Kya Dua Taqdeer Badal Sakti Hai - Latest Bayan 2022 - Mufti Muhammad Akmal

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 121

  • @MustafaKhan-h8g3p
    @MustafaKhan-h8g3p 6 місяців тому +14

    Mainy tojabbhi manga mery allah ne dia h alhumdulillah

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Really? Hem nay to kisi ki dua qabool hotay naheen dekhi. Ap pehlay insan hain, jo aisa dawa ker raha hay. Yea ab ap ko sabit kerna ho ga.

    • @Yaallahmadad123
      @Yaallahmadad123 Місяць тому

      ​@@danishm.3417astagfirullah kya bol rhi hai aap

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 Місяць тому

      @@Yaallahmadad123 Kia ap ki duain qabool hoti hain? Agar aisa hay, to koi misal day sektay hain?

    • @MuhammadRafique-gg9wq
      @MuhammadRafique-gg9wq 26 днів тому

      ​@danishm.3417 Hahahaha are you Hindu ?

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 26 днів тому +1

      @@MuhammadRafique-gg9wq Why on earth would you think that?

  • @mustakahmedshaikh9161
    @mustakahmedshaikh9161 Рік тому +7

    Ma Shaa Allah very good explanation

  • @sabamalik4453
    @sabamalik4453 Рік тому +4

    Asalam o alikum qari sab m apko bohat shoq sy sunti lekin apki is video ny mjy bohat motivate Kia duao m yad rkhye ga ALLAH g razi rahyn mjsy aaameen sumaamen

  • @mashalanwar9968
    @mashalanwar9968 27 днів тому

    Masha Allah mufti sahab bohat shukriya apk bayan sy sukoon hasil hota hai

  • @GulammustafaShaikh-u4q
    @GulammustafaShaikh-u4q 17 днів тому

    Mashaallah

  • @mdalichand211
    @mdalichand211 Рік тому +1

    Apke. Bayan. Se. Mere. Zehan. Ko. Relex. Hova. Thank. You

  • @MohammadImran.Ansari
    @MohammadImran.Ansari 8 місяців тому +1

    Ma Sha Allah

  • @firdausfatima8746
    @firdausfatima8746 Рік тому +1

    Mashallah bahut Kuchh sikhane ko Mila

  • @Neha-razviya
    @Neha-razviya Рік тому

    Tqq soo much aapne meri confusion door kardi aur meri soch ko ek sahi direction di jazakallah

  • @Syeda-c3g
    @Syeda-c3g 7 місяців тому

    Alhumdullila ❤

  • @rimshakhan5002
    @rimshakhan5002 10 місяців тому +1

    Excellent bayan

  • @shahrukhmansoori1451
    @shahrukhmansoori1451 Рік тому +1

    Subhanallah❤❤ masha allah❤❤

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +1

    Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay. To aisay mayoosi ki daldal main phansay huway log kia karain? Kia Khuda ki afsanwi Rehmaton kay dhandhoray peet-tay rahain? Yani, na ho ga no men tayl, na nachay gi Radha! Hairet hay, kay aisay logon kay samnay kabhi koi Khizar, koi Rijal-ul-ghaib naheen ay, kay un kay dard ki dawa kartay, yani Khuda nay unhain aik mansoobay kay tehat dhakkay mar-mar kay mayoosion kay hawalay ker dia..., yani wo pedaishi Randa-e-Dargah hain. Yea un kay pichlay janmon ka karma hay.

