19 june ko jaa rha hun, kya uss time par traffic rahega waha jaisa abhi other places me over load traffic ho rha waise, kedarnath, haridwar, etc. please bataye mujhe. Jay mata di
Waisa haal to maine nahi dekha par summer break mein bheed hamesha hoti hai... Traffic jam waisa nahi hota jaisa baki jagah hai... Katra se ban Ganga tak jab aap auto mein jayen to mil sakta hai par utna nahi jitna baki sab jagah hai... Vaishnodevi bahut well organised pilgrimage hai. Jai mata di 🙏🏻
Hi ma’am.. nice video.. Attka Aarti token lene ke baad kya savere bhi line hoti hain? Aap kitne baje huts se gaye the aarti ke line? Hum senior citizens ke saath karenge travel islye thoda advance mein yeh sab plan karna chahte hain..
Thank you for liking time video... Atka Aarti ki line morning mein token number ke hisaab se lagti hai... Jaise jisko token number milta hai waise hi subah mein line lagti hai... Hum subah 5.30 baje pahunch gaye the...
morning atka arti ka jo token h usme jo no aata h wo onilne booking k hisab se no. alot krte h ya fir 8 pm k arti k baad next morning ki arti k liye token jan milta h. so jo pahle lega usko pahla no dege ..dono me kon sa procedure h no .alot krne ka ??
पुराना रास्ता और tarakote मार्ग दोनों अर्धकुवारी से पहले एक juncture पर मिलते हैं जहां से एक रास्ता भवन को जाता है और दूसरा अर्धकुवारी को... बाण गंगा वाला रास्ता और tarakote वाला रास्ता अलग अलग हैं...
Hello mam kya aap mujhe yeh bta skte h ki raat me 10:30 tk check in ho skta h ya nhi meri booking h bhawan ke accommodation me to please let me know ❤ love your video
Mujhe nahi lagta koi problem honi chahiye... Agar atka aarti ki bhi booking hai to aapko thoda time par pahunchna chahiye taki aapko aage ka token mil sake... Thanks for liking the video... Jai mata di ❤️🙏🏻
Ham log may month mein gaye they to raat ko 11 baje ke kareeb checkin kara tah gauri bhawan mein. Aapne booking kari hai to allow kartey hai late chevkin
You have to book online through maa Vaishno devi shrine board official website. Booking opens on a day one of every month for two months advance bookings.
Bhairon ghati se aate huye aap purane raaste se hi wapas aate hain jo ardhkuvari se milta hai... Yahan se hum wapas naye raaste se gaye the... 5.30 hrs lage the total
Aur jaate time naye raasta do aur raaston se judta hai ek jo ardhkuvari Jaata Hai yani purana raasta aur doosra battery car wala raasta joki chhota hai... Yahan bhi total 5.30 hrs lage the
Baby walkar aap apna le ja sakte hain... Checking point se thodi doori par kuch shops hain jahan rent par bhi milte hain... Pitthoo aasani se nahi milenge wo aapko ardhkuvari se pehle cut par hi milenge
Jai mata di jai mata di
Jai mata di 🙏
😊 jai Mata ji ki
Bhut sunder video.Good explained.Jai Mata di🙏🙏❤️
Thank you. Jai mata di 🙏🏻
Jay mata di 🙏
Jai mata di 🙏
Ankita ji bahut achhi information di aapne
Jai mata di
Bahut bahut dhanyavaad aapka... Jai mata di ❤️🙏🏻
Jai Mata di
Jai mata di
jai mata di
Jai mata di
जय माता दी 🙏❤️
Jai mata di 🙏🏻
jai mata di❤❤❤❤❤
Jai mata di 🙏🏻
Truly majestic. So lovely. Apt info for all. ❤
Thank you 🙏🏻🪷
Jai mata di 🌷 🌺 🙏 ❤
Jai mata di 🙏🏻
Jai Mata Vashno Devi ji 🙏 ❤❤❤😊
Jai mata di 🙏🏻
🙏 Jai 😇 mata ❤️ di 🙏😇❤️
Jai mata di 🙏🏻
Well explained 😊
Thank you 🙏🏻
Hum bhi gye the 16 may ko jai mata di ❤❤
जय माता दी🙏🌹
Abhi mousam bahut acha hai bhwan per, garmi sy matt ghbrao... Jai Mata ji ki....
