Follow one teacher and make your own notes. It is a gradual process but its result will amaze you. There are many books available in the market, Lucent factwise+ Lucent objective is a deadly combo.. Kiran PYQ for extra practice bas bhai itna kar liya to jingalala par book ke lalach mein padke short mein cheeze niptana is not a good solution. GS Time taking hai to time do phir har exam ki gs mein acha score hoga
"Color book" ka matlab Red ya Yellow ya Blue ya Black ink me se koi ek color use karna nhi hota. Color book means multicolor hona chahiye. Is se achha to black & white images samajh me aate hai.
@@geniusshubham4400 Sahi me. "Color book" ka matlab Red ya Yellow ya Blue ya Black ink me se koi ek color use karna nhi hota. Color book means multicolor hona chahiye. Is se achha to black & white images samajh me aate hai.
Arre content jyada nhi hai.. agr sum up kroge to Lucent se kam hi content milega.. aur ye notes hain class notes.. not a book.. class dekhne k baad notes se pdhna literally going to be much easier than Lucent.
@@AjitMehra-s2b Kuch bhi Matlab ankh band Karke bol rha hai bhai tum ,,, content jydada NAHI hai ye lo g to etni moti Moti kitabo ka Musium banaoge 1 Book Lucent Enough hai thoda Content Page padh lena nas Lucent ka,,,, or ha paheli bat content jyaada NAHI hai Matlab incomplete ka Kya fayda jab jyaada NAHI hai or dusri bat jitni moti ha book science ki hai utne me to lucent sahi se 5 bar padh skta hai socho Kitna fayda hai thodda practically socho bhedchaal mat chlo ankh band Karke samjhe bhai
maine book ka order kr diya hai pr maine gk jayada nhi pdi hai maine science ki thode pages dekhe but jyada smj nhi aaya kya kru😢order cancel kr du pta nhi chll rha😢 batao koi
Dekho sbse best lucent hai ...or ye notes specially unko.smjh aayega jisne parmar sir ka batch liya ho... Best toh lucent hi lgta h muze..baki tumhari ikchha
Sir ne apne video mein clearly bol rkha hai ki book whi log le jo sir s batch mein pd rhe h otherwise na le bcz class notes h ye to pdne mein problem aayegi
@@abhishekgupta6366 mere liye toh f= ma bahut h , mujhe aa jata h samaj newton's second law usi se. 😂 bhai mera maana h ki yaad karne ke hisab se parmar ka content enough h, baki uske baad karlo lucent read agar time bacha h toh, read toh kar loge 1 mahine baad gayab ho jaega sab dimag se. Yaad karo aur daily revise karo uske mindmaps bahut ache h
Licent ek boring book h jo bina kisi map aur picture visualisation ke ati h bas sunne me acha lagta h roj Lucent padho aur gk achi ho jayegi . Ek hafte padhode phir bore hoke video lecture ke pichhe bhagoge .
@@Soultownnha hindi sahi nahi hai kyonki jis Bande ne notes banaye bahut si cheeje miss ki hai jo ki sir ne lectures me bataye hai ...isliye khud se notes banao and revise karo
Bhaiya Maine rai book shop se parmar ssc ke 2.O batch ke hand written notes liye the kya wo orginal hai ya fir ye wale original hai????? Please need help 🙏🏼🙏🏼...
Yaar hum kya 1st ya 2nd class ki bacha hai jo yai diagram or colours ka bhar pur use kar rakha hai Bahi Lucent or Kiran 👑 queen of all gk gs book in india
Haa beta bolo to Mai apne Lucent book ka pic send kar du tujha jo maine uski halat learn kar ki kar Rakhi hai or hai tu mujhse 6 months bad mat puchna tu mujhsa 1year ki bad puchna mai tare haar question ka jawab dunga or hai comment karni se pehle yai dekh lo ki jise tum comment kar raha ho vo kahi tumhare guru to nahi hai Jai hind jai bharat
@@deepakdiddaryia2336 bhai kya Lucent subjective wala orr pyq 4 se 5 year ka kar lunga too kitna mark kaa question aa gata hoga cgl mts mein pre mains dono mein Current affairs add nhi karna isme
@@umeshprajapati6233 aisa kuch nhi hai jab parmar sir ne ye post dala tha UA-cam community par to uska comment bhi check kar lo Unke sabhi notes print karakar rakhe hai jo ye book ke roop me bech rahe hai ab lekin inka syllabus complete nhi tha usme aur gk mein aisi trick banayai thi ki usko yaad karoge to jo yaad hai wo bhi bhool jaoge 🤣🤣🤣 Har chij jab naya naya aata hai to hype rahta hai baad me sabki basic pe hi jana padta hai
This is bull shit ek toh in notes m puri info nahi hoti dusra yeh lene k baad inki videos bhi dekho tisra ssc ncert m se hi question puchta h jo khud hi padhni padegi deeply ab ek question aaya tha chsl m ki mohmmad tughlaq ne kuch officials rakhe the unme se ek wine distiller tha toh uska kya naam tha yeh info 7th class ki ncert m h ab soch lo 😂😂😂😂😂
Online Order krne ke liye contact kariye 👉🏻9891605091
Sir cash on delivery hogi ???