  • @ayeshabegum2636
    @ayeshabegum2636 3 місяці тому

    Haan samjhe Alhamdulillah

  • @uzmazariwala9839
    @uzmazariwala9839 Рік тому +1

    Nice very nice explanation

  • @TheRealSussyBakaOfEarth
    @TheRealSussyBakaOfEarth 4 місяці тому

    ❤jazakallh

  • @fazalkhan7016
    @fazalkhan7016 2 роки тому +2

    Mashaallah
    Shai btaya aapne

  • @mohdsameer7566
    @mohdsameer7566 8 місяців тому

    ma sha Allah

  • @ShaZainab
    @ShaZainab Місяць тому

    Beshak

  • @Brainwise889
    @Brainwise889 7 місяців тому

    Bohat khoob❤

  • @mafzalshah4198
    @mafzalshah4198 Рік тому

    ماشاءاللہ بہت اچھا بیان فرمایا
    جزاك اللهُ‎

  • @syeds2523
    @syeds2523 2 роки тому +2

    Pure baat samaj aagayi shukriya molsab❣️❣️

  • @MustafaSahil
    @MustafaSahil Місяць тому +1

    😢Mery lia dua kren please meri mhbt mujhe chup chap echanak chor gai ha me bohat trp raha hu please, Allah usy mery naseeb me likh dy 😢😢 please

  • @parvezahemad6571
    @parvezahemad6571 11 місяців тому

    Mashallah 💚

  • @TAUHEED_AHAMAD
    @TAUHEED_AHAMAD 8 місяців тому +2

    कुल मिला जुला कर बात यही है की होगा वही जो लिखा है तक़दीर में.

  • @haazimaltaf270
    @haazimaltaf270 3 місяці тому

    Convincing❤

  • @safiyamistry3214
    @safiyamistry3214 Рік тому +5

    As salaamo alaikum qari sahab. Alhamdulillah Mai takriban aapke sare bayan sunti hu aur Inspired bhi hu. But Ye bayan mujhe meri nand ne bheja hai aur wo iss bayan me iss jumle se unsatisfied Hai ke duaon se taqdir nahi badalti. Kyu ke ab tak yahi sunte aaye the ke dua taqdeer ko badal deti hai.
    Mera ye sawal to nahi hai aur na doubt hai bus khulasa chahti hu taake Mai kisi ko ye baat samjha saku. ye ke Allah apne bandon ko sattar maaon se zyada pyar karta hai. Aur wo apne bande ke liye bura soch hi nahi sakta. Uske saath ye bhi ke Allah ne pehle se hi saari cheeze likh di hai aur Jo likha hua hai wahi hota hai. Jaise ke Allah ne logon ko do giroh me taqsim Kiya ek jannat wala giroh aur doosra jahannam wala giroh. Iss baat par sahabane huzure Akram swallal'lahoalaihe wasallam se pucha hamara shumar kin logon me hoga to huzur ne farmaya jo jannati honge wo jannat Wale Amal karenge unka khatma bhi jannat Wale Amal par hoga. Aur Jo jahannami honge wo jahannam me Jane Wale Amal karenge unka khatma bhi jahannam Wale Amal par hoga is ke saath Allah ne bande ko ikhtiyar bhi Diya hai ke wo apne Amal se jahannam ya jannat pa sakta hai. . Is baat ka khulasa mumkin hai?

    • @beautyjournalproduct3883
      @beautyjournalproduct3883 10 місяців тому +2

      Bt ye hai k Quran me Allah ne khud kaha hai k muj se mango me qabol kron ga to bs phr hm ne mangna hai q k Allah hr cheez pe qadir hai q k taqdeer likhne wala b to wohi Allah hai us ki mrzi wo taqdeer badl de ya na badle bs hme ye Yaqeen krna hai k Allah sb kr skta hai or hm ne bs mangna hai

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому

      @@beautyjournalproduct3883 Ap ka premise kamzor hay, kay Khuda bandon say 70 maon say ziada piyar kerta hay. Kia hamain dunya main aisa koi Ilahi piyar nazar ata hay? Kia hamain log bhook, aflas, bemarion, zillaton main sisaktay nazar naheen atay? Hem nay aj tek koi shakhs naheen dekha, jis ki koi dua qabool huwi ho, chahay unhon nay Khuda say kitni hi ajizi say, gurgura kay, balkay rotay huway bhi manajat ki hon.
      Yan to dua is Alem-e-Hawadis main qabool hoti hi naheen, yan sirf deeni-o-roohani aitbar say bohet bari hastion ki, maslan kisi bohet baray Sufi ki, yan kisi becchay ki terhan masoom iman rekhnay walay ki (yani ilm say ari shakhs). Yan Khuda is Alem-e-Hawadis-o-Asbab kay constraints kay ba-is aisa ker naheen sekta? Agar us ki qudret la-matanahi hay, jaisa kay dawa kia jata hay, to is amar, yani dua ki qabooliat, main kia shay maney hay? Jis shakhs ko dekhain, wo mayoos nazar ata hay, kion kay us ki kabhi koi dua qabool naheen huwi, chahay us nay ibadat-o-azkar kay pahar kharay ker diay hon.

