Kya Aurat Per Shadi K Bad Bhi Maa Bap Ki Khidmat Farz Hai By Hafiz Nauman Akbar

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 вер 2024
  • #HafizNaumanAkbar #NaumanAkbar #Shadi
    🔹Topics Covered 👇
    👇 Speaker 👇
    Hafiz Nauman Akbar
    Introduction: • Who Is Hafiz Nauman Ak...
    Email: islamQnA@hotmail.com
    🔹All Q&A Session (English and Urdu; some arabic as well) 👇
    Live Session to Answer Question from anywhere in the world - Alhamdulillah
    • Live Q&A Sessions | En...
    🔹 Social Links:
    Facebook (English Page)👇
    / hafiznaumanenglish
    Facebook (Urdu Page)👇
    / hafiznaumanurdu
    🔹 Queries Resolved👇
    Shadi K Bad Ma Bap Ki Khidmat
    Aurat Per Shadi K Bad Ma Bap Ki Khidmat Farz Hai
    Shadi Shuda Aurat Maa Bap Ki Khidmat Kesy Kry

КОМЕНТАРІ • 41

  • @DeeneIslamProduction
    @DeeneIslamProduction 2 роки тому +2

    Apke shaikh sahab ko talaq dene ki kia zrurat Thi Ajib e Harkat hai😏

    • @MuhammadSahilAli
      @MuhammadSahilAli 2 роки тому +1

      😆😆😆😆😆

    • @FaisalAbbas1979
      @FaisalAbbas1979 2 роки тому +1

      Unki biwi ney talaq manga tha , apni maa ki khidmat key liye. Lykin Allah ko hi maloom tha ki zindagi kis ki kitni bachi hai. Marhoma ko apni maut ki jagah pahuch ney ka sabab bhi toh darkar tha. Har shakhs apni maut ki jagah pr chal kr khud hi pahunch jata hai.

    • @HafizNaumanAkbar
      @HafizNaumanAkbar  2 роки тому

      Video Mai esiliye Bola Thaa Kay Indo-Pak Muslims (Jo Kisi zamanai Mai Hindu Thai) ko yeh case Bilkul samajh nahi aye gaa.
      Yeh case woh log hi samajh saktai hai jinho nai Razamandi Kay Sath Muhajir Sahab Kay Liye apni second/third wife ko divorce Dee takai Muhajir Bhai Shadi Kar Sakai....
      Woh bhee Desi Logo ko Bohat Ajeeb lagai gaa 🤔

    • @amnashahid9464
      @amnashahid9464 2 роки тому

      @@HafizNaumanAkbar aurat mazak hai kia. Jab dil chaha talaq dedi.

    • @HafizNaumanAkbar
      @HafizNaumanAkbar  2 роки тому

      @Amna Haq - Bilkul Mazaq nahi hai, you are taking the whole story out of context.
      The point is that if both partners mutually agree to not be in a relationship then why should people have a problem!
      I have said this earlier in Urdu and now in English
      - kindly enlighten me what is so wrong about two people mutually agreeing on ending a marriage or keeping a marriage or marrying someone else WITHOUT compulsion???
      A woman is in a far worse condition when she wants to leave and a man would force her to NOT leave!
      Just think about that side of the argument!
      The example of Muhajir and AnsAr Sahaba is to just give another case of weird situation, which would also look odd today. NEVERTHELESS, that example does not mean that people were just swapping wives or something simar to that affect 😃
      Astaghfirullah!
      Islam in an international context is NOT limited to Indo-Pak cultural confines and structures set by people! Kindly DO NOT assume those meanings that I never intended or meant by any stretch!

  • @Beautyworldbyshahana
    @Beautyworldbyshahana Місяць тому +1

    Or Jinki aulad beta ho hi na tab to budhe Maa Baap beti ki responsiblity h fr ağar Shauhar roke to aurat kya kre

  • @shakilkashmiri5526
    @shakilkashmiri5526 4 години тому

    Contact no pl molana sahib

  • @MuhammadSahilAli
    @MuhammadSahilAli 2 роки тому +1

    ہم تو محبت میں دوبارہ ویڈیوز دیکھنے آ جاتے ہیں یہ لائو سیشن دیکھ چکا ہوں 😅

  • @khursheedchaudhary5
    @khursheedchaudhary5 3 місяці тому

    Thanks for updating brother I have some same problem

  • @MuhammadSahilAli
    @MuhammadSahilAli 2 роки тому +1

    استادِ محترم آپکا عماد الاسلام کے بارے میں کیا خیال ہے؟ وہ صاحب کبھی مرزا صاحب کی پارٹی سے طارق مسعود صاحب کی پارٹی میں گئے اب واپس علی مرزا صاحب کی پارٹی میں آ گئے

