Transform 55-0-55 ka hai to capacitor 15000mf 80 volt ka lagayen 65-0-65 hai to 100volt ka use karen mai self made amplifier 1000watt 500w 700w 200w ka jisme o/p tansistor 2sc5200 aur 2sa 1943 lgaye hai kisi prakar ki koyo fault nahi aaya.
D.K. Singh 55 0 55 transformer ka volts hai to dc karne par 75 to 78 dc volts hoga agar 80 volts ka capacitor lagaya to jal jayega woyese pbt 701 main 36 0 36 volts ka transformer hota hai to capacitor 80 volts thik hai leki 55 0 55 ka transformer mein thik nahi hai 55 0 55 ka transformer dj amplifir main hota hai pbt 701 main nahi
Vai ap is amp pe 300 , 300 watt ke 2 yani char speaker baja sakte ho kyun ki uska original power 1000 se uper hai Par safety ke liye 700 watt likkha hua hai taki aap uske upr safety ke bahar use na karein
Means transformer ki voltage check ke kro ac kitana out kar rha hai. 45 0 45 ka board hai ye . 80v ka capacitor lagao aur jumper achhe se lagao kabhi nhi aisha joga
Bro abhi theek ho Gaya he kya agar Nahi hua toh iska ek seedha solutions he ki usme Jo dono capacitor he unki jagah Jada voltage ke capacitor laga do problem solve ho jaegi aur problem iss liye aa rha he kyonki transformer ki output me dono wire par same voltage Nahi aa rha he ek per kam aur dusre par Jada a rha he
आपका यह एंपलीफायर डुप्लीकेट है ओरिजिनल में इस तरह का स्टार और यह ट्रांसफार्मर और यह कंडक्टर अब दिखा रहा है जो जल जाता है उसमें बड़ा बड़ा रहता है मोटा मोटा रहता है यह डुप्लीकेट एंपलीफायर रहे हैं
Sir realy aap ke sath bahut bura hua hai.Sir app log jese professional log piracy ke sikar ho jate h to aam logo ka kya hoga..? Sir aap ke pass yadi GST wala original bil hoga to app dealer ke against action le sakte hai.
Excellent video.
Original 701 me volume level 3 colour light hota hay.8 green light,1 yellow light,1red light.
Sss super
Mera batao copy hai ya original
Thanks for information...
Aisa hi video banate rahiye.sir ji.
Bhai ji aapne jo bhi kaha mujhe bhi bahut achha laga kiu ki aapne jo bhi kaha bilkul sachi kaha
Transform 55-0-55 ka hai to capacitor 15000mf 80 volt ka lagayen 65-0-65 hai to 100volt ka use karen mai self made amplifier 1000watt 500w 700w 200w ka jisme o/p tansistor 2sc5200 aur 2sa 1943 lgaye hai kisi prakar ki koyo fault nahi aaya.
Thanks
Bilkul thik kha bhai ne jo capacitor isme use hai unse 30to 50 volt up lgaye kabhi nahi fault hoga
D.K. Singh 55 0 55 transformer ka volts hai to dc karne par 75 to 78 dc volts hoga agar 80 volts ka capacitor lagaya to jal jayega woyese pbt 701 main 36 0 36 volts ka transformer hota hai to capacitor 80 volts thik hai leki 55 0 55 ka transformer mein thik nahi hai 55 0 55 ka transformer dj amplifir main hota hai pbt 701 main nahi
Bhai aapka amplifier koi mang ke le gya tha kya aisa problem agya hai
Very very thanks batane ke liye bhaiya ji
Ap distributor se nhi Lia Hain
Bhaiya chhatisgarh me stranger Kay distibuter kon hai please help me
👏👏Super ha je 👌👌
Hmm banate h 1000watt amplifier 2sc5200 or ttc5200 ka use karte h no.1. Sound
Clear bass
Yes copy amplifier hai
ye duplicate stranger hay ji..
