Ab jo Ghar me bijli aata hai usme thanda aur garmi dono rahta hai agar jo sathe sath thanda aata hai Pol ke madhyam se ham usko touch karenge to jarur sate rah jayenge pehle ke time sirf garmi deta tha aur Ghar se thanda yani jisko aarthing bolte hai
Bhai nutral me current nahi hota hai , lekin iska matlab ye nahi hai ki chhune se current nahi marega. Bahut logo k ghar ki wiring me gadbad rahti hai to current dono me ata hai. Aisa suggestions mat do
Sir ek doubt hai left me apka phase aa raha hai agar ispe 3plug wala load lagayenge to vo chalega kya.ya load kharab hoga kyoki 3 pin load me phase right me chahiye . Please solve my doubt.
sir jaisa ki is video pe aapne btaya ki ek side pe upper niche ke dono point pe neutal hoga or dusri side ke dono point phase honge or sabse upper wala earth.agar in mein se neutal point ke ek point ki wire ko phase ke kiso ek point pe jodne se short marega kya jab bhi hum koi other electric device use krenge to.
इस वीडियो में दिखाया गया कोई प्रैक्टिकल नही करे कही न्यूट्रल वायर मेन लाइन से जुड़ा हुआ या कटा हुआ हो सकता है तो आपको करंट लग सकता है 😂😂😂😂😂😂 गांवो में विशेष ध्यान रखें मैने इसी भरोसे छू लिया तो करंट का झटका लगा
sabse pahla chest aapka yah galat haiaapka neutral baen side mein aana chahie jo ki aap daen side mein connection kar rakhe Hoyah pahle Sahi karotabhi aap Sahi electrician kahlaoge Varna Khali video banane ke liye mat aao
Excellent information, due to leakage of current in appliances, I got clue from you and changed the pin socket. It help lots.
as per government rules, phase should be on right side when viewing from front side.
when you view this socket from backside, phase appears on left.
Me bhi wahi keh raha 😂
Dandika phase thake ar badikà neutral
No need.. cus modern devices are polarity insensitive
As per government nahi it's ruled
You are right, I think his connections are wrong.
❤❤ thanks ❤❤
Bhai aap n mri problem slove kr di super or viedo bnaya vo bhi 1 second k video m phase nutel k bar m btaya 👌🏻👌🏻👌🏻🔌GREAT UA-camR MUKESH
Itna bhe taarif ke layak video nhi hai bhai
@@amanimam5291😂 evdi simpl bhi ditals malum Nahi inko
God enforcement Bhai from kuwàit 🇳🇵🇰🇼
Thank u for this information
Right side phase hoga according to India electric rules.
Very useful information ❤
Bhai phase hamesha right side me hi hota hai aur neutral left side me hota hai
lol what a logic. Isi socket Ko ghumado left right ghumjayega
Thank you sir ❤❤
Thanks bro
Phase k Wire Right side karo or Neutral k Left .. It's Bijli Rule 😅😅
Right
Phase Hamesha Right side me hota hai aur neutral Left me
@@mdmuneerkhan5858 Yahi to mein bol rha hu bhai 🤪
@@adityagautam7978 Tum Sahi bol Rahe Ho but ye connection jo kar raha hai wo baklol hai 😝😝😝😝😝
@@mdmuneerkhan5858 H bhai sahi kaha
thanks 🙏
How to check is earthing hai ke nahi apne board pe or work bhi kar rahi he yaa nahii???
Phase right side me hota hai na ?
Bhaii phase right ko hota hai or Neutral left
Thanks brother
The phase is always on the right side of the socket.
Nutial left side face right
Bhaiya dono me tester glow kar rha hai.........kya karna padega bhaiya please reply....
Ac current mein neutral wire kabhi phase bhi ban jaati hai
Thank you ❣️
Good information
Yeh phase left side peh kyu hai
Sir phase right side me ,left netrol
Mera laptop ka motherboard short hogya earthing nahi thaa isiliyee
Nutral choo k dikhaya par Phase choo k nhi dikhya.
Thanks for information 👍👏♥️
😊
Or 2 wo niche wale whole aise hi aate he kya ?
Wo Bhai same hi ha parallel ma diya ha for easy connection kale plugs different hote ha islea
Ab jo Ghar me bijli aata hai usme thanda aur garmi dono rahta hai agar jo sathe sath thanda aata hai Pol ke madhyam se ham usko touch karenge to jarur sate rah jayenge pehle ke time sirf garmi deta tha aur Ghar se thanda yani jisko aarthing bolte hai
Phase hamesha ke liye right side hona hoga, left side ny
Neutral aur erth me fark kiya ho ta hai
6:43 SAURAV BHAI KAISE ELECTRICIAN SE KAAM KRA RAHE HO GHR MAI JISE YH JI NAHI PTA EARTHING KYA KYU HOTI HAI KYU KRAYI JATI HAI GHRO MAI 🥲🥲
Tester se current kyu ni lga
Uspe plastic covering hai na isiliye, agar metal part ko touch karoge toh current lagega, abhi unhone plastic part pakda hua hai
😊😊😊
Bhai nutral me current nahi hota hai , lekin iska matlab ye nahi hai ki chhune se current nahi marega. Bahut logo k ghar ki wiring me gadbad rahti hai to current dono me ata hai. Aisa suggestions mat do
Earth me bhi voltage aa rha hai kya
👍🔌⚡
Sir je right side me hona chayia phase taki koai aapko dekh kar aage galti najre ke left side me hota gai phase
Neutral se karant nahi lagta hai really
Phase plug board Me right me hota hay
kya earth or neutral same hai yaa alag hai
Bhai phaseko only pakrne me current nahi marta hai, hm check kar chuke hai lekin earth ka sampark me nahi rahna chahiye.
sahi
Aap check kar chuke hain 🤔🤔
❤❤ thanks
Jab me switch on karta hu to nutral aata he. Wo sahi he ya galat 2 din se light nahi he bhai batade
⚡
Mere Ghar Mein neutral mein bhi tester Jal Raha Hai kya problem ho sakti hai
Usko loveriya huwa hai
अगर अर्थ में भी फेस आए तो क्या करे!
