यह वही झील है जहां पर सुनील सर ने 100 से ज्यादा जवान लड़कों को अपनी जान पर खेलकर जिंदा निकाला है, जिसके लिए उन्हें अजय चौटाला, नगेंद्र भड़ाना, SHO DHAUJ, इकराम नेता जी, पार्षद सीएम, व अनेकों बड़े लोगों ने सम्मानित किया है। Salute to Sunil sir ALAMPUR
Bro really aapka vlog to chaa gya yrr ab to maine bhi man bna liya hai yaha ghumne ka maine bohot jagah explore ki hai but mujhe esa feel krna hai jaisa ki is video mai ho raha hai aapko 😊
Delhi me itni bhi jheele nhi thi jo thi wo ab bhi ha...delhi me kuch bhi destroy nhi hua...delhi was the capital of ancient India too. So kabhi destroy kiya hua hi nhi delhi me, haa bs population k hawale se yaha pollution jaroor badh gya
Ye panikot jheel koi natural jheel nhi ha, yaha mining hoti thi pattaro ki.... aravali range ki kuch pahadiya thi use todti thi gov us time, to yaha pattar nikal nikalte itna gehra phaunch gye ki pani nikal aaya ...tb se hi ye jheel ha
Pareshan to nhi krte kher ....bss udhar jake kisi se pange nhi lena ...and andhera hone se pehle pehle us area se nikal jana ha ....baki udhar log hote ha ghumne wale to koi problem nhi ha
Bhai ji drinking kar sakte hai
यह वही झील है जहां पर सुनील सर ने 100 से ज्यादा जवान लड़कों को अपनी जान पर खेलकर जिंदा निकाला है, जिसके लिए उन्हें अजय चौटाला, नगेंद्र भड़ाना, SHO DHAUJ, इकराम नेता जी, पार्षद सीएम, व अनेकों बड़े लोगों ने सम्मानित किया है। Salute to Sunil sir ALAMPUR
Bhai nearest railway station ya koi metro station hai. Fir waha se jana kaise hai lake takk, rapido ya ola chalti hai kya?
Khud k vehical se jana best rhega ...bcz udhar jane ka koi dusra option nhi ha ....rapido bhi nhi
Ye jgh safe kyu ni hai.. akele kyu ni ja skte
Akele nhi ja sakte kyunki udhar ki local public gawar ha...and kisi ne badtameeji ki to save krne wala koi nhi ha ....
Bro really aapka vlog to chaa gya yrr ab to maine bhi man bna liya hai yaha ghumne ka maine bohot jagah explore ki hai but mujhe esa feel krna hai jaisa ki is video mai ho raha hai aapko 😊
Sure bro....may be more to come bss ye garmi thodi pareshan km kre to....
Ghera kitna he bhai
Approx 5 to 6 feet
Google map link dena bhai is jagha ka
Bro ye nuh side me ha....faridabad se approx 15 km dur ha ...aap search kroge panikot lake to aa jaega
Aisi jhile bhut hoti thi pehle,Delhi mei or uske nearest but humans Destroyed many things 😢😢
Delhi me itni bhi jheele nhi thi jo thi wo ab bhi ha...delhi me kuch bhi destroy nhi hua...delhi was the capital of ancient India too. So kabhi destroy kiya hua hi nhi delhi me, haa bs population k hawale se yaha pollution jaroor badh gya
Ye panikot jheel koi natural jheel nhi ha, yaha mining hoti thi pattaro ki.... aravali range ki kuch pahadiya thi use todti thi gov us time, to yaha pattar nikal nikalte itna gehra phaunch gye ki pani nikal aaya ...tb se hi ye jheel ha
Mughal aur abrahamic cults ne maa bhen ek kardi dilli ki …
Usse phle dilli was actually a plateau region
Local pareshan karte hai suna hai akele jana nahi chaiye
Pareshan to nhi krte kher ....bss udhar jake kisi se pange nhi lena ...and andhera hone se pehle pehle us area se nikal jana ha ....baki udhar log hote ha ghumne wale to koi problem nhi ha
wo waha ke local hai. bahar ke log gandagi delate hai
Bhai faridabad se lake tak koi police toh nahi rokti ? Kyuki mere kuch dost jane ka soch rahe hai par licence nahi hai
Koi issue nhi ha udhar police nhi rokti...bs helmet pehn k jana ....
And video agr pasand aayi to subscribe bhi kr dena
@@Vikaspalarterea woh toh sab kuch leke chalte hai bas licence 😅
Then have trip and enjoy....
Police rokti h