Abhi february month chal raha hai toh kya mein abhi ye plant ko tea leaf yani ki liquid chai ki patti ko liquid fertilizer ki tarah use kr skti hu... ?? .. Ya agar dry form mein vermicompost use kr skti hu... ?? ... Plant mein abhi flowering nhi ho rha hai kyu ki sirf 2 to 3 months hi hua hai jab mein ye plant ki kuch cuttings lagayi hai toh plant abhi bahut chote hai... Mein ye plant ko next season ke liye ready kr rhi hu... Toh kya abhi mein sirf chai ki patti ki liquid fertilizer ki jaise use kr skti hu ya Vermicompost dry form mein use kr skti hu.. ?? .. Mein ek full beginner hu aur abhi abhi gardening start kiya hai... 😊😊 worried hu ki kaise apni plants ki care bilkul sahi tarike se luh... Toh pl mujhe aap ka support and guidance ki bahut zyada zarurat hai... Ummeed krti hu ki mujhe aap ka reply back milegi jo merey liye bahut zyada helpful rahegi...aur mein calcutta / kolkata mein rehti hu aur abhi february ka month chal raha hai.....
Kya ye plant sirf winter season mein hi flowering krti hai ya sara saal ye flowering krti hai... ?? .. Kya ye plant ek beginner friendly plant hai aur ek low maintenance plant hai... Hardy plant hai ???? .... Mein ek beginner hu aur gardening abhi abhi gardening start kiya hai... 😊😊 ... Aap ka video bahut helpful lgi... Thank you❤🌹 so much ye video ke liye.... Umeed krti hu ki mujhe aap ka ek quick reply back milegi....aur ek baat... Kya jab ye plant mein jab flowering khatam ho jata hai toh kya tabh ye plant puri tarah se mar jata hai ya ye plant zinda rehte hai aur ye plant ka leaf bhi rahega... Ya ye plant ka leaf bhi jhar jatey hai.... ????? ...
Nice video thanks
Very nice plans good work 👌👌👍🏼👍🌹💐
Sir ik poot me ik plant lagana chiya ja 2/3 plant lagha sakde ha
Bahut sundar plant hai mere pass desi vala he 😊
Aligarh mei lag jayga kya uttar Pradesh
Amazing video🌹🌹
Thanks 🤗
Amazing video
❤❤❤❤
Sir iska liye pott kitna size ka aur kasa hona chiya aur iski pinching kar sakte ha ja nai karni chiya 👍👍👍
मुझे रेननकयुलस के सही क्लर्क बल्ब अथवा पौधा चाहिये क्या कामत होगी ओर कैसे मंगा सकते है
Sir abhi iski cutting lagayenge to winter me phool khilega?
Yes bro fervery march last tak lagega flower
Hai sir aapka pas indoor plants bhi hi kyaa
Abhi february month chal raha hai toh kya mein abhi ye plant ko tea leaf yani ki liquid chai ki patti ko liquid fertilizer ki tarah use kr skti hu... ?? .. Ya agar dry form mein vermicompost use kr skti hu... ?? ... Plant mein abhi flowering nhi ho rha hai kyu ki sirf 2 to 3 months hi hua hai jab mein ye plant ki kuch cuttings lagayi hai toh plant abhi bahut chote hai... Mein ye plant ko next season ke liye ready kr rhi hu... Toh kya abhi mein sirf chai ki patti ki liquid fertilizer ki jaise use kr skti hu ya Vermicompost dry form mein use kr skti hu.. ?? .. Mein ek full beginner hu aur abhi abhi gardening start kiya hai... 😊😊 worried hu ki kaise apni plants ki care bilkul sahi tarike se luh... Toh pl mujhe aap ka support and guidance ki bahut zyada zarurat hai... Ummeed krti hu ki mujhe aap ka reply back milegi jo merey liye bahut zyada helpful rahegi...aur mein calcutta / kolkata mein rehti hu aur abhi february ka month chal raha hai.....
Kalencho plant sell krte ho kya
Kya ye plant sirf winter season mein hi flowering krti hai ya sara saal ye flowering krti hai... ?? .. Kya ye plant ek beginner friendly plant hai aur ek low maintenance plant hai... Hardy plant hai ???? .... Mein ek beginner hu aur gardening abhi abhi gardening start kiya hai... 😊😊 ... Aap ka video bahut helpful lgi... Thank you❤🌹 so much ye video ke liye.... Umeed krti hu ki mujhe aap ka ek quick reply back milegi....aur ek baat... Kya jab ye plant mein jab flowering khatam ho jata hai toh kya tabh ye plant puri tarah se mar jata hai ya ye plant zinda rehte hai aur ye plant ka leaf bhi rahega... Ya ye plant ka leaf bhi jhar jatey hai.... ????? ...
No these are very delicate plants. Need special soil mixture and care.
Hardy and low maintenance pant
Namaste sir, kalanchoe plant kya rate ka hai aur kitna plant atleast lena hai
Aap kis jagah se hai
😮 aapki nursery kahan per hai
Kalancho plant ka price kya hai?
पौधे कहाँ से मंगाये आपके पास मिल जाएगा
Barsat mai to isko ander rakhna padega
Per plant ka price
kindly whastapp 9996928517
@@SameerSinghGarden price kya hai sir
हमारा पौधा बहुत पुराना हो गया,मगर फ्लाबर नही आती, तो क्या करे
Watsaap no kya he
Already given in the video 9996928517