Wao ye to apnr boht a. Acha tsreka btaya mere pas yehi mashen h men zror kr ke dekho gi or sokhane wali mashen men kpre dal ke band nal khol den or dhakan band kr den to kuch hoga to ni
Nahi dear jab tak nal khula tak tak apnay sukhanay wali machine chalani nahi hai,jaisay hi Pani saf nikalnay lagay phir nal band karain aur machine chaladain sukhanay wali,bilkul neat hongay kapray
Mene jab spiner washing tub k sath chalaya tha to donou sides ka pani nikal gaya tha machine se to tub me pani kaise rahy ga ya har dafa new pani bharna pary ga
Nahi dear spinner se Pani nikalnay Kay Liye drain Wala button ghumanay ki zarurat nahi Hoti,spinner ka Pani drain Wala button nahi kholain hi to Pani nahi niklay ga washing side ka,aur spinner ka khud Nikal jata hai
Mene drain nai khola tha laikin jab tk machine chal rahi thi tb tk pani tha jaise hi machine ruki sara pani nikal gya tha is liay me spinner sab kpry dhony k bd hi chala rahi hu abhi b
Agar drain ka switch drain ki taraf karnay se bhinpaninnahi Nikal Raha to chota sa fault hai ye Jo machine walay theek kardaitay hain ,but machine warranty main hai to service centre call kijiye
Spinner se Pani khud ba khud nikalta hai us Kay Liye koi button on nahi karna hota ,bas pipe Laga kar jab Pani kholtay hain to surf Wala Pani Nikalna start hojata hai aur Pani ahista ahista saaf hojata hai taqreeban 5 min main,phir Pani band karkay spinner ka button on kardaina hai aur kaprY sukh lainay hain simply
Ap aik Baar experience karkay daikh lijiye aisay wash karnay Kay baad ap Pani ki balti main wash hoye kapray dal kar check karlain surf Nikal Chuka hoga,ye tareeqa main nay nahi banaya ,washing machine main spinner Kay oper pipe ki jaga kapray wash karnay Kay Liye hi banayi gayi hai,warna uski Kiya zarurat thi agar Khali kapray dry hi karnay hotay,wash kartay Hoye agar spinner Chala dain gay to kapray dhulain gay hi nahi,isliye koi button nahi chalana wash kartay hoye
Agar phir bhi ap ko Lagay Kay surf Reh jata hai to ap aik bar wash karkay spinner 2 min Chala kar Pani Nikal dain Sara aur phir se wash karlain aik bar aur phir Sahi se dry karlain,ye tareeqa asani Kay Liye hai
Nahi sister spinner jab chalayen to drain ki taraf button na ghumayen,spinner ka Pani nikalna nahi parta khud Nikal jata hai,mairay to kapray sath sath wash hotay rehtay hain
Jab spin kren to drain nhi kren pani khud hi nikalta he spinar ka han ager apko tub ka pani change krna ho to hi drain kren or jab tub khali ho jaye to drain ko hata den warna jab ap tub me pani bharengi to pani nikalta rhega islye drain ke option ko off krdena zaruri hota he.
Spin kartay waqt drain switch band hi rakhna hota hai kiyon Kay spinner se Pani khud hi Nikal jata hai drain switch band hi rehnay dain Sirf tab ghumayen jab washer se Pani Nikalna ho
Dear sis mai tu balti sy pani bharti ho or tub mai kapry dalti ho per os k bad spinner mai dalti ho.qu k pipe ka mon bhot chota hota ha nalky mai sahi fit nhi ata..plz agar mujhy sahi tareqa bata sako .mai tu es mai mushkil sy kapry dhoti ho..thanks sis
Ap tyre tube ka lamba sa tukra lain,pipe ko nalkay main phansa kar oper se tyre tube achay se lapait dain,aur girah Laga dain,pipe nalkay main fix hojaye ga,try it
Sister iske lye silicone ki nalki ati he wo ap pani bhatre huye nal pe lagadengi to ap machin ka paip asani se nal me laga k machine ka tub bhar sakti hn me khud bhi yehi use krti hn .
