JSSC CGL me NAGPURI Language Wale alert ho jaye. Final answer key me Jo 6 question ka answer galat de diya hai Usko anyhow sudhrwana hoga, jabki wahi questions sabse pahela answer key ke hisab se thik tha. 6+2(negative)=8 question means 24 marks race se bahar karne ke liye sufficient hai. Aapke marks aate huye bhi aapko seat nhi milega aur aapke seat pe koi dusra hoga aayog ki galti ke wajah se. Immediately within 1-2 days me ek application aur Objectionable question ka copy jo different telegram channel pe SET-A & SET-B ka mil jayega ,uska copy AAYOG me mil ke jama karna hoga.