Cash on delivery
@@radhekrishna79035 Rohtak m kitne din tk kr doge or kya price h hindi medium wali jisme 5 subject h
Follow one teacher and make your own notes. It is a gradual process but its result will amaze you. There are many books available in the market, Lucent factwise+ Lucent objective is a deadly combo.. Kiran PYQ for extra practice bas bhai itna kar liya to jingalala par book ke lalach mein padke short mein cheeze niptana is not a good solution. GS Time taking hai to time do phir har exam ki gs mein acha score hoga
@@moh_maya123 भाई don't forget कि हर जगह 99%++ लोग only भीड़ के रूप में हैं, इसलिए उनको ये सब बात समझ न आती, bs चल देते हैं जहां भीड जाती है 🧸🧸🧸
@@GSTinspector4226 Sahi keh rhe Hai Bhai
Bhai tune khud 2.0 batch le rakhi hai or notes se Pd Raha hai 😂@@GSTinspector4226
bhai en dono books ki price bhi bata do zara
Can you guys tell me kiska free course gk par pura mil jayega ssc ke liye plan tell ya batch le lu kisika plz tell I'm beginner
"Color book" ka matlab Red ya Yellow ya Blue ya Black ink me se koi ek color use karna nhi hota.
Color book means multicolor hona chahiye.
Is se achha to black & white images samajh me aate hai.
Is sey better toh black and white dena chahiyeh thaa
Yahi may bhi soch rahi thi
Wahi to yaar itne jyada punchy colors aankhon me chubh rahe hai
@@geniusshubham4400
Sahi me.
"Color book" ka matlab Red ya Yellow ya Blue ya Black ink me se koi ek color use karna nhi hota.
Color book means multicolor hona chahiye.
Is se achha to black & white images samajh me aate hai.
इतना पढ़ने से अच्छा है lucent को ढंग से 4/5 बार पढ़ डालो lucent से बेस्ट कुछ नहीं है
LUCENT EVER BEST ❤
Arre content jyada nhi hai.. agr sum up kroge to Lucent se kam hi content milega.. aur ye notes hain class notes.. not a book.. class dekhne k baad notes se pdhna literally going to be much easier than Lucent.
@@AjitMehra-s2b Kuch bhi Matlab ankh band Karke bol rha hai bhai tum ,,, content jydada NAHI hai ye lo g to etni moti Moti kitabo ka Musium banaoge 1 Book Lucent Enough hai thoda Content Page padh lena nas Lucent ka,,,, or ha paheli bat content jyaada NAHI hai Matlab incomplete ka Kya fayda jab jyaada NAHI hai or dusri bat jitni moti ha book science ki hai utne me to lucent sahi se 5 bar padh skta hai socho Kitna fayda hai
thodda practically socho bhedchaal mat chlo ankh band Karke samjhe bhai
Ssc CGL students crying in the corner 😅
Lucent me kafi points skip h brother sahii se dekho use
Lucent ko padhna itna asan nhii h 😅 har ek line question h usme
Tumara selection ho gya lya
Make your own if u cannot buy... It will be more helpful than buying... 👍👍
Best Lucent hai yaad rakhna ❤
Agree mate👍
Ys bro
Lucent me bahut si cheezein nahi hai.
Mere pass Lucent hai kya mujhe ye kharidna chaiye? 🤔
💯 agree ye naye chocle mt try karo kuch nhi honr wala
Parmar sir se jyada view to enake channel par hai😂😂😂🎉🎉🎉
Thanks bro best teacher paramar sir 🎉🎉
Jo static gk ki jo book hai iske alawa or to nhi Leni padegi na ? Use sara static cover ho jayega nav
maine book ka order kr diya hai pr maine gk jayada nhi pdi hai maine science ki thode pages dekhe but jyada smj nhi aaya kya kru😢order cancel kr du pta nhi chll rha😢 batao koi
Dekho sbse best lucent hai ...or ye notes specially unko.smjh aayega jisne parmar sir ka batch liya ho...