    • @Oldisgold-oui
      @Oldisgold-oui 2 місяці тому

      Bilkul thek kha Apnai beshak​@@beautyjournalproduct3883

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 5 місяців тому +1

    Insan kab tek kamyabi kay hasool kay liay mehnat kerta rahay, hatta-kay usay musalsal nakamion say yaqeen ho jay, kay yea kamyabi us ki Taqdeer main naheen hay, lehaza usay ab aisy saiy-e-la-hasil bend ker deni chahyea?

  • @MustafaKhan-h8g3p
    @MustafaKhan-h8g3p 6 місяців тому +10

    Allah se yaqeen se mango wo zaroor sunta h allah ko bandy ka dua mangna pasand h

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Han, Usay banday ka dua mangna to pasand hay, laikin us banday ki dua kay nateejay main kuch dena pasand naheen hay.

    • @anamatif2238
      @anamatif2238 4 місяці тому

      U r right

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому

      @@Mango46383 Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay. To aisay mayoosi ki daldal main phansay huway log kia karain? Kia Khuda ki afsanwi Rehmaton kay dhandhoray peet-tay rahain? Yani, na ho ga no men tayl, na nachay gi Radha! Hairet hay, kay aisay logon kay samnay kabhi koi Khizar, koi Rijal-ul-ghaib naheen ay, kay un kay dard ki dawa kartay, yani Khuda nay unhain aik mansoobay kay tehat dhakkay mar-mar kay mayoosion kay hawalay ker dia..., yani wo pedaishi Randa-e-Dargah hain. Yea un kay pichlay janmon ka karma hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому

      @@Mango46383 Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay. To aisay mayoosi ki daldal main phansay huway log kia karain? Kia Khuda ki afsanwi Rehmaton kay dhandhoray peet-tay rahain? Yani, na ho ga no men tayl, na nachay gi Radha! Hairet hay, kay aisay logon kay samnay kabhi koi Khizar, koi Rijal-ul-ghaib naheen ay, kay un kay dard ki dawa kartay, yani Khuda nay unhain aik mansoobay kay tehat dhakkay mar-mar kay mayoosion kay hawalay ker dia..., yani wo pedaishi Randa-e-Dargah hain. Yea un kay pichlay janmon ka karma hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому

      @@Mango46383 Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay.

  • @arhanali708
    @arhanali708 Рік тому +3

    Hazrat sawal arz hai k Aurat khula lelene k bad agar wapas Zindagi shauhar k sath guzarna chae to Guzar sakte hai kya. Iski kya Surat hogi

  • @muhammadsarpara8484
    @muhammadsarpara8484 2 роки тому +10

    یعنی پریشان نہہں ہونا ہر چیز اللہ نے پہلے سے ہی لکھ دیا ہے

    • @KS-eu7jp
      @KS-eu7jp Рік тому

      Pehlese kuch nahi likha hota ye mazhab ne galat phemi daali hai.

    • @beautyjournalproduct3883
      @beautyjournalproduct3883 10 місяців тому

      Asal bt ye hai k hme ikhtyar dia hai baqi taqdeer ko i think koi b thk se smj skta

    • @KS-eu7jp
      @KS-eu7jp 10 місяців тому

      @@beautyjournalproduct3883
      Baadshahoo ki baadshahi genration to genration chalane ke liye mullawoo ke zariye se yee baat maashere may aam ki hai .

