humic acid 70,80,95 or 98% (jo apako mil jaye) 1kg, 20-25kg Urea me milakar buwai kar dijiye ya 500g humic acid (any grade) 200ltr pani me chidkaw karwa dijiye. Apake dhan me kalle bharpoor matra me ho jayega. Dhyan rahe kuch bhi karate samay khet me achchi nami honi chahiye.
@@NitinDwivedi-l7i agar germination me jyada dikkat Rahi hogi to us lot number me sabhi packet me Rahi hogi. Aur is sthiti me apako Naya dhan beej Mila jata. Lekin isase alag agar high temperature ki wajah se germination me dikkat thi fir to.......wo natural hai kya Kiya ja sakta hai
@@topendragandharw 1. paidawar lagbhag dono ki ek jaisi hi hai. 2. Khane me 9090 jyada badhiya apekshakrit 468 ke. 3. Paripakvata dekhi jaye to 468 dhan 9090 se 10 din pahle hi taiyar ho jata hai. 4. 9090 ka dana patla aur lamba hai 468 ka madhyam mota hai. Bas yahi antar hai.
Thanks
Boro me.hoga keya
Bihar me laga sakte h kya sir
Ji haan lagaa sakate hain
Thank you
Mene Gujarat me kiya hai 10 day huava konsa khaad dalu
@@hiralkumar9006 Ek acre me aap
50kg DAP + 25KG Urea + 25kg MOP + GR insecticide + pgr
or
100kg SSP+ 40KG Urea + 25kg MOP + GR insecticide + pgr
क्या गिरने की संभावना है?
Sambhawnaye to prakriti par nirbhar karati hain.
@@hariyalidekhushhali बारिश और हवाओं के कारण
Hmne bhi ye dhan ki ropay ki he or 15 din ke bad npk 20 10 10 khad dala he magar futav jyada nahi he to kya kare
humic acid 70,80,95 or 98% (jo apako mil jaye) 1kg, 20-25kg Urea me milakar buwai kar dijiye ya 500g humic acid (any grade) 200ltr pani me chidkaw karwa dijiye. Apake dhan me kalle bharpoor matra me ho jayega. Dhyan rahe kuch bhi karate samay khet me achchi nami honi chahiye.
Same problem
@@NVickyvlogs06 same solution
Dhan bahot achhi hai magar jamneshan bahot kam hoti hai
@@NitinDwivedi-l7i agar germination me jyada dikkat Rahi hogi to us lot number me sabhi packet me Rahi hogi. Aur is sthiti me apako Naya dhan beej Mila jata.
Lekin isase alag agar high temperature ki wajah se germination me dikkat thi fir to.......wo natural hai kya Kiya ja sakta hai
Kaveri company ka 9090 vs 468 kiya Anter hai
@@topendragandharw 1. paidawar lagbhag dono ki ek jaisi hi hai.
2. Khane me 9090 jyada badhiya apekshakrit 468 ke.
3. Paripakvata dekhi jaye to 468 dhan 9090 se 10 din pahle hi taiyar ho jata hai.
4. 9090 ka dana patla aur lamba hai 468 ka madhyam mota hai.
Bas yahi antar hai.
Kaveri company ka 9090 dhan lgayen hai
Khad kitna dalna aa
Ropai ke samay
50kg DAP + 25KG Urea + 25kg MOP + GR insecticide
or
100kg SSP+ 40KG Urea + 25kg MOP + GR insecticide
Odisha me Kahan milega
Apane najdiki dukan par dekhe na mile to online bhi mangwa sakte ho
Faltu seed
isse acchi silky 277 he mene dono lagai he silky 277 ka futav jayada he
@@Dhurv29 ye to Krishidhan ki reaserch variety hai.
नबर भेजो सर कपनी का
Customer helpline number
04027721457
Seed advertising me hero harvest me zero
@@swainbijay5107 aap kis state ke district se Hain?
@@hariyalidekhushhali Odisha, baleswar
Odisha me seed kaha milega
@kstmasti apane retailer se puche jyada sahi jankari de payenge
Odisha pe sab se bekar bala dhan he
Jankari dene ke liye bahut bahut dhanyavaad!
बहुत खराब है
@@surajtripathi3853 कुछ कारण भी बता दीजिये। ताकि किसानों को ये पता चल सके की फला मामले मे खराब है।