Little Krishna Hindi - Episode 4 | Brahma Vimohana Lila | Reaction

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 1 лют 2025

КОМЕНТАРІ • 100

  • @manshikumbhar2638
    @manshikumbhar2638 8 днів тому +70

    This is multiverse theory....❤❤

  • @1991PYS
    @1991PYS 8 днів тому +99

    Isase ek Bat Notice Kiya apne ,Mahabharat me Shri krishn se Hame pata Chalta hai Ki Multiverse asal me hai ,shri Krishn ne Yahi Brhama ko bataya hai ki Bahot sare Multiverse hai ❤Aur in sabke God Shri Krishn Hai❤

    • @SardasticYT
      @SardasticYT 5 днів тому +5

      Not the multiverse but there are more many unknown and known theories that are proven in Hinduism

    • @mangaldas2121
      @mangaldas2121 4 дні тому +4

      Ye bat se ma ve sahamat hu malti verse me ve hindu insan rahatahe❤❤

    • @prantikgoala2003
      @prantikgoala2003 4 дні тому

      Right bro ❤
      JAY SHREE KRISHNA 🚩🛕🕉️🙏🏻

    • @AryavartRevitalisation
      @AryavartRevitalisation 2 години тому

      ​@@mangaldas2121😂😂 bhaag bewakuf
      Koi proof hai?

    • @AryavartRevitalisation
      @AryavartRevitalisation 2 години тому

      Multiverse doesn't exist.....

  • @Rarevideos143
    @Rarevideos143 4 дні тому +11

    *Multiverse explained* 🕉️🔱🥰🙏🏻

  • @aryan_raj729
    @aryan_raj729 8 днів тому +35

    Shri krishna ne bachpan mein hi MULTIVERSE ka concept de diya tha ❤

  • @AwesomeND
    @AwesomeND 8 днів тому +36

    Mujhe kabhi kabhi hassi unn logo pe aati hai joh kehte hai ham bhagwan ko samjh gye yaa jaan gye 😂 arre jab sristhi ke creator swayam brahma ji inhe janne main asmarth hai toh ham manushay kya hi chiz hai.
    Jai Ho Parbrahma Parmatma Parmeshwar Shri Bhagwan ki.🕉🌌

    • @PravinBhondve-o5j
      @PravinBhondve-o5j 7 днів тому

      Agar ham samjhna bhi chahe to sirf iss universe ko samjh sakte hai ya fir kuch aur universe ke bare me par hum pura sach kabhi nahi jaan sakte marne ke baad bhi nahi

    • @jazzed5039
      @jazzed5039 4 дні тому

      Yahan baat vaidik gyaan se samjhne ki ho rahi thi, jahan unhe samjhna asambhav hai, keval prem aur bhakti se hi prabhu ko samjha ja sakta hai. Kyunki gyaan toh vibhin hai aise gyaan jiska hume bhan bhi nahi. Keval sampoorna samarpan prabhu ke prati hi hume gyaani banata hai. Jaise ki shri krishna kehte hai "woh jo sabse bada gyaani hai woh sabhi gyaan ke atirikt mere hi pass aayega" yani gyaan bhi swayam wahi hai. Unse upper nahi, jo overconfidence me rehte hai wahi muh ke bal girte hain. Kyunki satya toh keval prabhu hi hai. Aur jinhe prabhu ke satya dikhe woh kabhi apne gyaan athva prem bhakti ka pradarshan nahi karte, abhimaan nahi karte. Hari AUM tat sat ☘️

    • @chandrikasahani5943
      @chandrikasahani5943 3 дні тому

      Exactly, par prem me samajne ki bas pyar karna avashyak hai

    • @gonysharma
      @gonysharma 3 дні тому

      Aise log sirf murkh hote hain or kuch nhi.