    • @samimds1609
      @samimds1609 7 місяців тому +3

      Taqdeer ka inkar kufr hai

  • @legendindian1411
    @legendindian1411 2 роки тому +14

    Fir to apke according log dua hi mangna band kardenge.....
    Allah ko pasand hai ke banda apne rab se dua mange....
    Beshaq allah se yaqeenan ke sath manga jaye allah ata Karega....aur zyada gehrayi tak jane ki zarurat nhi h...bs itna yaad rakho allah se yaqeen k sath mango jo behtar hoga allah ata krdega lkin y nhi k allah dua qubool nhi krega...

  • @ismatjahan1326
    @ismatjahan1326 Рік тому

    Ager AAP naik neatink Sath theak direction k hisab sa chalen to kamyab ho jata hn Allah hmara kmn ko apna irada k hisab sa kra ameeen sb sa bahter Allah mari qisamat bht achi bna da ameeeen

  • @hanifashaikh9194
    @hanifashaikh9194 3 місяці тому

    Aoa.molaba sahib ager kese ki bad dua lagi ho to us ka kafara kia heh pl jawab zaror dijiega

  • @mohammadashraf4617
    @mohammadashraf4617 Рік тому

    Good

  • @sahjhanansari6705
    @sahjhanansari6705 Рік тому +2

    Ok

  • @mdabdulakbar8746
    @mdabdulakbar8746 7 днів тому

    8:00, 10:45

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 5 місяців тому +2

    Hem nay aj tek koi shakhs naheen dekha, jis ki koi dua qabool huwi ho, chahay unhon nay Khuda say kitni hi ajizi say, gurgura kay, balkay rotay huway bhi manajat ki hon. Yea kia majra hay? Khuda akhir duain qabool kion naheen kerta? Ap ba-haisiat Alim-e-deen kay logon ko umeeed-e-farda day rahay hain (jisay ehl-e-sukhan ba- zuban-e-awam truck ki butti kay pichay lagana kehtay hain), jo kay ba-haisiat-e-khud aik Sayb bat hay. Laikin sawal apni jaga per qaem hay, kay logon ki duain itni na-maqbool kion hoti hain, kay kaha ja sekta hay, yan to dua is Alem-e-Hawadis main qabool hoti hi naheen, yan sirf deeni-o-roohani aitbar say bohet bari hastion ki, maslan kisi bohet baray Sufi ki, yan kisi becchay ki terhan masoom iman rekhnay walay ki (yani ilm say ari shakhs). Yan Khuda is Alem-e-Hawadis-o-Asbab kay constraints kay ba-is aisa ker naheen sekta? Agar us ki qudret la-matanahi hay, jaisa kay dawa kia jata hay, to is amar, yani dua ki qabooliat, main kia shay maney hay? Jis shakhs ko dekhain, wo mayoos nazar ata hay, kion kay us ki kabhi koi dua qabool naheen huwi, chahay us nay ibadat-o-azkar kay pahar kharay ker diay hon.
    Achay khasay abideen aur aihl-e-zikar ab yea takleef-deh bat kehtay nazar atay hain kay duaon main kuch naheen rekha, bas dunyawi mamlat-o-masael ko dunya kay asbab ikhtayar ker kay hel kernay ki koshish kerni chahyea, Duaon aur Azkar/Wazaif kay jhamailay main naheen perna chahyea, yani agar taqdeer main kuch likha hay, to wo ho ker rahay ga, chahay koi dua karay yan na karay, aur agar naheen likha, to wo jitni chahay airian ragar lay, nateeja mafqood rahay ga. Is soch ka kia jawab dia jay?

