Sir mera 20000 ka challan hua hai bike mujhe pata bhi nhi tha message aaya tha trafic wale ne roka bhi maine unhe apne sare documents bhi dikhaye fir bhi challan kar diya online to sir 115/194 act laga rakha hai sir iska kuch solution bata dijiye sir please Uttar Pradesh ghaziabad ka hai challan sir challan date 13/01/2023 hai sir please kuch batayiye 🙏🙏🙏🙏
No entry k challan ka us area ka notification check karea kya motorcycle us road per prohibited h aur timing kya h. Bahut bar wrong no entry ka challan bhi ban jata h. Agar challan sahi bana h to Lok adalat 11/02/2023 ko lag rahi h. Procedure k bare me gaziabod district court se pata kar le.
Mera challan delhi meerut expresway par chadhne se pehle photo nikalkar bana diya jabki me side se hapur ki taraf jaa rha tha .me no entry wale road par gya hi nahi fir bhi 20k ka challan bana diya. Plz help
Delhi ka no entry ka 20000rs ka chalan hai. Mva ye chalan delhi lok adalat me kaise manga sakte hai hum.. q ki delhi lok adalat me to token sistem hai ..wo sistem hi approve karta hai ki kon sa chalan uthana hai hum apni marzi se koi chalan nahi mangwa sakte
Aap ka no entry ka challan k fine option agar virtual court me show ho Raha hai to lok Adalat k lea download ho sakta hai , aap next lok adalat me try kare . Date most possibility hai ki within week aa jay. Date aate hi video upload karunga.
Sir, Main by mistake Delhi-Merut Expressway per chala gaya tha bike lekar , Kyu ki google MAP ko follow kar raha tha and mera challan 20000 ka kar diya haai , Ky mera Challan court ma kam kiya jaa sakta hai ? Please help me, Main bohot tension ma hun
Sir meri bika ka chalan ho gya 115/194...ka toh kya meri government job par iska effect pdega...main ssc ki tyari kr rha hu ......plz reply.....i am very sad😢
Kuch court es point ko consider karti hai aur fine ko maaf kar deti hai but kuch nhi karti. No entry challan k lea best option lok Adalat hai. Agar lok adalat me nhi ho Raha hai to regular court se bhi benefit milaga.
Sir mere pass eeco cargo cng vehicle hai or me us vehicle ko part time me chalta hu mere sath 29 December 2022 ko mera no entry ka challan kat guya hai or vehicle unloaded tha tab bhi challan kaat diya guya hai.meri me maanta hu ki meri galti hai par sir me kiya karu kiuki Me subha 8 baje se dopahar 12 baje tak class me hota hu or class se aane ke baad hi me driving par jata hu mera challan 40000 ka bana diya guya hai me kiya karu sir meri to salary bhi 250rs hai or me kaha se baru
Sar Mein driver owner hun Meri gadi ka Bundelkhand Express per 20000 ka chalan RTO Ne kar diya hai online mujhe pata nahin tha 4 Din bad Maine online check kiya to Paya ki 20,000 ka Chalan Hua Hai Bina vajah Bina Galti ka chalan kya hai kya karna chahie
Pehle complete challan online download kare aur dekhe ki kis offence ka challan bana h. Aap ki gadi transport h ya passenger? Agar transport h to us me Saman kya tha aur Saman gadi se kitna bahar tha ?
Pahle traffic Wale Ko jail bhejo na band karao use rishwat Leta Nahin Hai Kyon Hakikat batate Nahin Hai Jo No Entry ka Chalan Hai board Lagana acchi hai na vah no entry kab aur Lagna chahie cal No Entry nahin diya parson No Entry ka board Lag Jaaye utna chahie 123 kar dete Hain Khori ke liye hai na yah No Entry ka board
Sir meri gadi 9 January ko Haryana mein transporter ke pas khadi thi phir bhi meri gadi ka no entry ka challan kr diya gya . aur driver ka nam shiv harsh hai use mai janta bhi nahi , sir plz help kya krna chaiye
@@dixitlegalaid7239 pay kar dia sir virtual court se e chalan website per pending dikha raha hai chalan print ka option nai hai vaha Aap bata rahe the e challan website per 15 din mein update hoga DL127159240914100000 ye challan number hai In this condition kya class attend kar skate hai
@@mujahidalikhan4520 within 15 days e challan website per update ho jayega, Agar class ki direction thi to aap fine payment slip ko laker class attend kar sakte hai
Hlo sir mere ek challan manali main hua tha section 177 drivind without light ka hua tha 2021 April main aur echallan site pr show ho rha hi ke jmic manali main hi challan but na hi court main mil rha hi aur na hi ecourt ki website kr show ho rha hi Sir iska solution kya hi plzz help me
2021 me bahut se state online nhi hue the tub challan manual hota tha Agarwal aap ka challan kahi pending aa raha hai to concern traffic office me sampark kare . Waha kya batate hai , mujhe inform kare.
