Shahadat Hazrat QASIM a.s. | New Salam (With Lyrics) | 7th Muharram 1441AH
Вставка
- Опубліковано 6 лют 2025
- ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
New Soz-o-Salam: Tukray Nahi Chadar Main, Farwa (س) Tera Beta Hai
● Salam For 7th Night Muharram 2019 - Shahadat Hazrat QASIM a.s.
● Recited By Asad-Ali
● Videography By: M. Ahad-Ali
------------------------------------------------------------------
On the arrival of Muharram 1441AH, Many Condolences to Prophet Muhammad (س) and Hazrat Fatima Zahra (س) and Especially to Imam e Zamana (ع).
Labbaik Ya HUSSAIN! a.s.
#SubScribe #YaZahra a.s. #YaHussain a.s. #Azadar110
☆ Subscribe to the Channel to receive Video Updates:
/ @azadar110
☆ Follow/Like Our Facebook Page As well
www.facebook.c...
Show Your Support!
Iltemas-e-Dua
=================================
●● LYRICS ●●
Tukdey Nahi Chadar Me, Farwa Tera Beta Hai
(THANI)
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
Tukdey Nahi Chadar Me, Farwa Tera Beta Hai
(1)
Rukh Kerkey Baqayya Ka, Sheh Kehtey Rahe Bhai
Betay Ki Tere Mayyat, Puri Nahi Mill Payi
Dhoonda Tho Bohot Meiney
Par Mill Nahi Paya Hai...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(2)
Tukdon me Badan Hoker, Maidan Me Pehla Hai
Tareekh Me Dunya Ki, Ye Pehla Janazza Hai
Naa Pooch Ye Ghatdi Mein
Kiss Terha Samayya Hai...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(3)
Haathon Ko Kabhi Ser Ko, Seenay Ko Uthata Tha
Aur Baqi Janazzay Ko, Mein Dhoondta Jaata Tha
Isnay Mujhey Ghurbat Ka
Ehsaas Dilaya Hai...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(4)
QASIM main teri maa ko, kis tarhan say batlaon
Yehee hay tera beta, kaisay usay samjhaon
Ye soch kay ankhon say khoon
SHEH nay bahaya hay...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(5)
Poocha jo ye ZAINAB nay, ghatri main hay kia bhai
SERWER nay kaha roker, QASIM ki hay lash aye
Iss lash ka zalim nay
Wo hall banaya hay...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
Tukdey Nahi Chadar Me, Farwa Tera Beta Hai
=================================
☆ ● Related Searches ● ☆
● SHAHADAT JANAB E QASIM a.s.
● NOHA JANABEY QASIM
● LASHA QASIM
● IBNE HASAN
● MUHARRAM 2020
● NEW NOHA
● NEW SALAM
● AZADAR110
● NOHAY 2019
● YA HUSSAIN a.s.
● MATAM
● SALAM
● SOZ-O-SALAM
● MARSIYA
Beautifully recited MashaAllah
Tukde nahin chadar mein
Farwa tera beta hai
Maqtal mein issey mainay
Chun chun ke uthaya hai
Aur rukh ker k baqayya ka
Sheh kehtay rahey bhai
Betay ki teray mayyat
Poori nahin mil paayi
Dhoonda tou bohat mainey
Per mil nahin paaya hai
Maqtal mein issay meinay
Chun chun k uthaya hai
Aur tukdon mein badan ho ker
Meidan mein pehla hai
Taarekh mein duniya ki
Ye pehla janaza hai
Na pooch ye ghatri mein
Kis terhan samaya hai
Maqtal mein issay meinay
Chun chun ke uthaya hai
Tukde nahin chaadar mein
Farwa tera beta hai
Maqtal mein issay meinay
Chun chun k uthaya hai
Aur hathon ko kabhi sar ko
Seenay ko uthata tha
Aur baaqi janazay ko
Mein dhoondta jaata tha
Iss ne mujhey ghurbat ka
Ehsaas dilaya hai
Maqtal mein issay meinay
Chun chun k uthaya hai
Qasim mein teri maa ko
Kis terhaan se batlaon
Ke yehi hai tera beta
Kaisey ussey samjhaaon
Ye soch k aankhon se
Khoon sheh ne bahaya hai
Maqtal mein issay mainey
Chun chun k uthaya hai
Poocha jo ye Zainab ne
Gathri mein hai kiya bhai
Sarwar ne kaha ro ker
Qasim ki hai laash aayi
Iss laash ka zaalim ne
Woh haal banaya hai
Maqtal mein issay meinay
Chun chun k uthaya hai
Tukde nahin chaadar mein
Farwa tera beta hai
Maqtal mein issay meinay
Chun chun k uthaya hai
JazakAllah!
Bibi Fatima s.a aapko is kalam k parhny Ka azeem ajr inayat farmayein dunya o akhirat Dono ma🤲behtareen shairee aur behtareen tarz...Mola qabool karein🥺
IllahiAmeen
Mashallah ❤mola salamat rakhay
اللہ پاک آپکو سلامت رکھے. بہت اچھا پڑھتے ہیں آپ
Thankyou for adding the lyrics , beautifully recited
@@shamamapasha5015 JazakAllah!