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 5 місяців тому +1

    Dua ko samajhnay main amooman ghalati hoti hay. Log dua ko Khuda kay samnay rekhi gai wishlist samajhtay hain, jo kay zahir hay, am tor per puri naheen hoti, jis say un main mayoosi jer pakarti hay. Dua ko Hadith main Ibadet, aur kaheen Ibadet ka Maghz/Ibadet ki Rooh kaha gaya hay. Yea Banday aur Reb kay darmayan taluq qaem kerti hay. Yaqeenan is bat ka imkan mojud hay, kay is wishlist main say kuch is dunyawi zindagi main haqeeqat ben jay, aur isy umeed-e-farda ka insan ko sahara hota hay, laikin dua ki adam-qabooliat kay nateejay main terk-e-dua say insan mazeed mayoosion main ghirta aur us ka taluq Reb say mandh perhta chala jata hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому +1

      Yani Khuda ka kam mayoosian phailana hay, aur Banday ka kam mayoosion ki tareekion ko Khuda ki na-paid Rehmat ki Umeed-e-farda kay jali ujalon say door bhagana hay? Khuda kay liay akhir yea maut-o-hayat ka masela kion bana huwa hay, kay Banday ki Dua Us nay qabool nahin kerni? Yea majra akhir hay kia? Yea Uqda kon kholay ga?

  • @ismatjahan1326
    @ismatjahan1326 Рік тому +1

    Mgha aisa lagta ha k Allah bnda ki neat koshesh aur bhroosa ko daikhta ha

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Naheen, niyaton aur koshishon say koi ferq naheen perta. Hem nay logon ki umer bhar ki mehnatain chashm-e-zadan main zaya hotay dekhin hain. Taqdeer ka sher ghalib a kay raha.

  • @mujaffarkotwal4262
    @mujaffarkotwal4262 Місяць тому

    *🌹🇮🇳🏴🏳अल्लाहु अकबर,अल्लाहु अकबर🌹अल्लाहुम्मा लब्बैक🌹लब्बैक या रसूल अल्लाह लब्बैक🌹पायेगम्बरे इस्लाम जिन्दाबाद🌹अहले बैत जिन्दाबाद🌹खुल्फा ए राशेदीन जिन्दाबाद🌹सहाबा किराम जिन्दाबाद🌹शोदा किराम जिन्दाबाद🌹औलिया किराम जिन्दाबाद🌹हज़रत गौसे पाक के आझम दस्तगिर,पिराने पिर,शेख अब्दुल कादिर जिलानी रह.,जिंदाबाद🌹अताये रसूल,हिन्दल वली,हजरत खॉजा गरीब नवाज,मोइनुद्दीन चिस्ती,अजमेरी रह,जिन्दाबाद🌹आला हजरत अहेमद रजा खान फाजीले बरेली जिन्दाबाद🌹अहले सुन्नत वल जमात जिन्दाबाद❤🤲🌹*

  • @ParvezhashmatulaSiddiqui
    @ParvezhashmatulaSiddiqui 8 місяців тому

    आपका एक दूसरे वीडियो क्लिप सुना जिसमें आपने फ़रमाया के एक बंदे का करने के बाद दर्जात बुलंद हुए तब उसने पूछा तो बताया लाने के आपकी नेक बेटे दुआ की भाई मेहरबानी बताएं कि के हम दुआ मांगे या अल्लाह की मर्जी समझ के हाथ रख

  • @syedzadi335
    @syedzadi335 Рік тому +3

    Mtlb k ab hum dua kre na kre barabr he???

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Han, bazahir to aisa hi hay. Sab kuch apna pichlay janmon ka Karma hay.

  • @zainwaqas1886
    @zainwaqas1886 2 роки тому +1

    Mufti Sahib Jo nikah hony k bad khatm ho jaey . Log turwa den . Is barey ma biyan Karen k ye taqdeer ma tha k log turwa den rishta

  • @safiyamistry3214
    @safiyamistry3214 Рік тому +1

    To Jo log jahannam me jayenge wo bhi Allah hi ke hukm se jahannam me jayenge. To Allah un ko jahannam me kyu dalna chata hai, unka kya kasur hai?

