Jaha se bathroom ki outlet nikla hai us ke niche kichan ki tee lagake aage conection join karo pressure jada aayega isse se bhi jada......tumne...ear tee ke level pr kincah ke pani saplay ke liye pipe join ki hai
Bro mere ghar pe us air pipe ko sidha upar le jane ka position nehi hai chad ka corner a raha bich mai agr Lbu lagake ghumake air pipe ko upar le gya to kam banega ? Please Reply 🙏
RO hane 2 months pahle kitchen ke dono tap m fix karwaya h . par 15 din baad hi tank wale tap or bathroom ke ek tap m pani aana band ho gaya h. Baki sabhi tap m pani aa raha h. Or jo daily pani aata h wo bhi 1 week se ganda aane laga h. Yeh ghar abhi 2 months pahle hi kharida h. Pls helo kijiye.agar delhi m koi acha plumber h ti advise kijiyega
Thank u so much for reply..kya aap logo ka contact mil sakta h. Jisse hum apni baat aap logo ko samjha sake. Agar delhi m aapka koi achha plumber h to uska contact no de de.
Mera 2 floor ka house hai tanki me pani rahne ke bawjood bhi jab upr wale floor ka nal chalta hai to niche wale floor ke nal me pani bahot dheere anne lagta hai Iska koi soln. Batae
Pressure kyo bada rahe ho.Jyada Pressure hoga jyada Pani waste hoga.Imagine ek building me sabhi apna null ka Pressure bada liye.Tanki din me tin baar khali ho jayegi
Sahi kaha hai mere kitchen me tez pressure se paani aata hai pr me sochti hu jal Sankat k baare me to usko slow kr leti hu kyuki jal Sankat k baare mein padha hai humne 😢😢
@@pradeepkumarrajak1802 ghar ke bahar main door ke pas parking meh tap hai Vaha Tap open kiya toh Kitchen meh nhi ata Aur bathroom meh on kiya toh backdoor ke bhahar nhi ata First floor bath me on kiya yoh Ground floor bathroom me pressure bhut kam hota hai
We're facing similar issue, will try your tips and see
Thanks bhaiya.. It's really work...
Jaha se bathroom ki outlet nikla hai us ke niche kichan ki tee lagake aage conection join karo pressure jada aayega isse se bhi jada......tumne...ear tee ke level pr kincah ke pani saplay ke liye pipe join ki hai
Ek number boss, my problem solved
Good 👌
Bro ek question tha jo pipe air k liye lagaya wo minimum kitna fit ka hona chaihe ?
Please reply 🙏
Water tank se feet upar hona chahiye
1feet
Bro mere ghar pe us air pipe ko sidha upar le jane ka position nehi hai chad ka corner a raha bich mai agr Lbu lagake ghumake air pipe ko upar le gya to kam banega ?
Please Reply 🙏
RO hane 2 months pahle kitchen ke dono tap m fix karwaya h . par 15 din baad hi tank wale tap or bathroom ke ek tap m pani aana band ho gaya h. Baki sabhi tap m pani aa raha h. Or jo daily pani aata h wo bhi 1 week se ganda aane laga h. Yeh ghar abhi 2 months pahle hi kharida h. Pls helo kijiye.agar delhi m koi acha plumber h ti advise kijiyega
Mam aapki baat puri tarah se samajh mein nahin i . Or jis tap me pani nahi aa raha hai uska jaali saaf kar ke dekhen
Thank u so much for reply..kya aap logo ka contact mil sakta h. Jisse hum apni baat aap logo ko samjha sake. Agar delhi m aapka koi achha plumber h to uska contact no de de.
Bahut bahut dhanyawad agar main delhi me rahta to ja kar dekh leta. But I am sorry. Main jharkhand se hun.
Mera 2 floor ka house hai tanki me pani rahne ke bawjood bhi jab upr wale floor ka nal chalta hai to niche wale floor ke nal me pani bahot dheere anne lagta hai
Iska koi soln. Batae
Ear holl dallo bich me
Bhai mere esa hi kitchen hai uski pipeline mein panni fas gai hai to kaise nikalegi bhai
I god bless you 😮😮❤❤
Thank you
Bhai mera nal jaha lag hua h na tiles ke pas se leak ho rha h thora thora pani kaise thik kre
Aapka nal jis brass me laga hua hai wah फट gaya hoga
Good
3/4" Tee de ke Nehi hota?
Usse bhi ho jata but pipe inch ka tha
Pressure kyo bada rahe ho.Jyada Pressure hoga jyada Pani waste hoga.Imagine ek building me sabhi apna null ka Pressure bada liye.Tanki din me tin baar khali ho jayegi
😀
Are bewkuf lecture Dene se phle dimag to chla ke apna thod nalke ka pressure bda h bs wo to apne hath me h ki km kholna nalka ya jyada
Akshay thakur video ankh khol ke dekha karo
Sahi kaha hai mere kitchen me tez pressure se paani aata hai pr me sochti hu jal Sankat k baare me to usko slow kr leti hu kyuki jal Sankat k baare mein padha hai humne 😢😢
What kind of response!!! amazing. Ye to eisa bat hogaya - ki Chakhu bechna band kardo, isse koi kiski aghat pahucha sakta hai
Bhai mere ghr ki fitting puri underground hue hai uska koi solution hai kya
Same aisa hi problem hai kya
Mere bhi kitchen tap ka pressure bhout kam hai
Thanks sir
bartanwa ilike it
😀😀
Bhiya phle sahi Aara tha kitchen m ab plumber ko bulaya isne pta ni kya kiya ek to dur lga Diya sink se nal or pressure hi ni aara
Pehle konsa nal tha or konsa nal hai
@@pradeepkumarrajak1802 dono alag alag h bhiya😭
Corner mei kon mixer lagata hai🤦♂️
Air paip lagane se pani bhar hani ai ha oper se
Thank you for comments
Aapki baat nahi samajh payen details bataye
Air Pipe ki height Water Tank se ziada rakho.
C r. 🎉🎉🎉
Ek tap open Kiya toh dusra bandh hota hai , pressure bhi bhut kam hai 😢
Kya aapka dusra tap upper hai
Full Details batayen
@@pradeepkumarrajak1802 ghar ke bahar main door ke pas parking meh tap hai
Vaha Tap open kiya toh
Kitchen meh nhi ata
Aur bathroom meh on kiya toh backdoor ke bhahar nhi ata
First floor bath me on kiya yoh
Ground floor bathroom me pressure bhut kam hota hai
Solar tap ka bhi pressure kam hai
House warming ceremony..... Sirf 9 month's hi hua hai
Ty's for wasting our time
Bad quality vdo