Bhai apka bahut dhanyavaad kya aap baba ji se ye prashan puchh skte hain apki bahut kripa hogi. 1) swaroop darshan k aage ka margdarshan kya hai? Aur jab swaroop darshan ho jaye to uske baad jeevan ka udeshya kya hona chahiye? 2) Hamare jo pratidin karya hain unme pramatma ko kaise dekhe? Kyoki karam to rukega nahi aur jo har samay har jagah vicharit hai to uska ehsaas har samay hona chahiye . Pooja se sirf 1-2 ghante kyo ehsaas karein har samay hona chahiye karam krte hue . Guru ji ispe kuchh marg darshan kijiye. Dhanyavaad 🙏🏾
@shreebalaji4027 टाटी घाट 3किलोमीटर जंगल घुसेंगे सीधे न जाकर बाई और कच्चा रास्ता है से एक दम लास्ट में जाना पड़ेगा मंदाकिनी तट पर कच्छी झोपडी में रहते हैं
Sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram hanuman ji ki jai ho
श्री संत महराज जी के श्री चरणों में दास का कोटि-कोटि नमन जय जय श्री राधे श्याम जी विनती है कि सन्त जी का दुबारा सत्संग हो
@@ravinderdhiman7467 जी कल महराज जी का नया वीडियो डालूंगा
दिव्यता। वास्तविक स्वरूप।
Jai shree hari 🙏
🙏Kripya Agar aapke paas is video ka doosra part he toh use jld se jld upload kare.
कल सुबह अपलोड करेंगे
Inka nam kya hai
देवी भागवत तृतीय skandh , गीता जी अध्याय 2 श्लोक 12 पढ़ लीजिए ब्रह्मा, विष्णु और महेश की जन्म और मृत्यु होती हैं.
Bhai apka bahut dhanyavaad kya aap baba ji se ye prashan puchh skte hain apki bahut kripa hogi.
1) swaroop darshan k aage ka margdarshan kya hai? Aur jab swaroop darshan ho jaye to uske baad jeevan ka udeshya kya hona chahiye?
2) Hamare jo pratidin karya hain unme pramatma ko kaise dekhe? Kyoki karam to rukega nahi aur jo har samay har jagah vicharit hai to uska ehsaas har samay hona chahiye . Pooja se sirf 1-2 ghante kyo ehsaas karein har samay hona chahiye karam krte hue . Guru ji ispe kuchh marg darshan kijiye.
Dhanyavaad 🙏🏾
Ji awasay apke prasan mahraj ji k samne rakhunga 3+4din bad jaunga mahraj ji jangal me rahte hai
@ Thik hai bhai saab dhanyawad 🙏🏾
Sir ye baba ki or video banaoo
@@vikrantgoswami8594 जी आज जाऊंगा महराज जी के पास
@kamleshKumarsanatandarsan thank you sir
@@kamleshKumarsanatandarsangye the fir ?
Adress bta diya kree
@@shreebalaji4027 चित्रकूट के जंगल में मंदाकिनी नदी तट पर लकड़ी की कुटिया बना कर रहते हैं
@kamleshKumarsanatandarsan kidhar ansuiya side y arogy dham
@shreebalaji4027 टाटी घाट 3किलोमीटर जंगल घुसेंगे सीधे न जाकर बाई और कच्चा रास्ता है से एक दम लास्ट में जाना पड़ेगा मंदाकिनी तट पर कच्छी झोपडी में रहते हैं
Pichhe jo vradh vyakti ya guru baithe hai vo bhi kaphi gyani hai 🗿🗿