    • @DeeneIslamProduction
      @DeeneIslamProduction 2 роки тому

      Maola Ali ka Qaol hai k momin ek sorkah se 2 bar nhi dasa jata
      Ali bhai usko dubara lift krwa k Apna hi nuqsan kr rahy hein

    • @MuhammadSahilAli
      @MuhammadSahilAli 2 роки тому

      @@DeeneIslamProduction مجھے لگتا ہے وہ مشہور ہونا چاہتے ہیں 😆

  • @MuhammadSahilAli
    @MuhammadSahilAli 2 роки тому +1

    اللہ آپکی محنتوں کو قبول فرمائے آمین ثم آمین یا رب العالمین

  • @amnashahid9464
    @amnashahid9464 2 роки тому +2

    Sheikh wali baat to ajeeb hi ki aap nay

    • @FaisalAbbas1979
      @FaisalAbbas1979 2 роки тому

      Unki biwi ney talaq manga tha , apni maa ki khidmat key liye. Lykin Allah ko hi maloom tha ki zindagi kis ki kitni bachi hai. Marhoma ko apni maut ki jagah pahuch ney ka sabab bhi toh darkar tha. Har shakhs apni maut ki jagah pr chal kr khud hi pahunch jata hai.

    • @amnashahid9464
      @amnashahid9464 2 роки тому +1

      @@FaisalAbbas1979 bhai Mera Matlab ye tha k talaq k baghair bhi to ja sakti theen.

    • @FaisalAbbas1979
      @FaisalAbbas1979 2 роки тому +1

      @@amnashahid9464 unko saat samundar paar jana tha. Aur unko kya pata tha ki unki zindagi bahut kam bachi hai. Woh toh Kai saal key liye ja rahi thi. Ager bina talaq liye jati toh shauhar key haqooq kaise ada karti. Es video mey Hafiz sahab yahi batana chahte ki shadi key baad aurat ki pahli zimmedari shauhar ki family ki hai. Maa baap ki khidmat key liye shauhar ki ijazat zaroori hain. Main ney Kai family siraf es liye tabah hote dekhi hai ki biwi ko sasural sey zyada maa baap ki fikr hoti hai. Lykin saath hi Hafiz sahab ney shauhar ko bhi kaha hai ki apni biwi ko uskey maa baap sey milney sey nahi roke.

    • @amnashahid9464
      @amnashahid9464 2 роки тому

      @@FaisalAbbas1979 talaq hi kiun. Mard ka dil itna chota kiun hota hai. Aurat to apnay husband k parents k khidmat kar sakti hai to Mard kia itna bhi nahi kar sakta k biwi ko us Parents ki kidmat karnay de. Biwi to shohar k haqoq bhi ada karay aur us k parents ki khidmet bhi karay. Magar aurat apnay parent ki khidmat na karay.

  • @Isthub
    @Isthub 3 місяці тому

    السلام و علیکم! محترم حافظ نعمان صاحب آپ کے سے ایک پرسنلی سوال پوچھنا چاہتا ہوں، براہ کرم اپنا موبائل نمبر یا واٹس ایپ نمبر شیئر کر دیں۔ جزاک اللہ خیرا

  • @rizwanakamran6457
    @rizwanakamran6457 2 роки тому +2

    Apki nwazsh ha hum py ky itni achi bteb btyty hn humri rehnomi krty hn

  • @MuhammadSahilAli
    @MuhammadSahilAli 2 роки тому +1

    صلوات بر محمد و آل محمد *الھم صل علی محمد و آل محمد*

  • @MuhammadSahilAli
    @MuhammadSahilAli 2 роки тому +2

    السلام علیکم ورحمة الله وبركاته استاذي

  • @sidrahali7039
    @sidrahali7039 3 місяці тому

    Farz nh hy lkn harj to nh hyna agr zrort hyto madad krsakty hein ya bheek mangta dkehe unko agr betey ki income na ho itni aur beti apni income se madad krna chahe to bhi nh krsakti kia

