@@loveindia5675 bhai refer se kiya matalab hai mere appointment mai bol rha hai ki your appointment is only honoured only referral by any primary department whitin aims or outside aims
i have an OPD appointment on 5 december , so when do you think i need to leave for Delhi for E-OPD card how long do patients like me with an appointment booked online and with an OPD card need to wait to get E-OPD card two days before ?
Waha ke ek bhi gaurd ne nhi bataya sab ye hi bolate h waha ja kr maalum kro waha ek enquiry help desk h waha jaha blood test hota h mujhe waha pahuchane mai kam se jam 45mint lge saare gaurd se Malum krte krate esha sabhi ko ek hi BAT SIKHA ke rkha ho aage PTA kro, wo wale counter pr malum kro ek registration kaise krate h kisi grurd ko nhi malum ya batana nhi chahate esliye mai
Bhaiya mai purana patient hoon aur mai cardilogy me dikhwa raha hoon. Ab aage dikhane ke liye maine follow up appointment le hai December ka, to ab mujhe Aiims me kitne baje jaa kar kis line me lagna padega? Please reply🙏
@@user-cl7gy6ll3y jis bhi doctor se dikha rahe hai sabse pahle uuse delhi Aiims refer karwa lijyea cardiology department me. Uske baad agar online appointment lekar jayenge to jayda pareshani nahi hogi. Bina appointment walon ka raat se hi line lagna chalu ho jata hai
@@parallelworld2679 bhai mere appointment me show ho rha hai "Your appointment will be honored only after providing relevant referral from primary department within or outside AIIMS" mujhe abhi kya karna padega kya mai direct ja ke OPD card banvake ke dikha sakta hu? Please help me🙏
Next day i am visiting Delhi AIIMS.your information is 99% accurate.thanks
TREATMENT KAISI HAI???
@@thedawnlitsmountain2814 best but time kaphi lagta hai
Opd registration kaiise kiya
Informative video about aiims opd
Mere pass old opd card ki detail hai
Like UHID
KYA SIRF USSE LEKR JA SAKTE H?
CARD BNA DENGE KYA NEE
Bhi bhot help mila aj apki vedio ka waja sa.thankes
Mera video banana kamyaab raha.।
Thanks
@@loveindia5675 bhai refer se kiya matalab hai mere appointment mai bol rha hai ki your appointment is only honoured only referral by any primary department whitin aims or outside aims
@@loveindia5675 pls batyaie nah kaal aims mai Jana hai Delhi
@@loveindia5675 bro booking karne ke liye number share kardo
Bhai OPD 1.30 baje se hai kya...
Onine Appointment day wale din kitne bje AIIMS ke gate pr pahuch jaye line me lgne k liye ( for online appointment day )
Line me ku lgna h online appointment k bad sidha rajkumari amrit kaur building me ni ja skte kya
Jaise main apne adhar card ke number ke through otp ka procedure karu aur main apne dusre family number ko dikhana chahu to dikha skta hu kya?
Sir online appointment k bad..direct OPD card bnwaye ya line me lgna hoga uske liye??
Document ky leke jna h
i have an OPD appointment on 5 december , so when do you think i need to leave for Delhi for E-OPD card how long do patients like me with an appointment booked online and with an OPD card need to wait to get E-OPD card two days before ?
Same day of your appointment
Hi uma, did you have to wait in line, what was process like???
Eopd k bad bhi line me lgna pdega kya
The way you presented ❤
Ab tak maine youtube pe bahut video dekha tha lekin is video jaisa clear kisi ne nhi bataya tha.
Thank you love india
Mujhe pulmonary department me jana hai. Lady harding ne directly dikhane ko kaha hai?
Kaun se gate se
Good job U shared a lot of information 👍
Tatkaal appointment lene k liye kitne bje morning mein aana padega ? Kya subha 5 bje gate no. 6B par phunch kar mil jaega appointment ?
Waise raat se bhi log aa jaate hain
Bhaiya aiims me treatment karne ke liye reffer hona jaruri hai kya? direct appointment aur card bana ke doctor se treatment nahi kara skte kya?
Direct bhi ja skte ho aap
Sir cardiology dipartment me dikhana hai ,online appointment hai to mujhe kis opd me jana hoga
Monday or Wednesday ko bhi subha new card banvane ke liye ja sakte hai
Bhai ultrasound ke liye kis department me le appointment
Bhai tear meniscus ka surgery karwaana hai... 4 lakh kharch hoga.. Mere paas utne paise nahi hain.. AIIMS mein kitna kharch baithega
I have online appointment what to do now?