Best toh lucent hi lgta h muze..baki tumhari ikchha
@@iloveshirdi5806 ye sb chutiya bana di ye h tumko parmar gk khuda se padhane k subject h
Sir ke notes mangwaya h mene bina bore hue 1 booklet easily 2 din me khatm kar skte ho lucent me bore ho jaoge
Sir ne apne video mein clearly bol rkha hai ki book whi log le jo sir s batch mein pd rhe h otherwise na le bcz class notes h ye to pdne mein problem aayegi
Price kya h ??
As a book lucent is better, ye toh bas pdf notes copy kiya hai jo market mein aise hi bikta tha
toh tu konsa lucent puri yaad kar bhi paega. pehle itna to kar ke dikha de
@@mayankshukla3036lucent याद नहीं करनी है 4,5 बार पढ़नी है बस
परमार सर को overconsize कर दिया like F = ma 😂😂😂
@@abhishekgupta6366 mere liye toh f= ma bahut h , mujhe aa jata h samaj newton's second law usi se. 😂 bhai mera maana h ki yaad karne ke hisab se parmar ka content enough h, baki uske baad karlo lucent read agar time bacha h toh, read toh kar loge 1 mahine baad gayab ho jaega sab dimag se. Yaad karo aur daily revise karo uske mindmaps bahut ache h
Right now I'm making my own notes BOOKS pe kharch nhi ho payega mere se 😌
Same prblm bro
Notes banane walo >>> book lene wale
I also😂 apni notes apni hoti hai guru chahe jitni book le lo 😅
@@RamblerVishu best hoga
Ramban aso publication ki gk best h waha se quest aata h exam ne patli se book padha ke
Bhaiya gs classnotes ki apke yha online price Kitna hai
Parmar ki class lo phir lucent se revise kro aur phir testbook se test do ❤️
Licent ek boring book h jo bina kisi map aur picture visualisation ke ati h bas sunne me acha lagta h roj Lucent padho aur gk achi ho jayegi . Ek hafte padhode phir bore hoke video lecture ke pichhe bhagoge .
achi hai but overpriced hai agr sir esko book bana kar Publish krte toh price nhi kam hoti or bahut sare mistake bhi nhi hote
English version me 6 booklet aur Hindi me sirf 2...kya dono me content same h ya English me content jyada h..plzz reply
Jyada h bha....i english m pyq bhi h
Bhai aisa nahi h@@rohitmeenarkay
Hindi mt lena log
@@Soultownnha hindi sahi nahi hai kyonki jis Bande ne notes banaye bahut si cheeje miss ki hai jo ki sir ne lectures me bataye hai ...isliye khud se notes banao and revise karo
@@ABHISHEK-z1mha bhi
Hindi ka notes bhi english ke jaise hona chahiye tha
Sir ke notes se mera ssc tier 1 nikal gya gs me boht improvement aya meri thank you parmar sir and thank you rai book shop ……🙏
Bhai ye rai book wale achhe se deliver to karte hai n, age payment mang rhe hai, koi froud to nhi hoga na.
Please koi suggest karo
Bhiya apka video dekh kr notes mangaye the mera ssc tier 1 nikal gya thankyou parmar sir thank you bhiya 🙏
Parmar sir k hi lectures or notes pdhe the bss .....????batana bhai
@@sandeepkumarr6251 aap alg se pyq laga sakte kahi se bhi,
Kon se notes mngayebthe
@@sandeepkumarr6251 hanji bhai sir ki class li thi
@@kaushlendrasingh9750 2.0 wale bro
mindmap included or not ?
No
I was waiting for book and expecting ki colored format me aayegi but Magenta text color😐😐 ab m photocopy hi kraunga 😂😂
price kitna hai offline shop mein
Ramban aso publication static gk best h bro ye sb ka notes se acha lucent padhao
Ise krne ke badd parmar 3 . Batch ke notes bnane ki to jraurt nhi h kya
Bhai 2.0 batch की PDF निकलवाई थी कुछ दिन पहले मैने...ये वो ही है या अलग..?
Kitne paise lage?
