नया नाश्ता, नया स्वाद | "बिना अंडे और बिना झंझट का परफेक्ट सूजी नाश्ता!"
Вставка
- Опубліковано 8 лют 2025
- नया नाश्ता, नया स्वाद | "बिना अंडे और बिना झंझट का परफेक्ट सूजी नाश्ता!"
Suji ka nashta ek halka, swadisht aur jaldi banne wala breakfast hai jo har umr ke logon ke liye perfect hai. Yeh nashta crispy bahar se aur soft andar se hota hai, jo iska maza aur badhata hai. Isse banane mein sirf 15-20 minute lagte hain aur yeh bina kisi jhanjhat ke tyaar ho jata hai.
Your Queries:
• Suji ka Nasta
• Crispy suji ka nasta
• Suji ka Nasta Recipe
• Home Cooking
• Indian Recipes
• Swaad e Rasoi
• Tasty or Healthy suji ka nasta
• Ghar me Banaye Bina maida ka roll
• suji ka instant nasta Recipe in Hindi
• Suji healthy Snacks recipe
• Suji ka tasty Nasta
Suji Ka Nashta Banane Ki Samagri (Ingredients)
Suji (Semolina) - 1 cup
Chilli Flakes - 1/2 Spn
Paani (Water) - ½ cup (zaroorat ke mutabiq)
Pyaz (Onion) - 1 medium (bareek kata hua)
Hari Matar - 1 Cup
Gajar (Carrot) - 1 small (grated)
Hari Mirch (Green Chili) - 1 (bareek kati hui)
Adrak (Ginger) - ½ inch (grated)
Lehsun - 4/5 Kaliyan
Hari Mirch - 5 pc
Dhaniya Powder -1/2 tsp
Jeera Powder - 1/2 tsp
Namak - Swad anusar
Haldi (Turmeric) - ¼ tsp
Dhaniya Patta (Coriander Leaves) - Thoda sa (bareek kata hua)
Tel (Oil) - Tel ya ghee (tawa par sekne ke liye)
Tips:
Agar aap aur crispy texture chahte hain to thoda besan ya rice flour mila sakte hain.
Is recipe mein aap apni pasand ki sabziyan bhi add kar sakte hain jaise palak, matar ya corn.
Yeh suji ka nashta sehatmand aur tasty hai, jo na sirf breakfast ke liye balki evening snacks ke roop mein bhi enjoy kiya ja sakta hai!
#Quicksnacks #Swaaderasoi #Sujikacrispynasta
#Homerecipe #Easyrecipe #sujikanastarecipe
Yummy 😋😋
Thank you