Uddipan uddipak ek hi chij hoti hai. Koi bhi aisa padarth jo chhatro ko kuch karne ke liye prerit kre use uddipan kahate hai jaise bhukh hame kuch karne ke liye prerit larti hai tab bhukh uddipan ya uddipak hai
Prasthposhan ko feedback bolte hai, Chhatr jab koi answer dete hai to unhe ye batana ki aapne shi uttar diya hai ya galat vo prashthposhan hota hai. Punarbalan ek aisi prakriya hoti hai jisme ham chhatro ko kisi kam ko karne ke liye prerit karte hai Jaise bachcho se kahana ki very good, keep it up. . Jb ham ye shand bachcho se bolte hai to bachche us kary ko bar bar karna chahte hai hai, tb is prakar ke shabd bolna punarbalan kahalaata hai
Sir aapk padhane ka tarikha bhut attractive rhta h thank you sir..🙏
Thank u sir..bhot helpful rhti h apki vdos .thanks a lot
Thanks sir helpfull video
Very good 👏👏👏🙏🙏🙏
Bhut ache se samjh me aaya sir thankyou sir
Guru ji ksutta pdhate ho gjb👏👏👏👏👌👌
Thank you sir 😊
Bauth aacha samzya sir thnx
Nice explanation sir..👏👏
अद्भुत पड़ाते है सर आप❤
Thanks sir 🙏🙏🙏🙏home science ki bhi class kra dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏
Nice class 👍
thanks sir,
1st...,
Nice video
धन्यवाद सर जी
Sir please aap 2 nd year ki class bhi start kr do please
Plz app English ka unit 5,6 ke notes bhi provide krwa de, vinti hai 🙏
Thanks sir
Sir b.ed 2nd year ki class bhi laya kro na plzzzz sir,.;;.
Tq
Sir , OHP me konsa lense use Kiya jata hai ?
Sir aapne iss unit mein abhi tkk MULTI--SENSORY INSTRUCTION, EDGER DALE'S CONE MODEL yeh topic nhi kraye hai
Next ye hi video hai
@@MicroClasses okh sir
Sir en videos ka pdf daal do
उदीपन, उदीपक, पृष्ठपोष्ण, पुनर्बलन sir inn words ka meaning smjh nhi aa rha hai please sir ek baar explain krr dijiye
Uddipan uddipak ek hi chij hoti hai.
Koi bhi aisa padarth jo chhatro ko kuch karne ke liye prerit kre use uddipan kahate hai jaise bhukh hame kuch karne ke liye prerit larti hai tab bhukh uddipan ya uddipak hai
Prasthposhan ko feedback bolte hai,
Chhatr jab koi answer dete hai to unhe ye batana ki aapne shi uttar diya hai ya galat vo prashthposhan hota hai.
Punarbalan ek aisi prakriya hoti hai jisme ham chhatro ko kisi kam ko karne ke liye prerit karte hai
Jaise bachcho se kahana ki very good, keep it up.
.
Jb ham ye shand bachcho se bolte hai to bachche us kary ko bar bar karna chahte hai hai, tb is prakar ke shabd bolna punarbalan kahalaata hai
@@MicroClasses thanku so much sir 😊
Thank you sir
Thank you sir