Volt meter ko power dene ke liye step down module ke output point par connect karna hoga. Imput par voltage ⚡ jyada hote hai volt meter kharab ho jayega...
Auto cut koi bhi converter nahi karta kisi ko pata hi nahi hai wo kewal constant voltage / current hota hai Auto cut sirf bms me hi hota hai mujhe acche se pata hai 😊😊😊
@@electricalkalyug sir solar panel nahin hai main laptop charger ya FIR transformer bees charger se kya 40 ampere battery ko charge kar sakte hain. * 20 volt 4.5 ampere charger per DC to DC buck converter ko laga ke output 14.4 volt karke 12 volt 40 ah battery ko kya charge kar sakte hai?
Volt meter ko power dene ke liye step down module ke output point par connect karna hoga.
Imput par voltage ⚡ jyada hote hai volt meter kharab ho jayega...
Bhai dikat nhi hogi 100 volt tak volt meter mejar ker skta hai
Achi baat hai...
Bohat ache se bataya good maind
Thanks
Sir , battery ka voltage charger tak na anekeliye kiwa korna hoga ? Nehi to ismain supply bondh hone ke baad vi led glow korta rehta hein.
Bhai aap diode lga skte ho
voltege aur amp ak bar set kiya to dubara set karane ki jarurrat nahi na?
Yes
Mere paas 300 watt kaa buck converter hai, usme sirf red LED hai, aur wo auto cut wagaira kuch nahi karta hai. Ye wala alag ata hai kya?
Ye bhi 300 watt ka hi buck converter hai .. alag nhi h same h
Auto cut koi bhi converter nahi karta kisi ko pata hi nahi hai wo kewal constant voltage / current hota hai
Auto cut sirf bms me hi hota hai mujhe acche se pata hai 😊😊😊
Ha to mene bhi auto cut ka nhi bola h
मॉड्यूल का नाम???
Buck converter @@javedhusain1089
ज्यादा एम्पियर पर अगर सेट कर दे तो क्या जल्दी चार्ज होगी बैटरी
Yes
Yes
Solar k volt up down hone se is k output k volt up sown to nhi honge???
Yes solar per dipend rhata hai adi solar ke Volt apke set volt se down hoge to output voltages bhi down hoge
12v 40 ah exide solar lead acid battery ko charge kar sakte hai kya?
Agar haan too kitna volt & amp par set kare?
No bro only 10 to 12 Ah
@@electricalkalyug 12v 40 ah battery ko bina solar ke panel ke keise charge kare
Solar panel kitne watt ka h
Or kitne solar panel h
@@electricalkalyug sir solar panel nahin hai main laptop charger ya FIR transformer bees charger se kya 40 ampere battery ko charge kar sakte hain.
* 20 volt 4.5 ampere charger per DC to DC buck converter ko laga ke output 14.4 volt karke 12 volt 40 ah battery ko kya charge kar sakte hai?
Bhi g solar plate k full amapre py set kr battery ko charge kiya jy to agr doop kaam ho jy to Amapre automatically kaam ho jy gy.ya phir off ho jy ga?
Ha amp kam ho jayega
@@electricalkalyug or volt b kaam hn gy? me 30watt solar plate lgni h or 7ah lithium battery k sath voltage ko 12.6 py set krna h.
Ha ho jayega
I have 300wats converter and 350 wats panel. Can it work with the digital meter?
Nhi kyu ki apka solar 350 watt hai apko solar charge controller hi khridna hoga
Sir UTL gama + 12 volt soler Inver मे लगा mppt कंटोलर को ठीक करना सिखाएं
Mppt solar charge controller nhi hai ye wala
Best video bhai
Thanks
SOLAR ka Dhup Kam Jyada Hoga To Iska Output volt kam Jyada Nahi Hoga...?
output kam jyada hoga
@@electricalkalyug output means Amp or volt
Agar Amp kam Jyada Hoga To Chalega Lekin Volt bhi kam Jyda hoga To Kaise Battery Charge hoga
Bhai jab solar panel per dhup kam jyada hogi to uska output bhi kam jyada hoga .. usme solar charge controller kuch nhi ker skta h
To fir Controller Kis bat Ki
Lead acid battery ko charge Kar sak the
Yes bro ker skte h charge
check reverse test , i mean in night me battery se panel power jathe ok bar check karo
Ok
Very good video
Thanks
Hello sir you are good
Thanks for comment
Mast bhai
Thanks
Good good, been looking for that for a while, it's a good idea; thanks
But i need to control 60 volts at 30 Amps, maximum, so is that possible?
60 volt 30 Amps not be possible this device....
Good
Thanks for comment
But try and make your video in English boss
But bro i don't know English.... sorry
Bhaiya ji 50 or 60 amp ka solar charge controller banao plz
Ok try karta hu
tu jarurat se jada bolo rahe ho
Ese kya bol diya h mene
@@electricalkalyug tum ek hi bat ko bar bar bol rahe ho
Are bro jab starting me esha hota ... jab video banate h to .. ab nhi hoga
Thanks for comment