Ghulam Ali-Ek Waada Hai Kissi Ka[Private Mehfil]

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 25 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 41

  • @vichitram7037
    @vichitram7037 Рік тому +4

    Sagar Siddiqui sahab ki iss khoobsurat ghazal ko, Ghulam Ali ji ne utni hi khubsurati se pesh kiya, iss Private Mehfil mein...
    Apni kalaatmak gaayaki se, iss ghazal ke marm sparshi ash'aar ko sa.nwaarne ka kaam kiya..jisei sunn kar darshak aanand vibhor ho gaye..
    Bahut hi piyaari shaayari hai..Ek vaada hai kisi ka jo wafa hota nahin..Varna in taaro.n bhari raato'n mein kyaa hota naheen...
    Jee mein aata hai ulat duu.n unke chehre se naqaab...Hausla karte hain, lekin hausla hota nahin
    Shama jiski aabroo par jaan de de jhoom kar...Wo patanga jal to jaata hai, fana hota naheen..
    Aur kya jhoom... kar hi gaaya hai ..Khan sb ne, dil ko chuu liya..
    Apni shaastreey kala ka bharpoor pradarshan kiya hai iss livperformance mein, sunder sargams aur harkaton se...Tabla sangat bhi kamaal ka , gaayiki ko nikhaar deta hai...
    Lutf aa gaya, Ghulam Ali ji ki makhmali awaaz mein ye khubsurat ghazal sunn kar !
    Kaha jaata hai ki, ek mushaira mein, Siddiqui sb ki ye ghazal sunne ke baad, Jigar Muradabadi sb, ne, apni baari aane par kaha, ki meri ghazal ki ab zaroorat nahin....haasil e mushaira ghazal ho chuki... ye keh kar apni ghazal ko stage par hi phaad diya..
    Unko Sagar Siddiqui ji ki ghazal behad pasand aayi thii..
    Shukriya, Suman ji, Ghulam Ali ji ki ek aur naayaab live performance ki recording upload karke, hum sab ko khushi dene ke liye.!..
    Shubh kaamnaaein.!.👍👌💐🙏

  • @vishalsidhu6666
    @vishalsidhu6666 Рік тому +1

    sukoon hi sukoon love you ustad ji

  • @ajayparmar-mx1xi
    @ajayparmar-mx1xi 3 місяці тому

    I call ustadj Ghulam ali sahab - "God of Gajal " . Tabla vadak ki prastuti bhi bahut bahut sundar khubsurat .

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 місяці тому

      Thank u so much for valuable feedback. please check recent upload.

  • @PrashantSathaye
    @PrashantSathaye Рік тому +1

    Very rare recording.. beautiful... Saurav, cannot thank you enough for your amazing collection and kind sharing...

  • @imranhaider4836
    @imranhaider4836 Рік тому

    Khan SAB ko Allah Pak sehat Wali Zindagi ata farmye ameen

  • @apc78315
    @apc78315 Рік тому

    The great Ghulam Ali bhai 👏👏 teeno saptako mein khelte hai apni maharath se .... Jabardast taiyyari 👏👏

  • @MuhammadAslam-fm9go
    @MuhammadAslam-fm9go Рік тому

    Kya baat hai khan sab thanks for upload bhai jan

  • @kashifashfaqofficial
    @kashifashfaqofficial 2 місяці тому

    .Ek vaada hai kisi ka
    jo wafa hota nahin..
    Varna in taaro.n bhari raato'n mein
    kyaa hota naheen...
    Jee mein aata hai ulat duu.n unke chehre se naqaab..
    .Hausla karte hain, lekin hausla hota nahin
    Shama jiski aabroo par jaan de de jhoom kar...
    Wo patanga jal to jaata hai, fana hota naheen....

  • @kamalinimalhotra2695
    @kamalinimalhotra2695 10 місяців тому

    Amazing. Amazing, Amazing.

  • @malkitmst
    @malkitmst Рік тому

    "Awesome.... Ghulam Ali saheb ka jawab nahi..!"

  • @gaaykistudiosranjitpunjabi4459

    Mere Ustad ji 🙏 ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @mahrtabassam2734
    @mahrtabassam2734 Рік тому

    Kya bt a

  • @udayvipra
    @udayvipra Рік тому

    Wah Suman ji..yet another jewel shared by you....14:30min alaap n then the tabla...just soulful...you are unique...can understand how much you have gratitude and understanding of the great ustaad ghulam alijis creations

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 місяці тому

      Thanks for valuable feedback. please listen recent uploads.