    • @Yazdanshiraazi9747
      @Yazdanshiraazi9747 8 місяців тому +1

      Esi baate nhi kro... ALLAH ta'aala k baare me soch smjh kr bola kro

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Yea un kay pichlay janmon ka Karma hay. Khuda Akhret main nai makhlooq bhi peda karay ga, Jahannum ka pait bharnay kay liay. Yea sab bohet dark themes hain.
      Kia insan kay pas koi free will hay, yan Khuda Us kay faislay ker raha hay? Agar koi free will naheen, to hisab-kitab kaisa?
      Hem dua mangain yan na mangain, hamari sehat per koi ferq naheen perta. Jin ki taqdeer main dhakkay likh diay gay hain, wo kha rahay hain, aur khatay chalay jain gay, chahay jitni marzi dua ker lain, yan ibadat-o-azkar kay pahar hi kharay ker dain. Yea pichlay janmon ka Karma hay, yani is say koi mafar naheen, yani apni saza bhugto. We're all imprisoned and doing time here.

  • @parvezahemad6571
    @parvezahemad6571 11 місяців тому

    💚💚💚💚💚💚🌹🌹🌹🌹🌹

  • @mehakghori6112
    @mehakghori6112 Рік тому +2

    Lakin Kisi ki bilawaja divorce hojye Tu kya is me bhe Allah Ka faisla Hota Hy ye Kam Tu shetan Ka Hota hy

    • @shakiransari4001
      @shakiransari4001 6 місяців тому +1

      Sab Allah ka faisla hai

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +2

      Khuda Shetan kay war say hamari hifazet ker sekta hay, agar Wo aisa kerna chahay.

  • @MustafaKhan-h8g3p
    @MustafaKhan-h8g3p 6 місяців тому

    Apki bat samagh nahi ai kia phir dua nahi mangni chahiye allah se na mangne se alla naraz hota h allah ne bola h mugh se mango main dounga istarah to log mangna hi chor dengy

  • @KanzurehmanCookingValley
    @KanzurehmanCookingValley Рік тому

    Asalam u alaikum,
    Allah to kheta he mujh se mango me don ga, pher kea Allah se dua bhi ni mange q k us ko jo dena ho ga wo kudh hi de dega humare mangne ki zarurat kea he q k hum mange ya na mange wo to de ga q k us ka fesla phele se he.
    Ap ki bat ne bhut confused ker dia he

    • @USMAN-jp1wp
      @USMAN-jp1wp Рік тому

      Behen taqdeer ka masla bahut pechida hai aur insani dimagh ko samajh nahi aa sakta.

    • @syedasheezaasgher1674
      @syedasheezaasgher1674 8 місяців тому

      Duaon m taqat hoti or Allah ki maslihat ko hm dair se janty hain likha hoa sb phly se h bus duaon se us m asani ajati h ya toh pbir sabar ajata h duaon ka silsila chalta rehta h

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Han, yea theek soch hay, kay hem dua mangain yan na mangain, hamari sehat per koi ferq naheen perta. Jin ki taqdeer main dhakkay likh diay gay hain, wo kha rahay hain, aur khatay chalay jain gay, chahay jitni marzi dua ker lain, yan ibadat-o-azkar kay pahar hi mkharay ker dain. Yea pichlay janmon ka Karma hay, yani is say koi mafar naheen, yani apni saza bhugto. We're all imprisoned and doing time here.

  • @miannasir455
    @miannasir455 9 місяців тому +1

    محترم مفتی صاحب
    دعا تو عبادت کا مغز ہے
    اللہ رب العزت فرشتوں کو کیوں اسطرح لکھ کر دیں گے جب کے فرشتے اللہ پاک کے تابع ہیں اور اگر سب کچھ پہلے سے ہی لکھ دیا گیا ہے تو سزا اور جزاء کیوں اور نماز میں دعا بھی کرتے ہیں الللہ سے ساری نماز ہی ایک مکمل اور جامع دعا ہے الحمدواللہ ،
    اس میں کوئی شک نہیں اللہ پاک قادر مطلق ہے اور سب جانتا ہے
    ان اللہ علی کل شئ قدیر
    اس مسلہ کو دوبارہ سے سمجھائیں
    جزاک اللہ خیر

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Yea dunya ki zindagi aik bohet bara dhoka hay.