Sir mera challan 20000 ka h 2023/7 mahine me kta tha or wo show nhi ho rha h kisi bhi aap Aap me park aap me so ho rha or challan nambar copy karke google se check kr rha hu toonline check karne invalide challan nambar bta rha h
Sir ji mera gadi pe 40000 k ka fain huva hai to Kay karna hoga first time gaya tha gadi Sathi kuchh maloom nahin tha sar ji pickup gadi hai Mahindra bs6 diesel please help
14 May 2022 ko Virtual court se 1000 rs ka fina impose kra gaya. Jiska bhugtan maine 23 September 2022 ko kra hai. Jaisa aapki pichli videos me dekha ki lagbhag 15 din ka time lag jata hai status update hone me virtual court ke through agar payment kre toh. Lekin sir 23 sept ko maine payment kra hai. Aur aaj 27 September hai. Inhi 4 dino ke beech mera challan sent to regular court dikha rha hai. Mtlb 15 din pure hue bina status update hue bina hi wo sent to regular court hogya hai. Jabki payment mai kr chuka hu. Successful wo bhi. Ab ye bataiye ki ye automatic update ho jayega. Ya phir mujhe regular court jana hi pdega ab ise clear krwane ? Please guide.
Don't worry, kuch bhi nhi karna h.aapka challan virtual court me paid show kar raha h eska matlab paid ho chuka h. Kahi bhi jane ki jarurat nhi h apne aap update hoga. Is issue ne kafi logo ko confuse Kar rakha h. Mai is issue per bahut hi jaldi video upload karunga.
@@dixitlegalaid7239 Sir virtual court par hi to paid show nahi kar raha yahi to issue hai. Maine payment kra 23 september ko UPI ki through. Payment successful hogaya. Phir maine website band krdi. Maine socha 2-4 din me text msg aa jayega ki payment hogaya hai mobile par. Jaise pehle bhi aaya hai kayi bar payment krne ke 2-3 din me. Aur aaj jab maine virtual court khol kar dekha toh waha par likha hai Sent to regular court. 23 ko payment ke bad maine aaj khol kar dekha hai 27 ko. Inhi chaar din me payment to update hua nahi aur ab paid nahi dikha raha virtual court par. Sent to regulat court dikha rha hai. Jabki transaction successful hai. UP465827220202052648 challan number. Aur aap chahe toh 8445518661 dalkr captcha enter krke dekh skte hain.
Motorcycle per no entry ka challan rare case me banta h. Jis jagah challan hua h.kya us jagah per motorcycle le jana mana h, pata kare official notification koi h ki nhi.
Sir mera bhi same challan h @dixit legal Aid delhi Meerut expressway pe 2 wheeler allowed nhi h nd mai google map follow kr rha tha ur upper chad gya galti se then police ne 20k ka challan bhej diya ..!!
You can check no entry area at the official website of traffic police of your concern district if any information is not updated there you can contact to traffic police office. It's duty of traffic police to erect a sign board regarding the no entry time to prohibited roads.
Es month ke last me ya November first week me notification aayaga lok adalat ka. Challan kaise lagwana h Lok adalat me .mai video upload karunga. Aap Dekh lena.
Sir,Aaj mera motorbike ka ek chalan kata hai 2000 ka under 115/194(1) mva...kya yeh motor bike ke liye Valid hai? Mera one way entry tha.Please respond kijiye...mai aapse baat karna chahunga... please give me your mobile number.