Iltemas-e-Dua 🤲🏻
Mola salamat rakhen
MashaaAlllahh
Haye Qasim!!! Haye Sakina!! 😭😭😭😭😭
Moula salamat rkhay apko
Masha Allah
Maula salamat rakhe
Geo hamesha MashaAllah
Beta bohat dard hai tumhari awaz mein bibi mehfooz rakhay salamat raho
JazakAllah! Aap jeeyain, Mola a.s. aapko salamat raken - IllahiAmeen.
Illtemase Dua
Mashallh mola salamat rakke
Allah sb ko shdi nasib farmai
Jazakallah 😭
Mola salamat rakhe apko. Salam YA Hussian a.s.
Mola salamat rakhe
Mola salamat rakhe aapko
Khuda tumhen salamat rakhe kya derd bhara andaz hai beta aansu nahi thamte.tumhari aawaz qudrat ki behtareen ata hai moula taufeeqat me izafa karen...aameen
IllahiAmeen.
Bohot bohot Shukriya. JazakAllah, Aap jeeyain!
MashAllah very well recited.
JazakAllah
ہائے قاسم علیہ السلام.
Maula salamat rakhe bhai aap ko bohot pyaari awaz hai aur mashallah se salam boho bohot achi hai bhai ❤️
IllahiAmeen.
JazakAllah, Bibi s.a. salamat raken aapko
True tribute to Hazrat e Qasim
Outstanding brother
Jazakallah, Thank you
سلامت رہو
boht perdard salam or andaaz
Mashaallah Mashaallah very well done Tum ne bahut hi Achcha Dard bhari Awaaz mein salaam padha hain Moharram statu statu video salamat information 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Salamat raho
JazakAllah! Aap Jeeyain, Mola a.s. salamat Rakein - IllahiAmeen.
Jazakallah 😭😭😭😭😭😭😭😭😭
😭😭
Jazakallah
😢😢😢 MashAllah
Nice saniya im proud to be your friend
Masha Allah , Jazak Allah
ماشاالللہ
mashaAllah....jazakAllah
Really heartwarming...and beautifully recited 😭😭😭may allah bless you brother ❤️ jazakallah🤲🏻
Love from 🇮🇳 India
Specially thanks for lyrics ❤️🙏🏻
JazakAllah! Thank you!
Mola a.s. Salamat Rakein.
Aah aah maula
Mashallah subanallah jazakallah 🙌🙌🙏
Mashallah 😢
Mashallah
Subhanallah
Mashahallah Allah yeh khoobsurat awaz humesha tazindgi baland rakhe.. Allah sari Duaaen Mohamad waaelhi Mohammad ke sadkay pe aapki saari hajat qubool farmae... I love your voice ❤❤❤
IllahiAmeen.
JazakAllah! Bohot shukriya aapka❤🙏🏼 Mola o Bibi a.s. aapko salamat raken - Illahiameen.
Masha Allah.😭😭😭😭😭😭
Mashallah...
God bless you
😭❤️
😭😭😭😭
JazakAllah mola slmat rakhe apko amen
Poetry kis ki hai?
IllahiAmeen.
JazakAllah, aap jeeyain, Mola a.s. aapko salamat raken - IllahiAmeen.
I believe ye Janab Waheed Rizvi sahab ka kalaam hai.
Haaaay 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
😢😢
Salam kiska hai ye?
Waheed Rizvi sahab, janab e Qasim a.s. Shahadat
lyrics
They are in the video's description, and included below as well. Iltemas-e-Dua.
●● LYRICS ●●
Tukdey Nahi Chadar Me, Farwa Tera Beta Hai
(THANI)
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
Tukdey Nahi Chadar Me, Farwa Tera Beta Hai
(1)
Rukh Kerkey Baqayya Ka, Sheh Kehtey Rahe Bhai
Betay Ki Tere Mayyat, Puri Nahi Mill Payi
Dhoonda Tho Bohot Meiney
Par Mill Nahi Paya Hai...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(2)
Tukdon me Badan Hoker, Maidan Me Pehla Hai
Tareekh Me Dunya Ki, Ye Pehla Janazza Hai
Naa Pooch Ye Ghatdi Mein
Kiss Terha Samayya Hai...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(3)
Haathon Ko Kabhi Ser Ko, Seenay Ko Uthata Tha
Aur Baqi Janazzay Ko, Mein Dhoondta Jaata Tha
Isnay Mujhey Ghurbat Ka
Ehsaas Dilaya Hai...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(4)
QASIM main teri maa ko, kis tarhan say batlaon
Yehee hay tera beta, kaisay usay samjhaon
Ye soch kay ankhon say khoon
SHEH nay bahaya hay...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
(5)
Poocha jo ye ZAINAB nay, ghatri main hay kia bhai
SERWER nay kaha roker, QASIM ki hay lash aye
Iss lash ka zalim nay
Wo hall banaya hay...
Maqtal Me Issey Meiney, Chun-Chun Ke Uthayya Hai
Tukdey Nahi Chadar Me, Farwa Tera Beta Hai
Where? I can't find lyrics. Kindly guide
Mashallah
Mashallah
Mashallah