Meri ford figo cold start me koi problem nahi hai but gaadi 25-30 kilometres chalne ke baad agar bandh karte hai toh start nahi hoti 2 baar lamba self lene ke baad self lena bandh kar deti hai fir battery ka wire hata ke wapis lagake chalu karte hai toh woh chalu ho jati hai half self me hi kya problem ho sakti hai
Bhai Tata Manza bahut kala dua nikalra picup bahut kam hi 40 bhi nahi chadra milage 10 ke as pas ara scanner 500 vala lagayetho P0201, p0202, p0402, p0045, p0100 batara kya problem hosakta solution batavo plz
Bhai mere indigo cs tdi h jisme phla glow plug kharab ho gya h jisse starting dikkat subh hoti h kya aik plug kharab hone see sare glow plug kam karna band kar dete hai
Super, and perfect mechanic brother
Jankari ke liye dhanyawad bhi sab
सुपर
Good work bro 👌
great..
Bhai sahab meri vista bahut hi long crank lekar start hoti he TDI he 2 din se problem kar rahi he din me bhi long crank leti he karan bataye
Meri ford figo cold start me koi problem nahi hai but gaadi 25-30 kilometres chalne ke baad agar bandh karte hai toh start nahi hoti 2 baar lamba self lene ke baad self lena bandh kar deti hai fir battery ka wire hata ke wapis lagake chalu karte hai toh woh chalu ho jati hai half self me hi kya problem ho sakti hai
Thanks bro
petro ya diesel bataya karo
Nice work
Bhai, jab glow plug change karna hai tab engine head nikalna padta hai kya? ya phir sirf glow plug ko hi nikal sakthi please batana
Sirf glow plug kohi nikal na hota he..
Kuch kisome glow plug agar break ho jatehe to asi conditions me head ko nikalna padta he..
@@autoshala Thank you so much
😍😍😍😍
Sir price kya hai 1
Heater plug price kya hai
Bro mere par indica Vista TDI hai
White smoke marthi hai aur jatka marthi hai
Guide me please
Bhai Tata Manza bahut kala dua nikalra picup bahut kam hi 40 bhi nahi chadra milage 10 ke as pas ara scanner 500 vala lagayetho
P0201, p0202, p0402, p0045, p0100 batara kya problem hosakta solution batavo plz
Turbo change karwale bhai
Bro obd name and model plz
Are Dehati Aise kharab ho Jaenge Aise kya Ki Nahin Hoti
Hiiii
Hi
Bhai meri car tata vishta stating problap hi my ne ek makanik ke pas gya tha usne do plag tod dale
Aap ko do plug tute he usebhi change karna hoga..tute huve pluge ko niklvana padega
Tutte huye glow plug ko nikalvane k liye head kholna jaruri hai ya aur b koi rasta hai ???
Sir mera 3 प्लग change किये और एक मेकॅनिक ने अंदर फसा diya ,अब एक निकालना जरुरी है क्या ,उसे head खोले bagir निकाला जा सकता हें क्या
Abbi stating problam
Attttttttt
Awr do plag dal kar chod diya
Bhai meri vista me wiring mistake he aap ka contact no. Denge
Kya problem he??
@@autoshala a.c. on krne pr missing (jhatke) arha he engine me aur starting problem bhi he thodi si
Bai contact no plz
Bhai mujhe bhi chahiye number
Bhai aapna number send karo kahan se ho aap
Bhai kya lachak he apki awwaz me
Bhai mere indigo cs tdi h jisme phla glow plug kharab ho gya h jisse starting dikkat subh hoti h kya aik plug kharab hone see sare glow plug kam karna band kar dete hai
No...jo kharab hotahe vahi work nahi karta
@@autoshala Bhai Sagan maine phla bhi glow plug change Kat diya tb bhi dikkat kar rha
@@autoshala plz reply sir realy our fuse bhi shi hai
Number send karo