Spinner chalanay se kapray dry hotay hain rinse karnay Kay Liye oper se Pani ka ana aur pipe se nikalna zaroori hota hai,jaisay normally tap Kay neechay kapray rinse hotay hain
5 kg ki gunjayish hai main heavy kapray h hon to dryer ko full nahi Bharti aur light hon to bhardaiti hun itna Kay jaali aram se lag jaye,quantity ka isliye nhi Keh sakti Kay kapron ka size different hota hai
Sis mera same machine hai magr spinner mai problem hai ek jorha dalon ya 5 jorhy, esi awaz any lagti hai jesy machine abhi path jayegi Koi hal batayen please mainy 57000 mai khareedi hai abhi 2 din pehly
Is ka koi ya bta da ka spin said ka pani ksa nikla ga paip rakhti hon to washing said ka pani b nikal ata.. Ya samaj nh a rhi plzz nta da koi is ka Baara main❤❤❤❤❤
Madam !!! Jb kapry hm ne dry krny waly spinner mein dalny hain to us mein paani pehly dalna hy ya sath sath spin kr k pani kholna hy ?? Qn k kapron se surf kesy nikly ga ? or spinner mein kapry dal k drain ko on rkhna hy ya off . !! please guid
Video daikhain completely bataya hai us main,kapray dal kar pipe se Pani dailain aur button nahi chalana,jab surf Nikal jaye aur saaf Pani nikalnay lagay to button ghuma kar dry karlain kapray,video main detail mojood hai
Agar apka surf reh jata hai to kapray wash karnay Kay Liye jab machine main Pani dal Rahi hon to 2 min Pani dalti rahain phir half min Kay Liye aik bar dryer chalayen surf Nikal jaye ga phir se Pani dalna start karain 2 min tak aur phir proper time tak dry karlain
Very useful video thanksss
Wao ye to apnr boht a. Acha tsreka btaya mere pas yehi mashen h men zror kr ke dekho gi or sokhane wali mashen men kpre dal ke band nal khol den or dhakan band kr den to kuch hoga to ni
Nahi dear jab tak nal khula tak tak apnay sukhanay wali machine chalani nahi hai,jaisay hi Pani saf nikalnay lagay phir nal band karain aur machine chaladain sukhanay wali,bilkul neat hongay kapray
Ok thank you so much
Men zror krogi insha Allah thank you
Wow yr mery yehi machine 4 saal h but ye spiner clothes b wash krta h mjy nh pta ta. Very helpful video. So nice
Jb tm drain wali side on ni kren gy surf kesy nikly ga kapro sy
goOd wOrk.
good method
Mene jab spiner washing tub k sath chalaya tha to donou sides ka pani nikal gaya tha machine se to tub me pani kaise rahy ga ya har dafa new pani bharna pary ga
Nahi dear spinner se Pani nikalnay Kay Liye drain Wala button ghumanay ki zarurat nahi Hoti,spinner ka Pani drain Wala button nahi kholain hi to Pani nahi niklay ga washing side ka,aur spinner ka khud Nikal jata hai
In simple words jab Dono machines aik sath chala Rahi hain to Pani nikalnay ka button band hi rehnay dain washing tub ka Pani nahi niklay ga
Mene drain nai khola tha laikin jab tk machine chal rahi thi tb tk pani tha jaise hi machine ruki sara pani nikal gya tha is liay me spinner sab kpry dhony k bd hi chala rahi hu abhi b
Plz ye bta den k drain k option se pani nahi nikal raha kya koi fault ho sakta hai kya
Agar drain ka switch drain ki taraf karnay se bhinpaninnahi Nikal Raha to chota sa fault hai ye Jo machine walay theek kardaitay hain ,but machine warranty main hai to service centre call kijiye
Jb ap ny washing machine sy spiner m kapry dalyn hain drain k liy pani jb tk saf huta hi ya sb kam krny k liy apny konsa button on kiya tha
Spinner se Pani khud ba khud nikalta hai us Kay Liye koi button on nahi karna hota ,bas pipe Laga kar jab Pani kholtay hain to surf Wala Pani Nikalna start hojata hai aur Pani ahista ahista saaf hojata hai taqreeban 5 min main,phir Pani band karkay spinner ka button on kardaina hai aur kaprY sukh lainay hain simply