  • @KS-eu7jp
    @KS-eu7jp Рік тому

    Duwaa maangnese kuch nahi milta
    deemasgse soochker haath pawoose bherpoor mehnet kernese sab milta hai😊

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому

      Really? Tujhay aj tek mehnat say kia mila hay?

    • @KS-eu7jp
      @KS-eu7jp 5 місяців тому

      @@danishm.3417
      Tasbeeh pakadker masjid may 1 saal baith phir dekh tujhe kya milta hai phir hossh may aa.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому

      @@KS-eu7jp Abay gadhay, kia ghans kay sath bhang bhi khata hay, kay aisi bakwas ker raha hay? Tu nay apni zindagi main aj tek kia kia hay, kay aisay daway ker sakay? Kia life achievements hain teri? Kon si mehnat, school bhi kabhi gaya hay? Tujh jaison nay Azkar kia kernay hain, Namaz-Rozay kay nazdeek say bhi guzra naheen legta. Kuch naheen seekha dunya main, aur internet ki tareeki main chup ker ehl-e-ilm-o-zikar per bhonknay beth gaya hay

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому

      @@KS-eu7jp Gadhay, kia ghans kay sath bheng bhi cher gaya hay, kay aisi bakwas ker raha hay? Kia tu 1 sal tek masjid main betha 'Tasbeehat' kerta raha hay, laikin tujhay kuch naheen mila? Tu Amliyat ker raha tha, Khuda ki Ibadet naheen. Teri soch Ibleesi hay, lehaza kuch alfaz kay dohranay say kuch naheen milay ga, siway mazeed dhakkon kay. Namaz-Rozay kay nazdeek say bhi guzra naheen legta. Ibadet ker, sifli khwahishat ki takmeel kay liay Amliyat naheen.

  • @sadiashehzadi1860
    @sadiashehzadi1860 Рік тому +3

    Tu pher dua karny ko kis liye kaha gaya hai????

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Amoomi ray yea hay, kay duwain Akhret main zaroor qabool hoti hain (ho sekta hay, is main bhi koi tafreeq ho, kay kis ki qabool honi, kis ki naheen). Is dunya ki zindagi kay hawalay say dua kam hi qabool hoti hay (hem nay to aj tek koi aia case naheen dekha). Yea mehaz Ibadet hay, jo banday ko Rub say joray rekhti hay.

  • @safiyamistry3214
    @safiyamistry3214 Рік тому

    Gustakhi ke liye maafi chahti hu

  • @mohammadarshaddastageer5634
    @mohammadarshaddastageer5634 11 місяців тому

    4 me 3 batein to ghalat likhi hui thee..matlab frishto ko confuse kiya gaya

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Bazahir to aisa hi legta hay. Laikin is divine confusion ki waja wazeh naheen ho saki.

  • @sizanansari3093
    @sizanansari3093 2 місяці тому

    Kya farma rhe ho Mufti sahab kuch samaj nhi aa rha na jaane kya kya bole ja rhe ho

  • @amazondealsandoffers3806
    @amazondealsandoffers3806 Рік тому +6

    Ek dam galat baat hai dua taqdeer badalti hai. Jb prophet mossa bade pareshaan the to unhone Allah se surah qasas k ayat ni 24 padhi thi r khoob dua ki thi to phir unki jaldi shadi ho gayi. Dusri baat prophet yunoos machli k pet me chale gaye the unhone ayete karima k zyada se zyada padha Allah se dua ki phir Allah ne unko machli k pet se nikal diya Allah paak se bhikari bnkar ro ro kar dya mango Allah zaroor piiri karte hai. Mujhe yakeen hai wo mere har dreams ki poori karenge. Allah hu akbar