  • @SusantaHazra-dc9xw
    @SusantaHazra-dc9xw 5 днів тому +11

    That's Multiverse 🕉️

  • @AnkitKumar-ej5mo
    @AnkitKumar-ej5mo 8 днів тому +22

    Yahan bhagwaan krishan ne bharma ji ko Multiverse ke baare mein gyan diya tha

  • @rinigupta3130
    @rinigupta3130 4 дні тому +11

    This part told about the Multiverse theory which today scientist are trying to understand but this is already written in Hinduism thousands years ago

  • @beingshergill8138
    @beingshergill8138 6 днів тому +14

    Jo Multiverse aaj Marvel dikha rha hai Apni movie me ...wo to hamare vedo me pehle se likha hai ❤ Sanatan dharm ki jai 🚩🕉️

  • @FeelingSays-v4c
    @FeelingSays-v4c 8 днів тому +14

    Multiverse theory ❤

  • @MR___ARIYAN___1
    @MR___ARIYAN___1 8 днів тому +37

    नारायण की लीला महादेव के अलावा कोई समझ ही नहीं सकता ❤

  • @FeelingSays-v4c
    @FeelingSays-v4c 8 днів тому +8

    Krishna.shiva.ek hi hai bas rup akal hai ek ke hi 🛐💗

    • @Akash-z4x
      @Akash-z4x 8 днів тому

      Krishna or shiv agar ek hi hai to Krishna ke bhakt golok dham or shiv k bhakt kaylash keu jate hai🙏🚩

    • @SMRivu
      @SMRivu 8 днів тому +1

      Yeh manushyo ne banaya hein... Aur Shree Narayan ho ya bhagwan Shiv kehte hein ek hein. Gita mein vi ullekh hein... Harihar rup vishwarup dono rup yaad nehi. Jai Shree Ganesh ji Jai Tridev Jai Tridevi

    • @secularbharat2648
      @secularbharat2648 5 днів тому

      ​@Akash-z4xshive ke bhakt kelash nahi shiv lok jaate hai

    • @secularbharat2648
      @secularbharat2648 5 днів тому

      ​@@SMRivubhai tihik se samjh ne ki kosish karo ye Roop aatma ki parmatma tak ki yatra hai har aatma ek din shiv or vishnu ka Roop le leti hai apne karmo ke aadhaar pe chal kar Jai paramba jai jagjanani maa 🙏

  • @biswajitmohanty6690
    @biswajitmohanty6690 4 дні тому +2

    Ye kahani nehi.... itihash hai... radhe radhe

  • @gangster-itr49
    @gangster-itr49 2 дні тому +2

    Multiverse ka concept hollywood walo ne use kiya apni filmo me

  • @ankushpatel438
    @ankushpatel438 7 днів тому +2

    Jay shree krishna 🌸🙏

  • @sachinanand6941
    @sachinanand6941 2 дні тому

    The first concept of multiverse is given by lord krishna🙏

  • @munmundasneogi3203
    @munmundasneogi3203 8 днів тому +7

    Krishna ji ka aur ek nam hai Mayapati. Woh kuch bhi kar sakta hai maya se aur usse hum bhagwan ka leela bolte hai. Hare Krishna 🦚

  • @__-mu8ol
    @__-mu8ol 8 днів тому +3

    💐 राधे कृष्ण 💐❤️

  • @kirankaur470
    @kirankaur470 8 днів тому +14

    Chaarsahibhzaade movie next pls hindi language mai available h. Animation movie h best h

  • @Ravilifeisosm
    @Ravilifeisosm День тому

    VISHNU....❤...