No ap ny ye ni btya k kpry wash krny k liy botton on krna Hy k nai
Wesy to Sara Pani weste ho jay ga na kapron sy surf to ni nikly ga
Ap aik Baar experience karkay daikh lijiye aisay wash karnay Kay baad ap Pani ki balti main wash hoye kapray dal kar check karlain surf Nikal Chuka hoga,ye tareeqa main nay nahi banaya ,washing machine main spinner Kay oper pipe ki jaga kapray wash karnay Kay Liye hi banayi gayi hai,warna uski Kiya zarurat thi agar Khali kapray dry hi karnay hotay,wash kartay Hoye agar spinner Chala dain gay to kapray dhulain gay hi nahi,isliye koi button nahi chalana wash kartay hoye
Agar phir bhi ap ko Lagay Kay surf Reh jata hai to ap aik bar wash karkay spinner 2 min Chala kar Pani Nikal dain Sara aur phir se wash karlain aik bar aur phir Sahi se dry karlain,ye tareeqa asani Kay Liye hai
Spiner ka pani agr drain kren to washer k b ho jata hy meri b same hy
Nahi sister spinner jab chalayen to drain ki taraf button na ghumayen,spinner ka Pani nikalna nahi parta khud Nikal jata hai,mairay to kapray sath sath wash hotay rehtay hain
Jab spin kren to drain nhi kren pani khud hi nikalta he spinar ka han ager apko tub ka pani change krna ho to hi drain kren or jab tub khali ho jaye to drain ko hata den warna jab ap tub me pani bharengi to pani nikalta rhega islye drain ke option ko off krdena zaruri hota he.
Washing machine wala pani b nikal jata hai jb spin karo kapry yh kesy krna haj
Spin kartay waqt drain switch band hi rakhna hota hai kiyon Kay spinner se Pani khud hi Nikal jata hai drain switch band hi rehnay dain Sirf tab ghumayen jab washer se Pani Nikalna ho
Ye clear kr de
Spinner m kapry dalny l bad spinner ko chalana to ni
Bs pani nekalny dena ha????
T pani saaf hony k bad spinner krny ???
Yes exactly Pani saf hojaye to Pani band karkay spinner chalana hai
Spinner sy pehly rinse mode py lgaty hen Jahan Kahan dhulty hen bad m spinner mode py lgaty hen.
Dear sis mai tu balti sy pani bharti ho or tub mai kapry dalti ho per os k bad spinner mai dalti ho.qu k pipe ka mon bhot chota hota ha nalky mai sahi fit nhi ata..plz agar mujhy sahi tareqa bata sako .mai tu es mai mushkil sy kapry dhoti ho..thanks sis
Ap tyre tube ka lamba sa tukra lain,pipe ko nalkay main phansa kar oper se tyre tube achay se lapait dain,aur girah Laga dain,pipe nalkay main fix hojaye ga,try it
Sister iske lye silicone ki nalki ati he wo ap pani bhatre huye nal pe lagadengi to ap machin ka paip asani se nal me laga k machine ka tub bhar sakti hn me khud bhi yehi use krti hn .
hmari msheen b same hy@@Samreena7709
Aoa kia daagh saaf ho jatay hn es machine me.q k fully automatic machine to kpray saaf nahi krti
Ji kapray saaf hojatay hain,detergent acha use karain bas
Automatic machine saal mein aik bar servies hoti warna wo kapray nhi saaf kry ge Ap ny servies krwai hai jab ke le hai
Baghair spinner chaleye kaprey rinse kaise hon gay
Spinner chalanay se kapray dry hotay hain rinse karnay Kay Liye oper se Pani ka ana aur pipe se nikalna zaroori hota hai,jaisay normally tap Kay neechay kapray rinse hotay hain
konse brand ki achi hoty
agar pani ki kami ho to usk liy kia ye best he
Haier aur Dawlance dono achi hain,fully automatic main ziada Pani lagta hai isliye ye theek h
Kapre nichorne ki zaroorat nahi tore time k liye dryer chalaly kapre khod bakhod nichor jayinge...
