ابرار بھائی جیسے منچھے ہوئے سوزخوان کی جتنی تعریف کی جائے کم ہے۔ ماشااللہ اچّھا کلام اور بہت عُمدہ ادائیگی ہے۔ اِس کا دوُسرا پہلوُ یہ ہے کہ ان ریکارڈنگز کے ذریعے نہ صِرف مُختلف انداز کی سوزخوانی محفوظ ہورہی ہے بلکہ انٹرنیٹ کا میڈیم مجالسِ عزاء کے اِس اہم رُکن کی ترویج میں بھی ممد و معاون ثابِت ہو رہا ہے۔ جزاک اللہ! ۔ علی اصغر فرزند سیّد آفتاب علی کاظمی
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN UMR BHAR KARTA RAHOO'N TERI SANA KHAANI HUSSAIN 1. AZMAT-E-KABA BHI HAI AB USKI AZMAT PAR NISAAR TOO NE KAL JIS KHAAK PAR RAKKHI THI PESHAANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN 2. KAISE MUMKIN THA KE HARF, AATA KOI ISLAM PAR KAR RAHE THE KHUD SHARIY'AT KI NIGEHBAANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN 3. HAR TARAF SE ZULMATO'N NE GHER RAKKHA THA MAGAR TOONE KAM HONE NA DEE EMAA'N KI TAABAANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN 4. KARBALA KI KHAAK PAR JIS KI BINA RAKKHI GAYI US NAYI TEHZEEB-E-INSAANI KE HAI BAANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN 5. DEKH LE DUNIYA AMAL QURA'AN PAR KARTA HAI KAUN MAANGTE THE DUSHMANO'N SE IS LIYE PAANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN 6. CHALTE CHALTE YAK BA YAK, QATIL KA KHANJAR RUK GAYA PADH RAHE THE ZER-E-LAB AAYAAT-E-QURA'ANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN 7.JAL RAHA THA AAG ME KHAIMO'N KI JAB ZAINAB KA DIL DEKH TI THI TERI JAANIB GHAR KI VEERAANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN 8. HAI YEHI ASBAAB AYE MOJIZ SUKOON-E-ZINDAGI MAJLIS-O-MAATAM-MAHAAFIL MARSIAKHAANI HUSSAIN CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
Chahta hay jee yehi aey noor e yazdani Hussain Umr bhar karta rahoon teri sana khani Hussain Azmat e Kaaba bhi hay ab us ki azmat par nisar Tu ne kal jis khaak par rakhi thi peshani Hussain Kaisay mumkin tha ke harf aata koi Islam par Kar rahay thay khud shariyat ki nigehbani Hussain Har taraf se zulmaton ne ghair rakha tha magar Tu ne kam honay na di maah ki tabani Hussain Karbala ki khaak par jis ki bina rakhi gayi Us nayi tehzeeb e insani ke hain bani Hussain Dekh le dunya amal Quran par karta hay kon Mangtay thay dushmano se is liye pani Hussain Chaltay chaltay yak ba yak qatil ka khanjar ruk gaya Parrh rahay thay zair e lab aayat e Qurani Hussain Jal raha tha aag may khaimo ki jab Zainab ka dil Dekhti thi teri janab ghar ke veerani Hussain Hain yehi asbab aey Mojiz sukoon e zindagi Majlis o matam mahafil marsia khawani Hussain
Umr bhar kartha rahun😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Mashallah
Salam ya Hussain
Jazak,Allah, laddan India,
ابرار بھائی جیسے منچھے ہوئے سوزخوان کی جتنی تعریف کی جائے کم ہے۔ ماشااللہ اچّھا کلام اور بہت عُمدہ ادائیگی ہے۔ اِس کا دوُسرا پہلوُ یہ ہے کہ ان ریکارڈنگز کے ذریعے نہ صِرف مُختلف انداز کی سوزخوانی محفوظ ہورہی ہے بلکہ انٹرنیٹ کا میڈیم مجالسِ عزاء کے اِس اہم رُکن کی ترویج میں بھی ممد و معاون ثابِت ہو رہا ہے۔ جزاک اللہ! ۔ علی اصغر فرزند سیّد آفتاب علی کاظمی
what does yazdani mean?
hussain zindabad
Please also upload rest of the volumes so that everyone can access them...mola app ko is tabligh ki jaza dain...
appreciate the effort of putting it up! amazing!
Can someone please give me the lyrics?
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
UMR BHAR KARTA RAHOO'N TERI SANA KHAANI HUSSAIN
1. AZMAT-E-KABA BHI HAI AB USKI AZMAT PAR NISAAR
TOO NE KAL JIS KHAAK PAR RAKKHI THI PESHAANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
2. KAISE MUMKIN THA KE HARF, AATA KOI ISLAM PAR
KAR RAHE THE KHUD SHARIY'AT KI NIGEHBAANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
3. HAR TARAF SE ZULMATO'N NE GHER RAKKHA THA MAGAR
TOONE KAM HONE NA DEE EMAA'N KI TAABAANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
4. KARBALA KI KHAAK PAR JIS KI BINA RAKKHI GAYI
US NAYI TEHZEEB-E-INSAANI KE HAI BAANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
5. DEKH LE DUNIYA AMAL QURA'AN PAR KARTA HAI KAUN
MAANGTE THE DUSHMANO'N SE IS LIYE PAANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
6. CHALTE CHALTE YAK BA YAK, QATIL KA KHANJAR RUK GAYA
PADH RAHE THE ZER-E-LAB AAYAAT-E-QURA'ANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
7.JAL RAHA THA AAG ME KHAIMO'N KI JAB ZAINAB KA DIL
DEKH TI THI TERI JAANIB GHAR KI VEERAANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
8. HAI YEHI ASBAAB AYE MOJIZ SUKOON-E-ZINDAGI
MAJLIS-O-MAATAM-MAHAAFIL MARSIAKHAANI HUSSAIN
CHAAHTA HAI JEE YEHI AYE NOOR-E-YAZDAANI HUSSAIN
Chahta hay jee yehi aey noor e yazdani Hussain
Umr bhar karta rahoon teri sana khani Hussain
Azmat e Kaaba bhi hay ab us ki azmat par nisar
Tu ne kal jis khaak par rakhi thi peshani Hussain
Kaisay mumkin tha ke harf aata koi Islam par
Kar rahay thay khud shariyat ki nigehbani Hussain
Har taraf se zulmaton ne ghair rakha tha magar
Tu ne kam honay na di maah ki tabani Hussain
Karbala ki khaak par jis ki bina rakhi gayi
Us nayi tehzeeb e insani ke hain bani Hussain
Dekh le dunya amal Quran par karta hay kon
Mangtay thay dushmano se is liye pani Hussain
Chaltay chaltay yak ba yak qatil ka khanjar ruk gaya
Parrh rahay thay zair e lab aayat e Qurani Hussain
Jal raha tha aag may khaimo ki jab Zainab ka dil
Dekhti thi teri janab ghar ke veerani Hussain
Hain yehi asbab aey Mojiz sukoon e zindagi
Majlis o matam mahafil marsia khawani Hussain
@@knightsahz Jazakallah brother!