Same hai hai usi ka ye book version hai
pdf bhej skte ho kya bhai urgent hai
Book ka page or kam ho skta tha, isse thoda price kam ho jata
Railway ntpc ke liye sufficient hai kya
Bhaiya begginer students parmar sir ke gk course and book le sakte hain 😊❤
Maine liya hai unka course mujhe kuchh samjh nahi aata wese mai Hindi medium se hu 😢
@@RenoLucky264 game chorke thoda padhai Karo , samaj aa jayega 😅😅
@@AspirantsBisal Arre nahi Bhai Hindi medium nhi jamega parmar se mera Paisa fass gya hai
One thing i like to add
Compare to pinnacle and lucent
Parmar sir 50% hi padhate h😂
Because that's enough.
Crrct
@@Anonymous-vt5zdपरमार सर सीधा टॉपिक का आया हुआ क्वेश्चन पढ़ाते है इसलिए तुम्हे लगता है एग्जाम बेस्ड
Explanation की कमी है
Is it available in english
Science mein physics chemistry aur biology hai na ?
Is this book suitable for beginners? In gk and gs
Bhaiya ji in ka batch kaise lena hoga
Isse railway cbt ka cover ho jaega ki nhii
Bhaiya book ka pdf de na english medium walon k liye because book out of stock hai please de do na😢😢
@@vijayajha6166 koi kaam ka nhi h
Out of stock permanently hogaya kya pdf mang rahe ho😂..pdf toh pehle se hi available hai sab ke paas
@@oldjunction7788isse achha notes hi padho
@@suryapalli7088 actually mere pass notes nahi ess book ka🥲
GK 2.0 batch ka hi notes hai
Sir, kya yeh Railway k liye v enough hoga?
Best teacher best book thank you sir you help me lots in my preparation and also thanks rai book shop 🙏🏻😊
All the best
6 to 10th ki ncert books se preparation kar sakte hain gs ki?
Parmar SSC se railway ka G.K , G.S cover hoga ....koi batawo bhai...😢😢😢
Offline me price kitna hai kisi ko pata hain kya ???
Bhai order kese karunga .. Flipkart pe ta nehi he
Sir stayic gk ki book ka prize kya hai
Kya parmar sir ka online batch chll ra h?
Jodhpur me kaha milegi?
Bhaiya Awaaz kahan gaya sound bhul gaye kya
Best content by parmar sir and this is one stop solution to all problems of gk😊
Yes😂😂
Are you serious 😂
Yes but you have to watch the course videos along with the notes or else just by looking at the notes you will only understand 30%
Ha notes aur class mtlb 1700 rupye lg jayenge 500 notes 1200 batch@@suryapalli7088
Gv whitmover sir ki gs books ka bhi review kijiye sir
Thankyou so much sir apke notes de mera ssc ka tier 1 me boht ache number h bss mujhe ye puchna h kya ye books mains ke liye bhi h please reply sir
Yes this is very useful for SSC CGL CPO tier 1 and 2 exam
@@raibookshop books available kaise hogi ?
Pyq Hindi medium me hai ky
Bhai dokan ma english medium set kitna liya
Plz reply
Bhaiya Maine rai book shop se parmar ssc ke 2.O batch ke hand written notes liye the kya wo orginal hai ya fir ye wale original hai?????
Please need help 🙏🏼🙏🏼...
Dono same hi hai
Jo handwriting english me use ki hindi me bhi yhi hone chaiye
Parmar sir lecture + Lucent 👌👌
Is it helps ?
Ya phir ap karid rehe ho ye parmar sir ke book
Batch 2.0 ka notes haii yeee
yes
Hu
Yes😂
This is business
Bhai history +geography +polity static Hindi midea wala onely kitane ka pada hain link plz onely one book lena hain
Yaar hum kya 1st ya 2nd class ki bacha hai jo yai diagram or colours ka bhar pur use kar rakha hai
Bahi Lucent or Kiran 👑 queen of all gk gs book in india
kar ke dikha beta tu lucent yaad . 6 mahine baad puchunga fir bhi zero level pe hoga
Haa beta bolo to Mai apne Lucent book ka pic send kar du tujha jo maine uski halat learn kar ki kar Rakhi hai or hai tu mujhse 6 months bad mat puchna tu mujhsa 1year ki bad puchna mai tare haar question ka jawab dunga or hai comment karni se pehle yai dekh lo ki jise tum comment kar raha ho vo kahi tumhare guru to nahi hai
Jai hind jai bharat
Or rahi leval ki baat vo galat fami tu chaiya to mil kar dur kar li
Bahut dekhe tere jaise lucent yaad karna matlab aur subject ko time na dena😂😂@@deepakdiddaryia2336
@@deepakdiddaryia2336 bhai kya Lucent subjective wala orr pyq 4 se 5 year ka kar lunga too kitna mark kaa question aa gata hoga cgl mts mein pre mains dono mein
Current affairs add nhi karna isme
Hindi wale book me bhi pyq hai
Gv sir ka book?
