UP DELED Online Form 2024⚡deled admission 2024⚡क्या डेट बढेगी या नहीं⚡Form Rejecte/फार्म संशोधन

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 7 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 48

  • @tejaswinisingh8598
    @tejaswinisingh8598 2 дні тому

    Mere college ka 1st se 6th sem to total mark 4500 hai aur maine wahi purnank likha hai aur obtained marks likh ke accurate percentage aayi
    I think sbko apne total no. Count krke hi likhna chahiye
    Kyuki saare sem me equal subject nhi the
    Minor ka paper sirf even sem me hota tha
    Formula= cgpa* 9.5 = percentage
    Total marks of that percentage se obtained marks aa jaayenge

  • @pravinpal7178
    @pravinpal7178 2 дні тому +1

    CGPA sgpa ka jhanjht khatam

  • @titan555
    @titan555 3 дні тому +1

    Sir mera marksheet aa chuki hai per marksheet ke Result wale section me likha hai ki
    Second semester me back ke karan result rok diya gya hai.😢
    An kya kare sir.

    • @sumitj56
      @sumitj56 3 дні тому

      @@titan555 nahi bharaega

  • @anuragsharmavlogs1245
    @anuragsharmavlogs1245 3 дні тому

    Sir mere 10th ki marksheet me father ka ik ancchar chang h dhruv v ki jagah w hogya 12th me w h kya problem ho skti h sir plzz

  • @vijitendrakumar2925
    @vijitendrakumar2925 3 дні тому

    Sir 50 percent se kam bale, other state sc/st candidate ka ho sakta h admission??

  • @SHOBHITGAUTAM839
    @SHOBHITGAUTAM839 3 дні тому

    Sir mera cgpa *9.5 karne se 68.68 percentage aa raha hai jabki praptank ko purnank se dived aur 100 se guna karne ke bad 68.84 aa raha hai to kya main markseet vale praptank bharun ya cgpa ki percentage se nikal kar bharun

  • @bikashkumar8607
    @bikashkumar8607 3 дні тому

    Sir mera 12 me 258 ke jagh 358 dal diya kya kare pravate college me lena h admission

  • @mkraj-ke8oq
    @mkraj-ke8oq 3 дні тому

    Bihar ka student bhr skte hai sir jii please reply

  • @Vlog-k4u
    @Vlog-k4u 3 дні тому +1

    Sir date nhi badhna chahiye kuuki phle bhi bahut late ho gya h jisko form fill karna hoga wo 9 tk hi kr skta h date bdhane ki koi jarurat nhi h

    • @TheLivehindi.
      @TheLivehindi. 3 дні тому +1

      Mera fill kr do 4 din se photo sign upload nhi ho raha hai
      Itni jhand website hai

    • @sumitj56
      @sumitj56 3 дні тому

      @@TheLivehindi. Sab ho rahaa

  • @Anika-m1y
    @Anika-m1y 3 дні тому +1

    Result me sgpa into 9.5 diya h toh cgpa bhi 9.5 krna chahiye pr bahut se bacche 10 se kr diye h jo ki galat h

    • @sumitj56
      @sumitj56 3 дні тому

      @@Anika-m1y sabke result me diya hai kisko 9.5 se karna hai aur kisko 10 se

    • @pravinpal7178
      @pravinpal7178 2 дні тому

      Aap fir roll number dal ke result download kijiye ab purank praptank aa gya hai

    • @pravinpal7178
      @pravinpal7178 2 дні тому

      Grand total aa gya hai result pe

    • @sumitj56
      @sumitj56 2 дні тому

      Kis university ka​@@pravinpal7178

  • @Rajeev-yu6wl
    @Rajeev-yu6wl 3 дні тому

    Mjpru bsc zbc ka total marks kya honege

  • @pravinpal7178
    @pravinpal7178 2 дні тому

    Ab university grade total de diya hai

  • @AbhishekYadav-rc5jz
    @AbhishekYadav-rc5jz 3 дні тому

    Bhaiya marks kaise count karen

  • @Abhishek_star31
    @Abhishek_star31 3 дні тому

    Are guruji bus views lene ke liye aap rojana 5yh 6 video upload kar dete Ho matlab kya chal raha hai koi exactly information aap bhi nahin bata sakte aisa lagta hai ki aap private college mein admission dila rahe ho usi ke according aap video banaa rahe ho 🥲🥲🥲

