Sir October k last week me maine rose 🌹ki pruning kiya tha toh sab me new growth start ho gayi thi aur november k first week me root pruning kiya toh kuch dino k baad saare new red 🔴stems aur leaf sab jalne lag gayi hain aur new shine⭐✨ the leafs me wo sab udd gaye aur saare leafs ajeeb se aur purane se dikhne lage hain aur new growth ab ab nahi ho rahi. 😢 pata nahi kya karun? maine shock se bachaane k liye root 🌱pruning k just baad hi maine Epsom salt dala aur ek hafe baad rose food bhi diya par Kuch new growth nahi dikh rahi. Lagta hai iss baar bhi rose 🌹 Wahi jale jale se aur chhote chhote honge 🙄😓
Apne opposite process kar liya hai pahle root pruning karna chahiye uske 20-25 din baad hi stem pruning ki jati hai aur agar aapne stem pruning pahle kar li thi to sirf mulching kar lena chahiye jada root ko cut aur disturb nahi karna chahiye...abhi aap root banane pe focus kijiye tabhi flower milenge aur plant bhi safe rahega aur abhi aap jada Pani mat dijiyega nahi to plant dieback karne lagega sirf plant pe showering kariye aur root mein Pani top layer dry hone par hee dijiyega 🙏
@@himanshurao3344 o.......... My God ! Mujhe iske baare mein maalum nahin tha himanshu ji. Thank you so much himanshu ji, mere comment💬 par aapne dhyan diya aur mujhe sahi knowledge📚 diya ..
So Pretty Plants 🌹🌸 useful information thank you Happy Gardening sirji ❤️🌹
Mera ek red and yellow abracadabra rose plant hai ...usme achanak se white and pinkish rose Ane lag gaye ...kyun huya ye samajh nahi aaaraha
Beautiful flowers plant
Nice information sir.........
Sir abhi gulab me vermi compost se sakti hu
Aur jade plant me kaun sa khad du
Please btye Sir
मेरे इंग्लिश rose ki pattiya kali ho rahi hai, kya ye thand ka asar hai😢
Kalancho ko kitni dhup chahie, mere gende ki kaliya sukh rahi hai
Full sun
Sir October k last week me maine rose 🌹ki pruning kiya tha toh sab me new growth start ho gayi thi aur november k first week me root pruning kiya toh kuch dino k baad saare new red 🔴stems aur leaf sab jalne lag gayi hain aur new shine⭐✨ the leafs me wo sab udd gaye aur saare leafs ajeeb se aur purane se dikhne lage hain aur new growth ab ab nahi ho rahi. 😢 pata nahi kya karun? maine shock se bachaane k liye root 🌱pruning k just baad hi maine Epsom salt dala aur ek hafe baad rose food bhi diya par Kuch new growth nahi dikh rahi. Lagta hai iss baar bhi rose 🌹 Wahi jale jale se aur chhote chhote honge 🙄😓
Apne opposite process kar liya hai pahle root pruning karna chahiye uske 20-25 din baad hi stem pruning ki jati hai aur agar aapne stem pruning pahle kar li thi to sirf mulching kar lena chahiye jada root ko cut aur disturb nahi karna chahiye...abhi aap root banane pe focus kijiye tabhi flower milenge aur plant bhi safe rahega aur abhi aap jada Pani mat dijiyega nahi to plant dieback karne lagega sirf plant pe showering kariye aur root mein Pani top layer dry hone par hee dijiyega 🙏
@@himanshurao3344 o.......... My God ! Mujhe iske baare mein maalum nahin tha himanshu ji.
Thank you so much himanshu ji, mere comment💬 par aapne dhyan diya aur mujhe sahi knowledge📚 diya ..
@@shivom8423 🙏🙏
Itni kharab condition me gulab mene pehli baar dekhi he mene
bhai north india mein weather ka jo haal hota hai , uss se toh boht acha hai