Agar us road per one way entry tha es case me no entry ka challan nhi ho sakta . But orally en sub statement ki koi value nhi h aap us road per no entry k regarding state government ya local authorities ka kya notification h k bare me pata kare. Mera WhatsApp no 9911969243 h. Aap apne issue ko WhatsApp kar sakte h free hone per reply karunga ( mostly in the evening time ). Only WhatsApp please
If you have any questions . Please send me whatapp massage . Jub mai free hota hu reply karta hu (in evening time). Court work k karan call attend karna possible nhi h. So please only WhatsApp massage
सर मेरी गाड़ी का 20000 हजार का चालान हुआ है लालकुआं में मेरे पास मेसेज आया था
Lok Adalat me try kare es challan ko Kum me ho jayega.
Sir mera 20000 ka challan hua hai bike mujhe pata bhi nhi tha message aaya tha trafic wale ne roka bhi maine unhe apne sare documents bhi dikhaye fir bhi challan kar diya online to sir 115/194 act laga rakha hai sir iska kuch solution bata dijiye sir please Uttar Pradesh ghaziabad ka hai challan sir challan date 13/01/2023 hai sir please kuch batayiye 🙏🙏🙏🙏
No entry k challan ka us area ka notification check karea kya motorcycle us road per prohibited h aur timing kya h.
Bahut bar wrong no entry ka challan bhi ban jata h.
Agar challan sahi bana h to Lok adalat 11/02/2023 ko lag rahi h. Procedure k bare me gaziabod district court se pata kar le.
Mere bhai ka bhi kl huaa h 20000 ka hapur Modinagar road pr
@@amitbarhwal5320 Lok adalat me lagwa kar clear Kar legea .
Same 2 same mera challan hua hai bhai
Abhi court mai challan gya he nhi hai to log Adalat mai Jaa skte hai kya
Mera challan delhi meerut expresway par chadhne se pehle photo nikalkar bana diya jabki me side se hapur ki taraf jaa rha tha .me no entry wale road par gya hi nahi fir bhi 20k ka challan bana diya. Plz help
Agar aap ne no entry rod ka violation nhi Kiya hai to contest kare.
Police ko evidence Dena hoga.
Sir apka number milega whatsp kaa
Delhi ka no entry ka 20000rs ka chalan hai. Mva ye chalan delhi lok adalat me kaise manga sakte hai hum.. q ki delhi lok adalat me to token sistem hai ..wo sistem hi approve karta hai ki kon sa chalan uthana hai hum apni marzi se koi chalan nahi mangwa sakte
Aap ka no entry ka challan k fine option agar virtual court me show ho Raha hai to lok Adalat k lea download ho sakta hai , aap next lok adalat me try kare .
Date most possibility hai ki within week aa jay.
Date aate hi video upload karunga.
Sir me aaj 7/5/2023 ko by mistake bike se no entry me chala gaya aur mera 20000 ka chalan kat gaya ghaziabad up state me.pls batye sir me kya karu.
No entry k challan ko Lok adalat me pay karna sahi hoga.
Kum me ho jayaga.
@@dixitlegalaid7239kitna kam hoga
Very helpful information thankyou 💐
It's my pleasure
सर मेरा चालान 27/08/2023 को 20000 का चालान मेरठ दिल्ली हाइवे पर गाजियाबाद ट्रैफिक पुलिस ने क्या है। Plese आप बताए मैं क्या करूं 🙏🙏
09/09/23 को लोक अदालत लग रही हैं आप GHAZIABOD district court me sampark kare.
Sir, Main by mistake Delhi-Merut Expressway per chala gaya tha bike lekar , Kyu ki google MAP ko follow kar raha tha and mera challan 20000 ka kar diya haai , Ky mera Challan court ma kam kiya jaa sakta hai ? Please help me, Main bohot tension ma hun
Please help me sir.
No entry Ka challan h. Es ko lok adalat me deposit kare . Next lok adalat 13/05/2023 .
Procedure k bare me apni district court se pata kare.
Help k lea es video ko dekh sakte h.
ua-cam.com/video/kxClIuM3pPs/v-deo.html
Saurabh bhai apna no. Dena baat krni hai kuch challan k regarding kuki mera bhi kata hai yr 20000k ka
Same mera bhai Cgl ka exam tha 20000 ka cut gya
Sir mere papa ji ki gadi ka delhi m no entry ka 40000 ka challan ho gaya hai
Ham ise kam kaise karwa sakte hai ??
