprise me on the health of this azeem poet. Many tidings are informing that he is no more among us whereas some of them say that he is still in critical condition. Plz.
@mahakavi Thanks very much Mahakavi... its was awesome lines.. I need ur help for few more words in this gazal Rabt, haalon chashma-e-naaz, sharraf, tamsaal , jabeen , kabaayen, tawaaf mubaalgen , Dasht , surma-farosh, thanks very much in advance
Suna hai Uss ke Badan ki tarash aaissi hai
ke phool apni Qabaayn Katar ke dekhtay hain
Best urdu shair in last 17 years hands down.
Ap ki har ek nazm apne ap me ek kahani he faraz, love you from india
a legendary poet, not anymore among us, my thee most favorite poet.
May Almighty Allah rest Ahmad Faraz soul in Jannat. (Aameen)
"Uss shakhs se faqat itna sa taaluq ha faraz
wo pare'shaan ho to humay neend nahin aati"
This ghazal clearly is a landmark in his literary journey. In this video his facial expressions were as entertaining as the ghazal itself. I have never seen Faraz enjoying as much before. Look at his eyes and the subtle smile. He is having fun just as much as we are.
suna hai uss k badan ki tarash aisi hai k phool apni qabahein qatar k dekhte hein ,, wah , suna hai aaiyena tamsal hai jabeen uss ki jo sada dil hai usse ban sanwar k dekhte hein ,, wah ghazal k aik aik word pe fullstop hogya .. yani koi tareef k liye lafaz hi nehi hein ..
God gifted poet.
URDU itself poetry,its world most sweet and expressive langauge.
Urdu is naother name of Tajmahal.
Urdu is also name of civilization,culture,history.
Urdu got a superiority over other langauges like Rose over other flowers.
In the desert of langauges URDU is like Oasis.
Urdu is name of magic,can produce joy and sorrow.
Ohhh Faraz Sahab.. I miss u so much :(
this is one of his best ghazals... I loveit...
Agree
Some sher are missing
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
Wah Wah
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
:
:
:
:
:
:
Kameez Teri Kaali Tay Sohnay Phulla Wali:-)
Allah give you place in Jannat, Amen
you are legend
suna hai dinko usey titiliyan satati hain.. suna hai raat ko jugnoo theher ke dekhtey hain.. wahhhh ! :)
suna hai FARAZ ik shair hai, aao usai suntay hain. Excelent stuff. Thanx
Wah..Subhan Allah. It is a wonder of the world to see Ahmad Faraz at his most eloquent mode.
What phenomenal brilliance! What a spontaneous rendering. Truly, a joy forever!
I am one of those kids who were named before the legend- Ahmad Faraz saahab. May he be put in "Jannatul-Firdaus". Amen
I got to know this from ..... Took away heart since then. Love from Bangladesh
sunna hai uss k shabistan se mutasil hai bahisht,,, makeen udhar k bhi jalwe idhar k dekhte hain.... WAAH WAAH WAAH!!!
What makes me soo sad is, that unlike previous times, when some great shair left, there were others to fill in the gap.
But nowadays when such a great poet leaves us, there unfortunately is no such 'hoaslaa' (consolation) left behind for the admirers of the souls (poets) of the 'Queen of languages' Urdu.
Faraz Sahib, I can just thank you for the beautyful world of words, which you arranged in your unique style taking us into a world of pure bliss.
May Allah give you a place in jannat, ameen
wah gee wah..wah..wah...Allah bless faraz sabab's departed soul...aameen...
Kya kahne faraz sahab ..............aapke liye alfaz nahi
AWESOME, WORDLESS, each time I see and hear him, I LOVE HIM. ALLAH(SWT) may rise him to the highest levels of Janat.Ameen.
Very nice poetry,Thanks for uploading,Cheers
Ahmed Faraz rocks!
I still like "Har koi del pe hai sehra rakhe" better..
Thanks for the same mahakavi :)
the greatest poet of our era in all languages.
Awesome and uplifting...it must be the greatest of all Pakistani poems up there with Faiz Ahmed Faizs' aaj bazaar may papajolah chalo.
who the hell can click dislike for this nice ghazal! very nice!
Wah wah wah
Legendary
Wah wah ahmad Fraz sb 👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼😘😘😘😘😘😍😍😍😍🙂🙂🙂🙂
Superb presentation congrats
Legendary Mr Faraz the great
kisi aise ke liye jo faraz sahib ka super fan hai, ab bhi yaad kar raha hoon
suna hai us k labon se gulab jaltey hain
So hum b bahaar Pr ilzam dhar KO dekhtey hain
Bas ik nigah se lutt'ta hai Qafila dil ka
So Rah rawan e tamanna b dar k dekhte han
Shukriah!
Yeh Muscat ke eik Mushaaerey ki recording hai, taqreeban 16 baras peishtar ki.