  • @BittuChaudhari-os9rg
    @BittuChaudhari-os9rg 5 днів тому +1

    Mahadev power❤❤❤❤

  • @Bettubhaishortking
    @Bettubhaishortking 8 днів тому +2

    Jai Shri Krishna 💚

  • @SweetiRoy-hw7ej
    @SweetiRoy-hw7ej 4 дні тому

    Hare Krishna ♥️

  • @dimpySandhu9009
    @dimpySandhu9009 3 години тому

    👍👍 Alia mam g❤

  • @dr.n.k.bhaskar7180
    @dr.n.k.bhaskar7180 4 дні тому

    Infinity ♾️ galaxy infinity ♾️ Brahma 🧘🏻‍♂️

  • @MrX-gv6uf
    @MrX-gv6uf 4 дні тому +3

    Teen bhagwan sabhi bhagwano me sabse badhe maane jaate hain - Brahma (Creator), Vishnu (Controller), Mahesh (Shiva the destroyer).
    Brahma Ji Vishnu Ji ki puja karte hain, Vishnu Ji Shiva Ji ki puja karte hain or Shiv Ji Vishnu Ji ki puja karte hain.
    Brahma Ji ki puja koyi nahi karta kyuki unhone Universe banane ke baadh apne aapko sabse badha bhagwan bataya thaa par baadme unko pachtava huwa or unhone maafi maangi
    Shri Krishna Ji Vishnu Ji ke hi Avatar hain isliye Brahma Ji ne unse maafi maangi kyuki vo unki puja karte hain par fir bhi unko pehchan nahi paye 🙏 Radhe Radhe 🙏

  • @AbhayThakur6913
    @AbhayThakur6913 8 днів тому +3

    Brahmand Ke nayak SHREE HARIHAR ❤BHAGWAN JI

  • @abhyuday_bose
    @abhyuday_bose 3 дні тому

    Best part
    Multiverse Concept

  • @Vishal.001-kumar
    @Vishal.001-kumar 8 днів тому +5

    Brahma ji ke 4 Head se 4 Vedas peda hua hai 😊

  • @aryanpandey3847
    @aryanpandey3847 7 днів тому +2

    The concept of Multi Universe Theory originates from this incident

  • @SARKARIJOBRAJA
    @SARKARIJOBRAJA 8 днів тому +3

    Good bhai

  • @Ruksanakhanarjun
    @Ruksanakhanarjun 5 днів тому

    Hay allah unfortunately ye episode mein miss kare thi but thanx guys aap logo ki baje se fhir se aaj you tube mein dekh liye👍🇮🇳😊and yea ofcourse krishna🙏 ji ki koi bhi story shlook video bani bhajan ho bohot beautiful pyari sundor aachi hoti hai sunke dekh ke ek positve energy power milte hai feel hoti hai kuch shikhne ko jann ko milte hai