    • @mohdibrahim9108
      @mohdibrahim9108 Рік тому +1

      Wohi he toh Allah ka faisla tha 😄

    • @amazondealsandoffers3806
      @amazondealsandoffers3806 Рік тому +1

      @@mohdibrahim9108 tum log ko Allah k zaat par bharosa hi nhi. Allah kehta hai mujhse namaz aur quran se mango me ata karunga. Agar sb insaan kismat par depend ho jaaye to tb koi bhi Allah se dua nhi mangenga. Allah kbhi nainsaafi nhi karta aur kbhi jhooth nhi bolta. Yakeen se mamgo dua kubool hoti hai aur taqdeer bhi badal deti hai. Ye bilkul sach hai. Jisko believe hoga Allah par wo mangenga. Mujhe jo chahye wo mujhe milkar rahega mujhe bs dua karte rehna hai r Sabar karna hai kyunki sabar k fal mitha hota hai. Apna imaan sahi karo

    • @mohdibrahim9108
      @mohdibrahim9108 Рік тому +2

      @@amazondealsandoffers3806 bhai tumhari age kya hai? aur tum video puri dekho aur mufti sahab kya kherahe hai gor se suno aur apna dimag use Karo samjho kya kherahe hai

    • @md.chisti2621
      @md.chisti2621 Рік тому +1

      Bhai mafi Chahta hu lekin koi Bhai thodi si BAAT sun kar faisla na liya kare Bura bayan suna kare

    • @amazondealsandoffers3806
      @amazondealsandoffers3806 Рік тому

      @@md.chisti2621 hmmm ho sakta hai mene pura suna na ho

  • @jamailahmad2320
    @jamailahmad2320 Рік тому +1

    حضور میرا سوال ہے
    اگر ہم الللہ کے فیصلہ کے پابند ہیں تو حساب کیسا
    الللہ نے قرآن میں حکم نازل کیوں کیے
    گناہ سے بچنے کا حکم کیوں دیا
    توبہ کرنے کا حکم کیوں دیا
    حساب لینے کا حکم کیوں دیا
    کیا بندہ گناہ الللہ کے فیصلہ کی وجہ سے کرتا ہے
    الللہ کسی پر ناحق ظلم نہیں کرتا
    ہر بچہ فطرت اسلام پر پیدا ہوتا ہے
    پھر وہ الللہ کے فیصلہ سے کافر ہوجاتا ہے
    حضور یہ سوالات میرے ذہن میں آئے ہیں
    جواب دیکر رہنمائی فرمائیں والسلام

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      Yea aik khatarnak sawal hay, jo bohet say zehnon ko apnay ghairao main liay huway hay. Kia insan kay pas koi free will hay, yan Khuda Us kay faislay ker raha hay? Agar koi free will naheen, to hisab-kitab kaisa?
      Hem dua mangain yan na mangain, hamari sehat per koi ferq naheen perta. Jin ki taqdeer main dhakkay likh diay gay hain, wo kha rahay hain, aur khatay chalay jain gay, chahay jitni marzi dua ker lain, yan ibadat-o-azkar kay pahar hi kharay ker dain. Yea pichlay janmon ka Karma hay, yani is say koi mafar naheen, yani apni saza bhugto. We're all imprisoned and doing time here.

    • @GazalaMalik47
      @GazalaMalik47 5 місяців тому

      Duaa muqaddar ko bhi badal deti h ye bat sach h

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 5 місяців тому +1

      @@GazalaMalik47 Waqai? Kia ap ki Taqdeer Dua say badli? Kis ki dua, ap ki apni, yan kisi Wali ki?

    • @GazalaMalik47
      @GazalaMalik47 5 місяців тому

      @@danishm.3417 ummid h ki duaa se taqdeer badal jayegi Duaa yakeen intezaar

    • @Oldisgold-oui
      @Oldisgold-oui 2 місяці тому

      Beshak ❤❤❤

  • @mohammadahmed9032
    @mohammadahmed9032 7 місяців тому

    Not convincing.

  • @alihassanzahid8464
    @alihassanzahid8464 3 місяці тому +4

    I'm not satisfied with your some points