|| JAI MAATA DI ||
Jai mata di 🙏🏻
Maa Apna asiward ham sabpar banaye rakhana jay Mata di 🙏 ♥️
Jai mata di 🙏🏻
👉 15 जून को कौन कौन माता रानी के भवन दर्शन के लिए जाए गा ?🙏
10 ko ja rahe h hm
Jai mata di 🙏🏻
❤😂😊❤ Jai Mata rani ❤
❤😂😊❤ Jai Mata rani ❤
17 june❤
19 june ko jaa rha hun, kya uss time par traffic rahega waha jaisa abhi other places me over load traffic ho rha waise, kedarnath, haridwar, etc. please bataye mujhe. Jay mata di
Waisa haal to maine nahi dekha par summer break mein bheed hamesha hoti hai... Traffic jam waisa nahi hota jaisa baki jagah hai... Katra se ban Ganga tak jab aap auto mein jayen to mil sakta hai par utna nahi jitna baki sab jagah hai... Vaishnodevi bahut well organised pilgrimage hai. Jai mata di 🙏🏻
Thank you
Bhavan pr jakr nhane ki suvidha bhi mil jati h without room booking
Hanji, snan ki jagah bani hui hai
Hi ma’am.. nice video.. Attka Aarti token lene ke baad kya savere bhi line hoti hain? Aap kitne baje huts se gaye the aarti ke line? Hum senior citizens ke saath karenge travel islye thoda advance mein yeh sab plan karna chahte hain..
Thank you for liking time video... Atka Aarti ki line morning mein token number ke hisaab se lagti hai... Jaise jisko token number milta hai waise hi subah mein line lagti hai... Hum subah 5.30 baje pahunch gaye the...
morning atka arti ka jo token h usme jo no aata h wo onilne booking k hisab se no. alot krte h ya fir 8 pm k arti k baad next morning ki arti k liye token jan milta h. so jo pahle lega usko pahla no dege ..dono me kon sa procedure h no .alot krne ka ??
Bilkul shaam ki arti ke baad hi token milte hain...lekin line mein pehle lag jayein to behtar
@@travelwithankitaa but yadi pahuchne me let hua to bi token mil sakta h na rat ko kabi bi
@gs-qi9qr token to mil jayega par phir aage baithne ka mauka nahi milega
पुराने रास्ते से कहीं से कनेक्ट नहीं है क्या नया रास्ता जिससे वाणगंगा में स्नान करके फिर हम यात्रा कर सके
पुराना रास्ता और tarakote मार्ग दोनों अर्धकुवारी से पहले एक juncture पर मिलते हैं जहां से एक रास्ता भवन को जाता है और दूसरा अर्धकुवारी को... बाण गंगा वाला रास्ता और tarakote वाला रास्ता अलग अलग हैं...
Last time hum ayethe per bhavan per bahut thode time me book hota he hamko room,dormetery nahi mila tha
Har mahine ki Pehli tareekh mein online booking open hoti hai... Agli baar aap do mahine pehle booking karvayein 🙏🏻
Total timing kitna lga apko neeche se darshan krke lotne tak
Hum bhawan par ruke the ek raat... Started from tarakote around 2 pm and came back next evening at around 4.30-5 pm
Starting june me weather theek rhega di plz reply
Katra mein garmi hogi... Bhawan mein mausam theek rehta hai... Halki thand
Mam waha darshan se pehle nahane ki vayavastha hai ky?
Ji... Bhawan par Snan ghar bane huye hain
इस वीडियो को शेयर करें और चैनल को Subscribe करें 🙏🏻
Hello mam kya aap mujhe yeh bta skte h ki raat me 10:30 tk check in ho skta h ya nhi meri booking h bhawan ke accommodation me to please let me know ❤ love your video
Mujhe nahi lagta koi problem honi chahiye... Agar atka aarti ki bhi booking hai to aapko thoda time par pahunchna chahiye taki aapko aage ka token mil sake... Thanks for liking the video... Jai mata di ❤️🙏🏻
Main shaam ke sadhe Saat baje pahunchi thi
Ohh okay mam 🫶🏻🥰 thank you
Ham log may month mein gaye they to raat ko 11 baje ke kareeb checkin kara tah gauri bhawan mein. Aapne booking kari hai to allow kartey hai late chevkin
Mam kya aapne mata k bhawan se bhiravghati paidal yatra kiya tha? Kitna time laga tha
Ji paidal yatra ki thi... 45 minute lage the
please provide the card or any info of
dormitory
You have to book online through maa Vaishno devi shrine board official website. Booking opens on a day one of every month for two months advance bookings.