Lok Adalat best option hai es challan k lea,
Lok Adalat ki video playlist me hai
सर मेरा बिना हेलमेट का 500 रुपए का चालान हुआ था दिल्ली में मैं उसे ऑनलाइन पे करने की कोशिश कर रहा था पर वह कंसीडर हो गया अब मैं चलन को पे कैसे करू
कंसीडर से क्या मतलब है ।
कंसीडर या कांटेस्ट?
Sir mera kal 20000 ka challan huva hai act 155/194 gaziyabad mai act 133 1988. Sir kya krna caheye btaiye
Lok adalat k madhyam se bhare kum amount me ho jayaga.
Sir meri bika ka chalan ho gya 115/194...ka toh kya meri government job par iska effect pdega...main ssc ki tyari kr rha hu ......plz reply.....i am very sad😢
Nhi padega .
Don't worry unnecessary.
Es video ko deke help hogi
ua-cam.com/video/Sh_xDStcer4/v-deo.html
@@dixitlegalaid7239 thanku sir
Agar 5 baje ki no entry hai 5:2 minat ho jaye to bhi kya 20000 ka fi lagega
Kuch court es point ko consider karti hai aur fine ko maaf kar deti hai but kuch nhi karti.
No entry challan k lea best option lok Adalat hai.
Agar lok adalat me nhi ho Raha hai to regular court se bhi benefit milaga.
Sir mere pass eeco cargo cng vehicle hai or me us vehicle ko part time me chalta hu mere sath 29 December 2022 ko mera no entry ka challan kat guya hai or vehicle unloaded tha tab bhi challan kaat diya guya hai.meri me maanta hu ki meri galti hai par sir me kiya karu kiuki Me subha 8 baje se dopahar 12 baje tak class me hota hu or class se aane ke baad hi me driving par jata hu mera challan 40000 ka bana diya guya hai me kiya karu sir meri to salary bhi 250rs hai or me kaha se baru
Challan kis state ka h.
UP
Sar Mein driver owner hun Meri gadi ka Bundelkhand Express per 20000 ka chalan RTO Ne kar diya hai online mujhe pata nahin tha 4 Din bad Maine online check kiya to Paya ki 20,000 ka Chalan Hua Hai Bina vajah Bina Galti ka chalan kya hai kya karna chahie
Dhara 194 1A lagaya hai
Pehle complete challan online download kare aur dekhe ki kis offence ka challan bana h.
Aap ki gadi transport h ya passenger?
Agar transport h to us me Saman kya tha aur Saman gadi se kitna bahar tha ?
Mera bhi 20000 ka ho gya😢
Sir ye no entry wala chalan hum lok Adalat se bhi saste me kara sakte hai..20000 wala halan
Yes,
Bahut saste me ho jata hai.
Fine court decide karti hai.
Pahle traffic Wale Ko jail bhejo na band karao use rishwat Leta Nahin Hai Kyon Hakikat batate Nahin Hai Jo No Entry ka Chalan Hai board Lagana acchi hai na vah no entry kab aur Lagna chahie cal No Entry nahin diya parson No Entry ka board Lag Jaaye utna chahie 123 kar dete Hain Khori ke liye hai na yah No Entry ka board
Sir meri gadi 9 January ko Haryana mein transporter ke pas khadi thi phir bhi meri gadi ka no entry ka challan kr diya gya . aur driver ka nam shiv harsh hai use mai janta bhi nahi , sir plz help kya krna chaiye
Aap contest kar sakte h. Agar challan galat h to. But contest procedure thoda typical h .kisi local advocate se consult kar lena best hoga.
Sir mera no entry ka challan kar dia and sath ki sath virtaul court mai send kar dia na koi challan ki detail na koi pic na koi code
Challan date and state name
Sir 184 ka challan online kese download karein jo unhone dia vo fade ho gaya
E challan website per check kare, agar update hoga to ho jayega.
