Bhai agar swaraj 855 ja arjun novo 605 di -i dono mein se lena ho toh best rahega arjun novo.. bcoz jo technology arjun novo mein hai , uske sahmne swaraj toh abhi paida hi nahi hua..aur isme bht se simplr reason hain jo k novo ko no 1 bnate hain.. jaise arjun novo ki trala pe zor lgane ki limit, or saath mein hi iska total weight 28 quintal hone kr saath hi eska front weight bhi swaraj 855 se bht bht jyada hae..no lifting on heaviest loads..teeji khoobi hae iska gear box and itne options milna k jaisa bhi kaam ho vaisa hi gear lga lo.. 4th is the biggest , 855 toh fuel ka dushman hae aur aap usse lambe time tak comfortably drive hi nahi kr skte kbhi..bcoz ek toh uski awaaz se sir dukhne lgega aur doosra voh fuel bhi igna lega ke aap pachtaoge...gear speeds bhi arjun ke aas paas bhi nahi.. aur jo sabse top quality hae novo ki !! Iska flat and best platform in tractor history till now.. aap chahe tractor chalate chalate hi platform pe chah or parantha rakh lo aur khaye jao..😂😂 Matlab kya yaar, kahan raja bhoj aur kahan gangu teli.. bro mahindra or khas krke arjun novo ki jo performance, dashing look aur driiver ki hrek kam mein safety hae na like the best part no front lifting even with overload trala.. aur jo comfort hae arjun novo ka.. Matlab koi pagal ja hmare punjab ke kujh pagal ja fukre ladkon ke jaisa hi hoga jo novo ko shod k swaraj ki or jayega.. And i bet swaraj 855 ka total weight bht mushkil se 20 quintals hae.. aur arjun novo swaraj 855 ko uske cultivator n harrow ke saath apni lift pr hi utha ke le jayega.. 27 quintal lift capacity..
@@SimranjitSinghWarraich-kp5be seedi si baat hai agar tel kharcha ki koi problam nahi hai or majdoor se chalbana hai to sawraj le sakte ho or agar kisan khud chalata hai to 605 sandar hai comfort bhot hai gearbox bhot accha hai sawraj ka bekar hai featurs bhot hai 605 me or sawraj me kuch nahi technology me sawraj zeero hai keemat ke hisab se 605 👌
maine abhi arjun novo di-ps 4wd leya hai aap brothers.tractors par vedio dekh sakte hai comment karke batana kesa lga hai chanel bhi subscribe kar lena
बहुत अच्छा रिव्यु किया है आपने। बाकि मुझे भी आपकी तरह ट्रेक्टर का बहुत शौक है।
Bhai bhoot acchi jankari dee aapne
Dhanyawad
भाई अर्जुन नोवोps मॉडल नया है वहकैसा है
Naya nahi hai bhai vo bahut pehle se hi aata hai PS , badhiya hai tractor
Bahut achi jaankari di kissan bhai
No 01tractor hai Mahindra novo 👑🎉🎉🎉❤
महिंद्रा अर्जुन में मुझे एक ही कमी लगा मैं खुद चलाता हूं रोड स्पीड बहुत कम है पांच नंबर में भी बहुत कम चलती है गाड़ी
Lift change karwa lo isko hatwake m boost lift lagwa lo
Bro Mahindra arjun novo 605 ps kitne ka padega on road
9.25
Very good information
भाई रोड़ स्पीड कितनी है बताओ
Agar bie app ko swaraj 855 or novo ps ma sa ik Lana hota tu app kon sa lata
Uske liye aap dono ko chalake dekho fir decide karo kyoki ye comparison ka answer bahut mushkil hai
Bhai agar swaraj 855 ja arjun novo 605 di -i dono mein se lena ho toh best rahega arjun novo.. bcoz jo technology arjun novo mein hai , uske sahmne swaraj toh abhi paida hi nahi hua..aur isme bht se simplr reason hain jo k novo ko no 1 bnate hain.. jaise arjun novo ki trala pe zor lgane ki limit, or saath mein hi iska total weight 28 quintal hone kr saath hi eska front weight bhi swaraj 855 se bht bht jyada hae..no lifting on heaviest loads..teeji khoobi hae iska gear box and itne options milna k jaisa bhi kaam ho vaisa hi gear lga lo.. 4th is the biggest , 855 toh fuel ka dushman hae aur aap usse lambe time tak comfortably drive hi nahi kr skte kbhi..bcoz ek toh uski awaaz se sir dukhne lgega aur doosra voh fuel bhi igna lega ke aap pachtaoge...gear speeds bhi arjun ke aas paas bhi nahi.. aur jo sabse top quality hae novo ki !! Iska flat and best platform in tractor history till now.. aap chahe tractor chalate chalate hi platform pe chah or parantha rakh lo aur khaye jao..😂😂
Matlab kya yaar, kahan raja bhoj aur kahan gangu teli.. bro mahindra or khas krke arjun novo ki jo performance, dashing look aur driiver ki hrek kam mein safety hae na like the best part no front lifting even with overload trala.. aur jo comfort hae arjun novo ka..
Matlab koi pagal ja hmare punjab ke kujh pagal ja fukre ladkon ke jaisa hi hoga jo novo ko shod k swaraj ki or jayega..
And i bet swaraj 855 ka total weight bht mushkil se 20 quintals hae.. aur arjun novo swaraj 855 ko uske cultivator n harrow ke saath apni lift pr hi utha ke le jayega.. 27 quintal lift capacity..
@@SimranjitSinghWarraich-kp5be seedi si baat hai agar tel kharcha ki koi problam nahi hai or majdoor se chalbana hai to sawraj le sakte ho or agar kisan khud chalata hai to 605 sandar hai comfort bhot hai gearbox bhot accha hai sawraj ka bekar hai featurs bhot hai 605 me or sawraj me kuch nahi technology me sawraj zeero hai keemat ke hisab se 605 👌
Rotavetor pr 1 hour mileage aur kitna khet nikelegaa
MP me 7ft ke sath 1 ghante me 1 se 1.5 ya 2 eakad 4 se 4.5 litar
@@mpkishan1411सत्य कहा है आपने मेरे पास भी है 4.5से 5 लीटर के अंदर ही डीजल लिया मुझे लगता है ये डीजल ही नहीं खाता
655 jaisa turbo laga lo or result batao badiya
Bhai Mahindra yuvo 585 di kitne ka hai
8.70 me 4x4 yovo 585 नर्मदापुरम MP
605 ultra 1 Naya 4 wd kaisa hai bolo ❤❤❤
Ye 5510 new holland ka mukabla kr payega
Disel separator nahi hai
Mahindra agency c contact karke dekho vo bhi turbo company fitted kar dege
maine abhi arjun novo di-ps 4wd leya hai aap brothers.tractors par vedio dekh sakte hai comment karke batana kesa lga hai chanel bhi subscribe kar lena
Dost me Haryana se hu aap mp seho to contact number dena plz...