Original me transistor k upar heat sink plate hota hay
Dono condanser change kar dijiye jalne ka sikayat khatm ho jayega
Nice very good sir
acchi video h
Original 701 me me led 3 colour Hota Hai &, reset button back me Hota hai
Sir original me ya copy me awaj me koi problem
Aawaz me bhi problem hai
Magar original amplifier me ye capacitor nahi hoga isse mota hota hai is baat kadhyan de
Aapne ankhe khol di sir
Havy condenser lagao ok ho jayega or LED K LIYE PLATE me priset hota h usse manage kr lo
Vai ap is amp pe 300 , 300 watt ke 2 yani char speaker baja sakte ho kyun ki uska original power 1000 se uper hai
Par safety ke liye 700 watt likkha hua hai taki aap uske upr safety ke bahar use na karein
Amplifier ka capiceter jada uf ka lagake dheko kam ban sakta hai
bhai rate me kaafi fark hota hai
Original or copy amp. me
Bhai mujhe bhi copy de Diya hai Kiya comlen Kar Sakta hu
Kitna volts aur kitna uf ka he ye thora sa barah dena tb nahi jolega
sir mujha ek amplifier lana hi stranger pbt501 to mujha kay kay dhayan rakhna hoga bataeya na sir please
Amplifier k sath Jo paper milta hai uska aur amplifier ka seriel no. Mila le
ok
sir our koy tarika hai kya
Reset button back me hota hai&led 3 colour me hogi
Sir isme tragistor konse hai 5200 ya 5200 1943 dono
Nice good video 👍👍
आपने यह नही clear किया कि kolkatta brand ka असली पहचान क्या है ।
Sir stranger 701 amplifier me awaj phata phata aa raha hai kya kare
Aap thage ja chuke hai bhaiya😂😂😂😂😅😅
Bai iska lavle palate chake karle or volume button chang kar de
Bhai lag raha hai board mein capacitor connection ulta hai.. ekbr check karke lagao or thora high voltage ka lagao. Both caps
Means transformer ki voltage check ke kro ac kitana out kar rha hai. 45 0 45 ka board hai ye . 80v ka capacitor lagao aur jumper achhe se lagao kabhi nhi aisha joga
Ye Delhi mall hai sir Bina card ke aata hai
Stranger pbt701 main sound led red bala ek light hota hai
Bhaiya apko copy product mila hai
Kharidnaka samai boht bariki se dhyan dek kharida
Bro abhi theek ho Gaya he kya agar Nahi hua toh iska ek seedha solutions he ki usme Jo dono capacitor he unki jagah Jada voltage ke capacitor laga do problem solve ho jaegi aur problem iss liye aa rha he kyonki transformer ki output me dono wire par same voltage Nahi aa rha he ek per kam aur dusre par Jada a rha he
आपका यह एंपलीफायर डुप्लीकेट है ओरिजिनल में इस तरह का स्टार और यह ट्रांसफार्मर और यह कंडक्टर अब दिखा रहा है जो जल जाता है उसमें बड़ा बड़ा रहता है मोटा मोटा रहता है यह डुप्लीकेट एंपलीफायर रहे हैं
Jankari keliye thank you
Niche rakha amp bhi too dikha do
App stranger ki original condenser lagaye thik hogayaga
Sir humne bhi yhahe mashine lea h 2 den ho gya h humko lea
Sir stranger ka resat botton back me hota hI
No bro front mein bhi hota hain
Vii kesa pata Kora rogenal
Ji apka capacitor kitna volt or Kitna mfd ka hain?
I can suggest u best one
Is ki temprechar led chipak gai he wo ke se thik kare
Or.... price ketna ha sir
Transformer & diode ka voltage check karo,
Bhai mai bhi yahi model indore se 11 farwari 2019 kharida hu
Congratulations
Price Kya pra
Aapka amplifier 3rd quality ka hai
Diode or capacitor ka negative pojetiv thik se chake karke dekhiya
Thik ho jaiga
Breeze diode change kariye
Kaha se liya tha ye,, & price?
8294326617
Mere paas total solution Hai but ye video main isliye banaya Tha ki kisi k sath dhokha na ho
Keltrone ka 15000/100v capacitor use Kare
Yahi macin hai awaz bhanbhana raha hai to kya kharab ho sakata hai
Bhai Meri shop pr leyana
A {ta} D model
Ye kitne ka milega sir
701strang output pcb
Vi shah yea stranger ka dubleket ampli
Capacitor ka voltage or uf badha do. Nehi fathega.
nice
dada tumara tumara capasidor jo number haa usko dekhke lagao kuch nei hoga or ekbath diod chake karke lagao
Bhai meri 1500 wat masin fuse uda rahi h kay kere
उसको वोल्टेज पूरा दो वोल्टेज नहीं मिल रहा है इसके लिए जल रहे हैं
कह रहा है ना किस्टेबलाइजर से बजा रहा है तो कहा कम है
Sir realy aap ke sath bahut bura hua hai.Sir app log jese professional log piracy ke sikar ho jate h to aam logo ka kya hoga..?
Sir aap ke pass yadi GST wala original bil hoga to app dealer ke against action le sakte hai.
Gst Bill Lena Chahiye Bhai
Right
Yar , samajh nhi aa rha hai ,ki video asli hai ya nakli,,,,, confused hun bhai ,koi madad karo....
Contact me
Kolkata made 2nd hands 701ka amplifier milega in bhagalpur
Ratifair chang kardo problem slub hojayega
Bhi piche made in india likha hoga vo orgnal stranger h
App spekar ka wire ulta lagaya hai
Bhai hamare paas 24 hai 701 amplifier
701 ka output transfermar ka data batai ya sir
इनपुट मैं ज्यादा ओम का रेसिस्टेन्स लगा होगा
Delhi wala hai.
Only 2 capacitors......oh Lord....
Transformer kitna empier ka hai
mera bhi yahi problem houa hai
Bhai isme bade capistor lagao
sir stengar emplifhar ka 516 ka canals Plet mil jayega sir jarur batana sir please ☺
Bilkul mil jayega contact me on 9335999918
Hum original ki pahchan kaise karenge
Mere pass hai pbt 701
Main bina stablehizer use karta hoon aur bindas hain 4 years
Diode check kro kahin short to nhi h diode.
Bilkul sahi
10k trimpot Macht karo led Shi hi jayega
Good
Hot.Indian hiiii8088598243
Vishal Kumar
Ay STRANGER KE DUBLIKET PBT701 HEY.Ham STRANGER me kam kartihu. 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Capistor ke volts ko 63 ki jagah 100 volts ka lagao ok
Bangladesh price koto
Stranger pbt 5001/ esaka tarsfam bhar jaljata he bhaiya or valom otometik fool ho jata
Bhai 10000 uf 100 wat
ka Kapisitar lagao
ये डुप्लीकेट है भाई
Bhai baha 10000 se uper ka kepestar lgao
10000 se uper
hi
mara bi 701 SAHI PROBLAM HA
Ye duplicate h. Mere pass v h. Kolkata ka