Initial Posting details update करने का आप्शन तो दिया है। लेकिन promotion details update करने का आप्शन नहीं दिया है।अधिकतर कर्मचारियों के प्रमोशन डिटेल्स ज्यादातर सही नहीं हैं। railway HRMS में इसे अपडेट करने का आप्शन होना ही चाहिए।
'Qualification' service sheet me add hai, fer HRMS se details bhar kr documents upload kar dene se ho jayega, Lakin jo qualification service sheet me add nhi hai, uske liye application ke sath doc. ko through proper channel bhej kar add karwana hoga
@@railwayravi Sir, hrms me mera koi initial photo and sign upload nahi hai...ESS ka "Personal" tab me vi initial photo & sign upload ka option nahi show ho raha hai(Edit check box vi nahi show ho raha hai)...current "Photo & Signature" proposal id accepted by APO sir hone ke bad vi ePass & ePTO me mera no image show ho raha hai... ye problem kyese solve hoga ??
@@amitgoswami6807 accept hone ke baad change ho jana chahiye, family tab me jakr member photo upload kar sakte hai, Thora wait karne ke baad update ho jayega
HRMS ने प्रमोशन टैब जुलाई से क्लोज कर दिया गया है।DC अपने से अपडेट नहीं करेगा। फिर कैसे अपडेट किया जाये❓
Bhai nominee kise dekhe
Initial Posting details update करने का आप्शन तो दिया है। लेकिन promotion details update करने का आप्शन नहीं दिया है।अधिकतर कर्मचारियों के प्रमोशन डिटेल्स ज्यादातर सही नहीं हैं। railway HRMS में इसे अपडेट करने का आप्शन होना ही चाहिए।
Qualifications kaise add kare
'Qualification' service sheet me add hai, fer HRMS se details bhar kr documents upload kar dene se ho jayega,
Lakin jo qualification service sheet me add nhi hai, uske liye application ke sath doc. ko through proper channel bhej kar add karwana hoga
Personal tab me photo & signature edit karne ka option nahi de raha hai...
"Current" photo & signature wale option me upload karne se update ho jayega
@@railwayravi Sir, hrms me mera koi initial photo and sign upload nahi hai...ESS ka "Personal" tab me vi initial photo & sign upload ka option nahi show ho raha hai(Edit check box vi nahi show ho raha hai)...current "Photo & Signature" proposal id accepted by APO sir hone ke bad vi ePass & ePTO me mera no image show ho raha hai... ye problem kyese solve hoga ??
@@amitgoswami6807 accept hone ke baad change ho jana chahiye, family tab me jakr member photo upload kar sakte hai, Thora wait karne ke baad update ho jayega
Bill unit options ma supporting documents kay dalna hai? Mera division change ho gya hai,lakin current option me purana division dakha rahe hai
Transfer ya Posting order upload kar sakte hai, jisme previous or new bill unit mention ho, division change me v same document upload karna hai
@@railwayravi my wife service ma hai, lekin family dependent ma (Yes/no) konsa thik korna hai.office wala thik se bol nahi raha
Wife ke case me hamesa Department (Yes) hoga, job me ho ya na ho@@nikunjasarkar3055