  • @agriculturist3448
    @agriculturist3448 2 роки тому +1

    Assalamualaikum sheikh...
    Mai India se ek college student hu mera sawaal yeh hai ki kya banking ke competitive exam ke liye paid Test series chala skta hu main?
    Students mere test series ko join karenge aur banking ke exam ki preparation karenge.. kya ye income mere liye halaal hoga? Pls jaldi bataye sheikh

  • @sakinazfashions4123
    @sakinazfashions4123 2 місяці тому

    Aap ghalat farma rahain sahab mard ko sakhti se mana kia gaya hai k mard ko koi huq nhi bivi ko apne maa baap ki khidmat se rokne ki is baat pe aurat talaq bhi le sakti hai ager koi aur aulaad nhi hai or shohar mana kare kahan se baten le ay hen aaap woh buzurg hone ge Allah wale lekin nabi nhi they aap sahi hasees code karen aap ka eilm bobat he kam hai

  • @Affykhan786
    @Affykhan786 4 місяці тому +1

    Mere maa bewa hai unka duniya me koi nai hai aur wo Hindu thi shaadi se pehle but mere papa se shaadi k bad wo Muslim hogayi mere maa ke paas na ghar hai na Paisa hai aur wo bimar bhi hai aur mere shaadi bhi hogayi hai ab mai apni maa ko apne saath apne shohar ke Ghar pe he rakhna chahti hu mere shohar ke Ghar pe mai rehti hu mere shohr rehte hai aur Mera bachcha rehta hai but mere shohar mere maa ko rakhna nai chahte aur mujhe kuch smjh nai aa raha h mai apne maa ko kaha bheju unke paas kahi b koi bhi thikana nai hai ese halat me mujhe kya karna chahiye please bata de mi bhot pareshan hu

    • @HafizNaumanAkbar
      @HafizNaumanAkbar  4 місяці тому

      Assalamualaikum waRahmatullah sister,
      Usually in such cases husbands have insecurities that mothers might interfere with their family matters and that's why they do not allow the in-laws at home.
      This is a special case, and if your mother has NO other sons or daughters to keep her then you have to take care of her and bring her to live with you...just make sure that you do convince your husband that she will not be involved in any family politics... hopefully this assurance will change his heart 💜
      Ameen Summa Ameen 🤲🏻

  • @unnisa5646
    @unnisa5646 2 роки тому

    Assalamualaikum Sheikh I have Two questions please answer them in next video
    1. I consider Moula Ali (Alysalam) as Afzal after Ambiya
    Is it right? because Many scholars says it is Ijma to consider Hazrat Abu Bakar Siddiq (Razillah) and considering anyone else above First Caliph is sinful
    2. Are Ghair Muqallid (Salafis) are even Ahlus Sunnah because Sheikh Al Azhar with many international Scholars issue fatwa that they ain't Sunnis anymore.

  • @MuhammadSahilAli
    @MuhammadSahilAli 2 роки тому

    05:25 *مولانا طارق جمیل صاحب حفظه الله* 😆

  • @shabanakhan6997
    @shabanakhan6997 2 роки тому

    Assalamu Aleikum talak dene ki kya zarurat ldki shoher ki ijazat lekr maa ke pas jakr ya maa ko apne ghar rakh kr bih khidmat kr sakti h

    • @FaisalAbbas1979
      @FaisalAbbas1979 2 роки тому

      Hafiz sahab toh talaq key against hai. Unhone siraf apney Shaikh ka ek waqiya bataya hai. Unki biwi ney talaq manga tha , apni maa ki khidmat key liye. Lykin Allah ko hi maloom tha ki zindagi kis ki kitni bachi hai. Marhoma ko apni maut ki jagah pahuch ney ka sabab bhi toh darkar tha. Har shakhs apni maut ki jagah pr chal kr khud hi pahunch jata hai.

  • @trueislam687
    @trueislam687 2 роки тому

    شیخ صاحب کو طلاق دینے کی کیا ضرورت تھی؟ اس کے بغیر بھی اجازت دی جا سکتی تھی جانے کی۔۔۔

    • @HafizNaumanAkbar
      @HafizNaumanAkbar  2 роки тому

      Bhai begum nai khud Khula mangi thee, the Arab culture is not how Desi world works :)

    • @HafizNaumanAkbar
      @HafizNaumanAkbar  2 роки тому

      The Euro-American women are also not the same way as our women are about divorce or Khula or separation :)