Thank you sir bht ache se bataya h ap ne.mera b husband k sath naam badalna h.ap k video se bht help mili ..ap k video dekhne k pahle meine form galat bhara tha.baad me sahi kiya .... jazak Allah
Pls ek bataye sir ...abhi Naya adhar card ke liye form bhara he usme tahsildar sir ke signature our stam laya he lekin unka certifier name our no nai laya he to wo jagah aise he chod dungi to form chalega ya nai plz bataye....me khud vaha bhar du unka name to chalega kya
Agar address change kar na hay to ya form pay address konsa likhk mla sa sign karwana hay ? Purana wala address or naya wala address jo change karwana hay
Hlw bhai.. Mara papa ki date of birth changa karna ka niya frm filap kar rahi hu.. To ma new entrolment pa click karunga? Or ma kaya adhar card no nahi dunga?
Sir mere adhar card me DOB Sahi karna hai address allahabad ka hai our Lucknow hai kya is format ko bharwane ke liye allahabad se karana hoga ya Lucknow se jama kar sakte hai
@@gulabsaini8025 documents na rehnki wajha se aadhar Certificate pr signature karane pr ho jata h pardhan ki ya koi bidhayak sarkari hospital se kiya fir bhi hogya cancel kr waya tha nhi hua to
Osm bhai kitne ache se smja diya good brother thx you so much
Thank you❤🙏 so much apne bahut achche se bataya.
Thank u so much bhai... Bohat helpful tha yeh video mere liye
QQ
बहुत अच्छा वीडियो है भाई
Thank you sir bht ache se bataya h ap ne.mera b husband k sath naam badalna h.ap k video se bht help mili ..ap k video dekhne k pahle meine form galat bhara tha.baad me sahi kiya .... jazak Allah
Aapne Kaha jama kra tha ye faram
Is form se aapka naam aapke husband k saath ho Gaya adhar card mai
👍👍👍👍good information bro .... helpful video
Aapka samjhaya huaa bahut achha laga
Bahut bahut dhanyawad Bhai
Village ke sarpanch ki stamp chl jayegi kya
Thank you भाई 🤗
Kya HEAD OF EDUCATIONAL INSTITUTION me VICE PRINCIPAL bhi ate ha
Bohot bohot sukriya bhaiya 🙂🙂🙂🙂
Area locality sector Ko blenk chhod sakte hain kya please reply kijiye
Sir kya signature bhi bade letter me karenge
😆 😆
Tqsm for this broo❤
Nice bro 👌 you r 👌 good
Naya aadhar card ke liye kon sa form lagta hai
Bhai is form ko sarpanch se certify karwa sakte hai kiya
Pls ek bataye sir ...abhi Naya adhar card ke liye form bhara he usme tahsildar sir ke signature our stam laya he lekin unka certifier name our no nai laya he to wo jagah aise he chod dungi to form chalega ya nai plz bataye....me khud vaha bhar du unka name to chalega kya
C/o mein mother name dal skte h
Badiya jaankari diye bhai
Agar address change kar na hay to ya form pay address konsa likhk mla sa sign karwana hay ? Purana wala address or naya wala address jo change karwana hay
Naya wala address likhna hai jo update karana hai
Bhai adress change krwane ke liye government college ke principal se sign krwa sakte hai kya?
Mujhe bhi banvana hai
Ha karwa sakte ho
DOCUMENT KYA KYA LAGEGA
Good video bhai
Agar humne apne form per kuchh galti kar di to dusra form bharna padega ya usko pen se Mita de full name ki jagah
Bata do bhai
Bhai sub district ka option kaha hai
Ya vo sector me likh de
Address as per adhar card se fill krna h ki extra bhi dal sakte h details address me
Nice😊😊😊😊😊
Very good Dost
Hlw bhai.. Mara papa ki date of birth changa karna ka niya frm filap kar rahi hu.. To ma new entrolment pa click karunga?
Or ma kaya adhar card no nahi dunga?
Thanku so much...
