Dum Hai Full Song from Chhota Bheem and the Curse of Damyaan | Raghav Sachar | Rajiv Chilaka

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 25 кві 2024
  • Here we go….🤩
    #DumHai full song is here to take you all on an electrifying ride 🎶💥
    Chhota Bheem and The Curse of Damyaan In Theatres 31st May.
    #ChhotaBheemAndTheCurseOfDamyaan #chhotabheem
    Music Composition -Raghav Sachar
    Lyrics - Kunwar Juneja
    Singers - Amit Mishra
    Music Production - Raghav Sachar
    Tracking Engineer - Tarish Prakash
    Mixed and Mastered by Raghav Sachar at Autotune Studio, Mumbai, India
    "Dum Hai" celebrates the indomitable courage of our beloved hero Chhota Bheem. With uplifting beats and catchy rhythms, this song, sung by the talented Amit Mishra and composed by the talented Raghav Sachar, amplifies Chhota Bheem's bravery through its powerful lyrics and dynamic melody. As listeners groove to the infectious hook steps, they'll be inspired by Bheem's unwavering determination in the face of challenges. Get ready to feel the pulse of courage with "Dum Hai" from the upcoming movie, Chhota Bheem and the Curse of Damyaan.
    (Dum hai...dum hai... bohut dum hai..) ×2
    Dushman aae...Aane do
    Takrata hai to ... takrane do..
    Hum jeetenge.....wo haarega
    Ladna hai... lad jaane do
    Sheron Jaisy furti Hai aur Hathi Jaisa Bal
    Bheem Kabhi Na Hara hai
    Aaj nahin na kal
    Bheem kisi chattaan se... Kahan kam haii
    (Dum hai...dum hai... bohut dum hai..)×2
    Khud par hai vishwas tujhe....
    Kismat tere saath....
    Sab ke hosh udae jo
    Wo shakti tere paas...
    Tera tan mann fauladi hai
    Dushman bhaage ga haar kar
    Tu khud ko taiyaar kar
    Ye yudh hai prahaar kar
    prahaar kar, prahaar kar
    ......... Antra.......
    Na darta hai.....Hathiyaron se...
    Na jalta hai.....Angaron se
    Ye suraj hai..Ye chamke ga
    Na mit ta hai...Praharon se
    Yahan wahan ye kahan kahan hai, koi samajh na pae..
    Uska koi kya bigade jisko Bheem bachae...
    Dhoom dhadaka karta hai ye to aisa bum hai..
    (Dum hai...dum hai... bohut dum hai..) ×2
    Yudh kar...Yudh kar...Tu hai nidar...Chal yudh kar..×4

КОМЕНТАРІ •