Welcome at my home in uttrakhand mam
Agar 2 mahine pahle booking na kar pae to booking ka kya option h?
Walk in par wo bahut mushkil rehta hai... Ya kisi ka reference...
Kisi number PE call krke nhi ho skta h kya?
Nahi... Online try kariye theek 10 baje har mahine ki Pehli tareekh ko do mahine ki advance booking open hoti hai.....
Aap new route se nhi gai kya...aapne wqpis purqnq rasta le liya???total kitne km pada aapko
Bhairon ghati se aate huye aap purane raaste se hi wapas aate hain jo ardhkuvari se milta hai... Yahan se hum wapas naye raaste se gaye the... 5.30 hrs lage the total
Aur jaate time naye raasta do aur raaston se judta hai ek jo ardhkuvari Jaata Hai yani purana raasta aur doosra battery car wala raasta joki chhota hai... Yahan bhi total 5.30 hrs lage the
Hey plss tell me the exact date…when did you go?
I went in April, was there in bhawan on 25th of April.
Baraf gir rhi hai kya aanti ji 😊
Card bnwane ke liye kitni line lagti h
Railway station par kaafi bheed rehti hai... Trikuta bhawan par chhoti hi line thi... Baki season par bhi depend karta hai
@@travelwithankitaa thanks
Hum din me yatra karna hai
July me yatra kaisa rahega
July barsat wala mausam hota hai... Slippery ho jata hai trek... Aap September mein plan kar sakte hain
@@travelwithankitaa 13 July ko ticket confirm ho Gaya hai
Aaram se jaiye... Mata ka bulawa hai... Bheed kam milegi
@@travelwithankitaa Jai Mata di ❤️
Mai 16 June ko jaa rha hu 👀
Jai mata di 🙏🏻
Pedal chalne me apko kitne ghante lage ?
5.30 ghante... Aaram se chale.. Sirf 4 jagah 5-5 min ka break liya... Bahut hi kam thakavat hui...
@@travelwithankitaa Aap ki energy bahut hai madam
Ye energy mata rani deti hain... Aap khud mehsoos karenge 😊🙏🏻
@@travelwithankitaa Thanks
Kya new marg me tin set pura laga jai
Ji maximum.. Turns ko chhodkar
@@travelwithankitaa baby wakar
Baby walkar aap apna le ja sakte hain... Checking point se thodi doori par kuch shops hain jahan rent par bhi milte hain... Pitthoo aasani se nahi milenge wo aapko ardhkuvari se pehle cut par hi milenge
Mere pass baby wakar nai hai to new marg me milta hai hum humesha puren marg se jate hai ap ki newmarg se jana hI
Date??
Gore bhawan room price
It is 1100 for twin sharing. You can check online on the official website of shrine board
Aap kaisi ho?
Badhiya 😊🙏
Bahut sunder video. 0:33 pe jo video he uska video aap mail kar sakte ho if possible please?
Thank you so much for liking the video. Jai mata di 🙏🏻. You can copy the link of the video and share it.
garmi hain wha?
कटरा में गर्मी मिलेगी पर दिल्ली की तरह नहीं... बाकी अगर बरसात हो जाए तो मौसम बदल जाता है... हल्की जैकेट ज़रूर रखें
Jai Mata di
Jai mata di 🙏🏻
Jai Mata Di 🙏
Jai mata di 🙏🏻
Jay mata di 🙏
Jai mata di 🙏🏻
Jai mata di
जय माता दी 🙏
जय माता दी
Jai mata di 🙏🏻
Jai mata di 🙏
Jai mata di 🙏🏻
Jai Mata di 🙏
Jai mata di 🙏🏻