  • @pravinpal7178
    @pravinpal7178 2 дні тому

    Aap log new result download kar ke praptank purank pta kar sakte hai

  • @PragatiMaurya-kg7tt
    @PragatiMaurya-kg7tt 3 дні тому

    Sir mera purnank 1800 bhara gya, pahle college se sir bataye , baad me pta chala 1000 purnank hai 😭sir mera galti ho gya, kya mai dobara form bharu? Agar dobara form bharenge to dono reject nahi hoga n?

    • @PragatiMaurya-kg7tt
      @PragatiMaurya-kg7tt 3 дні тому

      Please sir bta dijiye bahut tension ho gya hai😭🙏

    • @sumitj56
      @sumitj56 3 дні тому +1

      Percentage sahi hai to koi dikkat nahi

    • @rishupal8601
      @rishupal8601 3 дні тому

      ​@@PragatiMaurya-kg7ttkis college se h ap

    • @khushi-zw2vx
      @khushi-zw2vx 3 дні тому

      Maine bhi 1800 bhara h
      Rajju bhaiya se hu mai bsc math
      Bole rahe h ki usse koi dikkat nhi h bus percent thik hona chahiye

    • @PragatiMaurya-kg7tt
      @PragatiMaurya-kg7tt 3 дні тому

      ​@@sumitj56 agar koi dikkat n ho tab to thik hai , percent sahi hai mera

  • @sachintavar1732
    @sachintavar1732 3 дні тому

    Nice

  • @AnkushYadav-f4n
    @AnkushYadav-f4n 3 дні тому

    Jay ho bhaiya

  • @anjani45bz
    @anjani45bz 3 дні тому +1

    सर हम कैसे पता करें कि प्राइवेट कॉलेज का मान्यता प्राप्त हैया नहीं

  • @vivekfz5858
    @vivekfz5858 3 дні тому +1

    1000 total mark

    • @vivekfz5858
      @vivekfz5858 3 дні тому

      1000 total mark mese barane he plasse

    • @AnkitaYadav-k8v
      @AnkitaYadav-k8v 3 дні тому

      Ha bhai collage vale yhi bta rhe hai 1000 total mark

    • @sumitj56
      @sumitj56 3 дні тому

      @@vivekfz5858 yah ek maanak hai aapko percentage dikhane ka agar max obt no ka matlab hota to marksheet pe hi de diya jaataa aapko

  • @abdurrashid4774
    @abdurrashid4774 2 дні тому

    Sir main Bihar se hu contact number dijiye d el ed me admission karwana hai form fill kar diye hai

  • @SHOBHITGAUTAM839
    @SHOBHITGAUTAM839 3 дні тому

    Sir mera cgpa *9.5 karne se 68.68 percentage aa raha hai jabki praptank ko purnank se dived aur 100 se guna karne ke bad 68.84 aa raha hai to kya main markseet vale praptank bharun ya cgpa ki percentage se nikal kar bharun

    • @Anurag_Yadav_03
      @Anurag_Yadav_03 3 дні тому +1

      1000 me bhar do adhiktar bachhe yahi bhare hai 688/1000

  • @SHOBHITGAUTAM839
    @SHOBHITGAUTAM839 3 дні тому

    Sir mera cgpa *9.5 karne se 68.68 percentage aa raha hai jabki praptank ko purnank se dived aur 100 se guna karne ke bad 68.84 aa raha hai to kya main markseet vale praptank bharun ya cgpa ki percentage se nikal kar bharun

    • @sumitj56
      @sumitj56 3 дні тому

      Cgpa wala hi percentage sahi hai