  • @SARKARIJOBRAJA
    @SARKARIJOBRAJA 8 днів тому +4

    Next part bhi lana bhai

  • @anurudhyadav-y7f
    @anurudhyadav-y7f 8 днів тому +3

    Iske baad old krishna jarur dekna

  • @prantikgoala2003
    @prantikgoala2003 4 дні тому +1

    Fact: Brahma Dev is a creator of the universe, mind it Brahma Ji is not a Supreme God, He is a one Devotee Of Shree Hari Narayan, Bhagwan Shree Narayan order him to create the universe, but Brahma are not a any one single person, Many - Many Brahma Exited in Many - Many Other - Other Universes,
    Iss episode mein aapne Bhagwan Shree Krishna ki woh baat to suni hogi "Hey Brahma, In Bivinya Brahmando ke Brahma ko maine yaha ekatrit kiya hai taaki tumhe satya ka gyaan ho, in Bivinya Brahmand mein kayiii saare Brahma hai jinme tum ek Brahmand ke Rachaita ho, Aise aneko Brahmand ke rachna ke liye maine alag alag brahma banaye hai" - "Rachaita" means "Creator" and"Brahmand" means "Universe" because Brahma created the universe this is why all universe and multiverseses name is "Brahmand" in SANATAN HINDU DHARM ( Hinduism )
    Kyoki Bhagwan Narayan ( Shree Krishna ) ke kehne par Brahma ji ne yeh Universe banai, lekin universe sirf ek nahi hai, aise kayiiii saare alag - alag Universe hai jinko Hinduism mein "Anant Brahmand" bolte hai and English mein "Multiverse" kehte hai, jinke liye Bhagwan ne alag - alag Brahma ko banaya, aur un alag alag Brahma ne in multiverse ko banaya, aur yeh baat ham sabko pata hai ki Brahma supreme Lord nahi hai, Supreme Lord to swayam Shakshat Sachchidanand Vigraha Govind Shree Vishnuroop dhaari Krishna hai jinke order par Brahma ne yeh sab create kiya...aur gajab ki baat yeh hai ki science bhi multiverse theory pe believe karta hai aur abhi bhi multiverse ke theory par reasearch kar raha hai jabki Multiverse ki theory aaj se hazaro saal pehle hamare Scriptures mein di gayi thi with historycal proof, Kyoki Brahma ji Shree Bhagwan ke hi ek positive energy hai aur Bhagwan ke maya mein phaskar hi unhone yeh sab kiya isi liye Brahma ji ko bhi ham respect karte hai, ham kehte to hai ki Bhagwan ne yeh Duniya banai, but actual mein BHAGWAN KE KEHNE PAR BRAHMA JI NE YEH DUNIYA BANAI, kyoki order BHAGWAN ka tha and BHAGWAN ki marzi aur unke dwara di gayi knowledge and Power se hi Brahma iss duniya ko bana paye, isi liye ham kehte hai ki BHAGWAN ne yeh duniya banai, kyoki Bhagwan nahi cahte to na hi Brahma ji ka janam hota aur na hi iss Duniya ka, isi liye yehi perfect word hai ki BHAGWAN NE HI YEH DUNIYA BANAI HAI, aur ham jiss universe mein rehte hai iss universe ke Creator hai PANCHAMUKHI BRAHMA, 5 headed Brahma, kyoki Brahma ka ek sar Shree Mahadev ne kaat diya tha isi liye ab unke 4 head hai aur unko kaha jata hai CHATURMUKHI BRAHMA, jinko iss episode mein apne dekha, dusre universe ke Brahma ke 5 se bhi zyada sar hai, aur sirf ekbar nahi, BHAGWAN SHREE KRISHNA ne ek aur baar DWARKA mein dobara Brahma ko unki sacchai dikhai thi, woh story thori lambi hai isi liye yaha mention nahi kar raha, waise bhi yeh comment bohot lambi ho chuki hai, over all Bhagwan ne 2 baar Brahma ka ego Bhrasht kiya, ..but- but- but!!! Kyoki isi tarah Bhagwan ki Leela ko na samajh paakar ek anuchit kriya kar baithkar Brahma ko ek Shraap ( course ) laga, ki Iss prithvi mein Brahma ki koi pooja nahi hogi, isi liye iss poreeeeeee earth mein Brahma Ji ka sirf ek hi MANDIR hai...
    Just think::: Jiss Brahma ne Bhagwan Ke Kehne par yeh duniya banai, woh Brahma khud Bhagwan ke Leela ko nahi samajh paye, to ham kya chijj hai bhaiii !!! 🚩🛕🕉️🙏🏻🇮🇳
    Thanks for this reaction god bless you and your family always ☺️☺️☺️☺️

  • @GauravSharma-vm1db
    @GauravSharma-vm1db 6 днів тому

    JAI KESHAV : THE GOD OF ALL THE GODS, FAITHS AND UNIVERSES. THE SUPREME GOD. THE ALMIGHTY. THE ONE AND ONLY TRUTH. JAI SHRI KRISHNA. ❤

  • @labanyabanerjee4308
    @labanyabanerjee4308 8 днів тому +4

    Iske baad dashavatar movie ya ramayan japan aur india ne milkar jo banaya hain uspar react kijiye plzzz❤❤

