Can we give theory test without studying in driving class?? And after passing theory, should we have to give practical test instantly or we can wait for few months?
Bhai professional visa p ana hy hm n with family to spouse easily without language kam kr skty hen Denmark m or kitny expenses hongy with 2 child plz tell me
bhai, apne desh se license laakar denmark me convert karo, bahut paise bacha sakthe ho. 3 mahine ka temporary permit milta hai, usko do ya teen bar extend kar sakte ho, jabtak permanent license ki tayyari nahi ho jati acche se. fir tumhe ek free theory aur ek free practical test milega. agar fail bhi hote hai toh , fir se exam dene ke liye kam paise lagte hai. kuch driving lessons bhi book karo, danish driving ka tareeka aur rules theek se samajhne ke liye. bangladeshi ladka theek se jaanta nahi hai. vo shayad bahut ameer hai. agar aap paise bachana chahte ho toh maine bataye tareeke ko follow karo. aur Aman bhi india me bahut ameer lagta hai. india me license banane ke liye paanch ya das hazaar kyoon dena padta hai bhai? maine toh driving lessons ke do ya teen hazar rupay diye the aur licence ke shayad mushkil se 500 rupay diye the. usme agent ne commission ke roop me thoda paisa khaya, lekin Pune me license bas 200 INR me ban jaata hai. maine 3 saal pehle banayi thi. aur denmark me convert kiya. saath me forklift ka bhi license lekar jao, taaki jaate hi acche jobs aasaani se lag jaye.
Again very informative video sir!!!!
@@satyansingla ❤️🔥
Sir plz reply me@@AmanyadavvlogsDK
Sukhriya bhai ❤
❤️🔥🙌🏼
Bhai dairy farming visa prr bhi video bnaao
Bhi spouse visa pr new video bnao sweden 🇸🇪 or denmark 🇩🇰 comparison and uk 🇬🇧 Proper guide kre masters k liyee❤
Bhai dairy farming visa prr bhi video bnaao please please
Can we give theory test without studying in driving class?? And after passing theory, should we have to give practical test instantly or we can wait for few months?
Aman Bhai Zindabad🎉
🙏🏽🙌🏼
Aman bro can nepali cardriving license will work in denmark?
Bhai truck bi chla skhte h denmark me
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhai professional visa p ana hy hm n with family to spouse easily without language kam kr skty hen Denmark m or kitny expenses hongy with 2 child plz tell me
Bhai me Denmark aa raha hu January 2025 netake bhai mujhe license chahiye hai
Iba university kolding me apply Kiya he bhi interview kb tk ae gye 15 November last date he fees barne ki
How are you
❤
❤️🔥
Aman bro mai uk me study kr rha hu yha se Denmark ka work permit mil sakta h
Hello sir
aman bhaji i have portuguese driving licence..is it work in denmark❤❤pleace explain
Yes bro 👍🏼
@AmanyadavvlogsDK ok..thanks bro
Bro 1 month ke baad mera brother aa rha he ek company me Denmark aur fir me salon ke kaam me aauga 😊😊
@@TARAWALA_ all the best bhai 👏🏻👍🏼
Bhai kitni cost lagi aap k Bhai ki
I paid my tution fees to Nb and now waiting for st1,
@@jhmarufahmed4 all the best bhai 👏🏻👍🏼
@@AmanyadavvlogsDKhow i can contact with you
bhai, apne desh se license laakar denmark me convert karo, bahut paise bacha sakthe ho. 3 mahine ka temporary permit milta hai, usko do ya teen bar extend kar sakte ho, jabtak permanent license ki tayyari nahi ho jati acche se. fir tumhe ek free theory aur ek free practical test milega. agar fail bhi hote hai toh , fir se exam dene ke liye kam paise lagte hai. kuch driving lessons bhi book karo, danish driving ka tareeka aur rules theek se samajhne ke liye. bangladeshi ladka theek se jaanta nahi hai. vo shayad bahut ameer hai. agar aap paise bachana chahte ho toh maine bataye tareeke ko follow karo. aur Aman bhi india me bahut ameer lagta hai. india me license banane ke liye paanch ya das hazaar kyoon dena padta hai bhai? maine toh driving lessons ke do ya teen hazar rupay diye the aur licence ke shayad mushkil se 500 rupay diye the. usme agent ne commission ke roop me thoda paisa khaya, lekin Pune me license bas 200 INR me ban jaata hai. maine 3 saal pehle banayi thi. aur denmark me convert kiya. saath me forklift ka bhi license lekar jao, taaki jaate hi acche jobs aasaani se lag jaye.
can you provide contact mail bhai.. I want more info from you
Bro truck jobs ke kitni salary hai
So basically we can skip theory class by preparing at home ? Please reply
@@arjunrb1651 yes, if you are exchanging your license :)
Bangladesh/Pakistan/India bhai bhai