Sir small me bhar diye to galat ho jyega kya plz reply
Hamaare tea 🏡gardens factory🏭 hai yei location dalne ho jayega sir
थैंक यू मेरे भाई
Sir bas is application form ko hii bank me jakar jma Krna h
Only this application form
Mene ye from Dala tha name change karne ke liye par from rejected Kar Diya gaya Ap batay ki me from kese bharo
Bhaiya yh form fill krke jinnke pass koi documents nai hai unnkq bhi bn jaye ga iss process se??
Ha
मुझे आधार कार्ड में पिता का नाम सुधीकरण कराना है तो ये फार्म भरा जायेगा क्या जी कृपया बताएं जी
Sir mere adhar card me DOB Sahi karna hai address allahabad ka hai our Lucknow hai kya is format ko bharwane ke liye allahabad se karana hoga ya Lucknow se jama kar sakte hai
Sir farm bhirty waqt glty se mery farm me sas ki jankary bhir de he or photp mery lagady he Help me
Thanks dear bro😊😊😊😊😊😊
Thankyou Bhai🙏🙏
Sir mujhe ye bata do Stamp kon marega kaha se hoga
खुद के आधार कार्ड में पिताजी का नाम सही करवाने करवाने के लिए कौन सा फॉर्म भरे।
Thanku bhai
Bahut vadya
Sar aap kahan se ho mujhe Aadhar Card banvana hai 6 sal
Thank you so much bhaiya 😊
Advocate se certified kra sakte h?please reply.
Nhi kra skte
Thanks❤🌹🌹🌹
changing of Date of birth?how
Man ligiye Adhar nabar nhi hai to kese banege
Thanks bro 😊
councilok wala bola green pen se varna h adhar centr wala bola
Are me aap ka padosi hu 😄😄😄
Very nice
Niche video
Sir is me gav ke sarpanch ke sign ayenge jya
Yes
👍 thank you bhaiya ji
Sir hm bhi beed se hai hme sign mil nhi rhi
Nice video
SIR 5 NO ME DECLARED VERIFID ME KEA VARIN
Is form ka name kya he kaha milega
Sing capital letters me hoge ya small letters me
Capital
Thkeyou ji
Hello bhaiya kya iss form se Name Father name date of Birth 3no update ho jayega mera 3no Galat hai 😫 plzzz bhaiya bataye😫😫😫🙏🙏 MLA k Seal Or sign se
Par es form ko submit kaise karna hai...
Nazdiki aadhar seva kendra par
@@improvementknowledge2780 mera Name , Father name , date of birth Rong h, sir jo sudhar krna h vah Details bharege na
Plz repl plz
👍👌
Father name change karna hai?
App maharastra se h brother??
Ha
@@improvementknowledge2780 thik
ओ भाई साहब आप भी लेफ्टि राइटर है हम भी
Thanks bro
Yea form download k liye link to daal do
Kya krna hai
Thanks bhaiya
Thankyou so much
Name change korne ke liye kea likha na hogea
Jo change karna hai wo
Very very thanks 😊 Bro
Ghazipur Uttar Pradesh UP 61
Contact number ka option ni h update ka
ध्यन्यवाद
रंगीन होना जरूरी है ??
Documents
आधार कार्ड कितने बार सुधार सकते है
1:27
Sir aap hme signature dila sakte hai
Thnkuu
sapanch da sing chal gaya
Form download
100 Comments Pura huyaa yaar
Gav ke talathi ki
wrong information c/o ke jagah fathers or mothers name dalna padega
Ji bhaiya ,,,Mai sahi bataya hu video me ,,Aap dekhiye
Mashallah
Aadhar card
👍👍👍
🙏उत्तर प्रदेश प्रयागराज🙏
Sir mai kiya tha Reject hogya tha
Hamne bhi aise hi bhara tha par reject ho gaya. Aur koi document nahi tha aur na hi form ke saath lagaya tha .keval form tha.
Reject kyon hua
@@gulabsaini8025 documents na rehnki wajha se aadhar Certificate pr signature karane pr ho jata h pardhan ki ya koi bidhayak sarkari hospital se kiya fir bhi hogya cancel kr waya tha nhi hua to
द
Ta dro
Bhai apan mobile number do