@@dixitlegalaid7239 pay kar dia sir virtual court se
e chalan website per pending dikha raha hai chalan print ka option nai hai vaha
Aap bata rahe the e challan website per 15 din mein update hoga
DL127159240914100000 ye challan number hai
In this condition kya class attend kar skate hai
@@mujahidalikhan4520 within 15 days e challan website per update ho jayega,
Agar class ki direction thi to aap fine payment slip ko laker class attend kar sakte hai
Hlo sir mere ek challan manali main hua tha section 177 drivind without light ka hua tha 2021 April main aur echallan site pr show ho rha hi ke jmic manali main hi challan but na hi court main mil rha hi aur na hi ecourt ki website kr show ho rha hi
Sir iska solution kya hi plzz help me
2021 me bahut se state online nhi hue the tub challan manual hota tha Agarwal aap ka challan kahi pending aa raha hai to concern traffic office me sampark kare .
Waha kya batate hai , mujhe inform kare.
Sir mera challan 20000 ka h 2023/7 mahine me kta tha or wo show nhi ho rha h kisi bhi aap Aap me park aap me so ho rha or challan nambar copy karke google se check kr rha hu toonline check karne invalide challan nambar bta rha h
@@Mahadev10986 es video ko dekhe help hogi
ua-cam.com/video/-RYLTEnp7lQ/v-deo.html
Sir ji mera gadi pe 40000 k ka fain huva hai to Kay karna hoga first time gaya tha gadi Sathi kuchh maloom nahin tha sar ji pickup gadi hai Mahindra bs6 diesel please help
Es challan ko lok adalat me pay karna hi best option h.
Challan kis state ka h.
Sir challan check kese kre no entry ka
Ye purani video hai, es me kuch update hua hai , jaise vehicle se connect mobile number per OTP jata usko fill karne me puri details aa jati hai
Lok adalat me no entry of commercial vehicle kham ho sakta hai????
Yes,
50 percent se niche kuch bhi ho sakta hai.
Fine court decide karagi
14 May 2022 ko Virtual court se 1000 rs ka fina impose kra gaya. Jiska bhugtan maine 23 September 2022 ko kra hai. Jaisa aapki pichli videos me dekha ki lagbhag 15 din ka time lag jata hai status update hone me virtual court ke through agar payment kre toh.
Lekin sir 23 sept ko maine payment kra hai. Aur aaj 27 September hai. Inhi 4 dino ke beech mera challan sent to regular court dikha rha hai.
Mtlb 15 din pure hue bina status update hue bina hi wo sent to regular court hogya hai. Jabki payment mai kr chuka hu. Successful wo bhi.
Ab ye bataiye ki ye automatic update ho jayega. Ya phir mujhe regular court jana hi pdega ab ise clear krwane ?
Please guide.
Don't worry, kuch bhi nhi karna h.aapka challan virtual court me paid show kar raha h eska matlab paid ho chuka h.
Kahi bhi jane ki jarurat nhi h apne aap update hoga.
Is issue ne kafi logo ko confuse Kar rakha h.
Mai is issue per bahut hi jaldi video upload karunga.
@@dixitlegalaid7239 Sir virtual court par hi to paid show nahi kar raha yahi to issue hai. Maine payment kra 23 september ko UPI ki through. Payment successful hogaya. Phir maine website band krdi. Maine socha 2-4 din me text msg aa jayega ki payment hogaya hai mobile par. Jaise pehle bhi aaya hai kayi bar payment krne ke 2-3 din me. Aur aaj jab maine virtual court khol kar dekha toh waha par likha hai Sent to regular court. 23 ko payment ke bad maine aaj khol kar dekha hai 27 ko. Inhi chaar din me payment to update hua nahi aur ab paid nahi dikha raha virtual court par. Sent to regulat court dikha rha hai. Jabki transaction successful hai.
UP465827220202052648 challan number.
Aur aap chahe toh 8445518661 dalkr captcha enter krke dekh skte hain.
@@nitingupta9511 yeh challan paid nhi hua h. Aapko regular court me Jana hoga. Payment kata h to bank customer care per complaint kare.
@@dixitlegalaid7239 Sir bank me cl kra. Wo bta rhe hain transaction successful hai aur payment government service par hi hua hai.
In future keep remember , upi k jagah dabit card use kare.
Upi se complaint jyada h.
