Very nicely explained 🙏........sir lekin print me text ke shadows gayab ho rahe he ......aur kuch text ke dark black shadows grey colour me print ho rahi he .........colour already CMYK me convert Kiya hua he
Hello Brother, Please suggest me some setting for Color Management in Corel X7, X8. My Corel X3 color settings are most relevant to actual output. but due to speed issue I prefer work in Corel X7 or X8, but before sending job for printing i have to save a copy in previous corel x3 version and have to recheck all colors. It takes my double time. Kindly suggest some color settings.... for X7, X8.. thanx
Apko 18 × 23 ki book ki pasring ka layout set karna hai offset printing ke liye. Asaan hai bas iski ek technical detail hai jo samajhna zaroori hai. Jaldi hi is baare mein video upload karunga.
4 color printing ke liye digital and offset printed machines hoti hein iske size and brand ke hisab se price hote hein. aap google pe check kar sakte hein. kaafi options mil jaenge.
एक ब्रोशर डिज़ाइन है उसमें 4 कलर की प्लेट प्रिंट प्रीव्यू में दिखा रहा है जबकी 3 कलर्स ही यूज़ हुए हैं cyan magenta or black पर प्रिंट प्रीव्यू के कलर सेपरेशन में येलो प्लेट दिखा रहा है। अब ये यलो डिज़ाइन में कहीं भी नही नज़र आ रहा तो इसे फ़ाइल में ढूंढ कर प्लेट में कैसे डिलीट कैसे किया जाए जिससे वो प्लेट न बने ?
Sir ji ye to mujhe bhi pata h..Mene issi tarah se hi 3 plate nikalvaai thi..Pr question yahi he ki design me use kaise search karenge..Because yellow preview me dekhaai nahi de raha h pr vo design me h or kisi color ke combination me bhi ho sakta h..Please reply ?
Nahi document property me koi bhi image nahi aa rahi he or na hi..rgb color kahin pr aa raha h..File ko other file me bhi import kr k dekh liya..Pr problem same hi h.
Sir mai x7 use kar rha hu ..... Banner ka size 9by 3 feet hai ... Maine design 9 by3 inches. Me kiya ...kya issi ka tiff bhejne pe printing wala size manage kar lega feet me ... Bcz i dnt want to send him cdr file of my design ...pls help me
9x3 inch kaafi small size ho jaega. Isko 3 feet kar lijiye aur agar file zyada heavy na ho to 600 dpi bhi kar lijiye. Baqi printing ke time operator ko size bata dein jitna karna hai.
Must check these settings and properties before you sent your artwork for output or offset printing.
Konsa printer better for output.... Plz reply sir
Very good sir
Very useful Guidance for Beginners who learn corel ..Thanks for tutorials and salute for your hard work.
Thank you so much and keep watching
Very nicely explained 🙏........sir lekin print me text ke shadows gayab ho rahe he ......aur kuch text ke dark black shadows grey colour me print ho rahi he .........colour already CMYK me convert Kiya hua he
Hamesha drop shadow ko print se pehle break apart kar lein, yeh pareshani nahi aegi.
Meet me
Bahutt badhiya Bhai
sir pdf me jpg select karna hai ya jip, ya kuch aur?
Hello Brother, Please suggest me some setting for Color Management in Corel X7, X8. My Corel X3 color settings are most relevant to actual output. but due to speed issue I prefer work in Corel X7 or X8, but before sending job for printing i have to save a copy in previous corel x3 version and have to recheck all colors. It takes my double time. Kindly suggest some color settings.... for X7, X8.. thanx
Sir litho printing offset k liye file kese prepare kari jati h ? Kya process hota h koi video ho to plz share kar diijye
Thank you sir this video exultant
🙏thankyou🙏
Thnk u sir.. text qunvert ki rit samj aa gii.... lkn printing k liye pdf hi acha h ya or bhi file export kr skte h..?
Cdr, pdf, eps, wmf, tiff waghera kaafi format sahi hai printing ke liye. Even jpeg se bhi kar sakte hein.
Thnk u sir
printing me kitni size k paper use hote h us pr ek video bnao to maherbani
Sir independence day par design banaye please
Ma Sha Allah. Bahut umdah
Banner mein 8 *3 feet is mein png image ke minimum kitna resulation hona chahiye.
Aur bitmap kare to DPI kitna rakhe . 300. 400.500.600 kitna hona chahiye.
300 resolution sahi rehta hai.
sir wmf or tiff file kya h or kese use hoti h
Wmf and tiff format hote hain file ki. Printing ke liye use hoti hain yeh files bhi.
Sir , 5.5 x 8.5 ke 16 page book ki file hai . Usko 18x23 ke sheet pee kese set kre. Sir Jarur bataye
Thanks
Apko 18 × 23 ki book ki pasring ka layout set karna hai offset printing ke liye. Asaan hai bas iski ek technical detail hai jo samajhna zaroori hai. Jaldi hi is baare mein video upload karunga.
Penton me se CMYK me kese convert karte hr
Jald hi colors se related ek complete video upload karenge jis mein Color issues ka solutions dikhaya jaega.
Sir text ko curve karne ke bad
ancorve kaise Kare
Woh sirf ctrl+z se hi jar sakte hein, command ko undo kar ke.
Sir 4 corol ki file kisme print hoti he or us machine ki kya price
He
4 color printing ke liye digital and offset printed machines hoti hein iske size and brand ke hisab se price hote hein. aap google pe check kar sakte hein. kaafi options mil jaenge.
kisi bhi cheez ki coshting kis tarah se nikal te he
एक ब्रोशर डिज़ाइन है उसमें 4 कलर की प्लेट प्रिंट प्रीव्यू में दिखा रहा है जबकी 3 कलर्स ही यूज़ हुए हैं cyan magenta or black पर प्रिंट प्रीव्यू के कलर सेपरेशन में येलो प्लेट दिखा रहा है। अब ये यलो डिज़ाइन में कहीं भी नही नज़र आ रहा तो इसे फ़ाइल में ढूंढ कर प्लेट में कैसे डिलीट कैसे किया जाए जिससे वो प्लेट न बने ?
Usko bina dhoonde, aap simply separation ke time yellow colour ki profile off kar sakte hein sirf 3 colourwki hi output hogi
Sir ji ye to mujhe bhi pata h..Mene issi tarah se hi 3 plate nikalvaai thi..Pr question yahi he ki design me use kaise search karenge..Because yellow preview me dekhaai nahi de raha h pr vo design me h or kisi color ke combination me bhi ho sakta h..Please reply ?
Phir toh koi bitmap image use huee hogi usi mein koi mamooli percentage hogi jo poori tarha remove nahi huee hogi, bitmap images delete kar ke file ki colour separation profile check kijiye. Pata chal jaega easily
Nahi document property me koi bhi image nahi aa rahi he or na hi..rgb color kahin pr aa raha h..File ko other file me bhi import kr k dekh liya..Pr problem same hi h.
cdtfb: can u share your Mobile no ?
Print time par 2 issue tha
Sir mai x7 use kar rha hu .....
Banner ka size 9by 3 feet hai ... Maine design 9 by3 inches. Me kiya ...kya issi ka tiff bhejne pe printing wala size manage kar lega feet me ... Bcz i dnt want to send him cdr file of my design ...pls help me
9x3 inch kaafi small size ho jaega. Isko 3 feet kar lijiye aur agar file zyada heavy na ho to 600 dpi bhi kar lijiye. Baqi printing ke time operator ko size bata dein jitna karna hai.
Bhai apko shikhna chahiye abhi bhi or bahut kuch hota hai isme sirf font nahi hota bro