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 7 днів тому +1

    Bhagwan vishnu ki leela keval mahadev samajh skte h or kisi me shamta nhi h

    • @gonysharma
      @gonysharma 3 дні тому +1

      Bhagwaan mahadev or bhagwaan narayan kyu ki dono ek hi hain..iss liye 🙏

  • @Amityadav....681
    @Amityadav....681 8 днів тому

    Jay shree Krishna 🙏🙏

  • @SMRivu
    @SMRivu 8 днів тому +1

    Yada Yadahi Dharmasya
    Glanir Bhavati Bharati
    Abhyuttanam Adharmasya
    Tadatmanam Srijammaham
    Paritranaye Sadhunam
    Vinashaye Cha Dushkritam
    DharmaSanastha Punarthaye
    Sambhami Yuge Yuge:
    Jai Shree Ganesh ji
    Jai Shree Sitaram Laxmanji
    Jai Shree Hanuman Ji
    Jai Shree Radheyshyam Rukmini Satyabhama Mitravrinda Jambanti Balramji Revati ji Shubhadra ji Arjun ji Abhimanyu ji Ghatotkach ji Draupadi ji Hidimba ji Maurabi ji
    Jai Tridev Jai Tridevi
    Aur yeh Multiverse story ka Chhota sa gyan hein....thoda maata yashoda ko vi Shree Krishna dikhayenge.
    😇❤️🙂🪔👏😀😊☺️🕉️🛕🪷🙏

  • @ShivamK831
    @ShivamK831 7 днів тому

    They are brhmas from other universes..

  • @GauravSharma-vm1db
    @GauravSharma-vm1db 6 днів тому +1

    Science has discovered multiverse in 21st century, meanwhile Bhagavad Gita shlokas, Puranas and vedas written 10000++ years ago have described it already.

  • @BharathBiju-w5l
    @BharathBiju-w5l 7 днів тому

    Sree krishna tell as multiverce

  • @AwesomeND
    @AwesomeND 8 днів тому +2

    Chaar sahibzaade please dekhiye bahot request aa rhi hai iss animated movie guru gobind singh maharaj ke chaaro beto ke sacrifices pe yeh based hai.

  • @vaidehiitaliya1373
    @vaidehiitaliya1373 4 дні тому

    This is multiverse theory

  • @arjunmahapatra7094
    @arjunmahapatra7094 7 днів тому

    Nice video ❤

  • @Aanchalsharma-h4b
    @Aanchalsharma-h4b 6 днів тому

    Litte krishna reaction

  • @Upnjeet
    @Upnjeet 2 дні тому

    Watch full chaar sahibzaade movie

  • @MYVLOG-yt6xq
    @MYVLOG-yt6xq 5 днів тому

    govardhan parvat aaj bhi vrindavan me hai or uski mitti jhar gai hai pahad pe nokile pathar hi dikhte hai jo indra ne barish ki thi isliye

  • @DevaManji-m6x
    @DevaManji-m6x 5 днів тому

    ❤❤❤😊😊🥰🥰😘🦚🦚🌲🌳

  • @ggautamr4677
    @ggautamr4677 7 днів тому

    Multiverse Theory

  • @commonnofaper5846
    @commonnofaper5846 8 днів тому +1

    Reaction on anupam Kher about lord krishna

  • @HarikeshSharma-e4k
    @HarikeshSharma-e4k 4 дні тому

    Suryaputra karan ka bhi aap reaction kro usme karan aur krishna k baare me jannoge

  • @sri7072
    @sri7072 7 днів тому +2

    Aap log multiverse ka concept samjha he nahi😊

  • @Divya-yl8jq
    @Divya-yl8jq 5 днів тому +1

    Please upload little krishna janmastmi.