  • @suyashkaushal5766
    @suyashkaushal5766 10 місяців тому +1

    Sitaron se kahin age se hain aap ...

  • @MishraRavindraKumar
    @MishraRavindraKumar Рік тому +1

    परछाइयां एल्बम की बड़ी ही खूबसूरत यह ग़ज़ल मुझे बहुत पसंद। आई।

  • @9madhav1
    @9madhav1 Рік тому

    Beautiful. Thanks a lot

  • @daljithanssinger
    @daljithanssinger Рік тому +1

    Wah ... TOHFAA

  • @kamalendubhattacharya1478
    @kamalendubhattacharya1478 Рік тому

    Zabardast upload aur ek baar phir se....Sumanji ka Naya uphaar. Khan Sahib Ghulam Ali ke Gaya hua iss ghazal pahli baar sun raha hoon. Shayad raag Kaushik Dhwani pe adharit iss ghazal mein tabla sangat bhi behtareen tha. Shukriya Sumanji. Ghazal gayaki ko aam logon ke beech lokapriya karne ke liye apka ye niswarth prayas hum log kabhi nahi bhulenge. Jeete raho.

  • @shaukathayyatwattoo7907
    @shaukathayyatwattoo7907 Рік тому

    wah wah kya baat hai

  • @شاهجیلانی
    @شاهجیلانی 7 місяців тому

    روحت شاد یادش گرامی باد

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 місяці тому

      Thank u very much for feedback. Please check recent upload.

  • @kamalinimalhotra2695
    @kamalinimalhotra2695 10 місяців тому

    Saurav you dont have a live performance video of this. Pls upload it. This is unfathomable. Thank you

  • @karandubey6449
    @karandubey6449 7 місяців тому

    Kya baat h 🙏🙏♥️

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 місяці тому

      Thank u very much for feedback. Please check recent upload.

  • @bichlaa4595
    @bichlaa4595 6 місяців тому

    I think legendary pandit aurindo chatarjee is tabla player

  • @kevaljoshi1807
    @kevaljoshi1807 Рік тому

    Ustad mussafar Husaain on tabla. Great upload bhai

  • @medicomusic6041
    @medicomusic6041 Рік тому

    ❤️❤️❤️

  • @kashifashfaqofficial
    @kashifashfaqofficial 2 місяці тому

    Sagar Siddiqui sahab ki iss khoobsurat ghazal ko, Ghulam Ali ji ne utni hi khubsurati se pesh kiya, iss Private Mehfil mein...
    Apni kalaatmak gaayaki se, iss ghazal ke marm sparshi ash'aar ko sa.nwaarne ka kaam kiya..jisei sunn kar darshak aanand vibhor ho gaye..
    Bahut hi piyaari shaayari hai..
    Ek vaada hai kisi ka jo wafa hota nahin
    ..Varna in taaro.n bhari raato'n mein kyaa hota naheen...
    Jee mein aata hai ulat duu.n unke chehre se naqaab...
    Hausla karte hain, lekin hausla hota nahin
    Shama jiski aabroo par jaan de de jhoom kar...
    Wo patanga jal to jaata hai, fana hota naheen..
    Aur kya jhoom... kar hi gaaya hai ..Khan sb ne, dil ko chuu liya..
    Apni shaastreey kala ka bharpoor pradarshan kiya hai iss livperformance mein, sunder sargams aur harkaton se...Tabla sangat bhi kamaal ka , gaayiki ko nikhaar deta hai...
    Lutf aa gaya, Ghulam Ali ji ki makhmali awaaz mein ye khubsurat ghazal sunn kar !
    Kaha jaata hai ki, ek mushaira mein, Siddiqui sb ki ye ghazal sunne ke baad, Jigar Muradabadi sb, ne, apni baari aane par kaha, ki meri ghazal ki ab zaroorat nahin....haasil e mushaira ghazal ho chuki... ye keh kar apni ghazal ko stage par hi phaad diya..
    Unko Sagar Siddiqui ji ki ghazal behad pasand aayi thii..
    Shukriya, Suman ji, Ghulam Ali ji ki ek aur naayaab live performance ki recording upload karke, hum sab ko khushi dene ke liye.!..
    Shubh kaamnaaein.!.

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 місяці тому

      Shukriya sir for excellent feedback.