I love Faraz sahab from India
Ahmed Faraz is the best ... Long live Faraz
Wah faraz saheb. wah
سنا ہے لوگ اُسے آنكھ بھر كے دیكھتے ہیں
سو اس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے ربط ہے اس کو خراب حالوں سے
سو اپنے آپ کو برباد کر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے درد کی گاہک ہے چشم ناز اس کی
سو ہم بھی اس کی گلی سے گزر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے اس کو بھی ہے شعر و شاعری سے شغف
سو ہم بھی معجزے اپنے ہنر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے بولے تو باتوں سے پھول جھڑتے ہیں
یہ بات ہے تو چلو بات کر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے رات اسے چاند تکتا رہتا ہے
ستارے بام فلک سے اتر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے دن کو اسے تتلیاں ستاتی ہیں
سنا ہے رات کو جگنو ٹھہر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے حشر ہیں اس کی غزال سی آنکھیں
سنا ہے اس کو ہرن دشت بھر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے رات سے بڑھ کر ہیں کاکلیں اس کی
سنا ہے شام کو سائے گزر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے اس کی سیہ چشمگی قیامت ہے
سو اس کو سرمہ فروش آہ بھر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے اس کے لبوں سے گلاب جلتے ہیں
سو ہم بہار پہ الزام دھر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے آئنہ تمثال ہے جبیں اس کی
جو سادہ دل ہیں اسے بن سنور کے دیکھتے ہیں
سنا ہے جب سے حمائل ہیں اس کی گردن میں
مزاج اور ہی لعل و گہر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے چشم تصور سے دشت امکاں میں
پلنگ زاویے اس کی کمر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے اس کے بدن کی تراش ایسی ہے
کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں
وہ سرو قد ہے مگر بے گل مراد نہیں
کہ اس شجر پہ شگوفے ثمر کے دیکھتے ہیں
بس اک نگاہ سے لٹتا ہے قافلہ دل کا
سو رہروان تمنا بھی ڈر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے اس کے شبستاں سے متصل ہے بہشت
مکیں ادھر کے بھی جلوے ادھر کے دیکھتے ہیں
رکے تو گردشیں اس کا طواف کرتی ہیں
چلے تو اس کو زمانے ٹھہر کے دیکھتے ہیں
کسے نصیب کہ بے پیرہن اسے دیکھے
کبھی کبھی در و دیوار گھر کے دیکھتے ہیں
کہانیاں ہی سہی سب مبالغے ہی سہی
اگر وہ خواب ہے تعبیر کر کے دیکھتے ہیں
اب اس کے شہر میں ٹھہریں کہ کوچ کر جائیں
فرازؔ آؤ ستارے سفر کے دیکھتے ہیں
ایک دوسرے سے اُگتا گئے ہیں۔۔۔۔۔۔
ساتھ ہیں کے سزا ہو ملی جیسے۔۔۔۔۔۔۔۔۔
شاعر۔عبدالصبور سومرو
The best!
I love this...
@mahakavi Thanks dear mahakavi, you up loaded a novel ghazal , in the voice of the poet, and it is NOW a history after the death of Ahmad Fraz. Khalid Asghar. (25th march 2010)
واہ بہت خوب
very nice ghazal beautiful
it has got that nazm type touch
Suna hai log usay aankh bhar ke dekhte hain'
So us ke shahar main kuchh din thehr ke dekhte hain
Suna hai rabt hai us ko kharab halon se
So apne aap ko barbad kar ke dekhte hain
Suna hai dard ki gahak hain chashm-e nazuk us ki
So ham bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain
Suna hai us ko bhi hai sher-o shayari se shagaf
So ham bhi mojazay apnay hunar ke dekhte hain
Suna hai bole to baton se phool jharrtay hain
Ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain
Suna hai raat use chand takta rehta hai
Sitaray baam-e falak se utar kar dekhtay hain
Suna hai hashr hain us ki ghazaal si aankhain
Suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain
Suna hai din ko usay titliyan satati hain
Suna hai raat ko jugno thahar ke dekhte hain
Suna hai rat se barh kar hain kakulan us ki
Suna hai sham ko saye guzar ke dekhte hain
Suna hai us ki siyah chashmagi qiyamat hai
So us ko surma farosh aankh bhar ke dekhte hain
Suna hai us ke labon se gulab jalate hain
So ham bahar par ilzaam dhar ke dekhte hain
Suna hai aaina tamasal hai jabin us ka
Jo sada dill hain ban sanvar ke dekhte hain
Suna hai jab se hamail hain us ki gardan main
Mizaj aur hi lal-o gauhar ke dekhte hain
Suna hai chashm-e tasavur se dasht-e imkan main
Palang zawaiya us ki kamar ke dekhte hain
Suna hai us ke badan ke tarash aisay hain
Ke phuul apani qabayain qatar ke dekhte hain
Woh sarvqad hai magar begul-e muraad nahin
Ke us shajar pe shagufay samar ke dekhte hain
Bas ek nigah se lutata hai qafila dil ka
So rahravaan-e tamannaa bhi dar ke dekhte hain
Suna hai us ke shabistan se mutasil hai behisht
Makin udhar ke bhi jalway idhar ke dekhte hain
Rukay tu gardishain us ka tawaf karti hain
Chalay to us ko zamanay theher ke dekhte hain
Kisay naseeb ke be parahan usay dekhay
>Kabhi kabhi dar-o divaar ghar ke dekhte hain
Kahaniyan hi sahi sab mubalaghay hi sahi
Agar woh khawb hai tabeer kar ke dekhte hain
Ab us ke sheher main thehrain ke kooch kar jayan
"Faraz " aao sitaray safar ke dekhte hain
بہت عمدہ۔۔۔
Aafreen Ahmed Faraz sahab.