  • @OnlyStudyTime-bl6im
    @OnlyStudyTime-bl6im 8 днів тому +3

    Chaar sahib zaade film pr reaction video laooooo

  • @kaneki5259
    @kaneki5259 7 днів тому

    Brahmand matlab universe jo bramha create karta hai yahapar infinite brahma aye the alag alag universe se.. Ek dusre se bade universe our powerful craters.. Multiverse theory yaha se log inspired hai duniya me bhot jaga Hinduism me multiverse theory batayi gayi hai 5000 years pahile

  • @vvenkadasamy1144
    @vvenkadasamy1144 8 днів тому

    React to this video how universe is created according to Hinduism ❤.Thank you

  • @littleflower8182
    @littleflower8182 8 днів тому +1

    Multiverse !

  • @VinodKumar-e9l4d
    @VinodKumar-e9l4d 8 днів тому

    Reaction on....devo ke dev mahadev /
    Sankat mochan mahabali Hanuman

  • @Jimisha95
    @Jimisha95 5 днів тому

    Next return of hanuman plz 🙏

  • @msboy6941
    @msboy6941 8 днів тому +2

    Ramanand Sagar’s Ramayan par react karo please 🙏

  • @Abhinav-g7x
    @Abhinav-g7x 3 дні тому

    Multiverse

  • @lovebp08
    @lovebp08 8 днів тому +2

    Please react on Mahakali serial it only has 95 episodes 🙏🏻

  • @ConfusedGolfBall-qi3ub
    @ConfusedGolfBall-qi3ub 8 днів тому +1

    Charsahibhjaade movie Guru Govind Singh ji ke baccho ke balidan par based h watch plssssssssss

  • @kantathakur-lf4nt
    @kantathakur-lf4nt 5 днів тому

    Krishna mera dost aap bhi Krishan ko kisi bhav pati putr sakha man baap sab kuch maan sakte hai

  • @preetikhetri5646
    @preetikhetri5646 8 днів тому

    After this series... react Dasavatar

  • @SurajMahli-oi1oi
    @SurajMahli-oi1oi 8 днів тому +1

    Dashavatar cartoon songs reaction

  • @jeevac.k9699
    @jeevac.k9699 8 днів тому

    Kuch rang pyar ke aise bhi please

  • @JYOTI1FF
    @JYOTI1FF 8 днів тому +1

    Bhai jaan maharana pratap pe reaction banao

  • @prudentindian915
    @prudentindian915 8 днів тому

    Pls react to Duvidha rap song on krishna

  • @soudaminimahalik132
    @soudaminimahalik132 8 днів тому

    Pls react on duvidha song

  • @siyaram-w2v
    @siyaram-w2v 8 днів тому +2

    Pls react on shrimad ramayan

  • @prudentindian915
    @prudentindian915 8 днів тому

    Please react to Karn poetry by Physcho shayar

  • @goku224-q2d
    @goku224-q2d 4 дні тому

    Ye bs Views k liye dekhte hn tm log inko Views de rhe 😢😢

  • @PoojaJain-i1w
    @PoojaJain-i1w 8 днів тому

    Skyforce reaction song

  • @killerkills93
    @killerkills93 8 днів тому +1

    React to radha krishnaa 🎉🎉

  • @Nirbhay-bz4jc
    @Nirbhay-bz4jc 8 днів тому +3

    Radha krishna serial par reaction Lao bahut view ayenge

  • @Ramraj11223
    @Ramraj11223 5 днів тому

    Exmuslim Sahil and adam

  • @praveenkumarcg3125
    @praveenkumarcg3125 8 днів тому +2

    Radha krishna atleast 10 episodes per react karo , after you decide whether to continue or not . There is no obligation if u like it you can

  • @amit_sahani0000
    @amit_sahani0000 8 днів тому +1

    Osm reaction and plz react on radhakrishna ❤

  • @SuccessTamer
    @SuccessTamer 5 днів тому

    Ye log multiverse ka concept notice nhi kar paye.

  • @Bosco_91
    @Bosco_91 8 днів тому +1

    multiverse concept...flat earth walo