जानकारी के लिए आपका सादर आभार🙏🙏 लेकिन मुख्य मुद्दा ये है सर की प्रश्न सिलेबस से बाहर पूछा गया है, वो भी 10 प्रश्न जो मेरिट के लिए बहुत है। आपसे निवेदन है सर की इस बात को jssc तक पहुंचाया जाए, ऐसे में तो फिर cgl में कहाँ से पूछेगा कह पाना मुश्किल है। जब अन्य भाषा वालो का सिलेबस से था तो नागपुरी बाहर से क्यों? बीपी केशरी की पूरी किताब पढ़ पाना संभव नहीं है, ना ही सभी कवियों का रचना। Plz आप अपनी बात को एजेंसी तक भी पहुंचाए ताकि cgl में पुनरावृत्ति ना हो🙏🙏
Sir yadi is baar aap jaisay sabhi Nagpuri teachers ham student ki baat jssc ko notice nahi karaye to ye pakka maniye next jssc k exam mai bahut sare student khortha language select kar lengay. 10 questions out syllabus se aane k bad Paper 3 mai overtake karna bahut muskil hoga.sara mehnat pay pani fir jane wali baat hogi. Akhir ham log exam ki taiyari selection k liye kartay hai entertainment k liye nahi😢
Bilkul Sahi Suraj ji...pahle se Nagpuri syllabus Mai 10 lokkatha aur 8 Sishtkatha hai fir 10 Kavita aur sistgeet hai...uper se aur lekhak aur unka rachna, it's not possible. . Yeh jssc waale kya foonk kar questions banate hain. Jub syllabus Mai hi nai hai toh hum kyon padhen...last moment Mai Kahan se possible hai...hame aawaj uthaana chahiye ki agar out of syllabus questions as Gaya toh usme sabhi Nagpuri candidate Ko marks milna chahiye... Anyatha syllabus ke anusar
Sir muncipality k exam me total 12 questions out of syllabus the.is bat pe apna mat rakhe aur chatro ko sahyag kare. Warna chotanagpur me nagpuri ki har hogi ye beeta exam me bhi aur aane wala exam me bhi
Nagpuri wala question set karne wala pagal hai .khud question set karna wala chataa hai ki kaise nagpuri wala Student ko kaise Roke.kuvh sikho khortha wala se
जानकारी के लिए आपका सादर आभार🙏🙏
लेकिन मुख्य मुद्दा ये है सर की प्रश्न सिलेबस से बाहर पूछा गया है, वो भी 10 प्रश्न जो मेरिट के लिए बहुत है। आपसे निवेदन है सर की इस बात को jssc तक पहुंचाया जाए, ऐसे में तो फिर cgl में कहाँ से पूछेगा कह पाना मुश्किल है।
जब अन्य भाषा वालो का सिलेबस से था तो नागपुरी बाहर से क्यों?
बीपी केशरी की पूरी किताब पढ़ पाना संभव नहीं है, ना ही सभी कवियों का रचना।
Plz आप अपनी बात को एजेंसी तक भी पहुंचाए ताकि cgl में पुनरावृत्ति ना हो🙏🙏
Sir ji ka wo kaam nahi paid kao padha dange .baki apna apna shamjoo
Sir yadi is baar aap jaisay sabhi Nagpuri teachers ham student ki baat jssc ko notice nahi karaye to ye pakka maniye next jssc k exam mai bahut sare student khortha language select kar lengay.
10 questions out syllabus se aane k bad Paper 3 mai overtake karna bahut muskil hoga.sara mehnat pay pani fir jane wali baat hogi.
Akhir ham log exam ki taiyari selection k liye kartay hai entertainment k liye nahi😢
Bilkul Sahi Suraj ji...pahle se Nagpuri syllabus Mai 10 lokkatha aur 8 Sishtkatha hai fir 10 Kavita aur sistgeet hai...uper se aur lekhak aur unka rachna, it's not possible. . Yeh jssc waale kya foonk kar questions banate hain. Jub syllabus Mai hi nai hai toh hum kyon padhen...last moment Mai Kahan se possible hai...hame aawaj uthaana chahiye ki agar out of syllabus questions as Gaya toh usme sabhi Nagpuri candidate Ko marks milna chahiye... Anyatha syllabus ke anusar
Bhut achha laglak aisne jankari dete rhu dhnyabad
Sir iti instructor ka nagpuri ka que. Kara digiye sir ji
नागपुरी का सिलेबस ही नहीं बनाना था। 5-6 किताब का सिर्फ नाम ही दे देता कि पुरा पढ़ना है 😡
Thank you so much sir ji for your support
Lok geet ka class lijye sir
Kortha me according to syllabus tha aur one liner tha.
To Nagpuri me 10 ques out of syllabus kyu tha? Hmlog to kabhi select nahi ho paenge aise😢
Sir download nhi hora
Ghasi ram mahli ka bhi lao
ghasi ram mahli ka kavita or nagpuri gana me video bnao
Sir, Lokgeet ka paribhasha waala question(Ram Prasad) ko kis book se uthaya gaya tha ?
Aisa questions kis book se cover kiya ja sakta hai ?🙏🙏🙏
5 -6 questions topic se bahar tha
Next exam se ab koi nagpuri ni lega
Sir muncipality k exam me total 12 questions out of syllabus the.is bat pe apna mat rakhe aur chatro ko sahyag kare. Warna chotanagpur me nagpuri ki har hogi ye beeta exam me bhi aur aane wala exam me bhi
Nagpuri wala question set karne wala pagal hai .khud question set karna wala chataa hai ki kaise nagpuri wala Student ko kaise Roke.kuvh sikho khortha wala se
इतना बड़ा बुक कैसे पड़े सर जी इतना कम समय में.
Jpsc ka class suru Karu guru ji