Bhai phese ko neutral me dal sakte hai kya ??
Nhi
Sir ek doubt hai left me apka phase aa raha hai agar ispe 3plug wala load lagayenge to vo chalega kya.ya load kharab hoga kyoki 3 pin load me phase right me chahiye .
Please solve my doubt.
Aisa kuch nhi hai bhai khoob chalega right me lagao ya left me 3 pin wala bhi chalega.
Agar dono wire me flow horha hai tho kese pehchane phase kon sa hai
Haat lagake jisme jyada jhataka hoga wo face
sir jaisa ki is video pe aapne btaya ki ek side pe upper niche ke dono point pe neutal hoga or dusri side ke dono point phase honge or sabse upper wala earth.agar in mein se neutal point ke ek point ki wire ko phase ke kiso ek point pe jodne se short marega kya jab bhi hum koi other electric device use krenge to.
Short circuit ho jayega bina kisi device ko use kiye hi.
Earthing socket me spark hua aur cooler ab nahi chal raha kya karu 😑
Ok
Face ke shock se insaan mar sakta hai kya?
Depend karta hai power kitna volte h
Bhai power board kyu lagate hai
Phase right maih lagao
Thanku
Phase always comes on the right side
Jab switch On ho tu pir neutral ko touch nai krna bhai..!
Kyu current lagega kya bhai ❤️
Bhai earthing me halka sa current aaraha hai 😢😢😢
Tumhare ghar mein earthing nahi hai proper, neutral ko earthing se jodh diya hoga dekho electrician ne.
Phase right side te honda bro
face right side hota h
Upko patanehehe phase kes sid me rahetahe.
Apka board connection wrong he , neutral left point me hota he or phase right point me.
Switch on karne par phase aa raha hai
In which side you keep the neutral in left or in right 😂
Without earthing ke istri aur heater ko chala sakte hai ya nahi..
Chalega
Me nehi manta, phrase ko touch karke dekhao
Yadi dono side phase hi jode to
kuch kaam nhi karega
@@electricalsolutions6462 wire yadi pol pe double phase laga de to kya dono side tester glow nhi karega
Galat wairing because phase always right side hote hai
bhai neutral mein current nhi hota but jab reverse marke kabhi kabhi aata hai na neutral toh zinda nhi chodta😅
👌🙏
Online class wala electrician🙆♀️
फेस को भी छूने से करेंट नही लगेगा बस बॉडी को जमीन से सम्पर्क नही होना चाहिए
Phase chukar nahi dekaaya 😁
Accha hai
Please do not update wrong information. Technically youar right side power came.
Phase hamesha right side me hona chahiye..
No
Hamare chacha ka kehna hai ki phase hamesha right side me hona chahiye kya ye sahi hai ya glat?
Sahi hai
House wiring k time phase hamesha right side me hona chiye
Lekin jab hum extension board banate hai to usme left me bhi phase connection de skte hai usme koi problem nhi hai
Gajab
Phase right side hona chahiye
Agar galti se chhu liya to...phir bol jai bappa kii😂😂
Connection is wrong
Bhai phase ulta lagayaa hay tu nayy😅😅
Bhai phase right side me hota hai😂
आपको खुद पता नहीं है तो आप क्या बताएंगे
इस वीडियो में दिखाया गया कोई प्रैक्टिकल नही करे कही न्यूट्रल वायर मेन लाइन से जुड़ा हुआ या कटा हुआ हो सकता है तो आपको करंट लग सकता है 😂😂😂😂😂😂 गांवो में विशेष ध्यान रखें मैने इसी भरोसे छू लिया तो करंट का झटका लगा
neutal wire ko phase ke saath jod skte hai kya vo board pe lgne wale kisi bhi cheej ko short kr skti h kya ye sahi h.
Erting me sok marega kea
face to ulti side a raha hai tumhara galat lagaya hua hai
Neutral ko touch Kiya but phase ko nahi next video phase ko touch karke bataiye ga jhatka lagta hein ya nahin🤣🤣🤣🤣
Phase ko current lagta hai me nahi manta next video me chuu kar dikhao tabh manu 😂😂😂
Conection ulta hai
, galat tarike se connection mat karo right side phase do left side neutral do
Kuch pata bhi hai ya video banane aa gye 😂😂
sabse pahla chest aapka yah galat haiaapka neutral baen side mein aana chahie jo ki aap daen side mein connection kar rakhe Hoyah pahle Sahi karotabhi aap Sahi electrician kahlaoge Varna Khali video banane ke liye mat aao
ഫേയ്സ് എപ്പോഴും വലത് വശത്തായിരിക്കണം ന്യൂട്രൽ ഇടത് വശത്തും കണക്ഷൻ റോങ്ങ് ആണ്😢😢
Abe tujhe bhi kuch nhi pta h ja jake seekh ke aa... shoket ke Right side main humesa phase hota h lol
😊
Dont post theoretically incorrect thing
Risit pes raitha
Mein nahi mantha face ko chu kr dekhao😂😂