Direct opd me dikha sakte hai sir orthopedic department me
Bhai mene phele visit kiya hain but main book appointment vale din nahi ja paye ab kya mujhe fir se appointment leni hogi kya
Ha
Bhaiya aiims me endoscopy spine surgery hoti hai or kitni cost padega total ,plss reply bhai
Jiske pas referral nhi hai wo nhi dikha sakte hai kya
Dikha sakte hai
@@Pradeepflowerbhaiya aapka contact no. Dijiye jaankari keliye puchna chahta hoo😢
Help me 😢
Bhai online appointment lrkar date se pehle nhi ja sakte h kuya
Sir reffer hona jaruri h kya bina refer k ni dikha sakte kya agr koi problem h to? Plzz rep
Neurologist ko dekhana hai kis department me le
Bhaiya AIIMS main urologist kon h abhi ?? Surgery kaisa hota h waha?
E N T कई दिनों से धक्के खा रहा हूं नंबर नहीं लगता टोकन नंबर मिल जाता है हर बार ओटीपी पर्चा नहीं बनता?
Mera parcha kal ban gya hai
Kitne bje jana pdega bhai
Mujhe v ent me dikhana h bhut pareshan hu please @@indialover6820
Appointment mil hi nhi raha hai skin doctor ke liye
Sir friday ko opd card bn skta h bhai
Thanks for sharing useful information
Nice
Thanks ❤
Online appointment ka slot book karne ka time bata bhai
Rheumatology department mai bheed hoti hai?
Hi aapne dikha liya kya AIIMS me plz btaye rheumatology me .. kya procedure hai
@@omprakashmamgai4968 pura din lgta hai no. Aane mai aur appointment krake jana
Naya cad kaise banaya jata hai
Neurologist dr.ka appointment chaiyye ....kya ek din m possible hai elaj krana ct scan /m.r.i
Kya aapane dikha Diya neurologist ko kya hua mujhe bhi krna h ye sab please reply
Kaise hoga mujhe abhi kuchh bhi nhi malum hai gya tha yesterday but waha to koi bhi nhi btata kuchh bhi sab ke sab bure log h 😢😢
Waha ke ek bhi gaurd ne nhi bataya sab ye hi bolate h waha ja kr maalum kro waha ek enquiry help desk h waha jaha blood test hota h mujhe waha pahuchane mai kam se jam 45mint lge saare gaurd se Malum krte krate esha sabhi ko ek hi BAT SIKHA ke rkha ho aage PTA kro, wo wale counter pr malum kro ek registration kaise krate h kisi grurd ko nhi malum ya batana nhi chahate esliye mai
Nhi
It shows slot not opened in all date of December month
Go for tatkal appointment, if emergency
Online tatkal hoga @@loveindia5675
Sir main nepali hain.. kya main AIIMS per upachar kar sakta hoon?
Yes
Cancer patient ke liye bed lene ke liye kya kre
New card banwae sirf 500rs me, line me apke jagah hmare log khade hokar banwaenge mehnat hmari paise apke
Number do
KAISE CONTACT KARE APKO BATAIYE NA
Contact kaise kre aapse
@@Dk-ty5de kya dikhvana aapko
Mujhe medicine department m dikhana h
Hello bhai hame karne nahi aa raha hai kese deat lenge doctor ka aap apana namber do
Bhaiya please help krdo
Rahul Kumar
Pls help me 😢
Bro By call booking karne ke liye number share kardo
Online appartment ka date 2028 dikha Raha hai
Aap counter pe subah ja ke le sakte hain
Waise kaun se department ka chahiye
Urology department ka
Bhai Bina refer ke OPD ban jata hai ya nahi
@@ronaldo1ronaldo16 nhi bhai
Maha ghatiya hospital hai iski maa ka sirf date pe date mile ga 😂😂
Bhaiya mai purana patient hoon aur mai cardilogy me dikhwa raha hoon. Ab aage dikhane ke liye maine follow up appointment le hai December ka, to ab mujhe Aiims me kitne baje jaa kar kis line me lagna padega? Please reply🙏
@@user-cl7gy6ll3y jis bhi doctor se dikha rahe hai sabse pahle uuse delhi Aiims refer karwa lijyea cardiology department me. Uske baad agar online appointment lekar jayenge to jayda pareshani nahi hogi. Bina appointment walon ka raat se hi line lagna chalu ho jata hai
6b se jaiye aur sidhe deparnent ke counter pe jaana hoga
@@user-cl7gy6ll3y nhi dekhte wo log
@@parallelworld2679 bhai mere appointment me show ho rha hai "Your appointment will be honored only after providing relevant referral from primary department within or outside AIIMS"
mujhe abhi kya karna padega kya mai direct ja ke OPD card banvake ke dikha sakta hu?
Please help me🙏
@@brijeshpratapsingh2261 bina referral ke nahi dekhenge
Hello i want to contact you
Mujhe cervical cancer के लिए दिखाना है,
Cancer department मे
Please send me your no.
App k number mailgay
कितने दिन बाद नंबर लगता है अस्पताल में
Rahul Kumar