Aik waqt mai kitne kapre dalne chaiye quantity wise batayiga
5 kg ki gunjayish hai main heavy kapray h hon to dryer ko full nahi Bharti aur light hon to bhardaiti hun itna Kay jaali aram se lag jaye,quantity ka isliye nhi Keh sakti Kay kapron ka size different hota hai
Spinner Ka Pani Kahan se nikalta hy
Jahan se washer ka nikalta hai usi pipe se,bas spinner Kay Liye drain Wala switch ghumanay ki zarurat nhi wo aisay hi Nikal jata hai
@shaistaskitchenandvlogs thank you
@sananadeem8429 my pleasure
Is machine se paani kaise nikalta hai pipe to hai he nhin
Centre walay button ko ghumanay se nikalta ha،i 2 pipe diye hain islkay sath,is machine ki review video hai mairay channel par wo daikhain
Sis mera same machine hai magr spinner mai problem hai ek jorha dalon ya 5 jorhy, esi awaz any lagti hai jesy machine abhi path jayegi
Koi hal batayen please mainy 57000 mai khareedi hai abhi 2 din pehly
Ap foran service centre par call karain,they will check Kay Kiya masla hai,aur Kisi local mechanic ko na dikhayen
@@shaistaskitchenandvlogs thank u so much mam,
Aur ye bhi check karain Kay machine level rakhi hoi ya nahi
@@shaistaskitchenandvlogs pori tarha level hai, humny baqaida level rak k b chek kiya magr spinner ka wohi haal hai
Then it should get checked,customer service achi hai dawlance ki
Is ka koi ya bta da ka spin said ka pani ksa nikla ga paip rakhti hon to washing said ka pani b nikal ata.. Ya samaj nh a rhi plzz nta da koi is ka Baara main❤❤❤❤❤
Drain Wala button bhi ghumati hain?
Madam !!! Jb kapry hm ne dry krny waly spinner mein dalny hain to us mein paani pehly dalna hy ya sath sath spin kr k pani kholna hy ?? Qn k kapron se surf kesy nikly ga ? or spinner mein kapry dal k drain ko on rkhna hy ya off . !! please guid
Video daikhain completely bataya hai us main,kapray dal kar pipe se Pani dailain aur button nahi chalana,jab surf Nikal jaye aur saaf Pani nikalnay lagay to button ghuma kar dry karlain kapray,video main detail mojood hai
@@shaistaskitchenandvlogs dekhi thi sahi samajh nai ai .ab aagai Thank you very much
Jub sukhane wali side pr kapre dhone k liye dalty hain to jali nahi rkhty jub dry krne hoty hsin tub jali lagaty hain
Yes aisa hi hai
AAP nae yae nahi batayae jab kapray wash hotay hain spinner Mae to Kahan sae machine chalani hae spin ki taraf sae hi chalani hae
Jab Pani khula ho to machine nahi chalani,jab Pani saaf nikalnay lagay to Pani band kardain phir sukhanay wali machine chala kar sukhalain
To kpro m se khud pani niklega? Mere is trha surf rehjata h , m kpre nikal k tub m hi wasg krti hn pani bhr bhr k 😥 mushkl hoti
Agar apka surf reh jata hai to kapray wash karnay Kay Liye jab machine main Pani dal Rahi hon to 2 min Pani dalti rahain phir half min Kay Liye aik bar dryer chalayen surf Nikal jaye ga phir se Pani dalna start karain 2 min tak aur phir proper time tak dry karlain
Pipe neechay hota hai to Pani khud ba khud nikalta rehta hai
Naqli tareeka btayen...koi
Baji kya baat ha apki...hmari masi dhoka de gai ha...is wjh se video dekh rha hn...
Iski kia price hai
Ab I think 35000 ki hai ,jab li thi to 41000 ki thi,is ki review video channel par uploaded hai check it
👍👍
I washed my clothes after watching this tutorial 😂
Good
@@shaistaskitchenandvlogs Mujhy 1st time kapry dhoony parray or is machine ki samajh nai thi your video helped a lot😍😍
کپڑے مشین سے گھمانے کے بعد دوبارہ ہاتھ سے برش کے ساتھ نہیں دھونے؟
Agar hath se hi dhonay hain to machine ka Kiya fayida?clean hojatay hain kapray machine main bilkul