bahut khoobsoorat
awesome
He wrote this ghazal with refernce to me...when we met in Islamabad some 10 years back!!!!
ufffffff !!!!!! Amazing !!
Great poet. Some one should upload the work of Saghar Siddiqi . One of the best poets but not many ppl know about his work.
Buhat pyaree Ghazal
Buhat nice choice.
great guy.. great poet.
chand ashar k siwa NAAT SHRIEF Ka Byan hy
RIP
:'(
A great loss :(
===
Main ky Sehra e Muhbat ka Musafir thaa Faraz
Aik Jhonka thaa ky khusbo ky safer per nikla..
==
buhat Hi khubsurat Ghazal Hay,
Superb!
awsome he is indeed one of best poets
beauty in simplicity
light and lovely thoughts
wow, amazing bravo
i like all of his poetry but these days our ppl should be giving him respect but with all thise stupid sms including his and his poetry is very rude to someone who is that greart we should be paying him respect
he is one of the best in pakistan
GOD BLESS YOU AHMAD FARAZ JI
My most fav ghazal ♡
Love from india
I think its mean that....
First line: Poet has hared that her house is adjacent to the Paradise
Second line: So the resident of the other side of paradise (hell), try to sneak into paradise for her charismatic appearance.
Overall I think poet is trying to say that person is such magical and non resistance personality that people like to see one gimps, no matter where they are and what is the effort they have to do.
Masterpiece 😩
march 28 :2020. lockdownday4, 12:52pm
Ahmad faraz really great poet
May his soul rest in peace.... Amen !
Nice
Faraz was a genius
wow
hey
i like it al ghazal of him
Super
Ppl plz aprise me on the health of this azeem poet.
Many tidings are informing that he is no more among us whereas some of them say that he is still in critical condition.
Plz.
That 29 ppl who disliked this video may b dnt know magic of faiz ahmad faiz
+Khaver Naveed he is faraz ahmad faraz
Muhammad Uzair ohhh sorry, sir thank you for correcting
..bhai ahmed faraz hain ye
Lol
lagta hai unhe koi aankh bhar ke nahi dekhta
beautiful
How? How on earth can anybody dislike this...... Huh
wah sir kiya bat hai
thanks, i was missing good poetry in Dayar e Ghair, if you know any good site, please
Himmat itni ke khuda ka kar gaya inkaar
Baa-is ke us ko piyale zaher ke dekhte hain.
~mobashshir
Ahmed Faraz-legend
Excellent
wah wah wah !
Wahwa
Anybody.. watch this video 2019😍🌹
Faraz Sab is a romantic Poet
he rarely ever writes romantic poetry but when he does he excels in it a lot more than most other contemporary poets
bless you Sir!!!
wah g wha!!
سنا ہے اس کے شبستاں سے متصل ہے بہشت,
مکیں اُدھر کے بھی جلوے اِدھر کے دیکتے ہیں
Great Poet ,
@farziat
Aapke matlooba alfaaz ke ma'ni hazir hain:
Shabistan - Bed chamber
MutTasil - Adjacent
Bahisht - Heaven, Paradise
Makeen - Resident
Mirza Jamal
@farziat Shabista= Jahn Ratain basar hotee ho`n
Muttasil= Mili huwe
Makin= Makna main rehnay walay
awesome
great hearts great poem
brilliant
Incredible just "Moajzay" say kuch zyada hae
damnnn its osome
@mahakavi Thanks very much Mahakavi... its was awesome lines..
I need ur help for few more words in this gazal
Rabt,
haalon
chashma-e-naaz,
sharraf,
tamsaal ,
jabeen ,
kabaayen,
tawaaf
mubaalgen ,
Dasht ,
surma-farosh,
thanks very much in advance
very nice
wow
jazak Allah
Wah
All time great
waah ji
Kya baat hai
kamaal