crompton geyser mein baar baar trip kr ja rha tha ..mere electrician ne andar ka element original hatakar local lagaya hai..kya koi problem ho skti kai? prevention?
SR AAPNE VIDEO ME EK GALTI KR DI GEYSER FIT KRNE KE BAAD USKE ANDER SE AIR BHAR NIKALNE KE LIYE 5 MINETS PAANI CLANA HOTA HAI FIR GEYSER ON KRTE HAI KOI AAPKI VIDEO DEKH KE GEYSER KO FIT KR KE ON KREGA TO FIR SE ELEMENT KHRAB HO JAYEGA AAPKO FIT KRNE KE BAAD YE BTAANA THA PEHLE 5 MINETS PAANI ON KR KE FIR GEYSER ON KRNA THA
Sar Hamare electric geyser Mein ful Pani Nahin Bhar Raha hey Aadha Pani Bharta geyser mein Aur element Bar Bar kharab ho jata hai bataiye kya solution hai
Good sir aapki saari videos knowledgeable hoti hai ..........
Thanks a lot....
Aap ki sari videos mujhe achhi lagti hai nice upload...
You have explained very nicely sir God bless you always
Thank you so much sir
Very easily explained.A lot of thanks.
Nice ji thanks
Thanks Sr really very important video
Thanks a lot
superb bhai lage raho....
Nice video sir 👍thanks
Thank you so much
Very good...keep it up....👍
Seal rubber alag se mil Jaati hai kya?
Ha ji mil jati hai
Very easily explained .
Thanks
great work bro........
Nice video
crompton geyser mein baar baar trip kr ja rha tha ..mere electrician ne andar ka element original hatakar local lagaya hai..kya koi problem ho skti kai? prevention?
Over Heating ki wajah se problem ho rahi hogi thermostat change karna tha na ki element local element ki life nahi hai
Thankyou sir
kitne no ki t chaiye iske liye element or assembly kholne k liye bhai
nyc
Bhai scnd hand mil jayga?
Mil jayega bhai
Good video knowledgeable
SR AAPNE VIDEO ME EK GALTI KR DI GEYSER FIT KRNE KE BAAD USKE ANDER SE AIR BHAR NIKALNE KE LIYE 5 MINETS PAANI CLANA HOTA HAI FIR GEYSER ON KRTE HAI KOI AAPKI VIDEO DEKH KE GEYSER KO FIT KR KE ON KREGA TO FIR SE ELEMENT KHRAB HO JAYEGA AAPKO FIT KRNE KE BAAD YE BTAANA THA PEHLE 5 MINETS PAANI ON KR KE FIR GEYSER ON KRNA THA
Sir video me shayad nahi bataya but pani chalane ke baad hi on kiya tha....
Size of T wrench used ??
8 and 10
Rate batane ki kya jarurt hai sir ji
Elements Cheng kia elements ka base jo ki bahar h garam ho raha hai
Totall set kitna ret
Link pe click karke whatsapp msg kijiye wa.me/message/DVQM46QYGKUKP1
Thank you
Music kyu lgya bhai awaz thk nhi aarhe tmhre
Nya aliment lagane k baad paani kam garam ho raha hai, iska kya karan hai, 2 ghante me bhi pura garam nahi ho rha
Element kam watt ka hoga
@@aiwok3066 nahi koi or problem hai shayad
Bhai Jo aap ne rod ko joda us ke base p pichhe garam ho raha h
Jagyat gyan ho kya aap
Bhai change karne k bad red light jal ri hai meri, pahle green jalti thi ab red pahle jal rai hai, kya kare ab
Light ko change kar do red me green laga do or green me red Ok ho jayega....
Sar Hamare electric geyser Mein ful Pani Nahin Bhar Raha hey Aadha Pani Bharta geyser mein Aur element Bar Bar kharab ho jata hai bataiye kya solution hai
Assembly me problem hai Assembly change kar dijiye.....
Base bahar garam ho raha h check kar ne par
U didn't shoed us how to give wire connection
Bina Pani ke check kia
Bhai assembly ka price kya h
Rs 350/-
music itna dal data ho kuch pta he nhi chalta bina music k b to video bna sakta ho
Ai work 800 900 not but 200 rs work
Ok thank you
Bhai jabab to batao
Agar kisi bhai ke pass geyser milta Ho to apna number do