Sir mera challan hua h 20 thousand no entry per plz Merko token chahiye aapka num dedijiye lok adalat ka mera 4 may 2024 ko hua h
Es challan ko next me aane ki possibility hai.
My number is 9912969243
Meri bike pe 115/194 mv ye act laga h or police ne 20k ka chalan kata h... Please help 🙏🏻😿
Motorcycle per no entry ka challan rare case me banta h.
Jis jagah challan hua h.kya us jagah per motorcycle le jana mana h, pata kare official notification koi h ki nhi.
Mat bharo jab tak chalta chalo bhangaar hogaya to bhangaar me bech do parking me bhi chalan padte hai
Sir mera bhi same challan h @dixit legal Aid delhi Meerut expressway pe 2 wheeler allowed nhi h nd mai google map follow kr rha tha ur upper chad gya galti se then police ne 20k ka challan bhej diya ..!!
@@mutantgaming5597 ka kata bro aur kab tak aa gya ?
@@mutantgaming5597 Kuch resolution mila kya is case ka? Mai bhi Google maps use kr ke chla gya expressway pe delhi-meerut and 20k ka challan aya hai
Sir mera chalan 20000 ka kata h merath exp par to kya karna hoga plz halp me
Lok adalat me pay kare kum me ho jayaga.
09/09/23 ko Meerut district court me lagagi .
Apne matter ko pehle court me jaker Lok adalat me lagwana hoga.
sir ji 40000 ka challan kat gya sir delhi me lok adalat me kitne kam ho skta he
Fine karne ka adhikar court ko hota h . approximately less than 25 percent ho sakta h.
@@dixitlegalaid7239 25 persant less ho skta he bs
@@ashupiwal518 aur bhi ho sakta h but kitna hoga ye judge sahab decide karange.
@@dixitlegalaid7239 first time challan hua he mari car pr ye
@@ashupiwal518 kis state ka challan h .
How to check noentry area
You can check no entry area at the official website of traffic police of your concern district if any information is not updated there you can contact to traffic police office.
It's duty of traffic police to erect a sign board regarding the no entry time to prohibited roads.
Iska koi samadhan batao 20000 ka challan hai
12/11/2022 ki delhi me lok adalat lag rahi h .es challan ka bhugtan lok adalat me karea , Kam me ho jayaga.
@@dixitlegalaid7239 plz provide your contact num
🙏
Challan ka state kya h.
Good knowledge
Thanks
20000
20000 hazar ke 2 challan
Challan state name please
@@dixitlegalaid7239 up gaziabad
Sir ek bt puchni h apse contact kaise kr skta hu apse
WhatsApp no 9911969243 h .agar koi question h to WhatsApp kare free hone per reply Kar dunga (evening time me) .
only WhatsApp .
Sir meri bike ka no entry me 20000 ka challan kat diya h kiya kru
13/05/2023 ko Lok adalat lag rahi h. Kum fine me ho jayaga.
Very good 👍👍
Thanks
Sir Mera no entry challan kata dasa statnd najafgarh me and Sunday tha 2 October wale din
Es month ke last me ya November first week me notification aayaga lok adalat ka. Challan kaise lagwana h Lok adalat me .mai video upload karunga. Aap Dekh lena.
Sir mera 30-10-2023
Ko ek hi din me 2bar challan ho gya hai no entry ka
Sir please me
Challan kis state ka hai
Sir,Aaj mera motorbike ka ek chalan kata hai 2000 ka under 115/194(1) mva...kya yeh motor bike ke liye Valid hai? Mera one way entry tha.Please respond kijiye...mai aapse baat karna chahunga... please give me your mobile number.
Agar us road per one way entry tha es case me no entry ka challan nhi ho sakta .
But orally en sub statement ki koi value nhi h aap us road per no entry k regarding state government ya local authorities ka kya notification h k bare me pata kare.
Mera WhatsApp no 9911969243 h. Aap apne issue ko WhatsApp kar sakte h free hone per reply karunga ( mostly in the evening time ).
Only WhatsApp please
Sir please call kriya mera number hai
If you have any questions . Please send me whatapp massage . Jub mai free hota hu reply karta hu (in evening time).
Court work k karan call attend karna possible nhi h.
So please only WhatsApp massage
Hii