November last me navin sir ki aarahi hai book usi ko lenge
Static gk matlab navin sir
Gk gs me koi 35 number nahi dila pa raha tha lekin Parmar sir ke aane se 47.5 number la rahe hai student Gk gs matlab Parmar sir
@@umeshprajapati6233 aisa kuch nhi hai jab parmar sir ne ye post dala tha UA-cam community par to uska comment bhi check kar lo
Unke sabhi notes print karakar rakhe hai jo ye book ke roop me bech rahe hai ab lekin inka syllabus complete nhi tha usme aur gk mein aisi trick banayai thi ki usko yaad karoge to jo yaad hai wo bhi bhool jaoge 🤣🤣🤣
Har chij jab naya naya aata hai to hype rahta hai baad me sabki basic pe hi jana padta hai
Navin sir kon se platform bale patna?
RWA@@babulal2820
@@babulal2820nhi rojgar with Ankit
रद्दी नोट्स for non paid students believe me i wasted money 😢😢
Lucent is best if you can read it 5+ times
English medium Static Gk ke topic btaiye Bhai
Online manga shakte ky
Apne notes sbse best h🥲🥲
Sir kya Hind medium aur English medium ke content me koi deference h ya nahi
Nope
Same hai
Folllow lucents & ramban aso publication static ussi se kaffi quest aata h
Pdf de do bhai plz hindi version ka
Notes he lelo hindi ka gk2.0 se
@@saikatpaul6946 kha se milege
@@s.sc_aspirantparmar app se
Hindi mt lena log
Make our own notes please aspirants
Notes lene wale🤡 Khudse notes bnane wale🗿
Question hai ki nhi har class ka??
Its better than Luncent . thanks ❤❤
Bhai english ki acchi h but hindi medium ke notes bilkul bhi acche nhi h aur writing bhi different h har subjects ka really disappointed 😢
Liye ho kya bhai m v lena wala hu kya kru
Kaise mgaye bhaiya ur prise kya hai
Book tab tk mat lena jab tk apke paas sir ka 2.0 batch na ho kyu ki kuch samjh ni ayega for apko yeh printed class notes he 👍👍
From where can I buy these books
Bhai hr chapter k baad kuch prev yr question bhi h? Sbhi english book m? Pls rply 🙏
Same question bhai
@@SSCRailwayetc nhi hai mere pass sabhi pdf ka print out hai
@@AryanYadav_7781yaani books me pyq nahi hai...
Usko alag se karna hoga
@@SSCRailwayetc pyq ke liye best pinnacle hai
Bhai pdf share kaardo please 🥹🙏 @@AryanYadav_7781
Hindi and English me same content hai ya different hai
English mein jada accha hai
Bhai Hindi pdf kha se milegi please reply brother
Kya hindi medium me pyq nahi diya hai
Jise a pdf chahiye bta dena me de dunga
Parmar ICS coaching hindi books 📚 ka review bhi banao
Pink color achha nahi h
Pink hi achha hai 🤤
Pink k peeche duniya paagal hai 🩷
abee 😂😂😂@@starlifterr
Hindi me hai inka static ka nots
Bs static gk ki book mil skti hai kya?
Order kaise kare
Polity history geo bio chem phy
Bhai agr kisine pdf print krwali to kya kre ??
Static gk hindi mai nhi hai kya
Sirf static ki jarurat hai baaki to Lucent se acha kuch nahi
Bhai ab nhi faste Lucent se question
SSC CGL students crying in the corner 😅
Tarun goyal padh lo sab tension khatam... Parmar notes is just the extracted version of tarun goyal
Lucent is best ❤
Isse achha white pages me de dete 😢
Sir cash on delivery hai
This is bull shit ek toh in notes m puri info nahi hoti dusra yeh lene k baad inki videos bhi dekho tisra ssc ncert m se hi question puchta h jo khud hi padhni padegi deeply ab ek question aaya tha chsl m ki mohmmad tughlaq ne kuch officials rakhe the unme se ek wine distiller tha toh uska kya naam tha yeh info 7th class ki ncert m h ab soch lo 😂😂😂😂😂
Online order he ... English medium
UPSC wale bhi SSC ka review....😉
Kitne din main delivered hua hai Or kaha se order kiya tha
Yaad rakhna books unhi logo k liye hai jinhone kahi se coaching ki klhai
English ka kitna price padega offline me?
Bhaiya online kaise le
How to buy this book
Pink color😢